My BCA First semester Experience.

  Рет қаралды 41,920

Rajnish Yadav

Rajnish Yadav

2 ай бұрын

My BCA First semester Experience.
#college
#bca
#itmgidagorakhpur

Пікірлер: 479
@sarjeraopawar2824
@sarjeraopawar2824 Ай бұрын
I am also BCA student and now my 4th sem exam completed. My collage Fee near 25 thousand per year. BCA is good Option If you study well . Our College also has campus TCS, Infosys etc . Only you need a proper basic Knowledge and coding also. It's really good option.
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Thank you @sarjeraopawar2824 for sharing your experience . Btw what is the name of your college?
@lakshyathakur270
@lakshyathakur270 Ай бұрын
Bhai konsa college h apka??
@radhakrishna._vrindavan221
@radhakrishna._vrindavan221 Ай бұрын
math hoti h kya BCA m
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@radhakrishna._vrindavan221 ha math hoti hai but bahut hard nahi hoti hai
@radhakrishna._vrindavan221
@radhakrishna._vrindavan221 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji prr mene to commerce kri thi without maths..muje maths bilkul smjh ni ata prr muje BCA hi krni h kese kruu
@michaelplays3264
@michaelplays3264 Ай бұрын
Nn thankyou so much aapke etnaa help k liye 😊
@abhinavjaiswal4387
@abhinavjaiswal4387 Ай бұрын
I am a bio student but mera interest programming, coding language mei jyada hai Mai BCA karne ki soch rha hu, sahi rehega na?? Plzz guide me 🙏🙏
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Zaroor Bhai ! Agar tum programming me intrested ho to BCA tumhare liye badhiya option ho sakta hai
@RamilaParmar416
@RamilaParmar416 Ай бұрын
Exactly same condition is here with me
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Iska ek hi solution hai tu meri Tara KZfaq ban
@AmitYadav-mt4lk
@AmitYadav-mt4lk 2 ай бұрын
@chaitanyasrivastava4964
@chaitanyasrivastava4964 2 ай бұрын
👍👍
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 2 ай бұрын
🙏😊🙏
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
Maine Abhi 12th complete kiya hai pcm se main confused hu mujhe cgl jaise competition ki taiyari karni hai our graduation karni hai jisse backup create ho jaaye
@nityamkumar001
@nityamkumar001 Ай бұрын
Same problem bro
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
@@nityamkumar001 konsi graduation kare bhai
@nityamkumar001
@nityamkumar001 Ай бұрын
Ma BCA karuga privet college se
@Racer516
@Racer516 Ай бұрын
Me too Bro but fee criteria kya hogi mujhe bhi batana Bhai ​@@nityamkumar001
@khushidhillon-9324
@khushidhillon-9324 Ай бұрын
abhi me 12 standard me hu pcmb stream aur me bht confuse hu ki after 12 kya kru pls kuch suggest kro bhaiya aur mere pass computer science nhi hai 11 12 me toh agr me bca kru toh scope hai kya usme I mean job related problems toh nhi hogi aur kya bca me acha package milta ha
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Mera bhi computer science nahi tha 11 or 12 me but I'm doing BCA BCA me scope hai lekin aapko skilled hona padega Isme bhi job related problems ho sakti hai kyoki technology bahut tezi se badal Rahi hai After BCA you can expect 2-3 lacs per annum but only when you have been completed BCA with good CGPA and you are skilled
@khushidhillon-9324
@khushidhillon-9324 Ай бұрын
Which is better btech or bca?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@khushidhillon-9324 B. Tech(CSE) is better than BCA
@CharonSeven
@CharonSeven Ай бұрын
​​@@Rajnish_Yadav_Ji Bhai ek video " best skills for bca " par bhi banado
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@CharonSeven okey brother 👍🏻
@studybudy9297
@studybudy9297 Ай бұрын
Bhaiya Agar BCA Ke Baad MCA Kisi Acche Unversity {DU, VIT Velloure, Crist Unversity}; (I Know In Sabhi University Ka Entrence Exam Hota Jaise TANCET, PGCET For Karnatka Ke Liye, PGCUET) Se Kare To Kitne Ka Pakage Lag Sakta Hai Please Reply!!!!😊 I Am 12th Standerd Student From Science Stream [PCM]...
