Dada ki Wirasat me Pote ka Hissa | Inheritance from Grandfather | Virasat me Hissa | Wakeel Nama

  Рет қаралды 104,605

Wakeel Nama

Wakeel Nama

Жыл бұрын

Dada ki Wirasat me Pote ka Hissa | Inheritance from Grandfather | Virasat me Hissa | Wakeel Nama
Wakeel Nama,wakeelnama,wakeel,nama,Sadam,Sadam Zakori,Dada ki wirasat,maon yateem,potu ka hissa,yateem poty ka,dada ki wirasat m kitna hissa o ga,Wirasat m kitna hissa mily ga,Dada ki wirasat me pote ka hissa,Dada ki virasat,Wirasat me hissa,Dada ki wirasat ki taqseem,Wirasat,Virasat,Pota,Poty,Poti,Pote,Hiba,Name,dada ki property me pote ka haq,wirasat ki tagseem ka tarika in urdu,yateem pote ki virasat,dada ki property me pote ka hissa,warasat ka ganoon,Nana
#inheritance
#wirasatmehissa
#wakeelnama
Part 1: Dada ki Jaidad me pote ka hissa
• Dada ki Jaidad Mei Pot...
How to Argue a Case?
• How to Argue a Case | ...
Cheque Dishonour - Remedies kya hain
• Cheque Dishonour Law i...
Hiba - Tamleek- Gift me Kya Farq hai?
• Hiba Tamleek Gift me K...
• Tamleek Law in Pakista...
Cross Examination- Exhibit Marks - Tareqakar
• Cross Examination | Pa...
Cross Examination - Jerha ka Tareqakar - Part 2
• Cross Examination ka T...
Primary Evidence- Secondary Evidence
• Primary Evidence | Sec...
Ostensible Owner - Section 41 Transfer of Property Act
• Ostensible Owner in S...
Lis Pendens - Section 52 Transfer of Property Act
• Doctrine of Lis Penden...
Application 12(2) CPC - Section 12(2) CPC
• 12(2) CPC | Fraud Misr...
Landlord - Tenant - Agar Malik bar bar kiraya barhany ka kahy to kya karein
• Landlord and Tenant | ...
Custody of Minor After Mother’s Remarriage
• Custody of Minor | Aft...
Please Subscribe to the Channel
Like the video
Share it with your friends

Пікірлер: 491
@qaizarjaved7350
@qaizarjaved7350 Жыл бұрын
Very nice dear sir jazakALLAH for informative videos
@raniyakhan7011
@raniyakhan7011 Жыл бұрын
مُحَمَّد ﷺ
@shafiurrahman470
@shafiurrahman470 Жыл бұрын
Masha Alllah very nice speaking
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you brother
@zeeshanakhtar1259
@zeeshanakhtar1259 Жыл бұрын
Jazakallah sir zabardast
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Always welcome respected brother
@abbyabby6248
@abbyabby6248 Жыл бұрын
Good information.. thanks
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you
@sajjadahmad3084
@sajjadahmad3084 Жыл бұрын
Mashallah sir g
@syedmuhammadafzaluraizikha6168
@syedmuhammadafzaluraizikha6168 Жыл бұрын
ماشاءاللہ۔ بہترین گفتگو
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
JazakAllah Shah Sahab
@sarimadil2136
@sarimadil2136 Ай бұрын
Ik case same krwana hai can u share your number​@@WakeelNama
@jamilaniaz9789
@jamilaniaz9789 Жыл бұрын
Thanks sir
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Always welcome
@muhammadanjumyousufzai6762
@muhammadanjumyousufzai6762 Жыл бұрын
Great sr.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you respected brother
@bluesky2143
@bluesky2143 Жыл бұрын
Good information
@LHHKHealthTips
@LHHKHealthTips 3 ай бұрын
و علیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ
@LHHKHealthTips
@LHHKHealthTips 3 ай бұрын
لا اله الا انت سبحانك اني كنت من الظالمين
@dilway333
@dilway333 8 ай бұрын
It's great information
@WakeelNama
@WakeelNama 8 ай бұрын
Thank you
@LHHKHealthTips
@LHHKHealthTips 3 ай бұрын
يارب صل وسلم دائما ابدا على حبيبك خير الخلق كلهم
@muhammadyaseen6709
@muhammadyaseen6709 Жыл бұрын
Great sir
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you
@AshrafKhan-cx2nv
@AshrafKhan-cx2nv 6 ай бұрын
Masha Allah ap bht achy tariky se wazahat krty hIn.Allah taraqi or kamiyabian ata farmay Ameen
@WakeelNama
@WakeelNama 6 ай бұрын
Bht shukriya, aap sab samaith. Ameen Suma Ameen
@muhamadzulfiqar8617
@muhamadzulfiqar8617 3 ай бұрын
Bahi ap ka num Mel skta han
@fazalisra
@fazalisra Жыл бұрын
ماشاءاللہ تبارک الرحمٰن ۔صدام خان السلام علیکم ۔❤
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
وعلیکم السلام، جزاک اللہ
@hamadmalik3253
@hamadmalik3253 Жыл бұрын
Bht zabardast
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
JazakAllah brother
@MuhammadHanif-bl5hp
@MuhammadHanif-bl5hp Жыл бұрын
Sir watasapp number send kro
@user-mh7kv7hs1h
@user-mh7kv7hs1h 3 ай бұрын
Very nice
@WakeelNama
@WakeelNama 3 ай бұрын
Thanks
@ranaadeel1601
@ranaadeel1601 Жыл бұрын
Thanks sar g
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Always welcome
@advocatejk9382
@advocatejk9382 Жыл бұрын
Sir thank you so much ❤️
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Always welcome
@sajjadahmad3084
@sajjadahmad3084 Жыл бұрын
Keep it up
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
JazakAllah bht shukriya
@raniyakhan7011
@raniyakhan7011 Жыл бұрын
بہت شکریہ بھاٸی
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
جزاک اللہ بہن
@zulfiqarmalik8088
@zulfiqarmalik8088 7 ай бұрын
Baat شریعت ky nafas ki hy kasi ky sath zaryati nai hoti hy zayrati tub hoti hy jab hum gunahgar log شریعت ky mutabak ion na banaya jay .
