Aaj Virasat Ki Taqseem Hum Nahi Karte Aur Behno Ko Haq Nahi Dete Iska Akhirat Me Bura Anjam Hoga AFS

  Рет қаралды 212,836

IRC TV

IRC TV

10 жыл бұрын

𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed ​
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed​ is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZfaq and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
- Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
- Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
- Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
.

Пікірлер: 203
@OnenessofGod786
@OnenessofGod786 Жыл бұрын
Assalamualaiykum! 100% correct. I have seen many Fathers & Brothers they don't give anything to the sisters & and Daughters. Fathers and Brothers will be in big grip after life.
@rehansheikh2251
@rehansheikh2251 2 жыл бұрын
Humare abbu ne apni bahan ko 50℅ diye aur mere mujhe bi de rahe hai Allah mere bhaiyo ko salamat rakhe
@hamzakhan-oq8hp
@hamzakhan-oq8hp 3 жыл бұрын
Ye dislike wale 69 log kahin na kahi kisi ka haq mara hai isiliye bdve log dislike kiye le hai 😠😡🤛🤛 Ye pheer zaroor ye log kisi ki zameen hadap li hogi,, Ekdum aakhiri darje pe ye log chorrr honge 😂😂😂
@all_in_0n
@all_in_0n 3 жыл бұрын
Sir me ese family ko janta hu jaha unke father ki death ke 26 saal hogai pr bhene hi kisi ko jaedaad taqseem krne nhi de rahi.
@aliyanaeem9597
@aliyanaeem9597 4 жыл бұрын
Faiz bhai ALLAH ne ap ko bohat izat di ha bohat ache se ap explane karte ho
@zoyq4435
@zoyq4435 4 жыл бұрын
Bilkul sahi kaha..my mom and my siblings not giving my share till now..
@mahtabakbar49
@mahtabakbar49 2 жыл бұрын
Share to them Quranic verse
@zoyq4435
@zoyq4435 2 жыл бұрын
@@mahtabakbar49 they are aware of everything.
@AadilKhan-fy3mz
@AadilKhan-fy3mz 2 жыл бұрын
@@zoyq4435 Does they are giving now??
@zoyq4435
@zoyq4435 2 жыл бұрын
@@AadilKhan-fy3mz after long await n arguments and mini war they hv agreed to gv it..I 😜🙂
@AadilKhan-fy3mz
@AadilKhan-fy3mz 2 жыл бұрын
@@zoyq4435 Alhamdulillah,bahut achhi baat hai Allah mujhe bhi apni behno ko wirasat dene ki taufeek de
@nishacreation4353
@nishacreation4353 5 жыл бұрын
faiz bhai ka smjhna zabardast
@gfish2273
@gfish2273 2 жыл бұрын
Jazak Allah Khair❤️👍
@MuhammadArif-zx2sn
@MuhammadArif-zx2sn 4 жыл бұрын
Jaza Kalla khairan Hazrat
@mdtousifreza8444
@mdtousifreza8444 Жыл бұрын
Mera Mama. LLb karne k baad sabka zamin baimani kar liye. 2 saal se Court me dorna pad rha h.. Duwa ki darkhast h Allah mere firon mama ko sudharne ka mouka de
@Rehanarehana-pg3nr
@Rehanarehana-pg3nr 11 ай бұрын
Faiz bhai. Aap ne bahot achcha ilm dia iske liye bahot bahot shukr guzar hun.Assalaamu Alaikum o rahmatullah.
@rahmatrahma7720
@rahmatrahma7720 7 жыл бұрын
Assalamualykum bhai aap Se baat karne k liye kaise contact kare pls rpl
@sagittarianz873
@sagittarianz873 5 жыл бұрын
Mere mamoo ne meri walda ka huqq mara hay. Roz e qayamut jawab dain gay
@binahmad340
@binahmad340 3 жыл бұрын
Insha Allah zaroor Surat Al jasiya me aayat number 29 me Allah ne saff saff Kaha hai ہٰذَا کِتٰبُنَا یَنۡطِقُ عَلَیۡکُمۡ بِالۡحَقِّ ؕ اِنَّا کُنَّا نَسۡتَنۡسِخُ مَا کُنۡتُمۡ تَعۡمَلُوۡنَ ﴿۲۹﴾ This, Our record, speaks about you in truth. Indeed, We were having transcribed whatever you used to do."
@January-yp1so
@January-yp1so 3 жыл бұрын
Mashallah
@allahrakha6031
@allahrakha6031 2 жыл бұрын
Bilkul haq bayan kiya Faiz sb
@muhammadimranrauf7784
@muhammadimranrauf7784 5 жыл бұрын
Bhai ye puray byan ka link send krien
@parveenkhan5329
@parveenkhan5329 Жыл бұрын
Bohot se baap bhai samjhte h beti behen ki shadi kar di bas yahi farz our hak h our ho gaya jab jarurat ho to mang lo.