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Brother! MCA agar kisi badi university se kare to ye B.Tech ke equal ho jata hai I'm not sure ki kitne ka pakage lagega you can expect 9 to 12 lpa
@studybudy9297
@studybudy9297 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji Agar Tier 2 Ya 3 University Se Kare To Koi Idea Hai...
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@studybudy9297 apni Puri kosis karna ki tier 1 college hi mile tier 3 se MCA karna bekar hota hai
@studybudy9297
@studybudy9297 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji Thank you very much for clearing my doubt, from today I am your new subscriber…🙂
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@studybudy9297 😊 🙏🏻🙏🏻
@Anuragkumar-wk4gy
@Anuragkumar-wk4gy Ай бұрын
Bhai mai Lucknow me shree ram swarup memorial University se BCA kar raha hu waha ki fees 3 lakh 15 Hajar hai kya ye sahi hai???
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai total fees ki baat kar rahe ho ya only 1 year ki ? Mere yaha pure tin saal ki fees 2 lac 10 hajar hai our one year ki 70 hajar. Ab apna hisaab laga lo Bhai Ho sakta hai vaha achhi vyavstha ho matlab padhai shayad achhi jyaada achhi hoti ho , isliye jyaada Paisa le rahe hai sab p
@MuraliMaurya316
@MuraliMaurya316 Ай бұрын
Bhai me bhi gkp se hu❤
@parvejansari6257
@parvejansari6257 Ай бұрын
Bhai BCA Course ka full video Banaye Syllabus (book) se relative and fees relative and College se relative bare me Plz reply me....
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai Mera abhi exam chal Raha hai 2nd semester ka Parso khatm ho jayega , to sabse pahle yahi video banaunga 👍🏻
@parvejansari6257
@parvejansari6257 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji Ok
@evethingamer4834
@evethingamer4834 Ай бұрын
Kya classes regular hoti hai ya ghar se hi preparation karte ho
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai yaha daily classes chalti hai , our daily college bhi aana padta hai College nahi aane par faculty Ghar par call kar dete hai
@user-gw4yg2fk8k
@user-gw4yg2fk8k Ай бұрын
Sir me abhi 12th pass ki hai or m BCA karne ki soch rha hu to mujhe kuch tips de sakte ho ?
@classyff6729
@classyff6729 Ай бұрын
Mai v
@himanshubhardwaj3785
@himanshubhardwaj3785 Ай бұрын
Bhai apna +2 ma kon si stream rakhi thi or kitna % number ayya tha...please btta skta ho bhai...😊
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Math se Kiya tha 72% aya tha 🙂
@himanshubhardwaj3785
@himanshubhardwaj3785 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji ok thanks..
@randomstranger7471
@randomstranger7471 Ай бұрын
BHAI ARE YOU NOT WORRIED ABOUT AI TAKING JOBS OF CODERS? I AM THINKING WHETHER I SHOUKD TAKE BCA OR BBA
@Indianbhakta
@Indianbhakta Ай бұрын
I am also think about it that ai will replace the fresher and some developer and after some time it will be a devil for engineere plz suggest me i am also think to do bca Because recently i pass out my 12th
@Racer516
@Racer516 Ай бұрын
​@@Indianbhaktasame problem 😢
@user-rh7dr3tf7b
@user-rh7dr3tf7b Ай бұрын
Im want to join bca but I'm still confused about fees. Do we have to pay per semester or one time payment for year ?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
It depends on different Universities or college. Some universities take whole year fees at once whether some take semester wise
@bisakhamaity238
@bisakhamaity238 Ай бұрын
Sir, I am arts student in class 12 and i have interest in coding. What should i do after 12th --Diploma+Btech CSE Or BCA+MCA??
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
I would recommend BCA+MCA as BCA may be easier than diploma and since you are an arts student it may be easier for you to understand. This is my personal opinion. You should ask someone else also .
