Biwi Ke Huqooq - Rights Of Wife By

  Рет қаралды 654,362

IRC TV

IRC TV

Күн бұрын

Main Points
00:00 - Start
02:07 - Islam Me Mard Aur Aurat Ke Qanooni Huqooq / Haisiyat Barabar Hai
04:39 - Biwi Ke Haq Ada Karna Mard Ke Liye Wajib Hai
06:38 - Biwi Ke Haq Ada Na Karna Shohar Ki Halakat Ki Wajah
08:07 - Biwi Ke Haq Ada Na Karna Kabira Gunah Hai
12:06 - Biwi Par Zulm Karne Se Bacho
14:28 - Biwi Ka Kharch Uthana Shohar Ki Zimmedari Hai
18:01 - Maher Biwi Ka Haq Hai Aur Maher Dena Shohar Par Farz Hai
20:00 - Biwi Husn e Zan Ki Haqdaar Hai
26:51 - Biwi Ki Jinsi Khwahishat Puri Karna Shohar Par Biwi Ka Haq Hai
28:33 - Biwi Ko Quran Aur Hadees Ki Talim Dena Shohar Ki Zimmedari Hai
31:18 - Biwi Ki Izzat Ki Hifazat Karna Shohar Ka Zimma
33:44 - Mard Apni Biwiyon Me Insaaf / Barabari Ka Mamla Kare
36:22 - Shohar Aur Biwi Ke Common Huqooq / Rights
36:48 - Miya Biwi Ek Dusre Ko Burai Se Roke Aur Acchai Ka Hukm De
39:40 - Miya Biwi Ek Dusre Ke Raaz Faash Na Kare
42:19 - Mard Aur Aurat Se Unki Zimmedari Ki Pooch Hogi
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZfaq and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
- Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
- Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
- Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSLectures #BiwiKeHuqooq #RightsOfWife #Wife #Biwi #Rights #Huqooq #IRCTV #AdvFaizSyed #IRC00362

Пікірлер: 545
@aqeelaahmed5671
@aqeelaahmed5671 3 жыл бұрын
Bhut hi zbardast byan Allah humey amal ker ney ki tofeeq ata frmaye .... Is byan se kafi islah huee.... Jazakallahu khairan kaseera .... Ameen
@abedaparween8833
@abedaparween8833 3 жыл бұрын
Mashallah kiya khoob Allah ki masleht Shobar in baton se shohar be khaber hai Mai dua kerti hoon un shoharon Allah hedayet farmaye ameen
@mohammad.idrees-rz1uw
@mohammad.idrees-rz1uw 2 ай бұрын
Or biwi shohar ko sataye or apne shohar ki bat namane orte 10..20 jorhi kapdhe banane ke bad bhi boltin hai 😢mene kab banaye kapdhe or mard ghise pite kapdhon me guzara karta hai mard 😢😢😢😢
@gamingwithghazi7083
@gamingwithghazi7083 2 жыл бұрын
Mujhe ye sb sun k bht acha lga mai hamaisha sochti thi k Allah nainsafi ni kr skta
@SVenkataGiri
@SVenkataGiri 3 жыл бұрын
I liked this video.
@nether0701
@nether0701 3 жыл бұрын
Allah apne nek bando ko ek dusre ke huqooq ada krne ki taufeeq ata farmaye
@kk-mf1jt
@kk-mf1jt 3 жыл бұрын
Ameen
@afreenfathima6987
@afreenfathima6987 Жыл бұрын
Aapka buht shukriya.. Aapka bayaan sun kar Har zulm sehne vali ladki aapko dil se dua degi... Allah kare Har ladka sunke ispe amal kare....aur buht se zindagi sawar Jaye..
