Maah e Muharram Me Kya Karen? Kya Na karen? | Khutba E Jumma | By Sheikh Abdul Ghaffar Salafi

  Рет қаралды 17,636

Abdul Ghaffar Official

Abdul Ghaffar Official

4 жыл бұрын

Maah e Muharram Me Kya Karen? Kya Na karen? Khutba E Jumma
ماہِ محرم میں کیا کریں؟ کیا نہ کریں ؟
Janie is aham lecture me By Sheikh Abdul Ghaffar Salafi Hafizahullah se
🖥️ Online 15 Days Certified Seerat Course & Competition
Ustaad : Shaikh Abdul Ghaffar Salafi Banarasi
1st Prize: Rs. 3000
2nd Prize: Rs. 2000
3rd Prize: Rs. 1000
10 Consolation prizes
✔️ Is Course Me Shaikh Abdul Ghaffar Salafi 15 episodes me Seerat Ki Famous book "Al-Raheequl Makhtoom" (The Sealed Nectar) Padhaaenge. In sha Allah har episode ke notes urdu aur roman urdu me available karae jaenge.
Course me Hissa Lene wale sare students ko in sha Allah E-Certificate Diya Jayega.
🕰️Course Ki Muddat : In Shaa Allah 4 September Se 18 September 2020 Tak Rahega.
✍️Exam : 20 September 2020
Exam Ka Tareeqa : Objective hoga yani Sahi Jawab Ko Chun Kar Uspe Tick✅ Karna Hoga
🖥️Class: Shaykh Abdul Ghaffar KZfaq par Har Raat 9 PM Live Dars Denge
➖Aap Class Ko Live bhi Attend Kar sakte hain Ya phir Apni Sahulat Ke Mutabiq Kisi Aur Waqt BHI Dekh Sakte hain.
♦️ Complete Course Fee : 50 Rs. (Technical Issues, Certificate, Videos Editing, Question Paper, Etc...)
Registration Ki Last Date: 3 September 2020
------------------------
🔖Registration Ka Tareeqa : Apni Fees 50 Rs. Is number pe Transfer Karen 8081303467 (Google Pay/Phonepe/Paytm.
✔️Payment Karne Ke Baad isi Number (8081303467) par apne payment ka screen shot What's App Kar den
(Ya) Direct Niche Diya Gaya Link Click Karke bhi Apna Screen Shot Bhej sakte hain
wa.me/91808130...
Uske baad aapko Shaykh Abdul Ghaffar Salafi ke Course Group Me Add Karliya Jayega
(Sisters Ke Liye Alag Group Ka Intezam rahega in sha Allah )
Note: ye Course Aam Public Ke liye hai, is me Ulama, Aalimaat, Deeni Madaris Ke Aalim ya Fazil Ke Students participate nahi kar sakte.

Пікірлер: 45
@kalamuddinfanclub.official
@kalamuddinfanclub.official 4 жыл бұрын
माशाअल्लाह अल्लाह आपको सेहत और तंदुरूस्ती दे. आमीन
@rafiquekhan2554
@rafiquekhan2554 4 жыл бұрын
माशा अल्लाह बहुत ही अच्छा ब्यान किया है आमीन अस्सलामू अलैयकुम वरहमतुल्लाही व बरकातूहू
@mohammadnadeem7192
@mohammadnadeem7192 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب 👌👌آمین
@user-by3qv7gu4p
@user-by3qv7gu4p 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا کثیرا رب زدنی علما اللہ ھم رب زدنی علماء غفر اللّہ لک
@soukatali6573
@soukatali6573 4 жыл бұрын
Good
@AbdulWahab-it4fs
@AbdulWahab-it4fs 4 жыл бұрын
Subhan Allah sheikh
@nurullahkhanaalishanaalish3466
@nurullahkhanaalishanaalish3466 4 жыл бұрын
Masha Allah
@SarifKhan-wl5rg
@SarifKhan-wl5rg 4 жыл бұрын
Masha Alla
@manawaralam442
@manawaralam442 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب
@MahfuzAlam-qz7cn
@MahfuzAlam-qz7cn Жыл бұрын
Masa allah
@dawatetawheed2995
@dawatetawheed2995 4 жыл бұрын
Ma'sha Allah Shaikh
@mullimahrehanatabassum
@mullimahrehanatabassum 4 жыл бұрын
Jazak Allahu khairan shaik
@mdzaheeeruddin1159
@mdzaheeeruddin1159 4 жыл бұрын
ما شاء الله تبارك الله شيخنا الفاضل تقبل الله جهودكم وسعيكم بارك الله في علمك وعملك. و نفع بكم الإسلام والمسلمين اللهم زد فزد
@AbdulGhaffarOfficial
@AbdulGhaffarOfficial 4 жыл бұрын
