maulaana saab kee takareer bahut achhee hai yahaan ek aur islaamik chainal hai, inshaallaah aap loogun ko phaayada hoga The Mubashar19
@jamalara83575 ай бұрын
Assalamualaikum Hazrat Mujhe aapse milna hai Hazrat mujhe ye sunkar bahut rona aa rha hai ke aaj aap Ranchi airport se rawana hue hai Hazrat main Ranchi islami markaj ke qareeb rahti hun aapka programe Giridih mein chal raha tha apne tour pe main pta krti rahi ke kya aap Ranchi aayegen pta hi nahi chal paya maine khawb mein Sarkare Madina saw ke saath aapko dekha fir online aapse mureed hui hun aik bar milne ki tamanna hai bahut rona aa rha Hazrat Allah aik bar aapse milade Aameen main hr kaam me bismillah shareef pdti hun 786 bar bhi pdti hun dua kren Allah qubool ata farmaye Aameen
@hriworld78034 ай бұрын
सुभानल्लाह
@ashakalimakrani30683 ай бұрын
Badi hi khush Nasib ho bahen subhanallah subhanallah bahut khub
@razvigulshan11973 ай бұрын
MASHA ALLAH
@ZainabAzmi-pc1bf3 ай бұрын
😊😊
@mdsafiullah42642 ай бұрын
Mashallah Allah pak nazre bad se mahfuz rakhe or ap ko salamat rakhe
@Kasimkhan-xo3mc3 ай бұрын
Masha Allah
@rizwanahmad29782 ай бұрын
Asslamalaikum Rizwan Ahmad padrouna kushinagar se kari shakil Hafiz nizami ke bahdoi. Hazrat mujhe beti ki shaadi ka koi Wazifa bataeyn