@aliaqamar1248
@aliaqamar1248 26 күн бұрын
Yateem hona itna bara jurm ha k apny dada nana ki jaidad mn haq sy bhi haath dho lain ... Bhoky mr jain .... On ko to baqi warson sy ziyada haq ha
@WakeelNama
@WakeelNama 26 күн бұрын
Agar to aap Muslim hein to Gunah mily ga aisa na kahe, ALLAH PAK ke qanoon ke khilaf aisa na kahein, teh to aap dosre alfaz me ALLAH PAK ko zalim keh rahy hein, Naoz o billah
@AsifMehmood-yi2bj
@AsifMehmood-yi2bj 2 ай бұрын
Sir, ur guidance is required, Recently in the year 2023 this issue has been solved that predeceased case are not entitled, it is requested that ur guidance is required keeping in view of latest honourable supreme court decision pl,
@WakeelNama
@WakeelNama 2 ай бұрын
There is no such judgment by the Supreme Court. Incase you still think so you can share the same here in reply to the comment which will be appreciated. Please give the reference.
@ahsanarif7312
@ahsanarif7312 3 күн бұрын
@Wakeel nama Sir Agar Yateem Potay aur potian apna hissa civil court ky zryay suit for declaration ya Dawa-E-Istaqrar E Haq sy declare krwa chuky hon in 2020. To kya in future kal ko for example Supreme Court appellate Bench FSC ka decision hi krdaiti hai. To jinka already is doran documents my hissa mil gya hoga unsy cheen liyay jayga ????? Please Do answer my Query .
@WakeelNama
@WakeelNama 3 күн бұрын
Woh Supreme Court ky faisla par daromadar hy, albata Supreme Court humesha sabqa faislo ko nahi karta balky future me cases par uss ka assar hota hy
@muzaffarali9294
@muzaffarali9294 2 ай бұрын
Mohtram wakeel Sahab, Assalam U Alaekum Wa Rahmat ullah Wa Barakaatuhu. Baadi UN Nazer main Shareeat Court Ka Faesla Ghalat Aor Insany Huquq k Khelaaf hae. Aik Aalim ne 1929 main Iss Mazmoon per Aik Resaalah Likhha tha Jo meray Paas Aik kitaab main Mahfooz hae. Woh kehtay haen k yeh Mas'alah Hajab (hejaab Ba maeni Aarzi Rukawat ) Ka hae .Tmaam ummet Ka iss baat per ittefaaq hae k ager Kisi Faot Honay Waalay Ka Baap Aor Daada Dono he Zindah hon Tao Baap ki Maojoodgi main Daada ko Potay ki Meeraas main se koi Hissah Nahi Melay ga Kion k Baap Hajab ( Rukawat ) bun Gaya Daada k liay. Mager Ager Merhoom Ka Baap Zindah Na HOTA Tao Baap Ka Hissah Merhoom Potay k Daada ko Zaroor Melay ga. Fermaaeyay k Kia Aesay he Hae ya Nahi? Tao UN Aalim Ka kehna Phir Saheeh hae k Ab is Kase ko Reverse Ker lain . Ya'any Ab Ager Kisi Potay poti Ka Baap Pehlay Faot ho Gaya Daada se Phir Ba'ad main Kisi waqt Daada Faot ho gaya Tao us k Warsah main se pota poti k Baap Pehlay he Faot Honay ki Suret Main Daada ki Meeraas main Pota poti ko UN k Merhoom Baap ki jagah Hissah Zaroor Melay Ga .Kion k UN k Baap ka Hajab (Rukawat ) Ab Baaqi Nahi Rahi. Ya'ani Ager Merhoom Potay ki Meeraas ager Us k Daada ko Mil Sakti hae Tao Bilkul Usi Trash Daada ko Meeraas Se Poti poton ko Bhi UN k Merhoom Baap ki Jagaha Hissah Mil Sakta hae. Yehi Baat Haq Aor Adl Hae.Ab Insanity Huquq ki Roo se Daykhhay TO Aik Tao Potay Poti K Baap Faot Honay se UN per Aor UN ki Bewah Maan per Museebaton k Pahaar toot pertay haen Uooper Se UN ko Un k Daada ki Meeraas main se Yateemon ko Hissah Naa day Ker Aor Bhi Ziadah UN per zulm Dhaya jaaeay Yeh kshaan ki Insaaneyyet Hae. Jab k UN Yateemon k Chachaa taya Apnay Hissah k Alawah UN yatimon k Baap Ka Hissa Bhi Khaa Jaain . Court yeh Bhi Bhool gai k mernay waalay ko One third Meeraas k baaray main Bhi waseeyet kernay Ka haq hae Woh us One Third Hissay main se Bhi Apnay Poton Potion ko Danay ki waseeyet Ker ,sakt hae. Yehi Usul Naana Naani Aor Nawason Nawason k liay Bhi Laagu Hoga. Ager Adaalet ko Daada ki Meeraas Se Poton Potion ko ,Hissah Daenay per Phir Bhi Eatraaz Ho Tao Phir Adaalet ko Yeh Hukm Bhi Jaari kerna Chaaheay K Jaesay hi Kisi Shakhs Ka koi Shaadi Shudah Baeta Baity Faot ho Woh Faot Honay waalay Merhoom ki aolaad k Haq main Qanooni Tareeqay se waseeyet Likhday .Ager koi Waseeyet Na Bhi likhh sakY Tao Adaalet Quraani Hukm e waseeyet k mutaabiq Adl k Saath us k Poton Potion ko ,Khud Hissah Daynay Ka Hukm Isi case main Hamaeshsh k liay Jaary Ker Day.
@Safeer.Auto.Workshop
@Safeer.Auto.Workshop 3 ай бұрын
@theunsolveddreams612
@theunsolveddreams612 Жыл бұрын
Aoa sir I need copy 2022 scmr 1352
@MahvishRabeeah-ui9wn
@MahvishRabeeah-ui9wn Жыл бұрын
Very impressive,well done Sir thanks for sharing such beneficial information with us.. God bless you.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
JazakAllah thank you
@RehanKhan-xx3dp
@RehanKhan-xx3dp 8 ай бұрын
Sadam sahb apka number miljay ga.
