Lucknowi Kitchen Vocabulary, Begmati Sawan & other stories

  Рет қаралды 11,958

Culture Bazaar

Culture Bazaar

4 жыл бұрын

Adaab, hope you enjoyed this video.
Please do follow me on my social media-
Facebook - / culturebazaarlucknow
Instagram - mehmood14abdi?i...
Feel free to leave your comments & suggestions
#Lucknowkitchenvocabulary #Lucknowlangauge #Urduzaban #Lucknow cuisine #awadhcuisine #oudhcuisine #Lucknowculture #awadhculture #Oudhculture #Indiraganghi #Feerozganghi #mehmoodabdi #jessyframjee #Sawan #Lucknowsawan #Awadhsawan #Oudhsawan #Lucknowkekhaney #Qissey #Nawabs #Lucknowkeqissey #sheeshekenawab #Aairabbo #taksalizaban #Dawanfoodoflucknow #qeemapulaowith aam #quissey #Ghewar #Jaipursawan #jaipur #teej
#Harichooriya #Hina#Mehndi #Begmatisawan #Sawandressofbegums #Mela #Jhula #Khoyapatti #Jamun #kalighatakekaleFalende #Aminabad #Nakhas #Nadanmahalroad #Maulviganj #Rassibatan #Lucknowkidulhan #lehariyadupatta #muftiganj #Hussainabad #Lucknowdressingstyle #Kulfi#Qulfi#socialdistancing#Refugeemarket#Mohanmarket#Lucknowhawker #culturebazaar #Lucknow #Mahmoodabdi #Mehmudabdi #Shahanshahbuilding

Пікірлер: 153
@riffatnaheed8280
@riffatnaheed8280 4 жыл бұрын
mazah aagya
@atulkishore8475
@atulkishore8475 5 ай бұрын
कुल मिलाकर आपने खुसूस उर्दू के हरफ मे जनाब पुराने लखनऊ के पुराने जमाने की बातचीत याद दिला दी और खास बात यह भी आपकी जबाऩ उर्दू की कहावतें अदबे हरारत से पेशगोई करी
@medicosays
@medicosays 2 жыл бұрын
Shiddat-e-lucknow are tauba , Wahi hum , wahi aminabaad. Wahh wahh wahh
@tamashaify
@tamashaify 4 жыл бұрын
Baylay k phool ka jo zikar aapne Kira hai, humne dekha hai vo sab. Hamari Dadi marhoom baylay ki kaliyaan paandan mein rakhti thi. Bht si yaadein taza ho gai 😊
@djkirmani7984
@djkirmani7984 4 жыл бұрын
Aap ke Lucknavi bateyn sun k bahut maza aa gaya.Meray Walden wahin sey partition k baad Karachi a gai they.Yeh sab batey or lab o lehja Karachi mey rehtey huway suntey tou lagta tha Lucknow mey rehtey hain. Aap ki guftugu sun ke maza agaya Lucknow ke sair ho gai 👌♥️ Aap ney Lucnavi pourbi zaban ka zikr nahi kia wahi hamarey ghar mey boli jati thee.Jesay aye bhayia tum ka khaieo ? Mey kai baar Lucknow bhee jachuki hoon Behad maza aya or apni nanhiyal jaker wapas aney ka dil nahi chahata hai.Lucknavi mehmaan nawazi or kahin dekhney ko nahi multi 👌♥️
@catlife5798
@catlife5798 4 жыл бұрын
Bagharne par yaad aaya baatein bhi baghari jaati hai lucknow mei
@pinkisingh4567
@pinkisingh4567 3 ай бұрын
Fabulous knowledge .
@amitharsh5479
@amitharsh5479 3 жыл бұрын
महमूद भाई आपका ये चैनल मेरे लिए किसी ख़ज़ाने से कम नहीं 👍👍😊👌💐
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
🎈❤️
@manishshukla3010
@manishshukla3010 4 жыл бұрын
Sir It is always a treat to listen to your talks. Lucknow often reflects out from Lucknowites. I was in Vadodra when it so happened that while shopping I needed a pen to sign a slip...it was posh locality shop and had elite gentry.....while requesting a pen from the owner I asked ' Zara kalam (pen) dijiyega'. The owner was taken aback and asked me to which city I belonged. I felt proud to tell him that I was from Lucknow. Well...I was always given a special treatment when ever I visited the shop again. Thank you sir. Regards
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Hum sab khud chaltey phirtey Lucknow hai.
