Mufti Tariq Masood Strict Remarks about Khula (Divorce) | Hafiz Ahmed Podcast

  Рет қаралды 108,682

Hafiz Ahmed

Hafiz Ahmed

11 ай бұрын

Dive into a thought-provoking and enlightening episode of the Hafiz Ahmed Podcast, featuring the esteemed Mufti Tariq Masood. A revered Pakistani Sunni Islamic scholar and author, Mufti Tariq Masood brings a wealth of knowledge and insights to our conversation.
With a background deeply rooted in scholarship and teaching, Mufti Tariq Masood lectures at the prestigious Jamia Tur Rasheed seminary in Karachi. His expertise spans a wide range of topics within the Islamic realm, making him a highly respected figure among scholars and audiences alike.
In this podcast episode, we delve into his perspectives on various aspects of Islam, spirituality, and contemporary challenges faced by the Muslim community. Join us as we explore his nuanced insights and gain a deeper understanding of his contributions to Islamic scholarship.
Subscribe now to the Hafiz Ahmed Podcast and engage with this enlightening conversation that delves into matters of faith, spirituality, and wisdom.
#hafizahmedpodcast #muftitariqmasood #podcast #marriage
Mufti Tariq Masood Strict Remarks about Khula (Divorce) | Hafiz Ahmed Podcast
Hafiz Ahmed is an Amazon Best Seller, E-Commerce Expert, and Entrepreneur. He educates his followers through his videos by sharing his personal and professional experiences in Pakistan and throughout the world. He also holds seminars both worldwide and locally to help Pakistanis overcome unemployment, which is the country's most serious problem.
In today's fast-paced world, it is critical for businesses to have an efficient marketing plan that gives a favorable return on investment and raises brand awareness
He established the Virtual Assistant Mentorship program to continue training and supporting virtual assistants while also assisting them in finding new employment and projects.
You are welcome to observe that Hafiz Ahmed appears on practically all of Pakistan's main TV channels as an E-Commerce expert and analyst. Please follow Hafiz Ahmed's official KZfaq channel to receive frequent updates on E-Commerce and other current problems.
To get in touch with Hafiz Ahmed please email at info@hafizahmed.pk or What's app @ +92 345 4466282.
Follow Hafiz Ahmed on Facebook;
/ hafizahmed.uk
#amazon #HafizAhmed #onlineEarning

Пікірлер: 565
@AbdulWahab-kt4sm
@AbdulWahab-kt4sm 6 ай бұрын
جزاکم اللہ مفتی صا حب
@hashirbaba4900
@hashirbaba4900 2 ай бұрын
Love you Mufti Tariq Masood Sahb ❤
@adeelhussain5214
@adeelhussain5214 11 ай бұрын
JAZAK ALLAH O KHAIRAN KASIRA
@mohammedazeem6599
@mohammedazeem6599 2 ай бұрын
Very well done Mufti Saab bilkul thek JAZAKALLAHU KHAIRA ❤❤❤
@mfasih6522
@mfasih6522 10 күн бұрын
خلع کے سلسلے میں عدالت صرف معاون ھوتی ھے
@shahidarazak1134
@shahidarazak1134 11 ай бұрын
I didn't know about this, thank you for explaining .
@shabihhaider3844
@shabihhaider3844 Ай бұрын
Kya ap Shahid Razaq ki sister hain? KRL se study kiya hy ap ne?
@mohammadatifmirza8644
@mohammadatifmirza8644 2 ай бұрын
Bilkul perfect jawab dia ha mufti sb ne ❤❤❤
@doconyoutube2365
@doconyoutube2365 11 ай бұрын
MashaAllah Hazrat MashaAllah Very well explained
@UniversityofBirds
@UniversityofBirds 11 ай бұрын
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ہدایت دے۔
@muhammadafzal1629
@muhammadafzal1629 2 ай бұрын
Bilkul drusy farmay Apne
@abidsubhani5383
@abidsubhani5383 2 ай бұрын
Best explanation ever - great job mufti sb.
@umidAllahsy
@umidAllahsy 4 ай бұрын
ماشاءاللہ ❤❤❤
@BilalAhmed-uf8rz
@BilalAhmed-uf8rz Ай бұрын
Everyone should listen to this
@bilqueesfatima4476
@bilqueesfatima4476 3 ай бұрын
Family and its values are very important in Islam Allah kisi ko bhi jhoot aur zulm ki permission nhi deta agr sachae aur insaf k sath koi bhi masla samne lakr court mei le kr jaya jae to khula jaez hei jo fareeq bhi jhoot bolega wo khud reponsible hoga
@JustTheReality47
@JustTheReality47 2 ай бұрын
Okay
@masoodawaisahmed6639
@masoodawaisahmed6639 12 сағат бұрын
Mashaallah mufti sahb belkul sahe baat hai
@ziyaurrahman8711
@ziyaurrahman8711 6 күн бұрын
Jazakallah Mufti sahab badi maloomat diye hain aap ne
@safyaniqbal2
@safyaniqbal2 11 ай бұрын
great question and v well answered..we must follow islam in full...islam keeps everything in balance.
@BilalAhmed-uf8rz
@BilalAhmed-uf8rz Ай бұрын
Very good information
@umarkhalid9976
@umarkhalid9976 2 ай бұрын
Well explained
@mmumtazmmumtaz8585
@mmumtazmmumtaz8585 2 ай бұрын
Good 👍
@shahenshahhumanity5125
@shahenshahhumanity5125 6 ай бұрын
Very good bayaan
@IhsanKhan-fd9lv
@IhsanKhan-fd9lv 2 ай бұрын
Very well explained…dr ihsan khan
@emamcollection
@emamcollection 2 ай бұрын
ماشاللہ♥️♥️
@Abiya-np9xl
@Abiya-np9xl 11 ай бұрын
Agar orat mard k sath na rehna chahy ..ot zahir hai waja hoti hai tabhi to talaq or khula jesy chizen hoti hain orat na rehna chahay to ab zabardasti hai k ji woh de ga to theak nhi to bethi raho zindagi bhar ..or bohat se mard to zidd main nhi dety or na sath rehny chahty ... Yeh khob hai k sari azaiyatain orat utahye or zeheni bhi or mard ko ikhtiyar k na daina ... Wahhh Tabhi to mardo ka yeh hal hai k ji jo dil chahy karo bad orat ko jana kahin nahi rehn ahamary pass hi
@mustafatech1374
@mustafatech1374 11 ай бұрын
Ya 2 number molvies hain. Orat ko bandi ghulam treat krty hain. Quran ky khilaf kaam krty hain. Marzi k fatwa lagty hian. In sy kisi jaga pocho. Ky ameer ki Atatat kia hy. Kahin gy farz hy. Lazim hy. Government ny Judge ko Qazi declare kr dia hy. Aor usko faisla ka haq dy dia hy. Kay tum ny 6 month main decide krna hy. Asal takleef in wrong numbers ko ya hy ky orat kion mugy choor kr koi aor shadi kry.ain nahi chooron ga. Ya sari life usko usky maan baap ky ghar betha kr courts ky checker lgwa lgwa kr zaleel krty rhain. Ya Bilkul islam nhi hy. Ya fatwa wala wrong number hy
@vipmobile320
@vipmobile320 11 ай бұрын
Mera husband or sural waly b bhut zalim hain,mery sath sath mery ghar walo py b bhut zulm kiye hr time dhamkiya dety hain mjy
@AbdulHameed-yv4vn
@AbdulHameed-yv4vn 3 ай бұрын
Bilkul Sahi kaha ye to totally orat ko hi gulam smajh Raha hy
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
​Right islam ma mard o aurt k frq ni jasy qubol dono krty same tlaq b dono deyskty inky firqa hanfi ma to sohr chorky chla jya to 90y k wait h jabky Islam ma sirf 5y h or khula mtlb agreement jo dono parties ki trf sa hota h jaby tlaq 1sided aurt ki tlaq ko tlaq e tajweh khty hn jismy wo adha ya pura mehr wpis krky nikkah khtm krskti h read al baqrah 229. Aurt ko tlaq k haq nikkahnama coloumnb18 ma b mentioned h but mostly parents cut kr dyty cuz of non Muslim culture mindset that oppress women ya jinhy apni harkto ko pta hota h
@ijazaftab007
@ijazaftab007 2 ай бұрын
@Alhamdulillah_..