@shahidkhan-bz1vx
@shahidkhan-bz1vx Жыл бұрын
Agar bachoon or bewa ka hesa hota to wo gher mehfiz ho jaty .baap dunya sy chala jaey to bachoon ko in reshtoon ky shar sy kon bachay ga.Allah ki is main boht bari hekmat hy jo sachay reshty hun gy wo apny bhai ya bahan Ki olad ko dil laga kar rakhain gy or haq be dain gy jo is dunya main boht mushkil hy
@rehanhamid9633
@rehanhamid9633 Жыл бұрын
Yateem ka haq, shariat ke naam par khane Wali qoum, Allah describes only basics, son or daughter not says live son or daughter. Allah did not describes details or extend to 2 ND generation, it is understood,
@danialkhan302
@danialkhan302 Жыл бұрын
good bro you blow my mind
@RehanKhan-xx3dp
@RehanKhan-xx3dp 8 ай бұрын
Sir case or detail bata skty hein hamein kya kya documents chahiye?
@amjadiqbalqureshi7215
@amjadiqbalqureshi7215 10 ай бұрын
Very good
@WakeelNama
@WakeelNama 10 ай бұрын
Thank you
@sabirazeemvirk6252
@sabirazeemvirk6252 Жыл бұрын
Geoooo
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Bht shukriya
@shaheenlarik7155
@shaheenlarik7155 11 ай бұрын
Masha Allah
@nosheennosheen4057
@nosheennosheen4057 Жыл бұрын
Mujhy 1/4 ki judgement chahiy plz
@opalcalligraphy
@opalcalligraphy Жыл бұрын
Kindly video editing simple rakhein. Aap ki baat par focus nahi rehta.
@kanwalyasir561
@kanwalyasir561 7 күн бұрын
Sir mre susar ka intikal 2002 me unk baap se phele hogya tha ab susar ke abu bhi intikal kar gy hain mere susar ka aik beta hai jo mere shohar hain hum out of country rhete hain meri saas ko unk shohar ny apni zindagi me kuch ghar or plot diye the jo meri saas k pas hain ab meri saas apny susral me hissa mangna chah rhi hain apni marhoom shohar ka kia ye right bat hai meri saas ya mre shohar haq dar hain is hisse ke? Jab k susar k 2 bete hayat hain or betiyan hain unk bachy hain sab usi ghr me rhete hain
@mamoonrasheed3378
@mamoonrasheed3378 Ай бұрын
Ukka pa 3rem number prata da video in search Mashallah
@nurikhan9797
@nurikhan9797 11 ай бұрын
دادا اگر چاہے تو ان کے حق میں وصیت کر سکتا ہے
@WakeelNama
@WakeelNama 10 ай бұрын
1/3 jaidad ki had tak kar sakta hai iss sy zyada qanonan bhi aur shariat mei bhi mana hai
@mohtashimimam2944
@mohtashimimam2944 9 ай бұрын
AOA. Janabe wala rahnamai fermain k aik kalala khatoon ca tarka kaisy taqseem hoga jisky bhai beheny sawai aik behan k os ki zindgi mai fot hogay hon laikin un ki auladain bama aik bheteja k zinda hon. Qanoon aur adalat k hawala b daidain. Shukria.
@shahidkhan-bz1vx
@shahidkhan-bz1vx Жыл бұрын
Maa ya baap ko apni zindagi main olad ko haq dy dena chahey ya waseat karni chaheay taky yateem mahfuz ho jain dada ya chacha mamun ky tukron py na palna pary ak ky dor main koi ahsan nahi karta balky sub sy pahly un ko ghulam or haqeer samaja jata hy
@vfxyt5873
@vfxyt5873 Жыл бұрын
A.o.A sir mer father dada abu sy phly shaheed ho gay thy to dada abu ny phopo aur cacho ko zameen hiba krwa di hai to kya me apna haq ly skta hu kanoon ky mutabiq
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
AOA, qanonan nahi ly sakty, kiun ky unhon ny khud diya hai
@syedzia4860
@syedzia4860 Жыл бұрын
Please ye bataden shohar ke inteqal ke baad uss ke naam jo National saving Certificates( nominee is his wife)hain unn mei kia shohar ke brothers aur sisters ka koi share banta hai Fiqae Jafria mei? Jab ke inki koi aulad nahin hai.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji banta hai
@user-zl5ng2ij2z
@user-zl5ng2ij2z 9 ай бұрын
Plzzz ye odr copy mil sakte hai kia mj apne dada ki jalidada se mil sakte hai as ki odr copy mil plzzzzzzzzzzz
@WakeelNama
@WakeelNama 9 ай бұрын
Apny district mein kisi achy wakeel ko milein uss ki libraray mein aap ko mil jaye gi
@muddassirmazhar
@muddassirmazhar Жыл бұрын
Mere walid dada se pehle wafat pa Gaye. Kya Mera dada ki jaidad main koi hissa bane ka? Awr humara ghar mere walid ki kamai se Bana, kya us main Mera haq hai?
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji Pakistani Qanoon ky mutabik hai
@shahidkhan-bz1vx
@shahidkhan-bz1vx Жыл бұрын
Allah ka qanun thek .hamin apny zendagi main maa bap sy apna haq lena chahey taqy hamary olad apny he reshtoon ky jutoon main na aa jay
@Sardar55112
@Sardar55112 9 ай бұрын
Sir g mera sawal ye hai ke 128 kanal arazi Mey zere kabza hai 49 sal se jis ka mere pass intekal nahi hai abhi 2 party adalat ke lie mujh se intekal mangti hai mujhe kia karna chayie
@WakeelNama
@WakeelNama 9 ай бұрын
Agar intiqal / malkiyat un ky naam par hai to unhein zameen dyna chahiye aur jo haq aap un ka 49 saal sy kha rahy hein uss par un sy maafi mangni chahiye brother kiun ky yeh to zulm hai
@Sardar55112
@Sardar55112 9 ай бұрын
@Sardar55112
@Sardar55112 9 ай бұрын
Sir g abhi ye rakba mere nam pe hai lekin is se phele un ke nam tha abhi mere pass aesa koi sabot nahi hai ke ye rakba mere nam pe transfer kese hua kia kabze ki buniad par Mey adalat ke pass record pesh kar sakta hou
@WakeelNama
@WakeelNama 9 ай бұрын
Aik taraf aap farma rahy hein ky raqba mere naam par nahi hai aur dosri taraf aap farma rahy hein aap ky naam par hai, agar aap ky naam par malkiyat hai to yeh kafi hai
@FarazKhan-ej8ck
@FarazKhan-ej8ck Жыл бұрын
Ham nhi mantay apka qsnoon. Hukum sirf Allah ka baqi sb batil.
@sohaibsindhu
@sohaibsindhu Жыл бұрын
Sir ap se rabta kesay kiya jaa sakta hai ?
