No video

गार्डन में लगने वाले,मिलीबग, कीटों, कीड़े -मकोड़े गिलहरी, सारी समस्याओं का समाधान, घरेलूकीटनाशक,#

  Рет қаралды 5,841

ManjuGardening&vlog

ManjuGardening&vlog

Күн бұрын

Puri garden ki sari samasyaon ka Samadhan sirf ek dava mein
millie bug, 🪲 insect, 🐝, Galleria, rats, kit_ patange
sabhi tarah ke pareshaniyon ka samadhan
organic insecticide
how to save our garden 🏡#orgenic #plantfertilizer #trending #organicfarming #organicfertilizer #gardeningideas #plants #Manju gardening and vlogs

Пікірлер: 87
@fosterstrong8932
@fosterstrong8932 Ай бұрын
Ma'am apne bht achi information di h thank u Ma'am 🙏 💓 ,maine ap se bht kuch sikha h
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐🌹💐
@radheradhegardening5412
@radheradhegardening5412 Ай бұрын
😊 बिल्कुल फ्रेंड यह तो बहुत ही बढ़िया चीज है और इससे बहुत ही मच्छर सब कीड़े भागेंगे ही बहुत अच्छा बनाया आपने वीडियो को मैंने फुल वॉच किया बहुत अच्छा लगा😊😊😊😊😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹🌹💐💐
@NAGARDENING
@NAGARDENING 13 күн бұрын
Nice and informative video 👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 12 күн бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏🙏💐💐🌹
@user-gj3td4lu8q
@user-gj3td4lu8q Ай бұрын
Vry nice information mam 🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏🙏🙏🙏
@meenaxisanga
@meenaxisanga Ай бұрын
Very nice information
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 😊
@HamaraParivar2
@HamaraParivar2 Ай бұрын
Bahut hi badhiya jankari di àapne😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 💐🌹💐
@kalajoshi1798
@kalajoshi1798 Ай бұрын
Aapane bahut hi achcha keetnasak bataya
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 😊
@seemakumari-jc8hx
@seemakumari-jc8hx Ай бұрын
Aapke information bahut hi simple n informative hoti h
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐
@suryagarden9660
@suryagarden9660 Ай бұрын
Bahut badhiya jankari di aapne 😊👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji namaste dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐🙏🙏
@harshstindwani1928
@harshstindwani1928 Ай бұрын
Lovely video I needed it thanks for sharing it 🙏👌
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐🌹🌹🌹💐
@aleemsiddiqui4199
@aleemsiddiqui4199 Ай бұрын
Good information and beautiful plants
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
@plantshouse5319
@plantshouse5319 Ай бұрын
Aaj hi banaa kar apply karungi main bhi bahut dukhi hun kit patangon se❤🎉 Puri imandari se video Maine pura dekha hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se aapka बहुत-बहुत shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏
@gitasinha4969
@gitasinha4969 Ай бұрын
बहुत ही सुंदर बात बताये🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद 🙏🙏🙏🙏💐💐💐🌷🌷🌷🌹🌹🌷🌷💐
@uawas49
@uawas49 Ай бұрын
Good practical solution
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 🙏🙏😊
@Deepak-qt6rn
@Deepak-qt6rn Ай бұрын
Very Good information 😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 🌻🌻
@Sakhigarden
@Sakhigarden Ай бұрын
Bahut badhiya information😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹♥️♥️
@manjulatameena7294
@manjulatameena7294 Ай бұрын
Nice information 😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 🙏🙏😊
@sharifsh3977
@sharifsh3977 Ай бұрын
Very nice information 👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌷🌷💐💐💐💐💐
@anitapandey113
@anitapandey113 Ай бұрын
Good information🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@kalajoshi1798
@kalajoshi1798 Ай бұрын
Veri nice information
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@anilsrivastava61
@anilsrivastava61 Ай бұрын
Nice information
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷
@rekhadavid9463
@rekhadavid9463 Ай бұрын
Thank U
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@user-un5uw3sl3q