@Alhamdulillah_.. 4 ай бұрын
Mufti tariq Masood ❤❤❤
@ALLAHsemohabbat29
@ALLAHsemohabbat29 2 ай бұрын
Assalam o alaikum kia zor zabrdsti se sign kraye jaye paper pr talak ky to kia talak hjati hai niyat na ho na bndy moo se kahy bas talak ky paper pr zbrdsti sign kraye jaye plz rehnumai kry
@muhammadtahirnaeem3436
@muhammadtahirnaeem3436 2 ай бұрын
Good Answer
@muhammadshahbazaziz1614
@muhammadshahbazaziz1614 4 ай бұрын
Dear molna i agree 100% u r right per Engineer mirza ko kuch paat ni
@khadijaimdad3931
@khadijaimdad3931 11 ай бұрын
Grt videoooo
@DrYaminKhalid
@DrYaminKhalid 5 ай бұрын
خلع اور فسخ نکاح میں کیا فرق ہے یہ آپ نے واضح نہیں کیا
@afsheenkamran1796
@afsheenkamran1796 Ай бұрын
Please mujhe faskh e nikah ki iddat bta de kiytni muddat hogi?
@user-ns7pf4fb1s
@user-ns7pf4fb1s 6 ай бұрын
Aap mujhy ik bt bata do meny adalt se kulla liya to wapis udar hi jana hy to dobara nikh karna hota hy ya ni plizz bata dy
@Learningchannel120
@Learningchannel120 4 ай бұрын
Yes dubra nikah krna hota hai naiye haq-mehar k sath
@PositiveWay98
@PositiveWay98 28 күн бұрын
Right❤
@ArslanusmaniArslan
@ArslanusmaniArslan 2 ай бұрын
💯 True ❤👍
@Bilal-Canada
@Bilal-Canada 11 ай бұрын
For the person reading this, which has just started your KZfaq channel. Don't give up! You will make it :)❤
@st_hasan_
@st_hasan_ 11 ай бұрын
Assalaam o alaikum…molana sahab masha allah allah paak nai aap ko ilm e ladunni ata farmaya hai allah paak sub sai deen ka kaam lain…hum uk main rehtai hai aap sai milna chahtai hain nov main…kindly agar possible ho to date time and destination bata dijiaay….
@rashidiqbal5346
@rashidiqbal5346 Ай бұрын
Kyavtallaq ky case wafaqi shari adalt me nahi jana chahie?
@Believer199
@Believer199 19 күн бұрын
Allah apki betiyon ko qabile bardasht zulm bardasht krny k himmat dy.
@user-gj9km7eg9g
@user-gj9km7eg9g 5 ай бұрын
Bilkul
@takwahnikah9804
@takwahnikah9804 11 ай бұрын
This has off-late become very common among Indian Muslims. Especially whatever Mufti sb told from 9 min onwards.
@mrstawabmalik
@mrstawabmalik 8 ай бұрын
Aslamulikum en se direct rabta kase ho sakta ha molana shab se plz koi btaa de
@ShopofLUXE
@ShopofLUXE Ай бұрын
Jamia rasheeda me hoty hyn ... Anda mor p north Karachi ... Google sy jamia rasheeda ka no. Ly lyn
@Resinartbyshanzy
@Resinartbyshanzy 11 ай бұрын
Great answer
@stitchingCreation-xc4cp
@stitchingCreation-xc4cp 7 күн бұрын
bhai mujhy ap sy aona masla diacus karna hai kindly rply karin
@user-ei5ml2en1q
@user-ei5ml2en1q 3 ай бұрын
agr nikah hua ho or ik sal bad ruksati ki shart rakhi jaye larki walo ki trf sa or fr ik sal k bad larki ko koi or psnd aa jaye or wo khula leny ka boly bina waja k to kia ik trfa khula ho jaye ge ???
@irumashfaq9748
@irumashfaq9748 Ай бұрын
@atulpandit2679
@atulpandit2679 11 ай бұрын
❤ Main Mere Nabi Pak Se Mufti Tariq Masood Ki Shikayat Karoonga ❤
@muhammadrihan6801
@muhammadrihan6801 11 ай бұрын
Salam BHAi kis cheez ki
@tallatashraf6392
@tallatashraf6392 11 ай бұрын
z z aa
@nazboofriend4944
@nazboofriend4944 11 ай бұрын
جا کر فیر ۔۔۔
@AbdulGhaffar-wn8gu
@AbdulGhaffar-wn8gu 11 ай бұрын
Wajah?
@shadowgamer8730
@shadowgamer8730 11 ай бұрын
Heart bhi laga hai or shikayat bhi karonga
@atifriaz2539
@atifriaz2539 2 ай бұрын
کیا بات ہے مفتی صاحب جا رہے ہیں یار اپ نے زبردست بات کی ہے بہترین ادمی ہیں اپ کمال کر دیا ہے اپ نے اپ کو اللہ تعالی نے شہرت بھی دی ہے عزت اور مرتبہ بھی دیا ہے لوگ اپ کی بات سنتے ہیں برائے مہربانی اس بات کو اندھے گونگے اور بہرے لوگوں تک پہنچانے میں حق کا ساتھ دیں جزاک اللہ اللہ اپ کو بہت اجر و ثواب عطا فرمائے ہمارا دل سے اپ کا شکریہ ہے جزاک اللہ
@sobiarashid9880
@sobiarashid9880 5 ай бұрын
Adalat ko Fasakh e Nikah ka ikhtiyaar haasil hai. Bareera aur Mughees kay case mein aisay hi hua tha aur Nabi Pak SAW nay donon mein alehdagi karwa dee thee.