@UrduViewsyt
@UrduViewsyt Жыл бұрын
When grand father has died and father also died then according to sharia grand children will get the inheritance or not?
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Yes they will get
@artnation4
@artnation4 7 ай бұрын
​@@WakeelNamaaoa sir mery ami ka dadi ki property main hissa ha means bahan bhaiyon ka bhi ha unky meri ami KY tau Kia potay potion ko shariat KY hisab sy hissa mily GA ya equally divided hoga meri ami KY bahan bhaiyon pr or meray Nana jo hn wo apni ami KY bd foath huye hn tau please ap Bata dain
@punjdarya8089
@punjdarya8089 Жыл бұрын
Bhai mere 3 Mamu hn ik Mamu ki olad NAHI hui or woh Allah ko piyare ho gae hn Meri mama bhi fot hui hui he han 2 bihn Bhai hn kia hamyn bhi jaidad MN hissa mil Sakta qanoonan k nahi? Please rihnomai farma dyn
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji aap ki Walida Sahiba ky naam jo property thi woh aap ko mil sakti hai aur jo mamu ki olaad nahi thi uss me bhi aap logon ka hissa hota hai
@ibrarkhan6304
@ibrarkhan6304 Жыл бұрын
Sir my grandmother has deid and her name his land can I get my right please tell me
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
As per law of our country, yes, you can
@jamshaidmohsin5439
@jamshaidmohsin5439 Жыл бұрын
In Quran, Surah Nissa, there is no clear rule forbidding inheritance devolving of predeceased descendent. This rule has been interpreted by DF Mulla(a parsi lawyer's book on inheritance) as derived from practice of arabs. While when propounding for Shia's, he applied simple universal rule of inheriting and devolving irrespective of the fact that any descendent was predeceased. So DF Mulla has 2 Islamic Laws for 2 sects, how could Quran give 2 laws for Shia & Sunni. Supreme Court has also dismissed view that Divorce is final just by uttering thrice at one time and has upheld right interpretation of Quran that divorce requires a period of 3 menses cycles or 3 months, to ponder well & divulge any pregnancy, before breaking a family, it shouldn't be child's play to divorce by just uttering 3 words
@hashirimran4160
@hashirimran4160 Жыл бұрын
sir mere dada pehle phot howe the phr mere chacha phot howe or unki biwi ab us makan mai rah ri ha jis mai mere phot howe chacha k ilwah 2 or bhaiyo ka hisa ha.2 chacha mai se 1 ki shadi ni howi meri Chachi kahti han mai ne makan banya to mai ne b paise lagay han ab ye makan meri 2 betiyo ka ha.masla ye ha k agr ye hisa dar han to kia hisa banta ha or kia inki betiyan waris han agr ye kal ko zindh ni hoti to or kia meri chachi malik ha makan ki
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Aap ky chacha ky hissa me 1/8 ki hisadar aap ki chachi hai aur baqi me sy 2/3 un ki betiin ka aur baqi aap logon ka
@kirandr9667
@kirandr9667 9 ай бұрын
sir aoa mra bhai gumshuda hugya hy r mre walid sahab faut hugye hyn tw bhai ke bacho ki warasat m sharyi hissa hy r qanooni hesiyt kia hy
@WakeelNama
@WakeelNama 9 ай бұрын
Aoa, kitny saal sy gumshuda hai?
@GulamNabi-bx2bo
@GulamNabi-bx2bo Ай бұрын
ہم اسلام واے قانون ٹھیک لگتا ہیں
@kamrantanoli1443
@kamrantanoli1443 22 күн бұрын
Assalamualaikum Sir me ny apni walida ko 1 saal pehly 1 kanal zameen hibba ki thi walida ny wo zameen mery bahi ko hibba kr di ha me ab wo zameen wapis ly sakta hun bahi sy ya ni ? Kindly guide kr dein please
@WakeelNama
@WakeelNama 21 күн бұрын
Walikum Musalam, hiba ki hoi cheez ko wapis lene ke bare me Shariat me aya he ke yeh aisa he ke apni thok wapis chatna, jo cheez aap ny de di woh ab aap ki nahi rahi woh wapis nahi hoti
@kamrantanoli1443
@kamrantanoli1443 21 күн бұрын
@@WakeelNama JAZAAKALLAH
@faisalnaveed2805
@faisalnaveed2805 22 күн бұрын
What is supreme court decision on this matter
@WakeelNama
@WakeelNama 22 күн бұрын
The case is still pending and not decided yet
@almuslimschoolandcollege7839
@almuslimschoolandcollege7839 Жыл бұрын
Salam sir can you send me any judgment
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Walikum Musalam, Regarding what?
@tahirmahmood453
@tahirmahmood453 Жыл бұрын
Is this the updated info on 1 June 2023
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
The information provided in the video is still upto date till today, that’s 01.06.2023
@tahirmahmood453
@tahirmahmood453 Жыл бұрын
@@WakeelNama Jazak-allah
@syedarubinahassan8677
@syedarubinahassan8677 Ай бұрын
Shia law Mai Dadi ki wirasat se yateem potay ko hisa Mila gha
@WakeelNama
@WakeelNama Ай бұрын
Pakistani qanoon ke mutabiq mile ga aur Shia Islamic law me nahi mile ga
@RabiaKashaf-ws1fb
@RabiaKashaf-ws1fb 3 ай бұрын
Sir mara dada na Huma apni zindgi ma hissa da tha . Hibba b kar dia tha . Hum ab is hissa ki registeri kasa karan. Sir please guide kar Dan
@WakeelNama
@WakeelNama 3 ай бұрын
Agar dada ny apni zindagi me registry nahi karwai to ab nahi ho sakti
@ahmadghori-qe4cd
@ahmadghori-qe4cd Жыл бұрын
Sir agar dada pehle foat ho GIA aur bap bad mein foat huva leikin property abhi tak dada ke nam per he hai Yani dada ke Marne k bad dada ki virasat qanoni Tor per baito ko transfer nahi karvai to is soorat mein potay potyo ko kaise dada ki property mein hisa mile ga
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Yeh to simple hai, agar agriculture property hai to 2 virasati intiqal darj karny hon gy, aik dada ki virasat ka sy baito’n ko aur aik fout shuda baity ka uss ki olaad ko, aur agar abadi deh ki jaidad hai to senior Civil judge Sahab ky pass succession / janasheeni certificate ky liye apply karna ho ga
@AmjadSaeed-tm3to
@AmjadSaeed-tm3to Жыл бұрын
It's better to give share by Grandfather in his life
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you brother for giving your viewpoint on the issue
@parvaizahmed8821
@parvaizahmed8821 Жыл бұрын
Sir mera nana our our uska.bhai ke naam par zameen he ab wo dono foog ho gaye he par khatta abhe tak nahe ching kiya he our mere maa ka intqaal mere nana se pahle ho gaya he ab wo khatta ching kar rahe he kiya mera us me hissa lagta he ya nahe plz rahnmai farmaye
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Aap ka hissa qanonan hota hai
@mubasharahmad6197
@mubasharahmad6197 2 ай бұрын
Saddam Sb Supreme Court KO iss Case ko Decide kerne Kelie mazeed kitne years darkar Han ?? 22 years ????