@sahrizvi1
@sahrizvi1 3 жыл бұрын
Almost everything described here was said and practiced in our home by our parents, uncles and aunts in Karachi. Brought tears in my eyes remembering them and the good old time of 60s. Allah swt unki maghferat fermaye aur jannat mein jagah de. Ameen
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
Wow. How nice 🎉
@madhulikabali664
@madhulikabali664 10 ай бұрын
Very interesting,as always. I like the way you narrate the stories about people of Lucknow and the communities who have settled there, their culture, history,languages, etc, with great enjoyment.
@joyofurdu
@joyofurdu 4 жыл бұрын
6:28- LOVE the kitchen vocabulary,.... Dhabi Dhabi pani... qorma luab pe tha.... pan chutti... kani reh gayi hai... chaawal ka bethna... botiyaan khil gayi hain... bhigaarna/ bhUGarna..... bhugarte huay ayein hain.... teera aur daal do.... borchi Khana gadgets... dast-panna or duspana ..... sansi...... aula......doodh ko josh dena.... sitariya anda aur roghni tikya...... buraani ......
@SyedMehdiAbbasNaqvi
@SyedMehdiAbbasNaqvi 4 жыл бұрын
Thanks to God I was born in Lucknow... I still carry the values of Nukhlau
@jjohnvonbaloney
@jjohnvonbaloney Жыл бұрын
Very interesting research and commentary. I am from Lucknow .I knew Mrs Bakhshi and her palace . Mrs Swaroop Rani Bakhshi was our headmistress .As a child I visited her home .
@khamsatazeen9801
@khamsatazeen9801 2 жыл бұрын
Salam alaikum mehmood sahab aapke programs bahot achhe hote hain bachpan ki bahot si yaaden taaza ho jaati hain aaj bhi ek aisi hi yaad taaza ho gai aapne aai rabbo ka zikr kiya magar adhura kiya woh kahte thay aai rabbo oie rabbo pure rubber yeh bada bada kangha bahar aapki aur aapke program ki lambi umr ki dua hai khuda hafiz
@victorsierra989
@victorsierra989 4 жыл бұрын
آپ کے انداز کو کافی پسند کیا جاتا ہے
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
جی شکریہ
@manjulasingh2375
@manjulasingh2375 3 жыл бұрын
Was delighted to hear a mention of my father V.R . Mohan, who converted the refugee market to Mohan market.
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
You are Col Ved Ratan Mohan' Daughter 👍🎉. I was planning an episode on him. Pl share your number. I need to talk to him
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
So nice to know you. You can write to me mehmood5abdi@gmail.com
@anjumnaqvi852
@anjumnaqvi852 4 жыл бұрын
Aapke program ka poore hafte intezar rehta hai .
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Jeetey rahiye...apki mohobbat hai hum kis layaq hai
@anjumkazmi4856
@anjumkazmi4856 4 жыл бұрын
Apna Lucknow is the best. Purani yaday taza ho gae
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji. Shaad rahiye abaad rahiye
@alokinews6071
@alokinews6071 4 жыл бұрын
शानदार 👌👌
@sudeepsahu3158
@sudeepsahu3158 2 жыл бұрын
बेहद दिलचस्प जानकारी। आप का अंदाज अच्छा लगता है। न्यूज 18 इंडिया के प्रतीक त्रिवेदी को भेज रहा हूँ। बाजपेयी जी जो रेडियो आर्टिस्ट हैं तथा गुलाबो सिताबो फिल्म में काम किया था उनको भेज रहा हूँ।
@danishalisubzposh8605
@danishalisubzposh8605 Жыл бұрын
Bahut umdah aur dilchasp batein aur uspar aapka yeh khoobsurat andaz e bayaan.....Bahut Shukria, Bas Qeema pulao ya Biryani mein aam mila kar khaney se Biryani aur pulao dono ka lutf kuch kuch jaata raha ...Kam se kam merey liye to yeh Novelty hai ...Agley Bayaan ka intezaar rahega ...💐
@taklusyndrome
@taklusyndrome 4 жыл бұрын
from karachi, loved it
@jaffarrizvi3054
@jaffarrizvi3054 Жыл бұрын
Shahzade ishrat sb ka zikr kre
@tridarat6659
@tridarat6659 4 жыл бұрын
Please do an episode on eminent Bengalis of Lucknow. They have a rich history of association with Lucknow and it's beautiful culture.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Will surely do. Awadh has a strong Bengali connection
@ajaydave9653
@ajaydave9653 4 жыл бұрын
I distinctly remember Aaee Rabbo from my childhood days at Shamina road . We often would mimic his sound, not understanding what it meant. Thanks a lot for clearing up the mystery!