@smkhalidjamal
@smkhalidjamal 6 жыл бұрын
Virasat ka pora bayan kese milega plz faiz syed sahab apni short videos me complete bayan ka unwan mention kardiye kare k agar complete sunna ho to hum search pe find karsak.plz plz plz plz
@Sarfarazahmad-cx5fh
@Sarfarazahmad-cx5fh Жыл бұрын
Mashaallah
@yusufqureshi3632
@yusufqureshi3632 Жыл бұрын
Masha allah
@haseebrahman8135
@haseebrahman8135 7 жыл бұрын
faiz bhai mai aur sawal ke jawab chti hone app se kaise contect kare
@azrakhan3571
@azrakhan3571 4 жыл бұрын
Hmare khaaandaan to kisi bhi ladki ko hisssa ni milaaaaa 😭😭😭😭😭
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
To jo shakhs akhtiyar rakhta tha wo mujrim hoga.
@shahsawarkhan9312
@shahsawarkhan9312 2 жыл бұрын
Hissa nahi bal k ap ka haq hay!
@menafees3071
@menafees3071 2 жыл бұрын
You can go to court also.
@mc-nw3fn
@mc-nw3fn 2 жыл бұрын
Hamare ghr me ladkiyo ko haq nahi diya
@raziakhatun867
@raziakhatun867 2 жыл бұрын
@@menafees3071 behno ek baat khu haq to rehta hai lakin iska ye mtlb ni hai ki ham apne bhaiyo ka haq le le, dekho hamare jo bhai hai wo shadi kr k aayengi apni wife ko leke ayengi lakin ladki k maa baap ne dhan daulat dekh k hi to shadi krte hai 🥺 aur baad jb betiyon ko hissa mil jayegi to ye to glt hai
@minhajurrahman8127
@minhajurrahman8127 Жыл бұрын
Bilkul sahi MashaAllah
@samreenrafiyakhan2873
@samreenrafiyakhan2873 6 жыл бұрын
Mere Papa ki dete ho gai h or maa ne dusri shadi karli h or 2 bety 2 betiya h1 bada beta dada ke pas h 3 maa ke pas h ab dada ne Mana kar diya koi hissa nahi h dada bhi nahi maa nahi h chacha h or pure ghar par kabza kiya hue h Kiya kru aap kuch bataye
@mohammedashraf5001
@mohammedashraf5001 4 жыл бұрын
Please Post full video link in the description
@mdsaalimazmi590
@mdsaalimazmi590 4 жыл бұрын
Assalamo Alaikum Mera ek sawal hai aap se ke agar dada zinda ho aur walid ka inteqal hojaye to pote aur poti ka kya haq hoga property me, pote poti ka haq hoga ya nhi.... Please batayein...
@imranahmad6283
@imranahmad6283 Жыл бұрын
Iska jawab nahi denge
@ayeshaayesha5418
@ayeshaayesha5418 4 жыл бұрын
Assalam alaikum faiz bhai mai a kehta hun ke mere walid ne Mahar me meri maa ko apni 80lakh ki zameen likh di hai dono bhi nahi hai 4 bhai aur 3 behen hain kis tarha taqseem Karna chahie .....
@MohammedAhmed-us3yx
@MohammedAhmed-us3yx 3 жыл бұрын
Aslam Aly kum. Mera sawal hai. Mere dost ke baap ka iteqal hogaya. Dost ki maa hai aur bhai aur bhainay hai. Virasat taqsim karna hai. Ghar hai aur kuch paise hai. Kaisa taqsim kare. Maherbaani karke baatai Salam alykum
@aqhilmd88
@aqhilmd88 6 жыл бұрын
husband gujarjaney k badh vus wife ko aur bachonko sasur sey maintainance ya property mey hissa milsakta kya ?
@KAKASHIXTAHA
@KAKASHIXTAHA 5 жыл бұрын
Ha ye to aapka aur apke baccho ka haq hai...
@ateeqateequrehman9695
@ateeqateequrehman9695 5 жыл бұрын
Ao.A. agr parnts ki wafat ho jy to dada ki proprty m poton ka hisa bnta ha k ni????? dada k baki bety zinda hn.
@muhammadsaleemmuhammadsale4564
@muhammadsaleemmuhammadsale4564 4 жыл бұрын
nae bnta hissa ab agr parents ki death hojye tu hissa khtm hojta ha dada ki property se
@mdperwezakbar2256
@mdperwezakbar2256 3 жыл бұрын
Agr sasur ke jinda rehte hue sohar Ka intekal ho Jaye to bahu Ka sasur ke property main kya hissa hoga
@zrali1458
@zrali1458 3 жыл бұрын
Sir baap maa ko dy gaya apni virasat...aur wo wasiyat kr gaya k mere bety ko dy dena ye sab.. 1 bhai aur 6 behnein hen...virasat kesay takseem ho gi phir...kia wasiyat ki ehmiyat hai is jaga pr. Plz koi quran hadees se meri urgent rehnumayi farma dy...thanks.