@Lalsaheb-ws8uo
@Lalsaheb-ws8uo 11 ай бұрын
Aamen
@GiveUpYourSins-to9sn
@GiveUpYourSins-to9sn 5 ай бұрын
Ameen
@zaaraameen8958
@zaaraameen8958 3 жыл бұрын
Masha Allah heart touched ur bayan
@muqeemtobassam2249
@muqeemtobassam2249 3 жыл бұрын
Hy
@Abdurrahman-ut8nt
@Abdurrahman-ut8nt 27 күн бұрын
جزاك الله واحسن لجزا في الدنيا والاخره ،🤲👍
@sabahatmuslim36
@sabahatmuslim36 3 жыл бұрын
Larki ke huqooq barabar hai sab takleef dard larki se shuru hoti mout pe khatam hoti
@shaikhneha6061
@shaikhneha6061 2 жыл бұрын
Sahi kahaa💯
@meenaz8
@meenaz8 2 жыл бұрын
Aurat k koi hukook nhi h....or fir bolte h barabr h....mera shouhar ko meri sas itna kan bhrti h...or puri farmabardar h
@psychologistmaryem
@psychologistmaryem 3 жыл бұрын
Boht hi zbrdst byan ha apny her trah say ort k hkok byan kye Allah jzakallah khair
@zareenaparveen654
@zareenaparveen654 2 жыл бұрын
بہت اچھا بیان ہے ہر مسلمان مرد عورت میں سننا چاہیے جزاک اللہ جزاک اللہ جزاک اللہ.
@samankhan1213
@samankhan1213 3 жыл бұрын
aaj ke shohar apni bw ki izzat khud uchal rahe bus waliden je farma bardar bane hue hai
@afrinsayyed341
@afrinsayyed341 3 жыл бұрын
Sahi kha merey shauhar ney to jeena mushkil kiya hae Mera because of inlaws
@azmatalikhan2807
@azmatalikhan2807 3 жыл бұрын
Mere sauhar aur unke bhai maa khe to hmare pas ate h nhi to sakal bhi nhi dikhate
@awaaz3956
@awaaz3956 2 жыл бұрын
Wo b shadi k bad Shadi se pehle maa baap ka to ata pata nhi hota inko
@afrinsayyed341
@afrinsayyed341 2 жыл бұрын
Merey husband to abho two kids hae still itna pareshan kartey ... inlaws to yaha Lao unka Karo har waqt unkey Liya jhagda kartey Mae .. khula leney ka Mann jota hae ab to
@afrinsayyed341
@afrinsayyed341 2 жыл бұрын
Sath Mae nahi rehti Mae inlaws key liye isilye mujey itna parehan kar rakha hae ..
@waqarparvaiz2387
@waqarparvaiz2387 2 жыл бұрын
MashaALLAH great biyan
@asmakhatun3644
@asmakhatun3644 3 жыл бұрын
Masaallh jajakalla hu khair
@iqramalik9630
@iqramalik9630 2 жыл бұрын
Lakin jab shohar ko apni hi aish o ishrat or doston se fursat na milay wo kia naseehat karega apni aulad ki
@saimakhabir1872
@saimakhabir1872 2 жыл бұрын
Jazak Allah......Allah apko ajar aur sawab de....nice bayan......
@syedaafreen7216
@syedaafreen7216 3 жыл бұрын
Masha Allah 👍👍right time
@CookeryChords
@CookeryChords 3 жыл бұрын
Mashallah Good words👍
@noornaazuzma
@noornaazuzma 3 жыл бұрын
Aapko dil se dua aur shukriya Faiz bhai ..Allah swt aapke ilm mn izafa kare aapko shehat mand banaye ( aameen)
@PeaceWorld
@PeaceWorld 3 жыл бұрын
Masha allah
@mariyamfatima8327
@mariyamfatima8327 3 жыл бұрын
Bahut sare sohar apni biwe ko uska hak nhi dete fmly me rhte hi to or khud ko accha bane k lia sab k same biwe ko marte hi
@rahimashakir1104
@rahimashakir1104 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum Jab shohar ke huqooq sune tab to aisa laga ki biwi ki koi qadar hi nhi he lekin ye vdo sun laga thodi izzat biwi ki bhi he shukriya jazakallah
@rijaxaeed9988
@rijaxaeed9988 3 жыл бұрын
Behun thory ni bht haqooq haxil hain urat ko bht ezat haxil h urat ko ixlam m
@ALiALi-sj6eq
@ALiALi-sj6eq 3 жыл бұрын
Mashallah so great full all ladies in the msg
@irshadabano8684
@irshadabano8684 3 жыл бұрын
Allah bless you with every kind of success & happiness
@farkhundaalikhan8895
@farkhundaalikhan8895 2 жыл бұрын
Very useful message for Everyone.