@nawabshishmahal
@nawabshishmahal 4 жыл бұрын
MashaAllah bahot achcha tarze bayaan hai I Rabbo bhi yaad aa gae aur sawan mein Menhdi lagana karele choodiyan pahenna ,Laheriya dupatte oudhna saheliyon ke saath jhoola jholna aur baghre hue Phalende khana sab yaad aa gaya .Mere walid marhoom ko baghre hue Phalende bahot pasand thay.
@achat27
@achat27 4 жыл бұрын
मेरा बचपन लखनऊ में बीता है। आपके इस कार्यक्रम से मुझे बचपन में गोमती नदी में नाव में घूमना, नेतराम की कचौड़ी, प्रकाश की कुल्फी याग आ गई। अगर आप लखनऊ के बंगाली बाशिंदों पर कोई कार्यक्रम करे तो बहुत अच्छा लगेगा।
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
जी लखनऊ के बंगालियों का ज़िक्र भी होगा
@deepak07041979
@deepak07041979 4 жыл бұрын
मैं यही सोच रहा था, की झूले लग गए, मेहंदी लग गयी पर ज़िक्र न हुआ अनरसे की गोलियों का।
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
Kisi aur episode mein kita hai
@kehkashannadeem692
@kehkashannadeem692 3 жыл бұрын
Bohut luff ata hai Ap ki batain sun kar. Hamarey buzurgon ka talluq waheen se hai, magar hara talluq Pakistan se hai
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
Thx. So much 🎉
@labeebabbas5270
@labeebabbas5270 Жыл бұрын
Mashaallah bahot achchi jaankari de rahe hain Jo uss waqt nahi thee unke liye naya hai ek episode shaher ke andar convence ke bare mein stand Kahan thee kya Chalta tha aor kya kiraya tha par banaiye shukriya 🙏
@fatimaabidi1109
@fatimaabidi1109 4 жыл бұрын
Waah sir.. Maza aa gaya ye episode dekh k.. ❤🌹 Hmare ghar me to aaj bhi yehii vocabulary istemaal ki jaati hai... Ek aor cheez hoti thi Lucknow k bowrchikhano'n me... Neyamatkhana bolte the use.. Fridge ki eejaad se pehle khane ki pateeliyan ya doodh k bhagone ko isi me rakha jaata tha...
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji niamat khana reh gaya. 😃
@kazimraza1
@kazimraza1 3 жыл бұрын
aadab, aapne qeeme ka pulao bataya to hame iran ki tehcheen yad aai hamare dada ne ek taweel arsa iraq me guzara or iraniyo or iraqiyo ke khane khaye hen, hamare ghar me aaj bhi tehcheen banai jati he isme gajar tamamtar or wesa hi qeema hota jesa aapne bataya
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
🙏👍🎉
@shalabhbhatnagar8452
@shalabhbhatnagar8452 4 жыл бұрын
Janab mahmood badi sahib isi tarh lucknowi kaifiyaton se robaroo karate rahiye aur apne purane class fellows ko yaad aate rahiye . Shalabh Bhatnagar
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
River bank colony waley. Ama kahan ho aur ksisey ho. Aapki colony mein hi gambhir bhi raha karta tha. Wo kahan hai aajkal
@scienceandme7270
@scienceandme7270 4 жыл бұрын
Bahot shukriya aapka purani yaadon ko taza krne ke liae..Lucknow ki baatein to dilchasp hain hi Lekin aapka andaaz e Bayan us par char Chand lagata hai.. Lots of love from Faizabad.