@mohdadnanqureshi6343
@mohdadnanqureshi6343 4 ай бұрын
Chand conditions me wo bi mufti hazrat apprpve karenge tab , nai to nai hoga Thoda ilm hasil karen ulma se Nai to bhaut bada nuqsan ho jaega Jazakallah
@abiyaiqbal3325
@abiyaiqbal3325 11 ай бұрын
عدالت خلع نہیں دیتی نکاح منسوخ کرتی ہے۔
@buutji8726
@buutji8726 10 ай бұрын
Adalt 2 number khula hi deti he
@ImranKhan-qb8ji
@ImranKhan-qb8ji 3 ай бұрын
Adalat ke pass power nahi he India me to adalat me bhi shohar hi talaq deta he ek tarfa nahi hota
@Sherkhan-oj7yg
@Sherkhan-oj7yg 3 ай бұрын
@@buutji8726 absolutely right
@Sherkhan-oj7yg
@Sherkhan-oj7yg 3 ай бұрын
Never ever courts has right to do so without consent of husband court can't give degree of khula without approval of husband both parties are agreed then Court will sit reunite them if not then pronounce Ist khula and on this khula women can't go for 2nd mirage
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
​​​​​​@@ImranKhan-qb8ji bhi wo tlaq ni khula hoti h jismy dono razi ho baki jaisa inho na kaha ajr ort pr zulm horha ho ya bv ni rhna chti ho pr sohr razi na hoto adalti talaq jaiz h or adalt tlaq ni dyti wo sirf marriage cancel krti h just like a qazi phr ort jisy chay shdi krly ya courts k system to abhi aya h islam ma hmesha sa ya hota tha k yato dono mia bv razi hokr alj hojyn ya sohr tlaq dey lkn ruju krly but 3k bi ni (qk islam ma 3tlaq or halala k concept hi ni 1tlaq hi hoti h ajr ruju na kia jayto bv jaha chia nikkah kry y)a phr aurt tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr wpis krky alj hojy like hzart jamela unki tlaq nabi na krwai thi qazi bnkr unky sohr ko unko zamen wpis dila kr cuz unhy sohr psnd ni tha hala k unka sohr tlaq kliy razi ni thy ya firaq hanfi waly hn inmy ajr sohr chorky chla jayto 90y k wait h jabky Islam ma 5y inko choro engineer Ali mirza ko Suno
@rajuraja8146
@rajuraja8146 2 ай бұрын
Molana saheb thanks ink zameer jagany ka
@sayratariq8468
@sayratariq8468 2 ай бұрын
Court ne bulayaa h 6 baar ...ni aayaa . Abb kiaa lrrki mrr jaae ???
@adeelqureshi6511
@adeelqureshi6511 2 ай бұрын
Is main reply Dia dihaan sy suno
@user-kr5qn4ii1c
@user-kr5qn4ii1c 6 ай бұрын
Plzzz mojay bataiy menay khola kot say li to kia ho gi ya nhi plzzz
@samankhalid584
@samankhalid584 5 ай бұрын
Assalamu alaikum behen, khula ki reason kia thee.. Mian court mein hazir nahi hua? Kyun nahi hua? Please detail batayen.. Aur aap is pe mufti hazraat se poochti rahain. InshaAllah meri dua hai apkorehnumai milay. Ameen thumma ameen.
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
G hojay ji lkn adalt tlaq ya khula ni krwati wo just marriage cancel krti h like qazi jasy Nabi saw ba hazart jamela ki khula krwai th8 bina sohr k rzamndi k or aurt k pass tlaq e tajweh k b haq h mtlb adha mehr wpis krky nikkah khtm krdy inki dusri video ma mentioned h khula hota hi agreement hota read al baqrah 229
@ijazaftab007
@ijazaftab007 2 ай бұрын
Ho jaye gi
@shahenshahhumanity5125
@shahenshahhumanity5125 6 ай бұрын
Zulm nahi ho raha hain fir bhi aurat ko uske ghar wale rishta todne me lage hain to Kia Karen??
@memoonavlog
@memoonavlog Ай бұрын
agr court buly r husband na ay to kia khula ho jata he?r phr khula k 4 5 mahernyy bad khay k ni ma rehna chahta hun apk sth is sitution mai kia hoga?
@munirahmed3458
@munirahmed3458 21 күн бұрын
جب عورت خلع کےلیے کورٹ میں اپلائی کرے ۔تو مرد کی حاضری کے بغیر بھی خلع ھو جاتاھے۔کیونکہ یہ عورت کا حق ھے۔جسے وہ جج کی معاونت سے استعمال کررہی ھوتی ھے۔
@smnaz8308
@smnaz8308 11 ай бұрын
Islamic Law mai Khulla bhi hai sirf Tallaq nhi...
@mirzababarbaigqadri3306
@mirzababarbaigqadri3306 11 ай бұрын
Khula b shohar s hi li jay gi adalat se ni.adalat ko ikhtiar ni h
@buutji8726
@buutji8726 10 ай бұрын
Wo judge ki Behan se mard nikah karta he is ley judge Bina husband ko bulay khula deta
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
​​@@mirzababarbaigqadri3306right khula mtlb agreement but tlaq is 1sided decision also aurt b tlaq deyski h inki dusri video dkhyn usmy inko btya h aurt ko b haq h jisy tlaq e tajweh khty hn read al baqrah 229
@user-ig9tq3oj9k
@user-ig9tq3oj9k 2 ай бұрын
@@mirzababarbaigqadri3306 tu kis ko ikhtiar hy wo to dy nhi rha ye rhy nikah or janaza prhany k lie phr hum kha Jaen
@mirzababarbaigqadri3306
@mirzababarbaigqadri3306 2 ай бұрын
@@user-ig9tq3oj9k shohar hi ko ikhtiar h is k Liye dono gharanon k log yani waliden or bary bethen r bat cheet k zariye mamly ko Hal kia jayga us k samny tajveez rakhi jay g k orat Haq mehar muaaf krdy g to ac surat m shohar hazrat Razi ho jaty hn.behter y h k Darul ifta se ruju kia jay
@HumayunKhan-yg9xp
@HumayunKhan-yg9xp 11 ай бұрын
مولانا یہ بتائیں کہ اگر بندہ طلاق نہیں دیتا ضد کرتا ہے تو عورت کیا کرے پلیز بتائیں
@farmanullah2849
@farmanullah2849 11 ай бұрын
اگر مرد عورت کے حقوق ادا نہیں کرتا اور طلاق بھی نہیں دیتا تو عدالت اسکے نکاح کو فسخ کرے گی
@furqanwajeeh897
@furqanwajeeh897 11 ай бұрын
​@@farmanullah2849woh to Mufti Sb. Ko theek nahin lag raha. Yani mird ager tung kerne ke liye latkaye to Mufti Sb. , ke mutabiq woh tung hoti rahe?
@farmanullah2849
@farmanullah2849 11 ай бұрын
@@furqanwajeeh897 بھئ خلع الگ چیز ہے اگر عورت مرد کو پسند نہیں کرتی تو نکاح نہیں کرنا چاہیے تھا اب اگر نکاح کر لیا ہے تو مرد کو راضی کرنا پڑے گا پیار محبت سے عدالت یا کوئی اور مرد پر جبر نہیں کر سکتا اور نا ہی نکاح ختم کر سکتا ہے لیکن اگر مرد ظلم کرتا ہے یا نمرد ہے یا عورت کے حقوق ادا نہیں کرتا تو اب عورت کو حق ہے کہ عدالت جا کر نکاح فسخ کروائے اور اپنا مظلوم ہونا ثابت کرے
@user_9O837OO
@user_9O837OO 11 ай бұрын
Sabar kry aurat . Usy akhriyat my mil jayega ajar 😂
@monitoni7416
@monitoni7416 11 ай бұрын
​@@user_9O837OObhaie ap Ki Ami nay sabar Kiya Tha Kya...Thi aap ja K paida huwy 😂
@salmanbhatti963
@salmanbhatti963 6 ай бұрын
Mufti sb mery Sath v asa hua ha meri biwi ne mujhe Galt pata per notice krwa kr k khula le li ha or idat khatam hone per pata Chala khula ki degree ho gi ha 3month phly gi ha Kya ye jahaiz ha
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Bhi wo khula ni hoti khula mtlb agreement, tlaq koi ni krwasta siwy sohr bv k adalt qazi ki trha just nikkah faskh lrti h
@welamunda1197
@welamunda1197 2 ай бұрын
agreee
@daniyapathan4287
@daniyapathan4287 3 ай бұрын
Faskh e Nikah / KHULAA both are same ??? Names are different ?