@hudhud2711
@hudhud2711 2 жыл бұрын
Bilkul Sahi baat hai aisa hi hota ara hai
@muzammil2600
@muzammil2600 5 жыл бұрын
Assalamualaikum faiz bhai.meri char behne hai or Mai akela hu abbu ka inteqal hogaya hai .60 lakh ki proparti hai behno ko kitna hissa Dena hoga mujhy .or teeno behno ki Shaadi bhi karna hai mujhy .ek bahan ki Shaadi abbu ne karke chale gy .pleas bataiye .mujhy
@anandkulkarni4445
@anandkulkarni4445 4 жыл бұрын
Assalmualikum Bhai. Pehle aap Sabhi Behno ki Shadi karayiye . Aur Apni bhi Kariye agar na Hui hai to . Kosish Kijiye ki Sab ki Shaadi Ek barabar ki Gayi ho. Abhi jo bhi bachega useme se . 33.33 %[ 1/3 rd part ]Charon Ko dedo . Vo log barabar bant lenge . Aur 66 % Khud rakhlo.. Jyada tension mat lo.bhaiiii. Paise bhi Allah Dega aur Shaadi bhi Vohi karayega. Allah to bas aapki neeyat dekhraha hai! Allah hu Akbar ! Aur dua Karo Bhaii. Bhut bade hai Allah ke khazane
@noureenan
@noureenan 4 жыл бұрын
Ask muft
@princ3ss600
@princ3ss600 4 жыл бұрын
Surah nisa ki translation detail mai perhain ,InshaAllah jawab mil jayega
@shaziaashraf3626
@shaziaashraf3626 5 жыл бұрын
Agr lar jhgr k bhi koi bra Bhai na Dy to Kya kren?
@muzammil2600
@muzammil2600 5 жыл бұрын
Allah Tala qayamat ke din unki neki apko dedega mere bhai
@mirtariq7326
@mirtariq7326 4 жыл бұрын
Ager koye beta apne baap se phele mare aur oski 2 betiya ho aur koye beta na ho kya onko werasat ma hesa hai ya nahi please iss pe roshni dale
@anisshaikh9341
@anisshaikh9341 3 жыл бұрын
Agar kisi ki biwi ka inteqal ho gaya ho..or us biwi ko 1 ladka or 2 ladkiyan hein. Or o dusra nikha Kare. Or o inteqal kar jaye to kis ko kitna hissa milega.
@January-yp1so
@January-yp1so 3 жыл бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wa barakatahu
@saimamomin4408
@saimamomin4408 2 жыл бұрын
Assalamu alaikum.. hamare Dada ke inteqal ke Baad, unka chota beta puri property le liye aur Apne bade bhai Ko kuch b nahi diye to please Hume bataye Islam Mai property Barabar se taqsim nahi karne ka kya anjaam hoga please is par video banaye
@shaikimtiyaz623
@shaikimtiyaz623 2 жыл бұрын
property mera father ka naam pe hai... Mera grand father and mother is duniya ma nhai hai... To mera father ka sister ko property ma hissa dena cha he ya nhai.. Please reply..... Kuch aap se 5 mnuite baat kar na hai.... Please🙏🙏🙏 reply
@faizizz5781
@faizizz5781 2 жыл бұрын
Humne hamare hissa ka kiraya hamare khala ko kareeb 15 saal diya. Iski baad unhone apna pura hissa apne bhai ke bacchon ko diya. Bus yeh to inki marzi. Lekin sath main hamara hissa bhi bhai ke bacchon ko possesesion de kar hamara bap dad a ka hissa kehte. hain.yeh kitna zulm hain jin logon ne unki 15 saal madad ki acchai ki unke saath yeh zyadati.dil pukarta ya Allah kya log achhai ka sila is tarah dete hain
@bazmedunya124
@bazmedunya124 3 жыл бұрын
جناب محترم السلام علیکم یہ بتائیں جوائنٹ فیملی میں رہتے ہوئے ایک بھائی کے مال میںدوسرے بھائی کا حصہ ہے کہ نہیں براے کرم
@sajidretiwalla635
@sajidretiwalla635 7 ай бұрын
Can you please let me know if sisters do not give to their only brother?
@ansari4me
@ansari4me Ай бұрын
Same problem...
@MaryamMaryam-lr1lk
@MaryamMaryam-lr1lk 5 жыл бұрын
aur agr koi bap khud he apni betion Ko aur bivi Ko hissa na dena chahe to koi kiya kray? even beton men bhi braber taqseem na kry to aulad betiyan kiya kren ? is islami society men koi adalat esi hy k jahan ja k bap se insaf demand kiya jaye ?
@memelover7291
@memelover7291 3 жыл бұрын
Agar Behan apna hissa leti Hain...us se rishta khatam ho jata hai plz tell me
@syedafathima3166
@syedafathima3166 3 жыл бұрын
Mery saath b aisa hi hua hai kal tak mai ghar ki laadli thi mera hissa haq kya puchliya maine mai ab gair hogai hun rishta hi khatam jaisa lagrahahai
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
Kisi ke naraz hone se, ghussa karne se ya apni manmani karne se Allah ka hukm nahi badalta hai. Jo wirasat ke Haqq se mahroom karega roz e Qayamat Haquq ul Ibaad ke tahat uski neki mazloom ko milegi. Apna Haqq wirasat me mangna koi gunah nahi hai.
