No video

मॉनसून सीजन में गार्डन में बोरिक एसिड का जादू , garden care for monsoon season, part 1

  Рет қаралды 10,668

ManjuGardening&vlog

ManjuGardening&vlog

Күн бұрын

मॉनसून सीजन में अपने गार्डन को बचाने के लिए कुछ खास टिप्स और कुछ जरूरी काम करने होतेहैं
इस वीडियो में यही में शेयर कर रही हूं
garden tips and care for monsoon season
boric acid ka garden mein use
baking soda ka garden mein use
Neem oil ka garden mein use
liquid hand wash ka garden mein use
kacche karele ka gardenuse
#gardening #orgenic #plantfertilizer #flowers #organicfertilizer #gardenfertilizer #trending #garding #Manju gardening and vlogs

Пікірлер: 50
@kalpanaranpise969
@kalpanaranpise969 Ай бұрын
Very nice ma'am Thanks 🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐🌷🌷💐🌷☘️☘️
@namratadevi7212
@namratadevi7212 Ай бұрын
Very nice
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks 🙏🙏🙏🙏
@gardencreationsncreativity8404
@gardencreationsncreativity8404 Ай бұрын
Super duper sharing dear friends thanks very useful information very healthy organic fertilizer sharing thanks for sharing good morning 🌞
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks dear ☘️☘️☘️🌹🌹🌹🌹
@suryagarden9660
@suryagarden9660 2 ай бұрын
karela, neem oil ka acha pesti side bnaya ,nice tips diya aapne very nice video 🎉🎉🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 🙏💐💐💐☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️
@savitasainivikram8420
@savitasainivikram8420 Ай бұрын
बहुत बढ़िया जानकारी दी आपने ❤❤❤ Beautiful plants and flowers blooming plant update ❤❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@bharatbhushantongaria8942
@bharatbhushantongaria8942 Ай бұрын
Very good information. गिलहरी से बचाव का उपाय भी बताए
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aap gilhari ke liye napthalin ball jo hoti hain na jo Kapoor ham kapdon mein rakhte Hain uski kisi kapde mein Goli rakh lijiye aur garden mein rakh dijiye Jahan Jahan gulriya aati Hain bhag jaenge
@kalajoshi1798
@kalajoshi1798 2 ай бұрын
Very useful fertilizer Aaj hamare yahan jhamajham khoob barish Hui
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@jankidevi9400
@jankidevi9400 Ай бұрын
Aapke Video dekh kr dil khush ho jata h🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🙏
@LovelyBigWaterfall-sg4ir
@LovelyBigWaterfall-sg4ir 2 ай бұрын
Didi.Bahut.Accha.Laga.Aapkaye.Tarika
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐🌷☘️🙏🙏💐🌹💐
@rukmanikatlam5583
@rukmanikatlam5583 2 ай бұрын
Bahut Sundar video banaya hai aapane Manju didi bahut acchi acchi jankariyan aap dete Hain
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷☘️☘️🌷☘️☘️
@geetapandey-vs5ud
@geetapandey-vs5ud 2 ай бұрын
Bahut bahut sundar ji 🪴💐😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐☘️☘️☘️☘️
@sunitabhajans5742
@sunitabhajans5742 Ай бұрын
Nice sharing ji 🌹 Good Morning Ji 🌹
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐
@jottasangha4565
@jottasangha4565 2 ай бұрын
Bhut Vaidya ji menu ve bhut shok aa Gamlea da didi ♥️ bhut Vaidya laga Kapurthala Kala sanghian sada pind ha❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹☘️☘️☘️☘️☘️☘️🌷🌷🙏🙏🙏
@kpurva567
@kpurva567 Ай бұрын
👌👌👌👍👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks dear 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@gardeningfire
@gardeningfire 2 ай бұрын
Nice sharing friends
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Thanks for visit 😊😊
@SurendraSinghSirohi
@SurendraSinghSirohi 2 ай бұрын
Very nice sharing
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐💐💐☘️☘️☘️☘️☘️☘️
@shaileshvaghela4358
@shaileshvaghela4358 Ай бұрын