@user-un5uw3sl3q Ай бұрын
थँक्स 🙏🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya 🙏🙏🙏🌹🌹🌹
@sachinkharb9691
@sachinkharb9691 19 күн бұрын
Karela kheera or baki choti bail ke plants ke patte kha liye h gilheri ne to un khaye hue plants ko kaise protect kiya jaye ab
@Manjugardening1
@Manjugardening1 19 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji ismein Maine naphthalein ball Jo batai Hain inko aap ek cotton ke kapde mein एक-एक ball la aur apne plant mein इधर-उधर kahin per bhi aap rakh Den to gilhariyan धीरे-धीरे bhaagane lagengi
@Neerakitchengardning
@Neerakitchengardning Ай бұрын
Madam vegetables nd fruit plant k lie finayal ki goliya nuksandayak nahi hongi ye chemical hei detol also
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji nahin harvesting ke samay mat daliyega, lekin jab garden mein samasya jyada Ho jaati Hain FIR organic bhi Kam nahin karta hai isliye is sasta insecticide Maine bataya hai
@kpurva567
@kpurva567 Ай бұрын
Good morning aunty....kaise hai aap. Aunty mere bramhakamal ke patte pile ho rahe hai....
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Han ji good afternoon, dear dekho Brahm Kamal ke plant ko ful sunlight mein nahin rakhte hain aur jyada Pani bhi nahin dalna hai yah seculant family se hi belong Karta hai garmiyon mein dhup se iske patte Peele ho gaye hain mere bhi ho gaye the aur Pani se bhi bachana hai aajkal ise ,patiyon ke peele hisse ko light light cut kar dena FIR vah green Ho jaate Hain new growth bhi hogi Maine kara tha meri ho gai hai green
@nitumedhi4994
@nitumedhi4994 Ай бұрын
Mere bishwas hai yea bahut hi powerful tarika hoga sayed. Lakin dar bhi hai , naptholin use karne se podho ki nuksan nahi hoga? jo bhi ho, aap ki garden bahut sundar hai. Hamesa flowerig hota rahta hai🌺🌻🌼🌱🌹🥀🌷🍀
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji nahin kuchh bhi nahin hoga maine pahle apply kiya hai uske bad mein aap logon ke sath share kar rahi hun aur aap bilkul kariyega bahut achcha result milega aapko ek do bar mein hi aap aage bhi Mera garden aisa hi dekhogi
@sunitakashyap5896
@sunitakashyap5896 Ай бұрын
Sprey bottle ka hed be milta h kya
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yah mere pass dusra spry botal thana vah wala Mera Kam nahin kar raha tha usmein maine usimein banaya tha to Maine apna hi change kiya aur yah mujhe bhi pata nahin hai milta hai nahin milta hai
@sumathibhat2934
@sumathibhat2934 Ай бұрын
Madam ants repellent keliye ek video banayiye
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji is solution ko aap har chij mein istemal kijiye yah sari samasya ka Samadhan karegi
@tejalyagnik1550
@tejalyagnik1550 Ай бұрын
Manju ji mane sabji a lagae he ghar ki gellary me to bhindi ka podha 3 icha ka hua he lekin juk jata he jad se niklbhi jaye he to kiya kare please help me
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji namaste video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad dekhiae bhindi ke paudhe aapke Jo mitti hai na usmein jarur niche kide honge jo ki uski roots ko kha de rahe aur fungus bhi ho gai aap mitti mein aapko dawai dalni hogi aur bhindi ko dhup chahie hoti hai dhup ho vahi per bhandi acche se lagti hai
@tejalyagnik1550
@tejalyagnik1550 Ай бұрын
@@Manjugardening1 ha but kiya karu vo batao
@KasotiyaDiksha
@KasotiyaDiksha Ай бұрын
Mam hmare cutting me Minny budus Ho gye the to Hmne Kl hi Haldi or rakh daal di or ab Yeh dalenge to koi problem to ni hogi cuttings me?
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji han bilkul kar sakte hain jyada problem hogi to har teesre din karna nahin to 10-15 din mein ek bar kar lena
@user-ov8gd1nf3b
@user-ov8gd1nf3b Ай бұрын
🙏 mam Patte ko keede kha rahe he badha Nehi nahi de rahe he