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Faskh nikkah mean canceling the nikkah though the courts family elders or qazi while khula mean divorce which is agreement from both parties. tlaq is a 1sided decision 3tlaq from men 1tlar (tlaq e tajweh) from women where she can end nikkah by giving half mehr read al baqrah 229 or watch his another video
@GoodGirl-
@GoodGirl- 11 ай бұрын
What about the part of the nikkah-nama where it gives right to woman to give divorce to her husband.
@muzzammilkamran5948
@muzzammilkamran5948 11 ай бұрын
This part is created by constitution of Pakistan ,not by sharia law
@razamughal4582
@razamughal4582 11 ай бұрын
He has answered this question. Search aurat ko talaq deny ka ikhtiyar
@kokanview3405
@kokanview3405 11 ай бұрын
It's also depend on husband if he accept that contract
@GoodGirl-
@GoodGirl- 11 ай бұрын
ok thank you. I will search it. @@razamughal4582
@mariaaqeel5281
@mariaaqeel5281 11 ай бұрын
Khula lay skti hy divorce nai day skti..kia ajeeb batay han
@humeraajmal157
@humeraajmal157 5 күн бұрын
AoA Mufti sahib mera husband Nathan karta tha me ne apni zindagi ke 10 saal us insan ko theek karne me guzar deye lekin wo theek na howa mere 2 bache he tang us ka rawaya mere sath theek na tha majbor hor kar me ne khula le leya jab ke me esa nahi chati thi 2016 me me ne khula leleya tab mere betye ki age 7 saal or betti 2 saal ki thi tab se le kar ab tak us insan ne apne bacho ka na to kharcha deya or na hi un se kabhi mela or na hi mujhe kuch deya mere Abu ne Jo jahez ka Saman deya tha wo bhi wapis nahi deya me khud mhenat kar ke apne bacho ko Paul rahi hon or khula ke papers par us ne sing keye the bool kar talaq nahi di to keya myjhe talaq ho gayi
@improvelivingandlearning
@improvelivingandlearning 11 ай бұрын
99%ka kaise calculate kia
@tahirnazim
@tahirnazim 10 күн бұрын
Faske nikkah mein bhi ager mard divorce na de to kia karey gi adalat?
@humeraajmal157
@humeraajmal157 5 күн бұрын
Plz mujhe repla zaror karye
@shahrozmuhammad246
@shahrozmuhammad246 11 ай бұрын
Istrah k khula pr agr mard chory ga nhi or adalat bhi fesla nhi krsky gi phir kya orat k pas srf qatal krke bewa hony ka rsta rehjayeGa?
@mixplate6645
@mixplate6645 11 ай бұрын
Bewaqof ho Kya ? JB adalat nikkah khatam Kar sakti hai lakin usko khula ka naam ki jaga fasq nikkah koe kehey tu masla Kya hai us orat ki shadi tu khatam hojae gi
@Sherkhan-oj7yg
@Sherkhan-oj7yg 3 ай бұрын
Agaar auraat mard say atni shadeed nafrat karti ha app ky statment say andaza ho raha ha auraat jhootay ilzaam mard pr lagay air proof na karay mard kha jay mard kay bachay ghar kaam sakoon daba auraat baap pr Case bacha 18saal tak maa kay pass hota ha property b lay le dosri Shadi b auraat kar lati ha aur ist husband Sari zaindagi Court ma auraat shadi ku karti ha jab wo adalaat ka khula LA sakti ha is ko bussiness karna chay
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
To wo tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr wpis krky nikkah khtm krly inki dusri video ma mentioned h read al baqrah 229 jabky khula mtlb agreement dono ki trf sa. wsy b courts khula/tlaq ni krwati wo sirf marriage cancel krwati h like a qazi jsy Nabi na krwai thi hzrt jamela ki adalt nizam to abhi aya phly to ghr k bary b khtm krdyty thy nikkah
@Sherkhan-oj7yg
@Sherkhan-oj7yg 3 ай бұрын
@@SyedQaiserAli dear app KY baat teak apni jagga pr yh khula agar mahar chor be da tu yh khula ik baar h mana jay ga aur is khula ma koi halala neh hota means agaar auraat wapis ana chay a sakti ha ist husband Kay pass aur khula kay b grounds hain auraat ist Family Court ma khula ky apply karay gy adalaat yh application Union council jaha larki ky shadi register ha mark karay gy phr Union Council husband ko official notice karay gy notice pr husband ka signature must ha Union council sign lay gy phr husband wife KY 3months har month recouncil karay gy phr 90days baad union council ik certificate issue karay gy phr yh certificate phr auraat Family court lay Jay gy jaha degree adalaat jari kari gy phr NADRA WO UNION COUNCIL certificate aur khula degree pr id Card auraat ka husband kay naam ka cancel Karti ha magar yh khula ik khula consider hota ha yh kabi be husband agaar dobara pachap ho tu halala aur remiraage KY apnay ist husband aur ist wife KY shadi ky zarorat NEH ku kay islam ma surah bakra ky Ayaat 214 to ayat 240 ma talaq Kay Barry ma clear ha talaq 3 baar 3month MA bolnay say hoti ha
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
​​​@@Sherkhan-oj7ygg achi bat h na jitna time ljyja utna 2no ki ahsas hoja jhlti k or ruju krpyn jay lkn khula k bad bhot kam hi ruju krty wsy b khula k bad ruju jaiz ni inho bgya tha cuz mard k pass mahr b aajyja or bv b, wsy ajr mard tlaq k iktiyr deydy nikkahnama me to msla ni hota ya aurt k right h qk aksr mard or inlaws zalim hoty h or tlaq b ni dyty asy easily sabki Jan chot jayji or lrkio ki life sukon sa guzryji qk mard tlaq ki dhmki dykr haram kam b krwaty hn jinko apni hrkato k pta hota h ya ort ko kamtar smjhty wohi kafiro ki trha usky haq chnty baki Ayat Al Baqrah 229 h
@jamalabbasi9578
@jamalabbasi9578 Ай бұрын
Aik orat nay adalat ma case kia aus k bd adalat khula k liye phely 6 dafa bulati hai jub nA aye to phir new paper ma daity han phir na aye phir khula daiti hai adalat ya jaiz hai
@Believer199
@Believer199 19 күн бұрын
Blkul esa hota ha
@user-kb3tg6sh7i
@user-kb3tg6sh7i 4 ай бұрын
Beshakk Moulana Sahib Haq pe hain. Islam ka mazzaq bana diya hai aj kal kuch logon nay. Keh husband ko pata hi nahe aur aurtain (kuch aurtain sab ki baat nahen ho rahi) kisi ashna ke sath baagh rahi hain aur one sided talaq aur re marriages ho rahi hain and even dont tell their real father and mother. Where r we going bohat shame hai hamari society ke liye. Khuda pak ham sab ko hidayat day.
@sabeeen_01
@sabeeen_01 3 ай бұрын
What about Agar Shohar Dusri shaadi kerke (Gunnah yeh nahi hai) Aur phir Pehli biwi ko Naan Nafqa bhi na de, Usse baat bhi na kare yahan tak ke apne bachon ko bhi Chor de aur phir Talaq bhi na de, to phir kia Khula nahi leni chahiye? Ajeeb baatein kerte ho na Khud talaq deni hqi na biwi khula le. What about the woman? Aur agar Shohar Sharabi ho marta bhi ho aur apne bachon ko bhi Ese hi chor deta ho Paida ker ker ke, Phir Bhi Uske saath rehna chahiye? Ajeeb Ho Yaar sab
@Sherkhan-oj7yg
@Sherkhan-oj7yg 3 ай бұрын
Absolutely right good analysis
@ghulammohammadshah2590
@ghulammohammadshah2590 11 ай бұрын
You have not explained Marriage Act or Rules presently in vogue in Pakistan which actually apply in such cases irrespective of what Moulvis explain or think. You should have agitated against present marriage laws in Pakistan.