@bisakhamaity238
@bisakhamaity238 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji confusion hai MCA 🆚 Btech CSE salary, future, demand
@bisakhamaity238
@bisakhamaity238 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji or bhaiya ap bca ke career releted video bi de sakte hai?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@bisakhamaity238 MCA our B .TECH dono equal hi hote hai Degree ke pichhe jyaada pareshan mat raho just focus on your skill Vaise bhi aajkal 82% engineers berojgar ghum rahe hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@bisakhamaity238jaroor wait Karo Mai zaroor daalunga Abhi ham logo ka semester exam aa gaya hai na isliye thoda sa busy ho gaya hai Kal ek video dalunga Jo BCA me math ke baare me hoga
@lyrics_world_tube
@lyrics_world_tube Ай бұрын
Bhai mera 12th iss saal khatam hua hai. 8th may ko Result Ayeega. Mujhe BCA karna hai But mera Maths Weak hai Bohot. Kya Dikkat hogi mujhe?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Thodi bahut problem hogi lekin math par dhyaan Dena padega bro BCA ki math 10 and 12 ke level ki hi hoti hai Maine abhi kuchh din pahle iss topic per video banai hai tum dekh sakte ho use saare doubt clear ho jayega
@lyrics_world_tube
@lyrics_world_tube Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji Maine Last Math 10th mai Chuya tha, Uss ke baad dekha bhi nhi.... Commerce Stream se hu mai
@radhakrishna._vrindavan221
@radhakrishna._vrindavan221 Ай бұрын
BCA without maths nhi hota kya
@pratikshaw9720
@pratikshaw9720 Ай бұрын
Bhai mein Techno india University mek. BCA join karne ja rha hu kya ye mera sahi decesion hai ,sachi bolna bhai😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Vahi Bidhannagar , Kolkata wala ? Agar isi ki baat kar rahe ho to mere hisaab se thik thak hi hai Mai bhi suni sunai baate bata raha hun Baaki admission lene se pahle vaha ke students se baat kar Lena
@shubhamGupta-cz5vr
@shubhamGupta-cz5vr Ай бұрын
Bhai mai BCA k liye form fill kiya hu lekin confusion me hu karu ya na kuch log kahte hai acha nhi hai please kuch opinions do
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Dekho Bhai ! Log gyaan dete rahenge ki BCA bekar hai nahi karna chahiye Lekin tum apne man ki karna . Aajkal to engineering (B.Tech) karne waale 80% log berojgaar hai Koi bhi course bekar nahi hota hai Usse karne waale bekar ho sakte hai Suno sabki lekin Karo apne Mann ki Internet par search Karo or pata Karo BCA ke baare me Our jo tumhe achha Lage vahi Karo
@shubhamGupta-cz5vr
@shubhamGupta-cz5vr Ай бұрын
Ok Bhai
@Dineshsirlivestudyy
@Dineshsirlivestudyy Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_Jitujhe job lagi kya jo itna gyan de raha 😂😂
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@Dineshsirlivestudyy Bhai abhi Mera graduation chal Raha hai vo bhi abhi first year me hi hun To job kaise lag jayegi yaar 😏 Itni to samajh aapko honi hi chahiye
@roshanrider799
@roshanrider799 Ай бұрын
Teacher achhe tarike se padhate hai n
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Kuchh teacher hai Jo bahut achhe padhate hai Lekin sabhi nahi
@Dineshsirlivestudyy
@Dineshsirlivestudyy Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_Jibhai honestly college sirf naam ka hai asal me khud hi sab padna padta hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@Dineshsirlivestudyy right 👍🏻 Lagbhag sabhi college me Aisa hi hota hai
@smxnr
@smxnr Ай бұрын
Hey brother 👋🏻 What's up How are you doing.. I have a question from which college should I do BCA? I can't afford much fees, I can afford b/w 40k to 50k And will I get a job? I am from commerce stream Maths is very hard for me
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Sorry brother, I've no time to find yours types universities/colleges because my semester exams are goin on But don't worry, you can find it by yourself I've answered your another questions in first comment check out
@anshika_chauhan12
@anshika_chauhan12 Ай бұрын
Bhaiya iss college ka admission criteria and yaha hostels h kya , aur padai kaisi h.. please tell me🙏❤️