@LillyPlans
@LillyPlans 2 жыл бұрын
Allah ke hukam se samne jhukna qayamat ki nadamat de crore Guna behtr Ha
@faizanyousuf6530
@faizanyousuf6530 7 жыл бұрын
allah hum sub pe reham kare ameen from, pakistan
@andleebkanwal5460
@andleebkanwal5460 5 жыл бұрын
Thank you faiz bhai
@learnwithfun1235
@learnwithfun1235 3 жыл бұрын
4 bahnain hon aur ek bhai to warasat kaysay divide ho gi???
@hamzakhan-oq8hp
@hamzakhan-oq8hp 3 жыл бұрын
Mere ABBU ka haq unke bhaiyione mara total, & Meri AMMI ka haq unke bhai ne totally ghadap kuch bhi nhi diya,
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
To phir roz e Qayamat Haquq ul Ibaad ke tahat zameen ka tauq gale me pahnaya jaega unlogo ko jo zameen harapte hain.
@hamzakhan-oq8hp
@hamzakhan-oq8hp 3 жыл бұрын
@@mrs.zebafatima704 beshak humlogo ki dil se nikalne wali aaahhh lagegi inlogo ko jo humhare sath , jo ye aisi nainsaafi ki hai 😡🤛👊😠, Insha Allah Hu taalla zaroor..
@sayeedabegum9574
@sayeedabegum9574 3 жыл бұрын
Assalamalkm, Meri ek dost ke walid unki property me sirf apne betoo ko hissa dere aur ladkiyo ko kuch nhi dere.kiya islaam ke mutabiq yeah sahi aamal hi, kiya beti claim karsakti
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
Apki dost ke walid jab Hayat se hain to wirasat kaise taqseem ho gayi? Wirasat ki taqseem ke liye to wafat ka hona shart hai. Aur jab kisi ki wafat ho jaaye tab wirasat ki taqseem me wahi formula apply hoga jo Surah Nisa me likha hai.
@sadekashaikh-yl6zx
@sadekashaikh-yl6zx 3 ай бұрын
Mery nana ki property total 10cr ki h but humary mamu kehty h k baheno ka koi hissa hi nhi h teen lac de degey bolty aisa jab ki ammi ka hissa 1cr banta h
@tayyababegum4743
@tayyababegum4743 2 жыл бұрын
👍
@shaikosman7845
@shaikosman7845 Жыл бұрын
Agr marne wala beton ko kisi maqsoos jaidad mei sy lene aur betiyon ko na lene ka hukum dy marne sy pehle tanbeehan ..aur kisi aur jagha sy dene ka humkum dy tou iss par agr amal kary bete tou kya ye galt hai ya sahi hai.
@minisimbjarry9390
@minisimbjarry9390 Жыл бұрын
Assalamu Alaikum Aaj Ek Sawal karnatha aapse Agar maa apni beti ko Kuch Jameen Tohfa Mein Deti Hai Apne paison khareed the ammi jaan Ne vah Jameen Abba ka inteqal ho gaya Use per bhai ka hak hai kya
@noreenshehzadi3516
@noreenshehzadi3516 6 жыл бұрын
Bhai agar maa bpe betiyun ki shadi kar k garh bavh dy betun ko ilag garh dy dy tu kiya beti ka kanoni haq nai bnta
@sabihaanjum1889
@sabihaanjum1889 3 жыл бұрын
Assalamoalukum Mere abba ki hum 2 betiya he hamara koi bhai nahi he to mere abbu k marne k bad virasat kisko mile? Agar mere abbu meri ammi aur hum dono bahen k naaam par virasat kar k jate he to kya unhe upar koi gunah he? Me isk bare me puri jankari chahti hu please ap muje bataye
@mohammadyusuf4361
@mohammadyusuf4361 2 жыл бұрын
Hai gunah agr dada dadi zinda hn tu un ku mily ga wrna chacha phopi ku mily ga aap ke hisy nikal kr
@2011Gull
@2011Gull 5 жыл бұрын
Koi kise ka haq nahi marta sirf lalach aur uske kartut uske samne aaty hayn paison ke lalach kabhi khatam nahi hoti saas sasur nanand sab ka haq kha ker bhi PEET (پیٹ) nahi bharta lahaol walaquat.. kaash log yee yaad rakhen k jahan maa baap gae hayn wanhi usne bhi jana hay.