@WakeelNama
@WakeelNama 2 ай бұрын
Brother kuch nahi kaha ja sakta
@ahmadsheikh5891
@ahmadsheikh5891 2 ай бұрын
Wakeel hazrat supreme epilat court ma q applications nahi day rahay k iss ko decide Kiya jaye??? Or Kiya koi private Aadmi I mean Pakistani application day sakta ha k isko decide Kiya jaye 24 sall say q pending rakha hua ha, q insaf ma taheer ke ja Rahi ha????? Plz tafseel say answer karyen 🙏🙏 Thanks❤
@AshrafKhan-cx2nv
@AshrafKhan-cx2nv 6 ай бұрын
Salam sir,,kia phone pr bat ho sakti number ata farmain please
@najmaashraf133
@najmaashraf133 Жыл бұрын
Wakeel sahib agar warison ma sirf 2 betian zinda hon or jaidad per chotey betay ki biwi or bachey ous k marney k baad qabza ker k baith jaien aisi surat ma kya kia ja sakta ha
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
To aap ko taqseem ka case karna ho ga apny haq ky liye
@novelsinurdu4095
@novelsinurdu4095 Жыл бұрын
Sir mera beta 10sal ka hy to kia mera beta or mein isk bap ki zrai irazi jo mery shohar k naam py hy uska ikhtiar hmary pass mtlb mery bety k pass hy ya nahi
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Agar aap ky shohar wafat pa chuky hain to agar aap dono hi sirf uss ki jaidad ky wahid malik hain to phir to aap intiqal wirasat darj karein, aur aap uss ky malik ho jain gy,
@novelsinurdu4095
@novelsinurdu4095 Жыл бұрын
@@WakeelNama ji unk waldain zinda hen or hmm unko mjborn 2bar hissa Jo k according to law aata Hy unko1/6 vo b dey rahy hein Lekin phir b vo hmein dhamki dy rahy hein k olad k jwan hony tkk hmm Kisi b cheez k Malik nahi
@novelsinurdu4095
@novelsinurdu4095 Жыл бұрын
Plz reply
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@novelsinurdu4095 Aap apny hissa ki had tak to malik hein, lekin agar aap ko wabza nahi dy rahy hain to bachy ki Guardianship Certificate aap hasil karein aur phir taqseem ka case kar dein, Guardianship Certificate hasil karny ka tareeqa iss video mein hain, link share kar raha hon kzfaq.info/get/bejne/rL52gdCB2ZzMlp8.html
@novelsinurdu4095
@novelsinurdu4095 Жыл бұрын
@@WakeelNama mery maa bap case krny ki position mein nahi hein
@ChYaseen-zt9rl
@ChYaseen-zt9rl Жыл бұрын
dada ko be agr khandni wirasat ma mili ho
@pakhtoon_111
@pakhtoon_111 7 ай бұрын
Aoa sir my age 20 sir mera baap wafat hogya hai mera dada zinda hai aab grandfather ney muji baaf ka hisa deya hai 3beto ki jaisa baap ka barbar hisa 4entaqal ki hai lekin aab hamra masala ye hai ki hamri yaha kuch zameen hai dakarak shamilat hai porani mera dada ki name pi ha kaya os mai hamra hesa ban ta hai kya..?
@WakeelNama
@WakeelNama 7 ай бұрын
Woh bhi dada likh kar dy dein, uss ka intiqal to nahi ho sakta, albata koi sath aur raqba intiqal kary to ho skat hai, stamp paper par aap ko likh kar dy dy
@zainkhan4069
@zainkhan4069 Жыл бұрын
Sir bht acha ELOBRATE kya . Aik sawal hai kya dada wasiat main se yateem potay ko nikaal sakta hai??
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Agar woh zinda hai to woh apni jaidad ka malik hai aur woh kisi aik ko dy sakta hai, ya sale kar ky raqam aik ko dy sakta hai ya woh raqam khud kharch kar sakta hai, wirasat ka tasawor insan ky fout hony ky baad paida hota hai, uss ki zindagi mein nahi
@zainkhan4069
@zainkhan4069 Жыл бұрын
@@WakeelNama sir agar us ghar main yateem potay rehtay hn aur marhoom ko ye ghar ye kehkr dia gaya ho ye tumhara hai
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@zainkhan4069 adalat ownership record pe faisla karti hai
@gulssnober1807
@gulssnober1807 10 ай бұрын
Sir sir plzz mra reply dy mri 1 beti he maa baba ni he suasar or shohar mujhy ghr se nikal rhy he beti smat lrai jhgra koi ni bas krhkar k hm ghr bech rhy sor chupny ke jga ni shohar k pas kj b ni he wo km b ni krte siwae apny aba ama or bhno ko sodah lakr deny k unse pocho kha jao to khte seak pr chly jao tmko pta to the me greeb shdi ni kdni thi lakin ghr se b nikal rhy piar se myhse mra haq megar b maaf krwa lia shohar or susar ne jo nikah namy pr likha the ... Beti k paida one se phle talak dykar sulah ke pepar b cencel ni krway sasural wale khyd lykar gy thy mujhy mry koi ni the ma baba me b chli gai haq mehar b mad krwa dia ab mri beti 3 sal ke hee.. Me sty laskti hn wha chat miljay ... Chat to 1 chota sa kmra mry pas me bhir kha rulonge bchi ko lykar
@gulssnober1807
@gulssnober1807 10 ай бұрын
Sir plz reply me plz
@creativegeneration8582
@creativegeneration8582 Жыл бұрын
Sir simple or asan tariqe se btain .. hissa mile ga ya nhe
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Pakistani qanoon ky mutabiq mily ga, Shariat ky mutabiq nahi mily ga
@kashifarain786
@kashifarain786 Жыл бұрын
Mery chacho waly nh dy rahy
@Quran1Information
@Quran1Information Жыл бұрын
Property dadi phophi n baap(deceased) k naam h Dadi k baad property ka hissa phophi ko jyega? Ya potay potiyun ko b jyega
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Pakistan ke qanon ke mutabiq potay potiyun ko bhi jaye ga
@Quran1Information
@Quran1Information Жыл бұрын
@@WakeelNama 2 hissa jyega jaisay unko father ko milta... Or ik hissa phophi ko? Taqseem kis trah hogi
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@Quran1Information ji bilkul 2 hissy jyega
@Quran1Information
@Quran1Information Жыл бұрын
@@WakeelNama thank u sir
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@Quran1Information Always welcome
@munimshakoor3474
@munimshakoor3474 22 күн бұрын
sir, Muslim family law ordinance ki ruo say, bayaulaad khala, phoopi, mamoo ya chacha ki virasay kaisy taqseem ho gi, specially, aisay batheejo ya bhanjho may , jin ka maa ya baap bayaulaad khala , phoophi, chacha ya mamoo say pehlay wafat pay gayeN hooN.