@noreenkousernoreenkouser9214
@noreenkousernoreenkouser9214 11 күн бұрын
Bilkul urat k hakook nhi ada krty nasha kry na bt kry na souny phr urat kiya kry
@baz4566
@baz4566 11 ай бұрын
Ager kisi orth ka shoher larko k sath laga o tho kaya hysi orth ka khola lyna jahez hai islam may?
@nazboofriend4944
@nazboofriend4944 11 ай бұрын
اِس معاملے میں بہتر ہوگا کے خاندان کے بڑوں سے مدد لیں اور طلاق دلوائیں اس مرد سے
@baz4566
@baz4566 11 ай бұрын
@@nazboofriend4944 khandan k baray kythy hai k yh shoher ka apna bora hamal hai jis ki saza allah wos ko dhy ga thalaq lyna bhadh nami hai our bacho ki life kharab o gi ab wo bh chari orth kaya karay jab khandan he sath nahi dy raha hai
@umberejaz2423
@umberejaz2423 11 ай бұрын
Ji mrd bechara hi bardasht krta hai chahe bv ki hadyon ka surma bna kr uski cheekhen hi kyon na bardasht kr rha ho.jisko hm khula kehte hn wo tanseekhe nikah ka hi dawa kia jata hai
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Right inko kuch ni pta khula agreement hota h dono ki trf sa, adalt/qazi ya ghar k barhy sirf nikah faskh krsty hn, baki tlaq mian bv hi dyskty hn aurt ki tlaq ko tlaq e tajweh khty hn jismy wo adha mehr dykr b nikkah khtm krskti hn read al baqrah 229
@muftisarwarislamibayan
@muftisarwarislamibayan 11 ай бұрын
be parda aourat ki tasweer lagana jaiz nahin
@saminanaz3008
@saminanaz3008 11 ай бұрын
Nikha namy pe jo biwi ka talaq ka haq h wo Kia h ?? Or is ka Kia sharai haq h ??
@razamughal4582
@razamughal4582 11 ай бұрын
Yeh sawal aya hain. Aurat ka ikhtiyar kuch is tarha k ilfaz search karo. Us ko ikhtiyar diya jayga toh woh talaq ko enforce kar sakti hain,
@n.qureshe3470
@n.qureshe3470 Ай бұрын
Mufti Sahib Assalamo Alaikum. Apki ye video daikhi. Maira damad 6 sal sy marpeet raha hay. Baiti ny 4 sal bad bataya. Nasha start ker dia, no job. is bar logo nay mar peet say bacha ker mairay gher ki taraf rawana ker dia. is ky bad wo maray gher aya nashay main dhut, mujh per knife tan lia. bari mushkil say 15 per cal ker k gher say rawana kia. Is bar daughter kisi gurantte per wahan jana nahi chati, ab ap fermain kia kerna chiye. Mujhay apka phone # bhi chiye. Main is barkoi faisal chata hoon through court. What should i do?
@Believer199
@Believer199 19 күн бұрын
Jaan churwayen Beti ka azab maa baap p ayega warna
@n.qureshe3470
@n.qureshe3470 19 күн бұрын
plz mujhay thora detail sy batain itnay baray maslay ka aik line main reply munasib nahi mujhay guide kerain. reply main itna late.
@forpeaceachreyswordlastresort
@forpeaceachreyswordlastresort 11 ай бұрын
Bivi kitni dafa oxygen inhale karay , agar koo pasand naa hoo too keya karay! Molana sahib jaan dao, hoon oratan dee bari aan dao ! Orat sirf yhaa kha daa kaa mugha sohar pasand nae , itna hee baara haa Shadi fanish karnay koo!
@muzammilmohsin7259
@muzammilmohsin7259 11 ай бұрын
Bhai Sahb Islam zimmedari ka mazhab hai aur insan ko zimmedar banana maqsad hai taa k ek strong community banay na k nafs ki pervi karna. Society ki baqa k Liye family system sabse important hai aur us k liye zimmedar insano ki zarurat hai. Shaadi k Bandhan Mai Akela insan khud nahi hota lekin bachay aur 2 khandan ka mael bhee HOTA hai. Ek positive mahol k Liye bacho ki achee parwarish zaruri hai jis k liye Maa Baap se badh k koi important rishta NAHI hai. Ek insan ki nafsi khwahish ki bina pe talaqe honay lagee to muashra aur ikhlaqiat tabah hojaengi. Han agar koi mard waqi Mai zalim hai ya biwi ki necessities ko pora nahi kr Raha Jo k biwi ka haqq aur Mard ka usay provide krna farz hai to uska Hal mojud hai Jo Mufti Sahb ne is video Mai third type category explain Kari hai. But usmai bhee biwi Jo ilzam Lagaegee usay baqaida prove Krna Hoga na k mehaz ilzam ki bunyaad pe hukm hoga
@user-pw5jh9uo5c
@user-pw5jh9uo5c 11 ай бұрын
Plz ye bi btay agar khula ma husband sign na kary tho ap ny kha khula nae hoti... tho pochna ye hai larki kya kary ..court ny bhulya bi kisi bi hearing py nae aya ... na sign kiya .. or 7 month shadi k rai us ma na koi haq ada kia na karcha data ulta kheta maa bap sy lo jo koi dy kar jy wo ly lata es k ilawa shak larai alag ...ab bat ye jb sy ai na husband na koi gar ka bara lany aya na chorny py aty na saman utany daty ..9 month ka beta hai aik bar bi nae daka na gar sy dakmy aya koi ..ab es surat ma orat kya kary
@mixplate6645
@mixplate6645 11 ай бұрын
Mufti sahab Ney bataya tu hai k fasq nikkah Ka case court Mei karye ye sb baatain wahan peash karain agar tehqeeq pe AP Sachi ho tu nikkah khatam Court k zarye hojae ga
@Imaginationandsimplicity
@Imaginationandsimplicity 11 ай бұрын
Talaq jaij hai but Allah ko napasand or Saitan ko sabse jiyada khusi tab hota hai jab 1 couples ko tude so dhiyan rakhe or hush me kam le ..
@FarhanAli-dl3ix
@FarhanAli-dl3ix 6 ай бұрын
Meri wife ny khula li or mujhy pta bhi nahi na koi notice aya na koi call bus logoun sy pta lga so iddat kr rahi hai is chez ka kya hukam hai?
@Nokillrule16
@Nokillrule16 6 ай бұрын
Scholar se pochein apne ilaqy k.
@user-vi6nf5sp9w
@user-vi6nf5sp9w 4 ай бұрын
Aap nasah konsa karte ho😂
@MariumAsifKhan04000
@MariumAsifKhan04000 4 ай бұрын
Toh 3 mahine tak apni bv nhi ai apki hosh nhi aya uske Ghar Jake poch lay q nhi ai?
@user-vi6nf5sp9w
@user-vi6nf5sp9w 4 ай бұрын
@@MariumAsifKhan04000 kahan se aate ye log
@improvelivingandlearning
@improvelivingandlearning 11 ай бұрын
Aurat kaise sabit karay gi
@romanaahmad7073
@romanaahmad7073 4 ай бұрын
Agr mard nikah kr k na koi haq ada kre na shadi ab lrki ko nhi rhena wo Kya kre.. Kya aurat insan nhi 😢 Mera Allah sb ka Rab hai
@abdulsaboor446
@abdulsaboor446 4 ай бұрын
Pora bayan sunain
@Believer199
@Believer199 19 күн бұрын
Ye apna haq btata ha sirf admi
@umarmehar9228
@umarmehar9228 4 ай бұрын
Mein janti hon k divorce or khula hoti mard ki janib se hi h lekin ager wo gambler ho or ghar ki cheezen bhi sell kr de or biwi ko zleel kerta ho qerza leta ho biwi se mangwata ho or kaam bhi na kerta ho tou btaein kia nikha adalt k zarye faskh nhi krwaya ja skta???? answer dein?? Or agr olad bdi ho kr alaidhgi ki weja pochey tou wo in hrkton ki tareef krey gi jo is k walid mein hain btaein???