@hassanansari4574
@hassanansari4574 4 жыл бұрын
It is actually, Dast-Panaah دست پناہ ... taken from Farsi. Dast = Hand, "Panaah" = Protection. It is used to pick hot things avoiding hand contact. It is called "chimtta" in the Punjab.
@syedwafaabbaszaidi8424
@syedwafaabbaszaidi8424 3 жыл бұрын
सलाम अलैकुम महमूद सर सच में सर बचपन का मज़ा आ जाता है आपका प्रोग्राम देख कर
@shaziaakbar298
@shaziaakbar298 3 жыл бұрын
بہت مبارکباد۔
@ahmedshamskidwai837
@ahmedshamskidwai837 4 жыл бұрын
Lucknow say dour rehkar, jab Lucknow ki baatein sunain, tou khushi bayaan karna mushkil hota hai... All the best ..
@syedabidi8649
@syedabidi8649 3 жыл бұрын
Lajawaab Abdi Saheb :-)
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
Thxs
@rajvandana9583
@rajvandana9583 4 жыл бұрын
Bilkul sahi sawan me rajasthan me jhule jhulte hai khaito main hariyali k beech, Lahariya saree or dupatte .hari Bengals bhi . amazing culture bazar baat cheet .
@tamashaify
@tamashaify 4 жыл бұрын
Bohoth accha andaaz-e-bayaan 😊.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Shukriya♥️
@images2406
@images2406 2 жыл бұрын
Thank you so much! felt like ensconced in the comfort of my parents arms. Khoya patti , andarse, karaili, never thought would ever get to hear those words again. I come from a kayastha family of Rakabganj area, please do share something around Kayastha community of Lucknow and also the Awadhi bhasha.
@nihalmirza1221
@nihalmirza1221 4 жыл бұрын
The Iranian pulao is known as Zaresh pulo and has burberries (Zaresh). The parsis also make something similar and call it 'berri pulao'. Great stuff, keep it up.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji shukriya
@NeerajHastings
@NeerajHastings 4 жыл бұрын
आप ने वोकाइब्लरी के वो शब्द याद दिला दिए जो हमारे घर के बुज़ुर्ग इस्तेमाल किया करते थे लेकिन आज भूला दिए गए हैं। नीरज हेस्टिंग्स-- कानपुर।
@TheIMRANULKRIM
@TheIMRANULKRIM 4 жыл бұрын
Kiya baat hai Lucknow ki... 😍 My ancestral Land... Jee main phirta hai Meer woh meray Jaagta hoon ke Khwaab karta hoon...
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Wah janab wah
@TheIMRANULKRIM
@TheIMRANULKRIM 4 жыл бұрын
@@culturebazaar Shukran Sir Aap ki videos ka be qarari se intezaar rehta hai... Hum Guzishtah paanch barson se Bangalore main muqeem hain Lucknow juld aana mumkin nahi So aap ke lub wa lehje main mukammal Lucknow paa letay hain.. Behud shukr guzaar hain ke Aap ne Itni pyari Tehzeeb ko ujagar kiya... Salamat rahiye... Aameen
@0007gauravbajpai
@0007gauravbajpai 4 жыл бұрын
Nice work from Rwanda
@nightclown5676
@nightclown5676 4 жыл бұрын
Assalamoalikum, bohat khoobsarat andaz.
@rizvihusain53
@rizvihusain53 4 жыл бұрын
Old memories are like gold
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Shukriya
@nazarrizvi3951
@nazarrizvi3951 4 жыл бұрын
Bhai apney programme mein humara ziker ker k aap ne humein ashkbaar ker diya. Humara taaluq Sialkot Pakistan sey hey. Jab bhi Lakhnow aaney ka iraada kiya, donoen mumalik k tualqat achey nahein rahey. Aap k tawasut sey sub Lakhnavi behen bhaiyoen ko aadab. Stay blessed.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Salamat rahiye
@sahrizvi1
@sahrizvi1 3 жыл бұрын
Humaray saath bhi kuch aisa hi hoowa jab bhi irada kia ja nahien paye
@amitabaviskar7722
@amitabaviskar7722 4 жыл бұрын
What a wonderful video. Thank you, sir, for bringing alive the stories and language that make Lucknow special. This is the kind of everyday cultural lore that's fading away. I have no connection to Lucknow but, as an urban sociologist, I wish we had people like you documenting every city in our country.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Thank you so much. My attempt is to revive the oral tradition and record the popular culture along the established elite culture.