@WakeelNama
@WakeelNama 22 күн бұрын
Thank you, shariat me un ko nahi jata, jo zinda behn bhai hon ge un me taqseem ho ga, albata agar koi behn bhai zinda na ho to un ki olad me utna jae ga jitna agar un ka baap ya maa zinda hoti aur un ko jata
@munimshakoor3474
@munimshakoor3474 21 күн бұрын
@@WakeelNama Sir kia qanooni position b yahi k sirf zinda behan bayo ko jaye ga? thanks
@WakeelNama
@WakeelNama 19 күн бұрын
Ji bilkul qanoon bhi yahi hy, sirf dada dadi nana nani ki property qanoon me jati hy baqi logo ki nahi
@munimshakoor3474
@munimshakoor3474 19 күн бұрын
buhat shukriya sir
@asimhussain9103
@asimhussain9103 3 ай бұрын
Assalam walikum meri walida ka intakal hua hay abhi ramzano may hee or onhony apni Zindagi may hee kahy diya tha k meri property tmhari say sab bacho k samny or mery sab bhai behn is bat pay agree hay or wo hissa nahi lena cha rahy wo kahy rahy hay ap aagy parho koch bano to onko os may say tab be hissa dena pary ga lazmi ?
@WakeelNama
@WakeelNama 3 ай бұрын
Walikum Musalam, agar un me sy agar aik bhi kal ko munkir hoa to hissa to dyna ho ga
@abrarnawaz19
@abrarnawaz19 Жыл бұрын
Sir ab new judgement aa gai hay 2022 scmr is may parpoty warsaan may shamil nhi......
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
2022 SCMR 1131 page par likha hai ky parpoty yani great grandchildren mehroom hon gy kiun ky woh poty yani grandchildren ki tashreeh me nahi aaty, lekin poty ko mily ga, aur iss ky baad aik aur judgment bhi ai hai jo 2022 SCMR 1352 page hai uss me bilkul wazeh likha hai ky poty yani grandchildren ko mily gi
@khalil661988
@khalil661988 Жыл бұрын
@@WakeelNama سر ہم پوتے ہیں ہمیں اپنے دادا کی پراپرٹی میں سے حق نہیں دیا جا رہا کہ ہمارے والد کا انتقال دادا کے انتقال سے پہلے ہوا جب ہم نے اپنے چچا کو سکشن 4 1961 کا حوالہ دیا تو کہتا ہے آپ کے والد نے دادا سے حصہ لیکر دستبرداری کا معاہدہ کر لیا اس لئیے آپ کو حصہ نہیں دیں بھلے کورٹ چلے جاؤ ہمیں وہ معاہدہ بھی نہیں دکھایا جا رہا اس سلسلسلے میں ہم کیا کریں؟
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@khalil661988 آپ مقدمہ کریں سول کورٹ میں اور اگر کوئی دستبرداری کا معاہدہ ہو گا تو وہ جوابدعوئ میں پیش کریں گے اور اگر پیش کیا گیا تو آپ اسے بھی فراڈ کی بنیاد پر چیلنج کریں، انشاءاللہ آپ کو آپ کا حق مل جائے گا
@khalil661988
@khalil661988 Жыл бұрын
@@WakeelNama جزاک اللہ سر ہم بہت پریشان ہیں اللہ پاک بیشک ہماری مدد کرے گا
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@khalil661988 جی انشاءاللہ
@Ranashahid-xf3cg
@Ranashahid-xf3cg Жыл бұрын
Sir Mara Dada dadi ki death ho GI ha is k bad made father ki death hogi mare father ke four hain his main ek brother ki shadi ni hey ab iski death ho GI ha kia is ki varsat main hamra hesa ha
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji bhai ky wirasat me aap logon ka hissa hota hai
@shoaibrafique8966
@shoaibrafique8966 Жыл бұрын
Aslam o alekom Sir mujhe kisi neh investment dii thi profit banay kly forex market main ... Main loss krjata hon phir woh mujh se investment bhi mangrahy hain ure profit bhii..... main bhot padeshan hon plz rehnamaii farmain meri...
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Walikum Musalam, koi written agreement hoa tha?
@muhammadazeem950
@muhammadazeem950 Жыл бұрын
Ahle tashi k according agr koi fot ho Jaye or us k baap ki property mie jo hisa bachta h kiya wo us k Marne k baad bacho ko mil skta h or agr sirf betiyan hi ho tb mil skta h. Please bta dey
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji bilkul mil sakta hai, balky Ahle Tashi k mutabiq mukamal mily ga jab ky ahle sunat k mutabiq half mily ga
@muhammadazeem950
@muhammadazeem950 Жыл бұрын
@@WakeelNama hmari warsat fard pe ahle tashi kr di gye h. Jb k hm ahle suni h. Teen bahia y hy. Baba ki death ho gyie hy.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@muhammadazeem950 wirasat ky intiqal ky liye fatwa zarori hota hai, yeh koi fatwa ly kar gaya ho ga aur intiqal darj hoa ho ga,
@muhammadazeem950
@muhammadazeem950 Жыл бұрын
Sir agr hm Isay sae krwana chahe to kesay krwa skty h court k through ya patwari k through.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@muhammadazeem950 Patwari ya tehsildar nahi kary ga, go ky aik tarika he jisy “sehat e intiqal” kehty hein, lekin phir aap ko civil suit hi karna pary ga,
@nakheemunnisa4309
@nakheemunnisa4309 Жыл бұрын
Assalam alaikum kya ye India me bhi hai..mai bohath pareshan hoo plz aap meri madat kare jaedaad me mere bachaw ka hissa nahi hai bolre ..pls merse rabta kare ...