@AzmiTVUrdu
@AzmiTVUrdu 6 ай бұрын
Jazakallah Khair
@todorqisurmom
@todorqisurmom 3 жыл бұрын
mashaAllah
@noornaazuzma
@noornaazuzma 3 жыл бұрын
Faiz bhai Allah aapko umrdaraz banaye(aameen) hum sab khawateen isi video ka intazaar ker rahe the kyonki hamare shauher aur koi deendari toh nhn per apne haque bahot zyada ginwate hn
@bullseye9723
@bullseye9723 3 жыл бұрын
no problem, part of your islam is to fulfill your husbands rights as well, if your husband doesnt do, that doesnt mean shouldnt you shouldnt do, and finally, pls stop telling your problems in public , your literally exposing your husbands sins,
@noornaazuzma
@noornaazuzma 3 жыл бұрын
@@bullseye9723 who r u you to ask me about deleting.?. many men and women comments.those came to watch' this channel are mature enough ..that's why Faiz bhai is preaching publicly. If we r facing the problem his quotes relates to us like many women .. don't u see their comments. If someone does not get their right ina islamic way they have a right to share and ask about the problems,..it's social media era ..
@gloriousfurniture893
@gloriousfurniture893 3 жыл бұрын
Ameen
@islahinfoofficial3221
@islahinfoofficial3221 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa barakatuhu. Humare channel ko bhi follow kare. Alhamdulillah yaha bhi Faiz sahab ke videos ate hai. Jazakallahu khairan
@bullseye9723
@bullseye9723 3 жыл бұрын
@@noornaazuzma first understand what i am saying if husbands doesn't fulfill your rights that doesn't mean you shouldn't fulfil your husbands rights
@shamimakhter7791
@shamimakhter7791 2 жыл бұрын
Very good. Jazakallah.
@huzaifabinanwar6272
@huzaifabinanwar6272 3 жыл бұрын
Masha Allah. He is a great Islamic scholar. 👍🔥
@JamalAhmad-sm2qb
@JamalAhmad-sm2qb 3 жыл бұрын
ماشاءاللہ تبارک اللہ فیک
@QuranPlusHadees
@QuranPlusHadees 3 жыл бұрын
Walaikum as salaam WA Rahmatullahi WA Barkatuhu
@sonamshoaib3979
@sonamshoaib3979 2 жыл бұрын
U cleared a lot of things..Allah bless u
@mohammadtanveer8807
@mohammadtanveer8807 11 ай бұрын
V v imp point for islah or deen or duniya or qayamath allah or allah k badai hamari rasool knowledge quran and hadis information biwi or shoher huqqoq haqq
@mahtabalam5083
@mahtabalam5083 3 жыл бұрын
Masha allah 👌👌👌👌👌👍👍👍
@rparwez6206
@rparwez6206 2 жыл бұрын
JazakAllahu khair,,
@hasanhassu079
@hasanhassu079 Жыл бұрын
Thank you so much maulvi saab very informative mashallah Allah s.w.t aapko saab ko salamaat rakhe 🤲🤲
@shaikkhaderbasha2647
@shaikkhaderbasha2647 3 жыл бұрын
Masha Allah
@asiyamoideen808
@asiyamoideen808 3 жыл бұрын
Good message
@samarpathan1144
@samarpathan1144 3 жыл бұрын
Mashallah Allah ne aurton k huqooq ku ju ahmiyat di h,Allah hum tera shukar ada karte h.