@TheSamiha57
@TheSamiha57 Жыл бұрын
Adabarz. Not sure if you can read Urdu script so I am writing in English. My name is Samiha Husain and my parents were from Delhi and after partition moved to Karachi Pakistan. So now I am a Pakistani Canadian of Indian descent. I found your blog very interesting and nostalgic because we grew up in a very educated dehelvi household where we were taught to speak proper eloquent Urdu. I think you’re from Lucknow and both Delhi and Lucknow cultures and language are almost identical. Please talk about Delhvi culture and foods. In Karachi Gola Kebabs were brought from Delhi khansamas but there’s no mention of them in food blogs of India. Could you please talk about the history of gola kebab? Thank you so much. I have shared your link with my Urdudan family and friends
@hussain101100
@hussain101100 Жыл бұрын
Salam alakum mashallah bohat acha program hai my parennts belong from lucknow now we’re in Houston Texas Can u pls intro marasim e azadari in lucknow from the beginning
@manjulasingh2375
@manjulasingh2375 3 жыл бұрын
He was mayor for two terms.
@ChefSaadat
@ChefSaadat 4 жыл бұрын
Walid Walda ka taluq Allahabad se tha or phir partition ke bAd Karachi agai, apki batai sun kur unki yad taz ho gai. Yah Pakistan mai hum chef ka kam kurtai hai or Bhout din se soch rahai thai ke walida ke khano ki aik video series bunai jai. Agar ap se rabta ho sakai tu is kam ko pai-takmeel tuk pochanai mai Kafi madad mil sakti hai, agar ho sakai tu apna email address likh dai. Info@chefsaadat.com
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Bahut acha laga apka UP connection jankar
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
mehmood5abdi@gmail.com
@preetikumar1939
@preetikumar1939 4 жыл бұрын
Laila ungliya Mjanu ki pasaliya vali khani kab sunayege? Bhut khoobsurat andaj hai aapka.😊
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji suna denge😊
@neetibajpai113
@neetibajpai113 3 жыл бұрын
Sir pls show some incredible pictures also if possible ,the way u describe history seems to be present but if pictures r also available of these authentic things it will just like kohinoor on your description.thanks a lot sir for telling the history of our lucky lucknow.🙏
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
Thaanks
@somasinghdeo1150
@somasinghdeo1150 4 жыл бұрын
Wah Abidi saab . Maza hi aa gaya . Zamaane baad Lucknow ki zubaan ,jo ki Lucknow waalon ke dil ko chhoo jaye . Im so proud of you to relive all those wonderful memories of my childhood. I was in Lucknow University and Jessie used to be my classmate. Tabiyat khush ho gayi. Please carry on with your extremely interesting, nostalgic videos
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Humey aap yaad hain. We were contemporaries in LU. Programe dekhti rahiye aur khoob share kijiye. Cheers
@sabihamahmood326
@sabihamahmood326 4 жыл бұрын
Love yr videos I am from Lucknow too
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Wah. Yani hum watan
@anjumkazmi4856
@anjumkazmi4856 4 жыл бұрын
Zabardast
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Thaaanks
@weareindians7344
@weareindians7344 4 жыл бұрын
Sir l totally enjoyed this episode.main Lucknow Aminabad ki rehne wali hoon abhi Noida main rehti hoon .apni dadi marhoom se ye sab suna hai main khud ye sab bolte hoon. a
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Bas zaban ko qayam rakhiye
@deepak07041979
@deepak07041979 4 жыл бұрын
मैं भी बारूद खाने से हूँ, और यहीं ग़ाज़ियाबाद में रह रहा हूँ
@tridarat6659
@tridarat6659 4 жыл бұрын
I immensely like your videos. Superb
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Bahut bahut shukriya
@Aroma709
@Aroma709 4 жыл бұрын
Excellent and your presentation is really enjoyable. Thanks a lot.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Shukriya
@shafqatullahbeg6928
@shafqatullahbeg6928 4 жыл бұрын
Dear Aap ne Meri Bacpan Ki Yad Taza kardi. Aap ka Bahut Bahut Shukriya ! Aap ka Dost Shafqatullah Beg !