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
G asi surt ma jaiz h ni to aurt tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr dykr b nikkah khtm krly aurt ko tlaq k haq nikkahnama coloumnb18 ma b mentioned h baki khula to hota hi agreement h dono parties ki trf sa read al baqrah 229. inki dusri video dkhyn
@BilalAhmed-uf8rz
@BilalAhmed-uf8rz Ай бұрын
😮😮
@anwarqureshi850
@anwarqureshi850 2 ай бұрын
What about court marriage. Is it valid in Islam
@razamughal4582
@razamughal4582 2 ай бұрын
Yes. If the woman is marrying someone suitable for her. The court has two male witnesses
@bilqueesfatima4476
@bilqueesfatima4476 3 ай бұрын
Life sath guzarne k lye dono ki raghbat zaroori hei wrna koi bhi separation le sakta hei Islam ko typical mufti hi bnate hein jiski wajah se log Religion k qareeb aane k bajae dur hote hein
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Right ap inko choro engr Ali mirza ko Suno inky firqa hanfi ma sohr chorky chla jyato 90y wait h jabky Islam ma 5y. Read al baqrah229 aurt ko khula or talak e tajweh dono k haq h jimy wo adha Mehr dykr apni jan chura skti h koi aurt bila wjha courts k dkhy ni khti
@user-bx6zs5nw5o
@user-bx6zs5nw5o 6 ай бұрын
Mard agr sign krde lekin razi na ho Chorny ko.? Tow Kia khula hojaega?
@MariumAsifKhan04000
@MariumAsifKhan04000 4 ай бұрын
ابو عمر الشوكاني شوہر کے مشورے اور اجازت کے بغیر قاضی کا خلع نافذ کردینا : (1). ثابت بن قیس رضی اللہ عنہ کی بیوی نبی کریم ﷺ کی خدمت میں حاضر ہوئی اور عرض کیا کہ یا رسول اللہ ! مجھے ان کے اخلاق اور دین کی وجہ سے ان سے کوئی شکایت نہیں ہے ۔ البتہ میں اسلام لانے کے بعد کفر کو پسند نہیں کرتی ۔ اس پر آنحضرت ﷺ نے ان سے فرمایا : کیا تم ان کا باغ ( جو انہوں نے مہر میں دیا تھا ) واپس کر سکتی ہو ؟ انہوں نے کہا کہ جی ہاں ۔ آنحضرت ﷺ نے ( ثابت رضی اللہ عنہ سے ) فرمایا کہ باغ قبول کر لو اور انہیں طلاق دے دو ۔ (صحیح البخاری 5273) (1). سب سے بڑی دلیل یہ خود ہے کہ خلع میں اگر شوہر کا ذرا برابر بھی اختیار ہوتا اور قاضی کا اختیار نہ ہوتا، تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم حضرت قیس کی بات اور ان سے پوچھے بغیر ہی یہ خلع کا حکم نافذ نہ کردیتے۔ بلکہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے صرف قیس کی بیوی کی بات سنی اور اسی پر خلع نافذ کردی حضرت قیس سے کوچھ پوچھے بغیر، اس سے واضح ہوتا ہے کہ خلع کا اختیار قاضی کے ہاتھ میں ہے وہ شوہر کی اجازت اور مشورے کے بغیر بھی یہ حکم جاری کرسکتا ہے۔ (2). دوسرا حضرت قیس کی بیوی کے پاس کوئی سالڈ وجہ نہیں تھی خلع کی سوائے اس کے وہ بدصورت ہے جیسے کہ اںن حجر عسقلانی نے شرح میں نقل کیا ہے اگر اس بات کو تسلیم کیا جائے، چنانچہ حضرت قیس کی بیوی خود کہتی ہیں کہ : "مجھے ان کے دین اور اخلاق" سے کوئی مسئلہ نہیں ۔ اس سے ان کا بھی رد ہوتا ہے کہ جو کہتے ہیں عورت کوئی سالڈ وجہ کے بغیر خلع طلب نہیں کرسکتی اگر اسکا شوہر اس کے ساتھ اچھا ہے۔ جبکہ بعض روایت میں مار پیٹ کی بھی ایک وجہ موجود ہے۔ (3). ایک اعتراض : " یہ کیا جاتا ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ادھر حضرت قیس کو حکم دیا ، اور خود خلع ختم نہیں کروایا ۔" جواب : عقل کے اندھے ! یہی نہیں غور کر رہے کہ بغیر کسی معتبر وجہ کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم شوہر کی رضامندی لئے بغیر اور ان سے پوچھے بغیر فیصلہ جاری کر رہے ہیں اور صرف عورت سے پوچھا کہ کیا تم حق مہر واپس کرسکتی ہو؟ ظاہر ہے حضرت قیس کی بیوی رسول اللہ کے پاس گئی ہی اس لیے کیونکہ قیس ان کو خلع نہیں دیے رہے ہوں گے۔ وگرنہ رسول اللہ کے پاس جانے کی کوئی وجہ نہیں تھی اگر شوہر ہی خلع دے، تو صاف واضح ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے "خلع" کا حکم نافذ کردیا اور حضرت قیس سے کوئی مشورہ یا سوال جواب نہیں کیا یعنی شوہر کی رضامندی شرط نہیں بلکہ یہ معاملہ قاضی کے ہاتھ ✋ میں ہے۔ (4). پھر یہ کہنا کہ حضرت قیس کو کیوں حکم دیا ، تو بھائی پہلے عدالت کرائے دار کو نوٹس دیتی ہے گھر خالی کرنے کا اگر وہ اس پر مزاحمت کرے تو پھر عدالت پولیس بھیج کر زبردستی مکان خالی کرواتی ہے۔ جب شوہر شرافت سے اپنا حق مہر واپس لے رہا ہے اور اس کو چھوڑ رہا ہے تو بات ہی ختم۔ اور زیادہ مناسب بات یہ ہے کہ وہ حضرت قیس کو آگاہ کر رہے ہے کہ اب یہ تہماری بیوی نہیں تو تم اسے جانے دو گے حق مہر ملتی ہی اور روک نہیں سکتے جیسے کہ تم اسے خلع نہیں دے رہے تھے۔ کیونکہ حضرت قیس بھی ایک فریق تھے اس معاملہ کے تو شوہر کو تو آگاہ کرنی نہایت ضروری تھا وگرنہ وہ تو انہیں اپنی بیوی تصور کرتے رہتے۔ اور مسئلہ یہ نہیں وہ اپنی مرضی سے چھوڑ رہا ہے اگر مرضی چھوڑتا تو ان کی بیوی قاضی یعنی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس جاتی ہی نا۔ تو یہاں شوہر کی رضامندی اور اس سے مشورے کے بغیر ہی حکم جاری ہورہا ہے۔ اگر شوہر مزاحمت کرتا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے حکم کی تو یہ صحابہ سے تواقع کرنا بھی بعید ہے کہ بطور رسول اور بطور قاضی آپ کے فیصلے کو رد کیا جائے تو یہ ریاست سے صریح بغاوت شمار ہوتی اور جیسے کہ ایک منا،فق نے رسول اللہ کا فیصلہ نہیں تسلیم کیا تھا حضرت عمر نے اس کی گرد،ن ماردی تھی ، اسی طرح جیسے کہ ایک شخص کو رسول اللہ نے سیدھے ہاتھ سے کھانے کا کہا اس نے تکبر میں انکار کردیا تو رسول اللہ کی بددعاء اسے لگ گئی اور کبھی سیدھے ہاتھ نہیں اٹھا سکا۔ 🖊️ محمد کاشف خان
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Hojya ja ap Hazrat jamela ki story suno uky sohr b razi ni thy but nabi na khula krwadi thi qk Nabi b qazi thy qazi nikkah khtm krta h khula ya tlaq ni
@khushimano1322
@khushimano1322 11 ай бұрын
Uncle by the way apki wife apky ak thapar jarr den to ap bhi unhin kuch na kehna ....ye to normal si cheez hy
@farmanullah2849
@farmanullah2849 11 ай бұрын
دونوں کو برداشت کرنا چاہیے ،🤣
@Ayeshakhan-en1wx
@Ayeshakhan-en1wx 2 ай бұрын
Toh faida phir khula ka ? Kab mard ki ijazat k beghair ho hee nae sakta ... yeh cheez kabhi samjh nae aati
@sidraiqbal5713
@sidraiqbal5713 Ай бұрын