@amjadkhan-hi7iv
@amjadkhan-hi7iv 3 жыл бұрын
Asslamualikum qhariyath Mere Wale Din ke liye Mere Ghar wale Bhai Bahan aur shareek ke Hayat Tamam umat Ke Liye Dua Ki Guzarish Faiz Syed Bhai aap se gujarish hai Ham sab ki Makfirut Ki Dua Karen
@QuranPlusHadees
@QuranPlusHadees 3 жыл бұрын
Walaikum as salaam WA Rahmatullahi WA Barkatuhu
@ibaad_art_gallery
@ibaad_art_gallery 3 жыл бұрын
JazakAlla sir
@mubinbanuAyaan
@mubinbanuAyaan 3 жыл бұрын
Agar shohar biwi ki maa baap ke ghar janane na de woh biwi ki haq nahi apni maa baap ko milna uska haq de
@mubinbanuAyaan
@mubinbanuAyaan 2 жыл бұрын
@@RashidKhan-lu3dr 3 yrs once 10 days se ziyadha nai dekhkha maine mere maa paap ko no men knows d pain of a beti
@RashidKhan-lu3dr
@RashidKhan-lu3dr 2 жыл бұрын
@@mubinbanuAyaan really painful sorry me aap ki baat nahi kar raha tha aaj Kal ko normally maximum ladkiya aisse karte hé Allah ham Sab ko hidayat de or aap ko sabar de meri bahan ❤️
@mubinbanuAyaan
@mubinbanuAyaan 2 жыл бұрын
@@RashidKhan-lu3dr in shaa Allah Aameen ya rab mai ek khi ladki hun bohath pyarse pala mujhe shadi ke badh maa paap se bhi daar ke bath karna padthahai mai out of india hun
@RashidKhan-lu3dr
@RashidKhan-lu3dr 2 жыл бұрын
@@mubinbanuAyaan aap out of India he to Shohar jab duty pe ho tab baat Kar Lia kare Allah aap k shohar k dill me narmi daale isko koi puchhe to sahi koi iski bahan k saath aissa kare to kessa feel hoga ?
@mubinbanuAyaan
@mubinbanuAyaan 2 жыл бұрын
@@RashidKhan-lu3dr Aameen ya rab
@shaiksalma997
@shaiksalma997 3 жыл бұрын
Mashallah 👌
@parvenakhtar4791
@parvenakhtar4791 3 жыл бұрын
*SUBHAN ALLAH ALHAMDULILAH ALLA HU AKBAR WAAYKUMSALAM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU JAZAKALLAH*
@ferozshaikh4429
@ferozshaikh4429 Жыл бұрын
Very nice information
@shaistak1302
@shaistak1302 3 жыл бұрын
Beautiful bayan.. jazakallahu.khair
@mehak4578
@mehak4578 3 жыл бұрын
Mashallah
@sanasheikh633
@sanasheikh633 2 жыл бұрын
Mere shohar ne bilwaja mjhe talak di mri beti b chor di,wo khush h main barbad,kya mjhe insaf mile ga?
@trickyduniyachannel502
@trickyduniyachannel502 2 жыл бұрын
Mjhe whatsapp number do aap Kaha rhti ho ?
@dclijahxyt3264
@dclijahxyt3264 2 жыл бұрын
InshALLAH zaroor Milyga Apko Insaf😇
@misssunshine7408
@misssunshine7408 Жыл бұрын
Apne haq ke liye ladna seekho agar ghee sedhi ungli se nahi nikal raha to ungli tedi karo Kab tak aisi bethe rehte haq nahi milra bolke? Apni ladayi khud lado Allah zarur raaste banayega Haq ki ladayi ladne wale kabhi nahi haar maante yaad rakho
@mohammadferoz8970
@mohammadferoz8970 3 жыл бұрын
Wilakumma Salam rahamatullha wah barkathu
@sumanmitra6819
@sumanmitra6819 3 жыл бұрын
Sunlo musalmmano shadi karna hai to DEEN DAR MARD YA AURAT se shadi karo anjam bohot bura hoga Zina na karo apni sharmgaho ki hifazat karo
@mohammedkaleem6559
@mohammedkaleem6559 3 жыл бұрын
Please help mare tajweeed ki namaz nahi hoti 5 bhoot mushibat maye ho maye
@imtiyaz240679
@imtiyaz240679 3 жыл бұрын
Good
@hudaskitchen...
@hudaskitchen... 3 жыл бұрын
Mere lea dua krein
@abdulwahhabkhan4922
@abdulwahhabkhan4922 3 жыл бұрын
Mashaallah bhut achchha har shauhar ko hidayat de (aamin)
@ayesha286
@ayesha286 3 жыл бұрын
Got married recently almost 3month being a wife still I didn't get any huqooq presently I'm working and taking care of my own.. now I'm regreting tht why did I get marry a person who is not worth for me
@MrXalan
@MrXalan 3 жыл бұрын
Have patience.