آمین، وایاکم
@tufailkhan4152
@tufailkhan4152 4 жыл бұрын
mashaallah
@amirhamza1000
@amirhamza1000 4 жыл бұрын
اللہ آپکو صحت دےآمین آمین
@subhanansari2836
@subhanansari2836 4 жыл бұрын
Masa Allha
@amirhamza1000
@amirhamza1000 4 жыл бұрын
بے شک بے شکماشاءاللہ
@Abcd-ld6gq
@Abcd-ld6gq 4 жыл бұрын
Masaallah Apke samjhane Ka tarika
@ajazajaz2954
@ajazajaz2954 4 жыл бұрын
Masah Allah
@tauqeeransari7697
@tauqeeransari7697 4 жыл бұрын
Allah seakh ko jazai khair de
@arfatkhanstatus1587
@arfatkhanstatus1587 3 жыл бұрын
Mola Madad ya Ali Madad
@shaiksuhail2352
@shaiksuhail2352 4 жыл бұрын
Allah ap se deen ka kam ley ameen aor ham ko amal karne ki tofeeq de ameen
@skystar5048
@skystar5048 4 жыл бұрын
Jazak Allah Khair shaikh
@user-by3qv7gu4p
@user-by3qv7gu4p 4 жыл бұрын
اللہ ہم سب کو سرک وبدعت کے خرافات سے محفوظ رکھے آ مین
@mohamedshahidansari2197
@mohamedshahidansari2197 4 жыл бұрын
ثم آمین
@Dani26-r5p
@Dani26-r5p 4 жыл бұрын
Koi wajah se agr 9 muharram ka roza nhi rakh ho to 10, 11 KA rakh sakte hai ya sirf 10 ka please bataen
@rijwanahmed2522
@rijwanahmed2522 4 жыл бұрын
Sir please upload this with video
@Dani26-r5p
@Dani26-r5p 4 жыл бұрын
Assalamu aalaikum WA rehmatullah
@iwantpeace4196
@iwantpeace4196 4 жыл бұрын
*"Muharram ke Maheene Se Mutalliq kuch Hadeese* ------------------------------------------- 👉 Quran ne *4 mahinon ko hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek "Muharram" hai.* 📚 (Surah Tauba, Ayat No-36, Sahih Bukhari#-3197) *Es mahine me zulm wa ziyadti se ahtmaam ke sath bachna chahiye.* ---------------------------------------- 👉 is mahine me zulm wa ziyadti se ahtmaam ke sath bachna chahiye, bachna to har waqt chahiye lekin hurmat wale mahino me gunah ka jurm badh jata hai, isliye ki Allah taala ne farmaya- *"In Mahino me tum apne nafs par zulm na karo"* 📚( Surah Tauba-36) *Es maheene ke Roze ki Fazeelat hai.* -------------------------------- 👉 Muharram ke mahine me *Nafil roze rakhna Ramadhan ke mahine ke rozon ke baad afzal tareen roze hai.* 📚(Sunan Abu Dawud-2429) 👉 Muharram me kasrat se *nafli roze rakhne chahiye kyunki Nabi Kareem ﷺ ne farmaya- Ramzaan ke baad afzal tareen roze Allah ke mahine Muharram ke hain.* 📚( Abu Dawud-2429, Sahih Muslim-1163, 1123,) *10 Muharram ka Roza Rakhne se pichle 1 saal ke gunah Maaf kar diye jate hain.* --------------------------------- 👉 Khusoosan Yaum-e-ashoora (yani 10 Muharram) ka roza rakha jaye. isse guzishta saal ke gunah maaf ho jate hain. 📚 (Sahih Muslim-1162 islamqa) *9 Muharram ke Roza ka bayan* ------------------------------------- 👉 10 Muharram ke sath sath 9 Muharram ko bhi roza rakh lena chahiye taki yahudiyo ki mukhalfat ho jaye. *yahudi bhi Ashoora ka roza rakhte the kyuki is din Musa a.s. ko firon se nijat hasil hui thi to woh Allah ke shukr ke taur par roza rakhte the. Aur isi wajah se Nabi karim ﷺ ne bhi roza rakhne ka hukm diya aur sath sath yeh bhi farmaya ki agle saal me 9 muharram ka (bhi) roza rakhunga lekin apki wafaat ho gai.