Рет қаралды 16,701
Manqabat: Khudai ki hai Ali ne ke na Khudai Ki - Ali Rizvi Sachay
Khudai ki hai Ali ne ke na khudai ki
hum aap koun Ali ke jo ji mai ayi ki
tou behak na jaye zamana Ali ke baray mai
bohut si baat chupali Nabi ne Bhai ki
Kamal ye hai Ali ka ke wo nahi hai khuda
magar Khuda hi ki surat ki na khudai ki
shuru hota hai kalma bhi la illah ke saat
tou buray hum ne buray kehke kaya burai ki