@ayesha286
@ayesha286 3 жыл бұрын
Beshak allah mujhai bohath sabar de
@bullseye9723
@bullseye9723 3 жыл бұрын
wait! maybe you did mistakes and always complained,
@ayesha286
@ayesha286 3 жыл бұрын
Yes may be i have done a mistake now I'm regreting
@bullseye9723
@bullseye9723 3 жыл бұрын
@@ayesha286 btw what job do you do?? are u married or divorced ??
@rahanadasterkhawanwelfare5948
@rahanadasterkhawanwelfare5948 3 жыл бұрын
Mashaallah
@abdulhaseeb7789
@abdulhaseeb7789 Жыл бұрын
Jazakallah Hu khaira
@Lalsaheb-ws8uo
@Lalsaheb-ws8uo 11 ай бұрын
Hi , bhut acchi speech 💬 hai Masha Allah 👌
@asmaparbin3006
@asmaparbin3006 3 жыл бұрын
Subhanallah..... ❤❤❤❤❤👍
@muqeemtobassam2249
@muqeemtobassam2249 3 жыл бұрын
Hy
@md.sarfarazkhan6365
@md.sarfarazkhan6365 3 жыл бұрын
Alhamdulillah💗💗💗💗
@onlyfactchannel2065
@onlyfactchannel2065 3 жыл бұрын
Sahi baat karre ap sir
@studentofknowledge2649
@studentofknowledge2649 2 жыл бұрын
What about those who use bad language with wives? Emotional abuse is as bad as physical abuse.what about those who say to their wives to get out of the house? Isn't it humiliating? What about those men who threaten their wives that they will divorce them. All these things are worse than beating a wife, more common. Please address these issues. The realtionship of husband and wife should be of respect . Respect does not mean men are not in control rather treating them with dignity, not being rude, not scolding like our prophet peace be upon him treated his wives. When we describe the huqooq of wife there are numerous ayahs in Quran which can be quoted, these are missed here in this lecture. We need those ayahs to be included from surah Albaqarah, surah Nisa, surah At talaq , surah Nur ( how big sin is to slander a woman). The heights of these ayahs is waaa shiroohunna bil maroof which means live with them in good manner and we all know what is good manner. And the best husband was prophet peace be upon him, so from his life examples should be included in lecture. Actually our culture dominates so much that we confuse it with islam.prophet peace be upon him said he loves women which was a clear indication that women are to be loved and respected and numerous examples from seerah. We usually don't talk about them. I believe this lecture is good but a lot more can be done to improve awareness in men. Also how prophet peace be upon him never thought women are to serve and men to sit. He used to work with them, in general he liked to do his work with his hands, never asked anyone to pick his whip, helped sahabah whenever he gave them any task. So using hands is not against the dignity of men rather sunnah so if they lift their own crying child or drink water by themselves or cleans something on floor, there is no harm nor it makes them inferior.this is culture rather than Islam, and we need to teach are boys to serve their parents by themselves and learn to help themselves to do little little tasks like sometimes warming food , it's good to be independent rather than like children who cannot help themselves. Jazak Allahu khairun
@ummezuha5535
@ummezuha5535 2 жыл бұрын
Same as it is my problem is aap ne to mere dil ki baat boldi
@maryamqureshi9062
@maryamqureshi9062 2 жыл бұрын
Very well said..its all culture not islam
@Blessedone14
@Blessedone14 2 жыл бұрын
Subhan Allah... Very important points missed in this lecture
@mdshoaibpatel6349
@mdshoaibpatel6349 2 жыл бұрын
This lecture just covered few points. As it's not possible to include all the points in 1 lecture. All the huqooq can be read and understood from right source.