@irfanbardgujar8612
@irfanbardgujar8612 Жыл бұрын
Sub marte hain koi nahi deta hai behno ko
@princecharles9005
@princecharles9005 3 жыл бұрын
Agar kisi ki zameen par kabza kiya ho toh Kya Sirf zameen De use jo use kara ha uska rent bhi dein
@topscarythings1617
@topscarythings1617 2 жыл бұрын
Mere bhai ne kaha men nahi dunga hiss a qk mene shadi kardi hah.. Aj men apne abu k ghar men karaya deti hun 10 hazar karaya deti hun.. Sab behene bhot ameer hen sab men mere halaat sahi nahi per koi nahi sath deta ek baar kaha tha ammi ne bhi gussa kiya mera koi nahi hai.. Bs Allah mere bhai bhen ko aqal den ameen
@lovefoodntravel7692
@lovefoodntravel7692 5 жыл бұрын
Wife ko mrny k bad day or sis ko life mn day ye zulm ho ga na wife or 2 sis hon bachy na hon phir kaisy taqseem ho GI husband ki personal property mn.ap log sis ki favour krty hain wife ki b kiya kry
@Insaniyat1111
@Insaniyat1111 6 жыл бұрын
Meri maa ko mare 20 saal se jadeh ho gaya aur mere nana ka jo propaty tha woh mere mama aur unka beta bech diye aur hamlog ko nahi dia hai
@ghulammehdi5296
@ghulammehdi5296 4 жыл бұрын
Ap Court ma case kro
@mdsiddiq3921
@mdsiddiq3921 6 жыл бұрын
Bhai bahan ka hissa nai dera kiyA karre
@mdsiddiq3921
@mdsiddiq3921 6 жыл бұрын
9949986256
@thelastsurvivor8371
@thelastsurvivor8371 5 жыл бұрын
Sir agar kisi ka baap mar jaya kya daada kay properties par pootoo ka hisa ha
@misbahnoor9747
@misbahnoor9747 4 жыл бұрын
Aslam o alikom Dada ki virasat mein jo baap ka hisa hai woh hi potoon ka hisa hai
@muhammadsaleemmuhammadsale4564
@muhammadsaleemmuhammadsale4564 4 жыл бұрын
nahi jb baap mar jye tu pooto ka kuch hissa nae ha ye sheriyat khrti ha
@misbahnoor9747
@misbahnoor9747 4 жыл бұрын
Bhai indirectly agar dada ne jo baap ka hisa dia wo potoon ka hi hota hai directly dada ki wirasat mein hisa nahi hota
@muhammadsaleemmuhammadsale4564
@muhammadsaleemmuhammadsale4564 4 жыл бұрын
Indirectly ya diectly ki bt nae ha actually sheriyat ye ha ke agr dada zinda han or baap mar gya tu poto ki warasat khtm hojati ha
@fahadsmarty3278
@fahadsmarty3278 3 жыл бұрын
Ak rupe k lia ak qaror log chore date hn Matlab ak din ki Zindagi k lia jannat chordaite hn...
@MAli-op2qk
@MAli-op2qk 4 жыл бұрын
Hamara Ghar mere dada ka name per hai mere teen chacha hain doo phupii hain mere walid kii death hoo chuki hai hai or dada kii bii mere walid ki pehla death hovi hai dada sae mera kuch haq hai ya nai Islami treeka sae ghar mein
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
Agar aapke walid ki death dadaji ke baad hui hai to phir apke walid ka Haqq hai.
@sadiyashaikh259
@sadiyashaikh259 6 жыл бұрын
Maa ko athwa Bhai ko do Aur Behan ko ek hissa milta hai
@gentalboy9049
@gentalboy9049 7 жыл бұрын
agar sis ke hisse mai kaami ho kya ye sahe hai ... agar beheno ko 25% se kaam hiss mela to kya uska maal .... haram hai ya jaais ... plz reply me ?
@afrahzarnain1126
@afrahzarnain1126 7 жыл бұрын
Gental BOY90 agar Bhai behen ko 25thousand dene the aur unhone us se kam diya for example wo 20thousand diye to wo 5thousand jo Bhai be leliye wo unke liye haram honge
@AmjadAli-zf6ce
@AmjadAli-zf6ce 7 жыл бұрын
Gental BOY90
@UmarAnsari-su5gm
@UmarAnsari-su5gm 7 жыл бұрын
Afrah Zarnain bhai miras marne ke bad ka amal hai jeet ji wasat ke bad bhi baap bete ka jo mal b drreeg kharch karta hai jeet ji bap zindgi gadbadi karta to us ka asr marne ke baad hoga ager ager jeete ji bap bete ka mal lekar kharch na kare control ho sakti hai miras
@sadiyashaikh259
@sadiyashaikh259 6 жыл бұрын
Ássãlámûålækúm. Sab se pehli baat behen ka ek Aur Bhai ka do hissa hota hai. Ye char aane Aur barane to unpadh ya na samajh logo keh diya hai.jitne Bhai sab ko do do hisee Aur jitni Behan sab ke ek ek hisaa .Lekin sab se pehle un baccho Ki maa ka adhwa hissa.