* 📚( Sahih Muslim-1916) islamqa Link:- islamqa.info/en/answers/21785/recommendation-to-fast-taasooa-with-ashoora) *Muharram ke Maheene me Galat-fahmiya* ------------------------------------- Kuch log esko Gam (Sad) ka maheena Ssmjhte hai jo ki sahi nhi hai kyunki *Hasan or Hussain (r) ki shahadat ka waqiya to Nabi Kareem ﷺ ki wafaat se 50 saal baad pesh aya* ----------------------------------- 👉 Yeh bhi khayal rahe ki is mahine ki hurmat sayyidina Hazrat Husain RaziAllahu anhu ke waqiya-e-shahadat se pehle hi sabit chali a rahi hai. jaisa ki upar wazahat guzri. Baaz log yeh samajhte hain ki yeh mahina isliye qabil-e-ahtraam hai ki isme hazrat Husain RaziAllahu anhu ki shahadat ka waqiya pesh aya tha. yeh khayal bilkul ghalat hai. Yeh shahadat ka waqiya to Nabi Kareem ﷺ ki wafaat se 50 saal baad pesh aya aur deen ki takmeel Nabi kareem ﷺ ki zindgi me kar di gai thi. 📚(Dekhiye Surah Mayda, Ayat No-3) 👆👆 Isliye yeh tasawwur qurani ayat ke bilkul khilaf hai. *Phir ek bat yeh bhi qabile ghaur hai ki islami tarikh shahaadaton se bhari padi hai. koi din aisa nahi jisme kisi sahabi ki shahaadat na hui ho. jaise ki "Umar Farooq" (RaziAllahu anhu) ki shahadat ka waqiya. agar baad me hone wali in shahadaton ke manaane ki shar'an koi haisiyat hoti to hazrat Umar Farooq RaziAllahu anhu ki shahadat is laaiq thi ki ahle islam iska aitebar karte. Hazrat Usman RaziAllahu Anhu ki shahadat aisi thi ki iski yadgar manai jati. phir in shahadato ki bina par agar islam me maatam ki ijaazat hoti to yaqinan tarikh-e-islam ki yeh dono shahadaten aisi thi ki ahle islam in par jitna bhi maatam karte kam hota.* 👉 Lekin ek to *islam me maatam ki ijazat nahi, dusre yeh tamaam waqiyaat takmeel deen ke baad pesh aye hain*, isliye inki yaad me majlisen aur mehfil-e-maatam qaaim karna deen me izaafa hai. 👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya:- 👉 *Har bidat (deen me nyi cheez) gumrahi hai or har gumrahi ka thekana jahnnam hai.* 📚 [Sahi Muslim #2005 islam360] *Allah ne farmaya:* 👈 *اَلۡیَوۡمَ اَکۡمَلۡتُ لَکُمۡ دِیۡنَکُمۡ وَ اَتۡمَمۡتُ عَلَیۡکُمۡ نِعۡمَتِیۡ وَ رَضِیۡتُ لَکُمُ الۡاِسۡلَامَ دِیۡنًا* 👉 *Mai ne tumhare liye Deen ko mukammal (complete) kr diya hai* (matlb deen ke tariqe me koi bhi cheez joda ya hataya nhi ja sakta hai.) 📚 [Quran Surah mayda ayt: 3] ( *हर बात दलील के साथ*) *10 MUHARRAM SE MUTALLIQ KUCH JHOOTE AUR MANGHADAT BAYAANAT*❌❌ ------------------------------------------- ❌ Yahi woh din hai jisme Allah ne Adam A.s. ki tauba qubool ki. ❌ Yahi woh din hai jisme hazrat ibrahim A.s. ko aag se nijaat di gai. ❌ Jisne Ashoora (10 Muharram) ka roza rakha uske liye Allah ne un 60 saal ki ibadat likh di jisme namaz roze bhi hain. ❌ Jisne Ashoora ka roza rakha use Allah ne 1000 hajiyo aur umrah karne walo ka sawab diya. ❌ Ashoora ke din Allah ne jibreel, farishton, Adam A.s. aur ibrahim A.s. ko paida kiya. ❌ Ashoora ke din hi Allah ne dumba ki soorat me Hazrat ismail A.s. ka fidya diya. ❌ Ashoora ke din jisne ghusl kiya woh marz-e-maut ke siwaye kabhi bimar nahi hoga ❌ Jisne Ashoora ke din 4 rakaat is tarah padhi ki har rakat me surah Fatihah ek martaba aur surah ikhlaas 50 martaba tilawat ki to Allah ne uske maazi (past) wa mustaqbil (future) ke 50-50 saala gunah maaf kar diye. Isi tarah Nabi ﷺ ne farmaya:- ----------- *Jisne meri taraf jhooth mansoob kiya, wo jahannam me dakhil hoga* 📚(Muslim h# 1- 6 )
@rukhsarsheikh7383
@rukhsarsheikh7383 4 жыл бұрын
Assalam walikum sheikh agar koi sunni moharram manayein aur moharram me hussain ra ke naam par khana distribute kre to wo khana khana chahiye ya nahi??