@qureshaquresha8610
@qureshaquresha8610 2 жыл бұрын
Mashallah ap bhut acha pedte ho hum roj apki video dekhte hai mashallah ✅
@umairshahzad1383
@umairshahzad1383 3 жыл бұрын
سُبْحَانَ ٱللَّٰهِ وَٱلْحَمْدُ لِلَّٰهِ وَلَا إِلَٰهَ إِلَّا ٱللَّٰهُ وَٱللَّٰهُ أَكْبَرُ وَلَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِٱللَّٰهِ ٱلْعَلِيِّ ٱلْعَظِيمِ
@mansooribrothersmansoori1704
@mansooribrothersmansoori1704 3 жыл бұрын
Insha Allah
@alsafahusna6581
@alsafahusna6581 3 жыл бұрын
Masha Allah,, jazakallahu khair
@anjumbano2757
@anjumbano2757 3 жыл бұрын
Asalamwalyuku Molana Shab.un Mardo pr byan dijiye pls Jo Mard Apne biwi baccha jnbuj kr waqt ni dete unhe trji ni dete Bhar wali trji dete h
@samirmayamaya6403
@samirmayamaya6403 2 жыл бұрын
Subhanallah 💖💖💖💖💖💖
@samayra521
@samayra521 7 ай бұрын
Beshak mashallah
@Abdurrahman-ut8nt
@Abdurrahman-ut8nt 27 күн бұрын
Jazakallah
@mdtabassum5375
@mdtabassum5375 Жыл бұрын
A /w rahamathulla hi wa barakathu hu janab Aapka bayan Masha allah
@Abdulh_07
@Abdulh_07 2 жыл бұрын
Bilkul sahe shuruat
@naziaanjum6106
@naziaanjum6106 3 жыл бұрын
Kuch muslim itne jahil h k unhe urton k hoqooq hi pata nhi h.
@bullseye9723
@bullseye9723 3 жыл бұрын
aur kuch aurte aise hi ki mardo ki huqooq hi nahi pata
@bismaabdulqadir7381
@bismaabdulqadir7381 Жыл бұрын
Srif ak hi bt sakoon de deti h chahe duniya me ktna b zulum ho ksi pr ALLAH sb dekh raha h wo sb se behter insaaf krne wala h
@AbdulRaheem-vi7pq
@AbdulRaheem-vi7pq 3 жыл бұрын
Mashaallah bhai apne buhat achi achi batte batayi jazak allah khaer
@shabbiralam4956
@shabbiralam4956 Жыл бұрын
Masha Allah ❤️
@SajidKhan-bc6dz
@SajidKhan-bc6dz Жыл бұрын
Alhamdulillah hamsabko nek saleh banaye ameen
@riddhivirajmomandbeautyvlo4920
@riddhivirajmomandbeautyvlo4920 3 жыл бұрын
8 lk 👍 beautiful
@goodstep777
@goodstep777 3 жыл бұрын
Agar sahaba shadi se khud ko rok lete to na nabi s a w apni ummath per faqar karte aur na hi generation aage badti it's logic .
@umamaumama8619
@umamaumama8619 3 жыл бұрын
Jaza ka Allah khairun for this topic Faiz bhai...
@zahidahbibi8091
@zahidahbibi8091 3 жыл бұрын
Assalamualaikmu Masha Allah right Jazakallahu khair
@badiadaneen1888
@badiadaneen1888 3 жыл бұрын
masha Alleh
@samankhan1213
@samankhan1213 3 жыл бұрын
apne sahi baat kahi ki jab hak ki baat atibhai to marte hai aur rt ko hm bisatri karte hai mana karne ke baad bhi aur subha hote hi phr ankh badal kr khade ho jate hai
@tehminaabbasi6948
@tehminaabbasi6948 2 жыл бұрын
Rights kya Yahan hubby hi aur chakrun ma ha aurat hi aurat k gar torti ya Allah ASI aurtun ko Saza dain maray Lia dua karan mujha sabar ah jaye ni ata plz Dua
@yasmeenshaik1548
@yasmeenshaik1548 2 жыл бұрын
Mashallah 🤝👍
@SMYLIES4
@SMYLIES4 3 жыл бұрын
MASHA ALLAHA
@muqeemtobassam2249
@muqeemtobassam2249 3 жыл бұрын
Hy
@iffatirfan2428
@iffatirfan2428 Жыл бұрын
Subhan Allah Masha Allah
@anum3986
@anum3986 3 жыл бұрын
Kya mein Aapke samne apni Kuch tafseel rakhsaktiyow mujhe bataye mein kaise aapse contact karo
@reliabletimes3816
@reliabletimes3816 3 жыл бұрын
Assalamualaikum Jab tu khahe, Jab tu pahnae, Chehre par na mare, means watt, kya biwi ko chehre ke ilawa Mar sakte hai?