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Walikum Musalam, india me 2 prakar property hei, aik woh jo virasat me dada ji ko mili ho aur aik woh jo unhon ny khud kharedi ho, wirasati property me poty ka hissa hai jab ky khud purchase ki hoi me nahi hai
@nakheemunnisa4309
@nakheemunnisa4309 Жыл бұрын
@@WakeelNama assalam alaikum mai aap ko puri baat tafseel se batati hoo.,.aap muje col karsakte ho to aap ki badi meher bani hogi
@Jalips-ub4lz
@Jalips-ub4lz Жыл бұрын
Respected sir sadam my brother was died in my father life, So the children of my brothers who have died are entitled to the inheritance of their grandfather
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Thank you for asking your question. According to shariah such grandchildren have no right in property of their grandfather but according to law of Pakistan they have the right and then can file suit for their such right.
@rubinatanveer9659
@rubinatanveer9659 Жыл бұрын
اسلام وعلیکم سر میرا خاوند 2009 میں فوت ھو گئے تھے میرے تین بیٹے ھیں بہت محنت کرکے بچوں کو پڑھایا پالا دادا زندہ ھیں مگر بچوں کو دیکھنا بھی نہیں مانتا اور بہت جائیداد بھی ھے میں سید ھوں الحمدللہ اور میرے سسر کے چار بیٹے تھے جن میں سے دو فوت ھو چکے ھیں سب بیٹوں کی بیٹیاں ھی ھے بیٹے صرف میرے ھیں الحمدللہ مگر سسر بہت سخت دل آدمی ھے تو میں کیا کروں کے بچوں کے لیے کوئی چھت نہیں بنا سکی اب بہت پریشان ھوں کوئی راستہ ھے کے بچوں کو دادا کی پراپرٹی سے کچھ مل سکے جواب کی منتظر رھوں گی پلیز
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@rubinatanveer9659 وعلیکم السلام، سید فیملیذ کا میں نوکر ہوں، لیکن بہن مسئلہ یہ ہے کہ جب تک بچوں کا دادا زندہ ہیں اُن کی جائیداد میں حصہ نہیں بنتا، اگر خد نہ خواستہ اُن کی وفات ہو جائے تب حصہ پاکستان کے قانون کے مطابق بنے گا
@jamshaidmohsin5439
@jamshaidmohsin5439 Жыл бұрын
​@@WakeelNama Per Muhammadan Law(DF Mulla) which is taken as standard of Islamic Family & Inheritance Laws, allows for the Shia's sect's, the carrying down of inheritance of predeceased son/daughter. So both Islamic & State Laws agree for Shias sect. Just prove that their grandfather was Shia.
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@jamshaidmohsin5439 DF Mulla in his book has mostly based his research on Sunni sect, yet has referred to shia sect
@Ahmedblouch777R.Y.K
@Ahmedblouch777R.Y.K 4 күн бұрын
Asalam o alaikum ser ma bhit bhut paraishan ho meri help karain plz allah pak apko khush rakhay ga plz ser plz😭
@WakeelNama
@WakeelNama 4 күн бұрын
Walikum Musalam, ji farmain
@Ahmedblouch777R.Y.K
@Ahmedblouch777R.Y.K 4 күн бұрын
@@WakeelNama apka contact mil sakta h
@WakeelNama
@WakeelNama 2 күн бұрын
Aap apna sawal comment me kar skte hein
@sntv5465
@sntv5465 4 ай бұрын
Ya bachy k dada dadi bachy ko rakh sakty hn
@WakeelNama
@WakeelNama 4 ай бұрын
Maa ly sakti hai
@TheGujranwala786
@TheGujranwala786 3 ай бұрын
Sir agr matwafi ki 1 beti ho or matwafi ka 1 bhai zinda ho or 1 bhai pehlay sy foot ho gya ho tu kia pehlay sy foot shuda bhai k bachon ko b hissa milay ga??
@WakeelNama
@WakeelNama 3 ай бұрын
Nahi, sirf zinda ko mily ga
@TheGujranwala786
@TheGujranwala786 3 ай бұрын
@@WakeelNama thanks for your reply sir but koi reference mil skta hai? Bcoz 1 wakeel sab keh rahay hain k unko b milay ga.
@WakeelNama
@WakeelNama 3 ай бұрын
Na milny ka reference nahi hota, balky jo kehta hai ky mily ga un sy reference mangein meri behna
@ahaseel1
@ahaseel1 Жыл бұрын
Agar grandfather kee death pehlai ho or father kee baad mai phir kiya hoga ???
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
To phir jo bete ka haq hai woh ussy mily ga aur bety ka haq phir uss ki wafat par bete ky bachon ko mily ga
@user-tr6dx4wl1v
@user-tr6dx4wl1v Жыл бұрын
Agar Dada Dadi ka Inteqal ho Chuka ho aur unka aik hi beta hayat ho to Kya us betay ki Aulad Dada ki wirasat Mai hissay ka mutalba kar sakti hai?
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji, Pakistani qanoon ky mutabiq mang sakta hai aur adalat me bhi case kar sakta hai
@user-tr6dx4wl1v
@user-tr6dx4wl1v Жыл бұрын
@@WakeelNama JAZAK ALLAH KHAIR
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@user-tr6dx4wl1v Ameen Suma Ameen,
@user-tr6dx4wl1v
@user-tr6dx4wl1v Жыл бұрын
Assalam Alaikum Sir I need your advice Meray father k pass Dada ki wirasat hai Aur Wo akelay waris hain jo hayat hai jab Maine unse kaha k mujhe Mera hissa de de to unhon ne inkar kar dia aap rehnumai farmaye k Kya karoo buhat samjhaya minnat bhi ki wo nahi mantay jab Kay beti Meri sister jo ikloti hai married hai usko bin mangay cash ada kr dia Aur kehtay hai Meri Marzi.