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Shukriya
@KrishenKaul
@KrishenKaul Жыл бұрын
dub dub pani = pani panga in Kashmir
@MohsinAli-lb4lb
@MohsinAli-lb4lb 11 ай бұрын
Assalamualaikum Adaab Hum apki video bahut pasand karte hai ..apki video ka intezaar karti hun...aap Lucknow me Khan rahte hai apka Daulat khana Khan h iska zikr zaroor kijyega .. Lucknow se .. Fatima
@mumtazlko
@mumtazlko 4 жыл бұрын
MashAllah,Keep it up and continue the good work of Keeping alive the Tahzeeb and Culture of Lucknow. Still Missing those golden days of Lucknow and evening at Ghatnaghar Talab. You missed “Algani” and “Bheari Pharatee” . Please do few episodes on “Moharram “ and “Imambades” too.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Berahi parathon ka zikr pehle kar chuke hain. Ji algani reh gaya
@MahiAparichit
@MahiAparichit 2 жыл бұрын
Plz ghalib k jeevan per 1 video laaeye
@carydrekkkk
@carydrekkkk 4 жыл бұрын
the way you describe various things about Lucknow makes me nostalgic.... I was born and brought up in Lucknow but moved to Melbourne Australia.... Lucknow me rehne walo ka kuchh alfaz ko distort karke bolne ke tareeke ke bare me bhi bataiyega jaise park ko parik, white ko whait, rickshaw ko rishka, light ko lait, fight ko fat etc... shukriya, Raza
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji zurur. Hamarey Taksali zaban waley episode mein hai ye zikr
@gitabajpai7630
@gitabajpai7630 4 жыл бұрын
Lajavaab. Programme... Mehmood sahib Gita bajpai vadodara. Kuch logon ke naam sun kar jinke ghar jaate the jaise ki raja bakshi telephone exchange rd. Par. Bacpan yaad aa gaya. Congrats
@aditicooks
@aditicooks 3 жыл бұрын
I really enjoy your videos . Thank you for your wonderful wonderful work
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
🎉❤️
@zeddilsadgarden9005
@zeddilsadgarden9005 4 жыл бұрын
ऐ उई, प्रोग्राम देखते देखते मैं तो भूल ही गई सुबह से मैंने पिंडा नहीं धोया है (short bath) Urfi from Kashmiri mohalla n Wazir ganj etc.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji khoob yaad dilya apne
@syedsabaniyaz8226
@syedsabaniyaz8226 4 жыл бұрын
Bhai Annanaas ke parthae or murgh qorma banae ki tarqeeb bataen
@farahsingh514
@farahsingh514 4 жыл бұрын
Adaab ! Aapka andaz bahut dilchasp hai ! Shukriya, sab yadein tahzah Ho gayeen Aap sawan ki biraheen toh bhool gaye
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Birahiyon ka zikr pehle episode mein ho chuka hai
@joyofurdu
@joyofurdu 4 жыл бұрын
This is fabulous! would love to interview you!
@yaseenmuhammad864
@yaseenmuhammad864 4 жыл бұрын
I totally enjoyed this episode. Have you done any episode exclusively on dishes of Lucknow especially love to know about Rakabdars.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji zurur
@KashifKhan-pr6ms
@KashifKhan-pr6ms 4 жыл бұрын
Another grt episode..really enjoy the way u speaks..there should be episode where u should talk abt ut self and ur family... Secondly how u have seen lko past and present..share some exp how u have seen lko in ur childhood Thanks
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji zurur
@nasirnaunaharvi
@nasirnaunaharvi 4 жыл бұрын
Abdi Bhai, daspana aur andarse ki goli ke bare comments doosre video me kiya hai mein ne shayad aul faul bak raha hoon. Waise istefraq ki bhi ek kaifiyat hoti hai aap yaqeenan waqif honge. Hakim lasodhe wale, hakim munne agha aur doosre hakimon ka tazkira bhi mauzoo hoga shayad. Inme se ek hakeem qairrorah dekh ke maraz ki tashkees kar lete the. Ap tahzeeb aur zaban e lucknow zinda rakhne me aham kirdar ada kar rahe hain. Shukriya.