@-S_J-
@-S_J- 2 жыл бұрын
Daatun ki lakri se
@zuluzindan8428
@zuluzindan8428 2 жыл бұрын
What's your question?
@aemanshifa4818
@aemanshifa4818 3 жыл бұрын
Agr koi shauhar biwi ko use halat me chodh kr chala jae na talaq de aur na kisi bhi tarah ki zimmedari uthae jis halat me wo usi aulad ko duniya me lane wali ho tb aap kya kahenge? Plz mere sawal ka jawab dijiye
@mdtabassum5375
@mdtabassum5375 Жыл бұрын
Masha allah Masha allah
@mdtabassum5375
@mdtabassum5375 Жыл бұрын
Masha allah Masha allah janab hum auraten Kay karsakte aap boliye shohar ki Ghar walon ko Jo important diyejata hai ? Biwiyoun ko naheen dete Hain
@todorqisurmom
@todorqisurmom 3 жыл бұрын
mashaallah
@ayeshaahmed5911
@ayeshaahmed5911 3 жыл бұрын
Allah
@sanowargazala8750
@sanowargazala8750 3 жыл бұрын
Ye sub kuch kare to kya kre
@arqamabdullah705
@arqamabdullah705 3 жыл бұрын
I am waiting
@goodstep777
@goodstep777 3 жыл бұрын
For what ?
@saguftaputhawala6546
@saguftaputhawala6546 2 жыл бұрын
Mashaallah 😍🤲🏻
@gloriousfurniture893
@gloriousfurniture893 3 жыл бұрын
Assalamo alaikum
@yasmeens2525
@yasmeens2525 3 жыл бұрын
Masha Allah syed Faiz Bhai aap Ka sab bayan mujhe bahut acha lagta hy aap Ka Her bayam hak baata hota hy Allah Pak aap ka bayanao pa ammal karna ki thofeq aata farmaya aameen kuch log sunta hin but amal karna bhuljata hy jab sunta hi bahut intrast se jab aamal karna ki bari aati hy to bhuljata hin 😔😔
@MohdSaleem-dg8nw
@MohdSaleem-dg8nw 3 жыл бұрын
Agar hum khana kha rahe hai aur koyi admi ajaye to usko kitni bar khana khane k liye kha sakte hai 1 bar ya 4 bar ye ise jiyada bhi kha sakte hai
@mrsazmatkhan6105
@mrsazmatkhan6105 2 жыл бұрын
Mashallah..
@InsehayatKalami-fb1tp
@InsehayatKalami-fb1tp 9 ай бұрын
Assalamu alaikum main aap se ye puchna chahti hu k kya agr biwi ghar se bahar jati h jate waqt wo shohar se bta kar jar rhi h k wo falan behen k sath bahar ja rhi h lekin Jane wajah na btaye to kya tab bhi uska reason bta kar jana lazmi h or agar biwi apne abo izzat me reh kar koyi job krna chahti hai to kya wo kr skti h
@ZoyaKhan-sq1cn
@ZoyaKhan-sq1cn 3 жыл бұрын
Bhai Mere liye bhi Allah se dua kre Allah Ham sab ko deen duniya k azab se bachay ameen
Shohar Ke Huqooq - Rights Of Husband By @AdvFaizSyedOfficial
50:13
小蚂蚁被感动了!火影忍者 #佐助 #家庭
00:54
火影忍者一家
Рет қаралды 46 МЛН
Comfortable 🤣 #comedy #funny
00:34
Micky Makeover
Рет қаралды 14 МЛН
Shohar Ko Khush Karne Ka Tareeqa By Farhat Hashmi
39:19
Farhat Hashmi - Quran For EveryOne
Рет қаралды 420 М.
Aurat Ke Huqooq | The Women Rights In Islam عورت | Dr Israr Ahmed 1
53:19
18+ | S*xual rights in Islam | #MuftiMenk | #ShWaelIbrahim | #DrMSalah
57:41
Miya Biwi Ke Huqooq ! || Complete Bayan || By Moulana Raza Saqib Mustafai
40:23
Misali Shohar Ki Sifatein By @AdvFaizSyedOfficial
23:00
IRC TV
Рет қаралды 9 М.