@zulfiqarmalik8088
@zulfiqarmalik8088 7 ай бұрын
Uncle g sorry to say شریعت ma aisa kio asa nai hy aur ye allah Pak ka hukam hy insano ka nai hy
@Asmrpak
@Asmrpak 7 ай бұрын
Mere susar ka 30 saal pehle inteqal ho gaya tha onki wirasat ko taqseem nahi kiya gaya q k meri saas zinda thi wo apne shuhar k inteqal k baad 30 saal zinda rahi meri saas ki zindagi me mere shuhar ki death hogai tu ab mere bete ka dada ki wirasat me hissa he ya nahi brae mehrbani meri rehnumai kr den es masle me
@WakeelNama
@WakeelNama 7 ай бұрын
Susar ki wafat par aap ki biwi bhi shari hissa ki had tak malik hein chahy intiqal wirasat hoa ho ya nahi, aur biwi agar aap ki fout ho chuki hai to uss ky hissa mein aap ky bete ka shari haq hai warna nahi
@quratulainkamran4674
@quratulainkamran4674 3 ай бұрын
@@WakeelNama sir can I have ur contact number
@salehhayyat8104
@salehhayyat8104 Жыл бұрын
If s.c gives the decision against the govt appeal what will happen? Will all the decisions be reversed?
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
No, decisions in the past are protected
@salehhayyat8104
@salehhayyat8104 Жыл бұрын
@@WakeelNama thanks
@ambreensohail5426
@ambreensohail5426 Жыл бұрын
Kia baap apni zingdagi main sara ghar apne aik bete ke naam kar sakta hai? Plz tell me
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji qanonan kar sakta hai
@MOHMMADBISMILLAH-f5m
@MOHMMADBISMILLAH-f5m 15 күн бұрын
4:55 4:58 5:00
@Sherry-ni7kf
@Sherry-ni7kf Жыл бұрын
Sir i need your guidance for tranfering property of my grandfather..how can i contact you. Please help me out
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
You need to enter mutation / intiqal in the name of all the legal heirs, but before that you need to prepare shari fatwa, and death certificate of your grandfather and father
@Jalips-ub4lz
@Jalips-ub4lz Жыл бұрын
​@@WakeelNamaASLAM O ALAIKUM Warehmatullahi wabarakatahu
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@Jalips-ub4lz Walikum Musalam wa rehmatullahe wa barakatohu
@basarnazeer2471
@basarnazeer2471 Жыл бұрын
Sir meray abbu ka intikal hogya tha unki gaoun mai zameen hai ab mai kis tarah apnay naam karao kuch help karay
@basarnazeer2471
@basarnazeer2471 Жыл бұрын
Mai shehar mai rehta hu waha gaoun kbhi nhi gaya
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@basarnazeer2471 Aap mufti sy wirasat ka fatwa banwain aur sath mei NADRA office sy FRC lein aur jis city me zameen hein wahan land record computer branch jain aur un ko yeh documents dein woh intiqal wirasat kar dein gy, lekin agar abhi wahan computerised mahi hoa to aap ny patwari ky pass jana ho ga
@RanaAbdullahRajput-hu8qv
@RanaAbdullahRajput-hu8qv Жыл бұрын
Thanks for information I have just a Case
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@RanaAbdullahRajput-hu8qv Always welcome
@Urdureview1
@Urdureview1 Ай бұрын
Sr agar 2no waldeen foth ho gy ho to to Jo bap k name ha jis ghar mn rahty h likn dadyal waly lene k li tang kr r ha to kiya kry plz gaide kr dy
@adnauaevlogs
@adnauaevlogs Жыл бұрын
Sir mery dada Abu ki bhht c jaidad hai..mery Walid ki wafat dada ki wafat Sy bhht phly hui hai .23 sal phly Walid ki death hui or dada ki 2 sal phly ..hm 4 bhnein Hein sirf Meri mama Ny shadi nhi ki hmein usi ghr mein reh k Pala h.ab dada ki death k bd wo log Meri mama ko nikalny ki dhamki de rhy Hein..Kya hmara hissaa bnta h dada ki jaidad mein plz btayn..Meri walida bht preshan hein.hm sir 4 bhnein hein or Kya Meri walida ka b hissa nhi bnta Kya
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Ji qanonan aap logon ka hissa banta hai
@adnauaevlogs
@adnauaevlogs Жыл бұрын
@@WakeelNama g bohat shukriya sir mery Walid bht achy thy .wo in py bht trust krty thy Jo kmaya sb inko diya tha .hmary bchpn mein wafat paa Gy..mery Chachu log bht zalim Hein..wo log ghr Sy Nikal rhy Meri mama ko..JB tk dada zinda thy tb nhi ab Nikal rhy Hein..kh rhy Hein koi hissa nhi .dada Abu Kisi k nam nhi kr k Gy pta nhi in logon NY Kesy apny nam krwa Lia in k mrny k 2 sal bd.
@adnauaevlogs
@adnauaevlogs Жыл бұрын
@@WakeelNama or sir procedure Kya hai hissa leny ka plz guide kr dein ..Kahan ja kr hissa mily ga..
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
@@adnauaevlogs jahan property hai uss city mei aap kisi wakeel ko milein woh aap ko case kar dein gy civil judge ky pass, InshAllah mil jaye gi jaidad
@adnauaevlogs
@adnauaevlogs Жыл бұрын
@@WakeelNama bohat shukriya sir
@tehminakhan6897
@tehminakhan6897 Жыл бұрын
Mere yateem bacho ko to un ke dada ki jaedad me se koch bhi nahi mila , jbke mere shohar to apne walid k ekloti aolad the
@WakeelNama
@WakeelNama Жыл бұрын
Aap case karein
DADA POTA QANOON, INHERITANCE OF DECEASED SON, SUCCESSION U/S 4 OF MUSLIM FAMILY LAW ORDINANCE 1961
44:39
50 YouTubers Fight For $1,000,000
41:27
MrBeast
Рет қаралды 192 МЛН
Stay on your way 🛤️✨
00:34
A4
Рет қаралды 7 МЛН
Каха и суп
00:39
К-Media
Рет қаралды 6 МЛН
Amazing weight loss transformation !! 😱😱
00:24
Tibo InShape
Рет қаралды 53 МЛН
WIRASAT ki Calculation & Ahkam-o-Masa'il ??? Wasiyyat & Hibbah kay AHKAM??? (Engineer Muhammad Ali)
37:49
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 374 М.
ISLAM ME VIRASAT KA POORA QANOON | Dr Israr Ahmed
7:51
5-Minute Quran
Рет қаралды 263 М.
50 YouTubers Fight For $1,000,000
41:27
MrBeast
Рет қаралды 192 МЛН