@anjumkazmi4856
@anjumkazmi4856 4 жыл бұрын
Meri nani bhi balay ki kaliya paandan main rakhti thi
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Jeetey rahiye
@manishshukla3010
@manishshukla3010 4 жыл бұрын
Sir the cuisine of Lucknow is very unique. Normally we segregate people as vegetarian and non vegetarian. In Lucknow we have a unique group called as 'Kababitarian'. Vegetarian who would gorge on the kababs. My late father was a big fan of Sakhawat sahab near Gymkhana Club. I have been, and still am, a vegetarian but I still remember the feeling of happiness and contentment that reflected from my father's face while enjoying Sakhawat's kababs. Sir I have a request. Can you please elaborate on the difference between Hydrabadi and Lucknowi Biryani ? It always compared. Thank you once again. Regards
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Sakhawat sahab ka zikr bhi tafseel se hoga
@yashbajpai5527
@yashbajpai5527 4 жыл бұрын
Sir in Aminabad there is Mehra and Jagat cinema and Prak ash cinema is at Nadal mahal road. Your program is truly mesmerising and your delivery is charismatic.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Mohobbat ke liye shukriya
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Ji wo praksh ki qulfi ke bajaye Prakash cinema keh diya tha
@smzca39
@smzca39 3 жыл бұрын
Malkhuliya ho gaya ho ga
@adeebanaqvi3694
@adeebanaqvi3694 3 жыл бұрын
Adaab,hazoor kya he kehnay.apki batain sun kr Nani amma yad aa jati hain,wo patna ki rehny wali thein or 1947 main Pakistan aa gae thein.ap say bat krny ka Bohttttttttt shouq hy.ho sakay tau apna contact number dijay ga.Mrs Adeeba sajjad Naqvi Punjab Pakistan
@hassanansari4574
@hassanansari4574 4 жыл бұрын
A Lady Bird is called "Beer Bahootti" بیر بہوٹی
@shafqatullahbeg6928
@shafqatullahbeg6928 4 жыл бұрын
Asslamwalekum !
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Wkas
@amnamalik7184
@amnamalik7184 3 жыл бұрын
🤣🤣🤣🤣
@shalabhbhatnagar8452
@shalabhbhatnagar8452 4 жыл бұрын
Ek mulaqat purano se bhee , kuch zayeka badh jayega janab.
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
🤗
@shalabhbhatnagar8452
@shalabhbhatnagar8452 4 жыл бұрын
Uska pata nahin aur main bhee dali bagh colony mai hun. Kabhi milo bhai bada achha lagta hai apno se arse baad milna.
@dimplesingh3355
@dimplesingh3355 4 жыл бұрын
Musa Bagh Ka zikra kre Kabhi apk kisso me
@smzca39
@smzca39 2 жыл бұрын
BEER BAHOTI
@mansoorali4922
@mansoorali4922 4 жыл бұрын
हम लखनऊ के रहने वाले हैं. हमने अमीनाबाद के एक शख़्स जो हमेशा यह कहते थे "अब्बा वो आएगी" के बारे सुना है. ये शख्स कौन थे और ये क्या मामला है. मंसूर अली, स्पेशल रिपोर्टर राष्ट्रीय सहारा लखनऊ 7860122277
@farzanaparveen3887
@farzanaparveen3887 4 жыл бұрын
Bhai aap ne no aie rubboo ka zikr kiya hai unko humne deekha hai at Akbarigate se guzurtey hue yeh hame salam karte the. Kyon ke woh khanghe bechte the, isley woh kahte the " sir rabboe - pore rabbo" jiska unka matlab tha High Rubber - Pure Rubber. Agar aap 65 saal me upar me loogoon se pooche ge to woh batainge " aie rubboo - pore rubbo".
@farzanaparveen3887
@farzanaparveen3887 4 жыл бұрын
Humne apne comments me "sir rabboe" likha hai woh auto correction ki wajah se ho gaya hai. Usay aap " Aie rubboo - pore rubbo" padhe. Meharbaanyaan. Khalid Yusuf.