@monisaabg3499
@monisaabg3499 4 жыл бұрын
Pyary bhi mery father jab zenda thhy mery brothers ny akk ghir ly 13marly ka passy big brothers ny kamay thhy but choty bhen bhi saab joint rhhty thhy choty thhy abbo bi zenda thhy mery big bhi ny bhht khha baba apny name kra lu but mery abbo nh many esthrha wo bary bhi ny apny name kra ly village me 1ghir thha oss ma sy kuch chezzy new ghir ma lagi pyary bhi tab sab joint thhy bhi sodea gy tab ghir ki bakkri taak bik gai wo sodea chly gy ab baba foot hogy hy ab chotty bhi khty hy hamara hakkkkk hy hamy bi ghir sy hesssa hy kunka jab ghir bnaya thha taab baba zenda thhy onki life ma ghir bna hy tab sab ekhhty thhy jabky dosri tarf big bhi khty hy nh banta hessa taab abba ny apny name nhh kraya ab nh banta pleeeeez btay pleeeez rhnumai kary hum ky kary brothers bhht fight karrhy hy 4bhi hy 2khhty hum ny passy kamay hy ky howa taab baba zenda thhy but 2khhty taab saab joint rehty thy pleeeeeez tell me y problem kassy hal hoga y ghir mery baba ny apny name nh kraya balky big brothers k name kardy dossry taab choty thhy ky ab enka hessa banta hy choty ny ammi abbo ko bi sanmbahla hy big brother ny kha tum bas chly jao onko sanmbhalo ab jo chhota hy figth karta hy mujy bi hesa du jabky many bi ammi abbo ko sanmbala hy sodea chhor kar agya thha pleeez btay os ghir ma jo abbo ki life me ly onki death k baad choto ko hessa mely ga k nhh jabky ghir big brother k name hy pleeeeeeeeeez bhi nbr bhjy apna i will call u pleeeez answer me pleeeeeeeeeeeeez pleeezzzz
@sunflowerworld9315
@sunflowerworld9315 Жыл бұрын
Beva surat me shouher bibi ko koch na de guzara bhatta kaise kare
@razamughal9095
@razamughal9095 Жыл бұрын
Yeh aurat ka apna masla hain. Na woh char shadiyo ko rokti na woh doh taqy ki ban k reh jati
@samiuddinmohd7564
@samiuddinmohd7564 5 жыл бұрын
Par Nana ki property mein se nawasa nawasi ka haq hi ya nahi
@shakirahmed7591
@shakirahmed7591 3 жыл бұрын
@Rehan Khan tumhe kaise maloom explain karo kyuki MERI bahan ki bhi death ho chuki h or uska ek bachha h kya usko uski MAA Ka hissa nhi milega kya
@yasminemohammad8443
@yasminemohammad8443 5 жыл бұрын
Agar baap ne ek ghar liya ho baaki saari jaedaat bête ne apne paisson se kamaya ho... to Kiya baap ke makaan se beti ki hissa milta hy y’a bhai ke jaedaaton se behen ko hissa mile ga?? Iss ka kiya maanbla hy..???
@sadrealam6129
@sadrealam6129 6 жыл бұрын
please help me baap or beti hai baap ke Mar jaane ke bad beti ne ek jamin bech diya or whi jamin uska bhatija bech diya kya uska bhatija ka hak hoga
@msk4517
@msk4517 Жыл бұрын
SHARFUDDIN SHAIKH WOH BHAI HAI....
@matinkhan8364
@matinkhan8364 3 жыл бұрын
Faiz bhai agar beti ya Behan haq lene se mnna kr de to
@sadafHsn
@sadafHsn 3 жыл бұрын
Pehle behn ya beti ko haq denge. Phir unki merzi maaf Kare na Kare. Reference Farhat Hashmi lecture
@happycriticlifestyle2940
@happycriticlifestyle2940 3 жыл бұрын
Agar maa aur baap bete ko kuch na de aur beti ko sab kuch de de toh iska bhi boliye. Aisa nahi hota ki hamesha ladka hi sab mangta hai . Aajkal ma baap betiyon ko bhi sa kuch de dete hao.iska boliye
@salmanghauri7948
@salmanghauri7948 3 жыл бұрын
Meray apnay in laws may Meri nando nay apnay bahiyo ka haw kahya hai.or ab tou zameen bhi kanch rahi hai
@homehome8478
@homehome8478 3 жыл бұрын
40 saal pahle 10 saal tak kisi ne 200 se shru kar 600 her mahine koi walid ko poore family ke liye deta raha . Ab wirasat ka batwara ho raha hai tow bhaee kahte hain zeyada se zeyada jitna diya hai utna le lo .Mahngai nahin milega kyonki ya sood ho jayega . " Commented by S A
@mikkeyshooter1108
@mikkeyshooter1108 Жыл бұрын
Yahan to mere dada ne mere abba ko he kuch nahi diya kisi galti ki bjh se nahi balke unko apne bhai ko god de diya or god bale ko v koi hissa nahi milta or abba ne v apni jaydad dusre bete betiyon ko ragistree kr di
@hijabiprin6ess252
@hijabiprin6ess252 2 жыл бұрын
Meri shadi nhi huwi aur mere ghr wale Abhi se bol diya k hissa mt mangna nhi di jayegi 😳😑🙄
@suraiyabanubanu6177
@suraiyabanubanu6177 2 жыл бұрын
اپکا بھائی جہنمی ہے
@badruddin2109
@badruddin2109 Жыл бұрын
Mere bare maamu ne naani ke intiqal ke baad naani ki hath ki likhi wasitat phaad di. Us wasiyat me naani ne mere naam ek bagh likha tha. Mamu ne lalach ki vajah se suboot mita diya. Kya mujhe akhirat me uska sila milega?