Adalat b aysy nai khulah degree kr dyti mufti sb. Shohar ko notice bhyjy jaty hyn.or khulah degree tb e ki jati hy jb shohar badmashi dikha ra hota hy. Wo paish e nai hota.. Tabi ye hal nikala gaya hy. K aik had k bad degree kr di jati hy. Baqi jo ziyadti c alehda ho ra hy us ka mamla Allah k pas
@Believer199
@Believer199 19 күн бұрын
Blkul drust kaha. Adhi malumat ki base p molvi sahab ftway lgarhy k 99.9999% ye hrha. Data analysis ki ha jsy is ny
@akbarchaudhary5484
@akbarchaudhary5484 2 күн бұрын
Bilkul shor ki talak k Bina Jo orat Kisi or k saat reh gi wo akhrat me khud jawab deygi
@Believer199
@Believer199 2 күн бұрын
@@akbarchaudhary5484 beshak
@Believer199
@Believer199 2 күн бұрын
Allah sb bndon ka khoob ilm rkhny wla ha.
@user-pw5jh9uo5c
@user-pw5jh9uo5c 11 ай бұрын
Maa bap ny hr tra gar bachany ki bi khoshsh ki khud hr zrurt puri kar kar k un ka lalch khtm hi nae hota ab ap btay kya jo court k thrug khula hui wo haram hai
@umarmehar9228
@umarmehar9228 4 ай бұрын
Mufti sahab Allah ka naam lo Aap ko kuch idea h k aap kia kh rahey hain meri sister k husband gambler they hr ak se qerza lena os ka mamool tha wo apni herkton se baaz nhi aya hm ne ghar bhi apni sister k naam krwa lia tha lekin wo juwey se phir bhi baaz nhi Aya os k pass ak beta h akhir hmein divorce leni per Gai or wo ghar os k betay k naam kr dia.............ak meri sister nhi hmrey ird gird kitni aesi ortein hain jo ye sab berdasht kr rahi hain on k bachey rul rahey hain
@syeadshazadi1262
@syeadshazadi1262 11 ай бұрын
Aj kal ladies jhoot moot bol kar court case kardeti hi. Apne shohar ko hi nahi pure sasural walo ko jhoote cases mai atka deti hi aurat. Aj kal a fashion ban gaya hi choti bato ko police case etc etc... kardena. Allah une sahi rah dikhaye.
@shehzaadful
@shehzaadful 11 ай бұрын
Pakistan mhe bhi hora ye sab?
@muhammadburhanzahid9435
@muhammadburhanzahid9435 11 ай бұрын
Hr shakhs ne mout ka maza chakhna he ... dunya me koi kitna jhoot bol lega roz e mehshar Allah k samne jawab dena he
@user-iz1rm5dy6h
@user-iz1rm5dy6h 11 ай бұрын
Mohashra isi waja s kharab horaha h
@syeadshazadi1262
@syeadshazadi1262 11 ай бұрын
@@muhammadburhanzahid9435 akhirat ki fikr kisko hai sab zindagi jo fani hi us k peeche hi. Allah say darte to aisa na karte
@syeadshazadi1262
@syeadshazadi1262 11 ай бұрын
@@user-iz1rm5dy6h sahi kaha... kharab nai bad say batareen horaha hai
@Trooper12944
@Trooper12944 3 ай бұрын
yani kai ake orat mar kahiya pir picha sa pasa laya kahi sa or mard ko da pir azad ho?
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Ajr zulm horha hoto paisa dyny k8 need ni qazi k through khtm kia jskta h khula b lzaim ni qk khula mtlb agreement from both parties isliy tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr wpis krky b nikkah khtm krskti h read al baqrah 229
@syedbadar5108
@syedbadar5108 2 ай бұрын
Good Behtareen Dh😂undq
@sadiaqueries
@sadiaqueries 11 ай бұрын
😢
@tallatmahmood7565
@tallatmahmood7565 4 ай бұрын
Humre shoher too ghr mein kahrcha bari mushkil se deyte hen pta nhe kon se itne sidhe hote hen
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
Asy sohr sa alj hojao qk Allah na mard k zimy rkha h nan nafka inho hi kha tha
@PothwariSukhan
@PothwariSukhan 2 ай бұрын
Mufti saab ki baat Islam aor society k against he Yaha ayay ayay badmash aor tehry log hain jin ko adalat police b kuch nai keh sakti adalat bulati he jaty e nai aor orat ka jeena haram kia hua he zulm ki intaha to aysy men orat kya kry agr khula nai ly lo ye zulm he aor islam is ki ejazat nai deta mufti saab apna kam paka kr rehy hain kahen mery ghrr e na ye kam ho jaye Wesy b ye hanafi hain aor inka hrr dosra masla hadees k khilaf he so jaany do inko Muslim hony k bahad pehla kam he nimaz phr baki rukn hain hanafi nimaz e sunnat aor hadees k khilaf he to baki to masly bahd ki baat he Jis bahi ko shak he wo apni nimaz sahi hadess ki roshni men check kr ly Ameen
@RokhriAseelBhakkar
@RokhriAseelBhakkar 3 ай бұрын
پھر سوال یہ پیدا ہوتا ہے کہ حضور پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے حضرت جمیلہ کے شوہر کوکیوں حکم دیا کہ حضرت جمیلہ کو طلاق دو۔ حضور پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم یہ بھی کہہ سکتے تھے کہ اگر تمہاری مرضی ہے تو اسے طلاق دو۔
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 2 ай бұрын
Cuz unhy apna sohr psnd ni tha islam ma aurt ki tlaq k sabsy bara reason yhi h. Acc to al baqrah229 aurt ko tlaq k haq h usmy kahi ni likha k sohr ki rzamndi lzim h ya molvi firqa hanfi waly hn inmy ajr sohr chor ky chla jya to 90y k wait h jabky Islam ma 5y inko choro engineer ko sunyn aurt chly to tlaq e tajweh b krskti h mtlb adha mehr dykr nikkah khtm krly baki khula agreement ko khty usmy dono ki rzamndi lzim h koi b tlaq ni krwasta nikkah cancel (faskh) krti h court islam ma judge ko qari ki hasiyt h nabi b thy ya adlti system to abhi aya phly to ghr k bary hi krdyty thy
@alispeak7364
@alispeak7364 Ай бұрын
تاکہ حضرت ثابت اسکو سنجیدہ لیں
@SMofficial135
@SMofficial135 Ай бұрын
Hukm ni dia tha. Just bola tha ab wo un k ikhtiar mn tha k dain ya na de
@khushmala6228
@khushmala6228 2 ай бұрын
In k kehny ka yahi matlb ha k bagair kisi reason k orat ki khula laina jaiz nai lykn agar waqeye hi shohar gatiya ha bivi ka jena haram kiya howa ha to to phir court inka nikaah katm kr skti
@thebigshift
@thebigshift 11 ай бұрын
Kuch mrd na naan nufqa na apnay bacha ka kharcha dy rhy na koi tauluk rakh rha aur na talaq dy rha dosri shadi ki hoi pehli wali ko hr lehaz sy farigh kia hua hy bs aik nikah ka kaghaz ka tukra beech may hy. Aik young girl apni zindgi kyun brbaad kry?