@farzanaparveen3887
@farzanaparveen3887 4 жыл бұрын
Abba woh aayegee. Aik zehne beemaar ladka (boy) tha jiske maa ka intiqaal ho gaya tha. Woh apni maa ko bohat yaad karta tha isliye uska walid usey batata tha ki uski maa aiyegi. Isliya yoh apne baap se poochta tha Abbae woh aiyegi ? Intizaar karte karte woh zehni beemaar ho gaya ya yoon kahiye paagal ho gaya. Baap bhi chal basey. Woh sabhi aadmioon ko apna baap samajhta tha or sub se poochta tha "Abba woh aayegi ?" Khalid Yusuf
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
अब्बा वो आयेगी एक दर्दनाक और पुर आफअफ़सोस कहानी है इसलिए उसका ज़िक्र मुनासिब नहीं है।
@justtrue-mb2er
@justtrue-mb2er 7 ай бұрын
محترم آپ مضحکہ خیز ہسٹری کو ۔۔۔قابل فخر تہذیب بنا کر پیش کرنے کے اتم ہنر کے حیران منزل ہیں 😁🙃آپ کے لکنو میں اگر کچھ کھانے سے مرچی لگے تو کیا کہتے ہیں لیکن مرچ کھانے کے بجانے کسی دوسری وجہ سے لگے تو کیا کہتے ہیں ؟ 😉
@uandme74
@uandme74 3 жыл бұрын
Ahsan Ali Abbasi جناب آپ کا یہ سلسلہ بہت پسد آیا ۔ آپ کھانے کی متعلق بتانے نیں دو چیزوں کی متعلق بھول گئے لکھبو مین دو اسی چیزیں بھی بہت مشحور تھیں ۔ ان میں سے ایک تو غلام حسین کا پل کے گولہ کباب اور دوسرا نمش جو جھاگ کی طرح نمکین ہوتا تھا اور ہمیشہ چوک کے علاقہ میں ایک مشہور چشمہ کی دوکان کے سامنے چوراہے پروہ اپنے ایک بڑے سے طباق میں فروخت کرتا تھا۔ احسن عباسی نارتھ ویلز انگلینڈ READ MORE
@culturebazaar
@culturebazaar 3 жыл бұрын
❤️❤️
@iramsarwar4454
@iramsarwar4454 4 жыл бұрын
Zabardast
@culturebazaar
@culturebazaar 4 жыл бұрын
Shukriya ♥️
@iramsarwar4454
@iramsarwar4454 4 жыл бұрын
My in-laws are from typical luckhnow And I love their language the same you represent here.love it.
Changing Trends of Language of Lucknow | ​⁠​⁠@culturebazaar
13:02
Tragic Tale of Malika Kishwar | @culturebazaar
23:45
Culture Bazaar
Рет қаралды 1,7 М.
БАБУШКИН КОМПОТ В СОЛО
00:23
⚡️КАН АНДРЕЙ⚡️
Рет қаралды 15 МЛН
НЫСАНА КОНЦЕРТ 2024
2:26:34
Нысана театры
Рет қаралды 724 М.
Who has won ?? 😀 #shortvideo #lizzyisaeva
00:24
Lizzy Isaeva
Рет қаралды 65 МЛН
Kashmiri Pandit Weddings | @culturebazaar
19:59
Culture Bazaar
Рет қаралды 2 М.
Myths about some precious stones | ​⁠@culturebazaar
10:37
Culture Bazaar
Рет қаралды 763
Fouzia Dastango recites in Delhi's Karkhandaari Zubaan
5:13
Trippy Tales
Рет қаралды 19 М.
Lucknowi Christmas | Christmas Special | @culturebazaar
15:43
Culture Bazaar
Рет қаралды 1,3 М.
Kayastha Kings:The dual caste legacy
10:37
Creator boy
Рет қаралды 632
Itar & Hina Building of Lucknow | @culturebazaar
9:53
Culture Bazaar
Рет қаралды 1,8 М.
Namak Haram Ki Haveli | @culturebazaar
15:58
Culture Bazaar
Рет қаралды 2,3 М.