@IRCTV
@IRCTV Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@noreenshehzadi3516
@noreenshehzadi3516 6 жыл бұрын
Beti ka haq nai maa bpe zindagi ma sb betun ko dy maa apna hiss bpe apna hiss bech kar betun ko dy kiya beti ka kanoni haq bnta hai k nai
@ismailbutt6704
@ismailbutt6704 4 жыл бұрын
Mujhy Mary bhaiyon NY zaleel kar k bhyja hisa nai diya
@ismailbutt6704
@ismailbutt6704 4 жыл бұрын
@Riyan Khan g mujhy hisa mil gya 2 bhiyon NY rishta khtam kar diya hy 3 saath hain
@humayaan8526
@humayaan8526 2 жыл бұрын
Assalamu alaikum faiz bhai . Ham 2 Bhai aur 5 sisters jo married hai.. walida ke sath bemar Bhai hai jo under treatment hai. .masla ye hai k..quran k roshbi me marhum walid k property me distribution kaisa Kiya jaye... jawab zarur dijiye..jawab k montazir hu..maherbani hogi.. jazakallu khair.
@mohammadyusuf4361
@mohammadyusuf4361 2 жыл бұрын
Walid kb fout hue Property mn kia kia ha Walida zinda hn Dada dadi zinda hn
@mohammadyusuf4361
@mohammadyusuf4361 2 жыл бұрын
Ap ki walida ka pury maal mn se 8 hisa phir ju maal bch jae 2 hisa bhaion ka 3 hisa bheno ka
@abdullahzia7200
@abdullahzia7200 3 жыл бұрын
Ager behen apna hisss muaf kr de tou wo jaiz ha?
@aminayasin416
@aminayasin416 Жыл бұрын
nahi jee koi maafi nahi wirasat farz hai deni hi hai.. Quran padho wirasat maarne wale ka kya anjam hoga
@samiuddinmohd7564
@samiuddinmohd7564 5 жыл бұрын
Nana ki property mein se nata nawasi ka kuch hai hi kya nahin
@mohammedisam7639
@mohammedisam7639 3 жыл бұрын
Miltaa
@syedayesha8400
@syedayesha8400 Жыл бұрын
waldain ka ek hi ghar hai aur jisme bete rehte hae toh berozgar beti ko hissa kese de Baap ka inteq al hogaya aur maa hayat hai
@naazfatima5775
@naazfatima5775 6 жыл бұрын
Aap shariyat k lihaz se wazeh karden .poti pota ya nawasi nawasa kiski muhabbat m kami h.log farq karte h.poti h to zyada mandijate nawasi ko tana dete h.
@IRCTV
@IRCTV 6 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed) Was-Salam
@manoxstars
@manoxstars 7 жыл бұрын
faiz bhai agr maa ki dolat ho tu baap ki na ho tu us ka kya hukam hai
@Mustaphaiqbal
@Mustaphaiqbal Ай бұрын
Sirf bhai nahin kahin kahin maa aur badi behen bhi approval na de kar bhai ko deprive kar deti hein.
@rakheebashaik3552
@rakheebashaik3552 4 жыл бұрын
No
@kausarjahankhan5951
@kausarjahankhan5951 4 жыл бұрын
Agar bada bhai walid ke inteqaal ke bad wirasat na taqseem kare Aur kahe ke bad me dunga do choti bahenon ki shadi ke baad to kya ye sahi h plz moulana bataye
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
To chhote bhai ko chahiye ke bade bhai ke sath milkar dono sisters ki shadi kare aur phir wirasat taqseem mil baithkar kar le... Sab khush.
@Gazi2222
@Gazi2222 2 жыл бұрын
Agr bhn hisse se zyada lele to kya kare
@skrazzak4864
@skrazzak4864 3 жыл бұрын
Agar badi began aisa kare bhai ke sath
@saifik998
@saifik998 3 жыл бұрын
Sir bhai ek ho aur gareeb ho aur behen 4 ho aur ghar chota ho to usme 4 behno ko hissa dene ka kya hisab h ....Aur zindagi bhar behen ka mayke aana jana bachon ko pesa dena lena to kya behen ke haq me nahi h
@mohammadyusuf4361
@mohammadyusuf4361 2 жыл бұрын
Hisa dena pry ga pory makan ki qeemat lgy gi phir us ku 6 hison pr divide hu ga 2 hisa ap ka 4 hisa bheno ka
@mohammadyusuf4361
@mohammadyusuf4361 2 жыл бұрын
Hisa dena pry ga pory makan ki qeemat lgy gi phir us ku 6 hison pr divide hu ga 2 hisa ap ka 4 hisa bheno ka
@rajasonu8227
@rajasonu8227 7 жыл бұрын
bada bhai chote bhai behen ko nasamje sadi ka hak ho or ma ko bhi na samje to sariyat ka hukm deti h
@amnabutt2181
@amnabutt2181 3 жыл бұрын
aagr behn muh se bol k hisaa diya aur bad mein na dy to kya hukam hai
@harscocorp87
@harscocorp87 2 жыл бұрын
میری امی فوت ھو چکی ہیں۔ اور انکا حصہ بنتا ھے نانا ابو کی دوکان سے نانا ابو بھی فوت ھو گئے ھوئے ہیں۔ میرے دو ماموں ہیں جو دوکان پر قبضہ کرے بیٹھے ہیں۔ اور اسکا رینٹ بھی کتنے سال سے کھا رھے ہیں۔ لیکن ہمیں حصہ نہیں دے رھے ۔ میں نے امی کی فوتگی کے بعد حصہ مانگا تو انھوں نے مجھ سے رشتہ داری ہی ختم کر دی ھے۔ مجھے سمجھ نہیں آتی میں کیا کروں ان کے ساتھ وہ میرے ماموں لوگ ہیں۔ اور میرے پاس اپنا گھر بھی نہیں اور نہ ہی اپنا کوئی کاروبار ھے۔ اللہ سے ہی دعا کرتا ھوں انھیں ہدایت دے اور ہمارا حصہ دے دیں۔ اآمین
@ZeeshanSyed-qs5ex
@ZeeshanSyed-qs5ex Ай бұрын
Police case karo
@ALL.GAMING643
@ALL.GAMING643 9 күн бұрын
Bhain mere bhai bhi hum tin bahno ka hissa kha cuka hai aapke to ammika intikal ho gaya hai allah ke karam se mere ma baap to hatat hai fir bhi kha gaya bhai . Allah se ummid hai allah hum ko bahut khushi dega aameen
@enayakhan5887
@enayakhan5887 4 жыл бұрын
Kya baap ka apni banai hui property ka saari aulad ko dena zaruri hai ya jis ko chahe de, agur wirasat me nhi mili hai to yaani khud khareede hai
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
Walid ne property banayi ho ya walid ko unke walidain se mila ho, sari property, cash, gold, business ki taqseem Qura'n ke mutabiq hogi. Surah Nisa Parhyie. Aur wirasat ki taqseem maut ke baad hoti hai.