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji han is video mein jo bataya hai ise Apne plant mein apply kijiye, sari samasya khatm
@manjuingale7405
@manjuingale7405 Ай бұрын
मेंढक के लिए कोई दवा बताए मेरे गार्डन में उड़ने वाले मेंढक बहुत हो गए
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Is dava ka istemal kijiye, sabhi tarike ke karya Karega ye
@poojakushwaha4110
@poojakushwaha4110 Ай бұрын
Didi ye white white sa kya h or ye kaha pr milega
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji yah white goliyan kapde mein rakhne wala Kapoor hota hai uski hai yah market mein mil jaayengi
@poojakushwaha4110
@poojakushwaha4110 Ай бұрын
@@Manjugardening1 ok thank you didi
@Sakhigarden
@Sakhigarden Ай бұрын
Gm😘🙏🏻🪴
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Next day good afternoon dear 💐💐💐💐♥️♥️♥️😊😊
@swetasharma2328
@swetasharma2328 Ай бұрын
Kitne kitne din k bad dalna h
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji agar aapke garden mein pareshaniyan jyada hai to har teesre din kariye spray aur nahin to hafte mein ek bar
@pascalraphealanthony6243
@pascalraphealanthony6243 Ай бұрын
गुलदाउदी के मदर प्लांट को बारिश मे कैसे सम्भालें।
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
जी नमस्ते अभी आप गुलदाउदी की सारी कटिंग लगाइए कटिंग लगाने का समय है यह गुलदाउदी की, गुलदावली के पौधे को कुछ नहीं होता है इसको धूप में रखिए बारिश में रखिए कोई फर्क नहीं पड़ता
@pascalraphealanthony6243
@pascalraphealanthony6243 Ай бұрын
@@Manjugardening1 thank you very much manjuji.
@DineshYadav-uh8br
@DineshYadav-uh8br Ай бұрын
पौधो को मारने का पूरा तरीका बता दिया जी
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji namaste video dekhne ke liye dhanyvad aap ghabraega mat kahin nahin jaega aapka garden yah Maine apni paudhon per apply kiya hai achcha result Mila hai uske bad hi share kiya hai aur aage ki video mein bhi aap dekhega Mera garden vaisa Kiya vaisa hi rahega
@welcometoourgarden4129
@welcometoourgarden4129 Ай бұрын
पर मंजू मैडम जैसे ही बारिश होगी यह तो धुल जाएगा
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
जी नमस्ते वीडियो देखने के लिए धन्यवाद, जी जब बारिश हो रही है या आपको लगता है होने वाली है उसे टाइम पर मत डालिए जिस समय आपको लगता है चार-पांच घंटे तक बारिश नहीं होगी अगर आपके गार्डन में कीड़े मकौडौ का अटैक है तो आप डालिए दो-तीन घंटे में ही इसने काम कर जाना है और बहुत अच्छा रिजल्ट, मिलेगा ज्यादा परेशानी होने में हर तीसरे दिन डालिए नहीं तो 10 दिन 15 दिन में एक बार डालिए
@welcometoourgarden4129
@welcometoourgarden4129 Ай бұрын
@@Manjugardening1 थैंक्यू मैम आपने बहुत अच्छा जवाब दिया
@dalveerkaur9330
@dalveerkaur9330 Ай бұрын
Is ki awaz and bk bk oh my God
@vimlamahor1171
@vimlamahor1171 Ай бұрын
Jab tumhe ye sab bakwas lagta hai to video kyu dekhte ho mat dekho
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Aapko achcha nahin lagta hai aapke andar itna patience nahin hai to aap gardening kya karogi aap mat dekhiae
@Kamsank14
@Kamsank14 Ай бұрын
This is chemical gardening non organic organic gerdening ,r u doing chemical gardening ,these 2 this r 100% chemicals
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji namaste video dekhne ke liye dhanyvad main totally organic gardening Karti hun lekin garden mein kuchh samasyaen bahut jyada Ho jaati Hain Jo ki organic insecticide se dur nahin Hoti yah mere Kai sare viewers ke question rahte hain isliye solution Maine banaya hai jisse ki istemal karke sari pareshaniyan khatm Ho jaenge . Aur Market ki mahange insecticide se ham Bach jaenge
Bony Just Wants To Take A Shower #animation
00:10
GREEN MAX
Рет қаралды 7 МЛН
Советы на всё лето 4 @postworkllc
00:23
История одного вокалиста
Рет қаралды 5 МЛН
Comfortable 🤣 #comedy #funny
00:34
Micky Makeover
Рет қаралды 16 МЛН
Bony Just Wants To Take A Shower #animation
00:10
GREEN MAX
Рет қаралды 7 МЛН