@farmanullah2849
@farmanullah2849 11 ай бұрын
عدالت سے رجوع کرکے اپنا نکاح فسخ کروائے
@vipmobile320
@vipmobile320 11 ай бұрын
Bilkul mera shohar or susral waly b mjy dhamki dety hain k na kbi talak dyn gy or na tumhy rakhy gt
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 3 ай бұрын
​​@@vipmobile320then ap tlaq e tajweh krlo inki dusri video dkhyn jismy unho na btya h aurt b tlaq deyski h apna adha ya pura mehr wpis krky Read Al Baqrah 229
@ijazaftab007
@ijazaftab007 2 ай бұрын
@SMofficial135
@SMofficial135 Ай бұрын
khula adalt ni de saqti. Nikah mansookh kr saqti hai wo bhi agr aurat evid pesh kry k shohar zalim hai
@ZahidaAhmad-ns4ix
@ZahidaAhmad-ns4ix Ай бұрын
Court husband ko notice issue krti he. agr na aay to bar bar notice bhejti he. acha khasa time wait kiya jata he. agr husband aa jaay to sulah ka moqa dia jata he. aurat inkar kr de sath rhny se to khula ki degree court deti he. nikah mansookh ho jata he. aj k dour may qazi system mojood nhi he to judges hi faisla krwaen ge
@zobiamubarak4368
@zobiamubarak4368 2 ай бұрын
Let suppose ek shohar apny faraiz b Pura ni karta .. aur bat b ni karta .. aur wo divorce b na dai to phr khula hi laina banta hai. Ya ni?
@razamughal4582
@razamughal4582 2 ай бұрын
Banta hain agar woh basic huqooq nai deh raha
@SMofficial135
@SMofficial135 Ай бұрын
khula adalt ni de saqti. Nikah mansookh kr saqti hai wo bhi agr aurat evid pesh kry k shohar zalim hai
@knyt3915
@knyt3915 6 ай бұрын
Same mere sath bhi yahi ho raha hai mera beta hua hai 3 month ka hai ur khamakha wo maa k ghar chali gai ur ab khula ly rahi hai
@samankhalid584
@samankhalid584 5 ай бұрын
Actually khamkhua kuch nahi hota. Har cheez ke peechay waja hoti hai... Humain chahiye ke mard auraton ko samjhay aur auratein mard.. Workshops honi chahiyen ke shadi kaisay khush guwar rakh sakty hain mian aue biwi mil ke. Mard kafi martaba is ilm se khali hotay hain. Allah swt humaray ma'asharay ko is ilm se nawazein. Ameen
@mohdadnanqureshi6343
@mohdadnanqureshi6343 4 ай бұрын
Khamakhan bhi ho jata he jaisa ki horaha he . Isliye allah ne talaq ka haq aurat ko nai diya . Umuman Aurton me akal kam hoti he aur jazbati hoti he , to wo khamakhan bi leleti he jaise inke sath ho rha he
@knyt3915
@knyt3915 4 ай бұрын
@@samankhalid584 wajha ab ja kr pata chal rahi hai usy ab koi ur pasand hai wahi uska har chez py sath de raha hai ur rahi bt itna khayal rakhta tha me kabhi kisi chez sy mana nh kia jo bola wahi kia jo manga la kr dia ur alag bhi rakha hua tha ur agar meri koi ghalti hoti to ye meri 2nd wife hai meri first wife ko 7 sall ho gye hen ALLAH Pak ka shukar hai khush hai sath hai qadar keti hai meri ur me uski hala k me 2no sy bhot muhabbat krta hun lekin sila ye mila ur ab ja kr usky lover ny uska sath chor dia hai kal court me tarikh thi meri wapis any ka khe rahi hai
@knyt3915
@knyt3915 4 ай бұрын
@@mohdadnanqureshi6343 bro akal ki bhot teez hoti hen mere py 7 lakh ka jehaz ka ilzam dala hala k mene court marrage kr k dhum dham sy razi namy sy shadi ki thi unki taraf ka bhi kharcha mene uthaya tha ur had sy ziada khush rakha hua tha ab usky pass pashtany k ilawa kuch nh qk khoon k ansu rulaya hai mjhe ratoon ko uth uth kr ALLAH Pak k agy roya hun me wo khety hena ALLAH PAK dushman ko bhi court k chakar sy bachaye me to is had py agya tha k usy aisi mot marun k duniya dekhy ur kisi k sath najaiz kr k khula leny sy phely hazar bar sochy
@knyt3915
@knyt3915 4 ай бұрын
@@samankhalid584 aj kal ki larkiyon ny qarobar bnaya hua hai shadi kr k khula ly kr jehaz ka pesa phr mahiny ka kharcha phr 2sri shadi waha bhi aisa lekin mene sub apny ALLAH PAK py chora ur aj dekho wahi kal court me mere kadmo me ghiri hui v thi qk me khud ak police wala hun qanoon mjhe bhi pata hai unho ny jaha jaha sy jali raseedy bnai thi sub such samny rakha mene
Fiqah Hanfi Mai Females Ke Khula Lena Haram ??? Mufti Tariq Masood Vs Engineer Muhammad Ali Mirza???
14:04
Let's Explore Our Deen (Engr Muhammad Ali Mirza)
Рет қаралды 19 М.
100❤️
00:19
MY💝No War🤝
Рет қаралды 23 МЛН
Scary Teacher 3D Nick Troll Squid Game in Brush Teeth White or Black Challenge #shorts
00:47
A teacher captured the cutest moment at the nursery #shorts
00:33
Fabiosa Stories
Рет қаралды 7 МЛН
Heartwarming Unity at School Event #shorts
00:19
Fabiosa Stories
Рет қаралды 20 МЛН
sooratul qsas dars no 1 mf abu ghazali abdul wajid
30:59
ARC - Alghazali Research Center
Рет қаралды 10
Khula - Khula Law in Pakistan - Khula Ka Tarika - Divorce
8:04
Lyallpur Mentions
Рет қаралды 89 М.
طلاق اور طلاق کے بعد دوبارہ نکاح
4:37
AwAn Marriage Bureau
Рет қаралды 9 М.
Iddat Kitny Dinon Tak Hoti Hai By Farhat Hashmi
17:58
Farhat Hashmi - Quran For EveryOne
Рет қаралды 55 М.
Khula Ka Sharai Haq Aur Khula Hai  Kya ?| Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
27:20
Mufti Tariq Masood Speeches
Рет қаралды 22 М.
100❤️
00:19
MY💝No War🤝
Рет қаралды 23 МЛН