@yasminbhavikatti4884
@yasminbhavikatti4884 9 ай бұрын
2
@anjumaqeel
@anjumaqeel 5 жыл бұрын
Faiz bhai, agar bahen ki shadi men bhai paisa lagay hain to kia virasat men ane wala bahen ke hisse men uska consideration karna hai kia. isliye ke indian shadion men larki walon ko acha sa jahez (dowry) dena parta hai jisse ghar ki financial position per effect parta hai. (jazaakallah)
@noorifiroz6621
@noorifiroz6621 5 жыл бұрын
aapne jo jayez dia hai wo gair muslim h aapne shaitan ki rah me kharch kia h aapko hissa dena padega
@andleebkanwal5460
@andleebkanwal5460 5 жыл бұрын
G ha ap ko hissa dena pere ga
@mrs.zebafatima704
@mrs.zebafatima704 3 жыл бұрын
Ladke to aise bolte hain ke bahan ki shadi me paise kharch hue to isliye nahi denge wirasat bahan ko jaise ladko ki parhai, taleem ka kharcha koi dusre planet se aakar bardasht karta hai. Jaise ladko ka kharcha walidain karte hain waise hi ladki ka bhi walidain karte hain. Wirasat bhai apni pocket se nahi deta hai wo walidain ki property taqseem hoti hai. Jahez Islam me hai hi nahi to diya kyu? Mardo ko bahana chhor dena chahiye. Jahez dia hai lihaza property kaise de bahan ko. Tauba Biwi ka kharcha hum hi dete hain lihaza mahar maaf kar de biwi. Tauba Financial freedom aurato ko Allah ne dia hai wo do aur khush raho- wirasat me taqseem aur mahar.
@eramzarreen9190
@eramzarreen9190 2 жыл бұрын
Beti ya bahan ki shadi karna to farz hai.. agar baap us laiq nhi hote to bhaiyon par hi farz hota hai shadi karna..aap bhai log aajkal bahno ki shadi kar us par Ehsan karte hain..aur usko nhi dene ki baat karte hain.. yahan haq nhi dene se koi ameer nhi bn sakta lekin Allah k yahan roze Mahshar mein jab sawal hoga to kya jawab denge? Kam se kam Allah ka khauf karen aise bhai log aur bahno se puche lene k liye agar bahan khud ahle jaydad hai aur khushi se apna haq chhor de apne bhaiyon ko hi .tab sahi hai
THE POLICE TAKES ME! feat @PANDAGIRLOFFICIAL #shorts
00:31
PANDA BOI
Рет қаралды 24 МЛН
1 or 2?🐄
00:12
Kan Andrey
Рет қаралды 40 МЛН
Haha😂 Power💪 #trending #funny #viral #shorts
00:18
Reaction Station TV
Рет қаралды 16 МЛН
Virasat ki Taqseem by Shaikh Jalaluddin Qasmi
19:26
Bukhari Records
Рет қаралды 14 М.
Qayamat ke din koy kise ko ne pehchane ga
20:09
mohd zakriya
Рет қаралды 4,2 М.
Jahaz aur Mhar !! Dr. Zakir Naik (Urdu)
10:19
ConvictionalEmaan
Рет қаралды 147 М.
Ulma deoband k 9 kufria aqeeday by Engineer Muhammad Ali Mirza Gustakhana Ibarat
28:47
رسول اللہ ﷺ کا دین
Рет қаралды 315 М.
Virasat Ka Tariqa | Mufti Tariq Masood
18:54
Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 11 М.
Baap Ki Zindagi Mein  Us Ke Maal Ki Taqseem? BY Kifayatullah Sanabili
14:05
Kifayatullah Sanabili Official
Рет қаралды 47 М.