Soil me boric acid dal ne se beneficial bacteria khatm ho sakta hai?
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji jab organic chijon se fayda nahin ho raha hai bahut sare comments aate Hain to fir unke liye yah solution hai utna nuksan bhi nahin hota hai lekin logon Ko pareshaniyan jyada hoti hain to use istemal kar sakte hain
@parmeshwarigurung4495
@parmeshwarigurung4495 Ай бұрын
Good morning Manju ji 🎉nice sharing kya desi rose main bhi dal sakte hain yea aur repot barsat main hi karna hai ? Thanku ❤❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji han aap ise kisi bhi plant mein de sakte hain koi bhi plant ho vah maine bataya hai aur agar aapko kisi plant ko report karna hai to Abhi sabse best season hai reni season aur ya FIR March ya April mein aap report kar sakte hain
@parmeshwarigurung4495
@parmeshwarigurung4495 Ай бұрын
@@Manjugardening1 thanku Manju ji
@KnowledgebySiddharth-qt5fe
@KnowledgebySiddharth-qt5fe 2 ай бұрын
Mam ye solution indoor plants mai bhi daal sakte h kya
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Ji han indor plants mein bhi dal sakte hain puri video mein samjhaya hua hai 💐💐💐💐☘️☘️☘️☘️
@priyabansiwal8003
@priyabansiwal8003 Ай бұрын
Mam mere gulab mein flowering nhi hoti h please kuch bataiye kya kre
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad garmi mein gulab mein flower nahin Hoti hai koi koi kabhi phool nikal aate Hain aur chhote hote hain abhi aap barsat mein gulab ki light cutting kijiye to halke fulke phool aane lagenge fertilizer daliye Jo main batati Hun mere channel per hai aur September ke bad gulab ka season hota hai tab flowering kafi hoti hai
@ShehzadAhmad-et1ph
@ShehzadAhmad-et1ph Ай бұрын
Manju ji aap uttrakhand men kahan se hain
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Ji main Haldwani mein rahti hun
@ShehzadAhmad-et1ph
@ShehzadAhmad-et1ph Ай бұрын
@@Manjugardening1 Shukriya bahan ji
@plantshouse5319
@plantshouse5319 2 ай бұрын
Kya yah vahi boric acid hai jo anaaj ke storage mein istemal kiya jata hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad yah boric acid ka powder hai Chhota sa dibba aata hai bori acid karke yah kide makode ,chitiyon, ke liye bahut jyada asardar hai
@mangalagore9239
@mangalagore9239 2 ай бұрын
Mam mera goodhalka plat bHut achha thalekin ab kalia aati aur gir jati .maine use kundise bahar nikal roor dhile kia,cutting ki,vermicompose khad dali to bhi plant badhta nahi.patte pile hoke gir rahe .kya karu ukhadke fek deu?
@Manjugardening1
@Manjugardening1 2 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad gudhal plant ki sari tips aur care ki video hai aap channel per dekhen abhi garmi kafi ho rahi thi isliye plant mein flower nahin khil rahe the kaliyan gir rahi thi patte Peele ho rahe the ab barsat mein plant ki growth bhi acchi hogi aur flowering bhi hogi aur hibiscus plant ko jyada Pani nahin Dena hai Pani Ko rukna nahin hai aur isase bhi kaliyan girti Hain patte Peele hote Hain , desi gudhal ko ful sunlight chahie hybrid gudhal abhi nahin khil raha hai sunlight se jal Raha hai 💐💐💐💐💐☘️☘️💐💐
@manorma00
@manorma00 2 ай бұрын
Very nice
@Manjugardening1
@Manjugardening1 Ай бұрын
Thanks for visit 💐💐💐💐🌹🌹💐
The Joker saves Harley Quinn from drowning!#joker  #shorts
00:34
Untitled Joker
Рет қаралды 65 МЛН
Кадр сыртындағы қызықтар | Келінжан
00:16
SCHOOLBOY. Последняя часть🤓
00:15
⚡️КАН АНДРЕЙ⚡️
Рет қаралды 13 МЛН
OMG what happened??😳 filaretiki family✨ #social
01:00
Filaretiki
Рет қаралды 12 МЛН
Top 8 Liquid Fertilizer for your Plants / Garden.
12:15
The One Page
Рет қаралды 5 МЛН
The Joker saves Harley Quinn from drowning!#joker  #shorts
00:34
Untitled Joker
Рет қаралды 65 МЛН