@AbdulGhaffarOfficial
@AbdulGhaffarOfficial 4 жыл бұрын
Walaikumussalam wr wb, nahi khana chahiye
@tabish4579
@tabish4579 4 жыл бұрын
MasshAllah saikh aaj hmko jo deen islam mila h woh shaba ra ki bemisal qurbanio ka nteeja h shaba ra ki azmto ko slam Allah hm sb musalmano ko shaba jaisa eaman nseeb kre aameen
@netherv0.138
@netherv0.138 4 жыл бұрын
Impossible kyuki ambiya ke baad sabse afzal sahaba hn or unke jaisa imaan hamar ho gya to nauzubillah hum bhi apni aapko afzal samjh baithenge
@tabish4579
@tabish4579 4 жыл бұрын
@@netherv0.138 kyu bhai Allah ne taqwa ikhtiyar krne ko nhi kha shaba ra bhi insan they frk itna h unhone deen islam ko duniya se afzal smajha hmbhi Allah ki touheed pr chal kr Rasool Allah saw ki itaat krke apne aapko jhannam se zroor bcha skte h HASBUNAL LAHI WANIMAL WKEEL
@netherv0.138
@netherv0.138 4 жыл бұрын
@@tabish4579 woh baat thik h lekin tumhara yeh jawab iss hadees ko jhutla ra h ki ambiya ke baad iss zameen pr sabse afzal mere sahaba hn Or ek baat sahaba ne dunyadari ko ek kinare chhod diya tha or aaj bade se bade imaan wale ke andar bhi kuch na kuch dunyadari h or ek misaal Hazrat Abu Bakr hn jo sabse pehle musalman mard or sahaba me sabse afzal hn jannat me ummatiyo me sabse pehle shakhs bhi yahi hn to ab btao inke jaisa taqwa aaj ke daur me kon ikhtiyar kr skta h
@tabish4579
@tabish4579 4 жыл бұрын
@@netherv0.138 kya jahiliyt wali baat ki h shaba ki azmat tk to log rhti duniya tk nhi pahunch skte lekin Allah se naik aur shaba jaise eaman ki duaa krna kya jurm h Nbi kreem saw frmate h mere shabao jaisa eaman lao Allah aur Rasool pr hmara kam h Rasool saw ki itaaba krna isi me kamyabi h
@netherv0.138
@netherv0.138 4 жыл бұрын
@@tabish4579 ho gaya tumhara haramipana pehle iss hadees ki daleel do
@SarifKhan-wl5rg
@SarifKhan-wl5rg 4 жыл бұрын
Assalam walaikum
@sabirkhan-wn1pt
@sabirkhan-wn1pt 4 жыл бұрын
Asslam Walaikum
@kalamuddinfanclub.official
@kalamuddinfanclub.official 4 жыл бұрын
AssalamuAlaikum
@akmalansari177
@akmalansari177 4 жыл бұрын
Masha Allah
@naziyazahid385
@naziyazahid385 4 жыл бұрын
Masha Allah
Parenting hacks and gadgets against mosquitoes 🦟👶
00:21
Let's GLOW!
Рет қаралды 11 МЛН
A little girl was shy at her first ballet lesson #shorts
00:35
Fabiosa Animated
Рет қаралды 21 МЛН
Waqia e Karbala Haqaeq Ki Roshni Me | By Sheikh Abdul Ghaffar Salafi
1:10:05
Abdul Ghaffar Official
Рет қаралды 89 М.
Latest Video Sheikh Abdul Ghaffar Salafi | Nekiyon Me Competition Kyun Nahi?
41:48
Hamari Dawat Kitabo Sunnat
Рет қаралды 18 М.
Apne Shohar Ki Izzat Karo || By Shaykh Abdul Gaffar Salafi
2:44
JAMIATUT TAWHEED BHIWANDI
Рет қаралды 898
Ismail Haniyeh Ki Shahadat Kaise Hoi ? | Maulana Salman Husaini Nadwi
16:16