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Yaha par admission lene ke liye kuchh nahi karna hai Kyoki ye private college hai isliye yaha par direct admission hota hai yaha par keval Paisa bolta hai Ha yaha par hostel hai Agar BCA me admission Lena hai to yaha kuchh khas padhai nahi hoti hai fir bhi achhi khasi hi hoti hai
@anshika_chauhan12
@anshika_chauhan12 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji fees kitni h bca ki n college k andar hi hostel h
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@anshika_chauhan12 ha college ke ander hi hostel hai Fees shayad 60000 hoga ya Kam bhi ho sakta hai Mera picchle saal late admission hua tha na isliye Mera 70000 lagta hai Jo jaldi jata hai yani April me hi unka Kam me hi ho jata hai late waalo ka jyaada lagta hai Ek free advice dun Ye college achha nahi hai agar admission lena to achhe tarike se tahkikat kar lena
@anshika_chauhan12
@anshika_chauhan12 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji thank u so much
@ElvishBhai-sb7bh
@ElvishBhai-sb7bh 15 күн бұрын
Bca krna ho to ache college se hi kro
@Racer516
@Racer516 Ай бұрын
Bhai mera 12th complete hua esbaar or mai BCA karna chahta hu but kon sa college se karu sarkari college ki cuet to chhut gaya ab private se fee criteria kya aayegi plz reply me 🙏🏼🙏🏼 Kam paise me kon sa college better rahegi wo bhi bata dijiyega plz reply 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai private colleges me fee bahut jyada lete hai lekin kuchh khas padhai nhi hoti hai Private colleges ki fees 50k + hi hai aajkal Lekin kuchh college isase kam me bhi Kara dete hai Mere paas time nahi Mai khood student hun khood pata Karo college ke baare me sorry
@ShyamYadav-qp1wp
@ShyamYadav-qp1wp Ай бұрын
Bca ka collage fee itm me 50.000hai
@ankitrokavlogs5021
@ankitrokavlogs5021 Ай бұрын
bhai mujhe ye janaa hai ke BCA ke fess minimum kintni honi cheheye .. in delhi
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Sorry brother, I've no idea
@smxnr
@smxnr Ай бұрын
Bhai mai lower class se hu Mai jyada fees afford nahi kar sakta Mujhe kis college se karna chahiye Mai commerce stream se tha mera math ka basic bahut kamjor hai Kya BCA ke baad job paa jaunga
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai tumhe govt. Universities ke entrance exam nikalne chahiye jisase tumhara Kam fee me admission bhi ho jayega or shayad scholarship bhi aa jayegi Agar math kamjor hai to darne ki baat nahi hai , tum BCA karne ke douran apni math ko strong kar sakte ho jyaada hard nahi hai math Our Rahi baat Job ki to ye tumpar hi depend karta hai , agar tumne achhe se padhai ki hai and tumhari programming skill vagaira sahi hai tabhi tum job pa sakte ho
@user-iq3ih7hg9u
@user-iq3ih7hg9u Ай бұрын
Bca main bhi karna chqhta hun but meri hoby video editing ya graphic design me hai to time mil jayega mere ko kya plz reply
@user-iq3ih7hg9u
@user-iq3ih7hg9u Ай бұрын
Like mat Karo comment karo
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@user-iq3ih7hg9u comment Kiya tha but delete ho Gaya tha Ye college par depend karta hai ki tumhe time milega ki nahi Kuchh college hote hai jaha daily college Jana padta hai to kuchh me nahi Achhe college me admission Lena time mil jayega hobbies ke liye
@am_i_ashu__3890
@am_i_ashu__3890 Ай бұрын
Bhai syllabus ka video bnao
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Okey bro ! Mera abhi exam chal Raha hai khatm ho jaane par vahi video banaunga
@Piyush-ns6gc
@Piyush-ns6gc Ай бұрын
Bro me bca btech me se kya kru pls bata do konsa better hoga
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
B.Tech best hota hai
@amangautamk
@amangautamk 23 күн бұрын
Bhai BCA me jyda mathmatics to nhi hai ?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
Third semester tak hai
@mansiarora4894
@mansiarora4894 Ай бұрын
Is accounts tuff? Bcz I am non med student
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Not , just basic hai But ,It might be a little bit difficult for non commerce students.
@pratikdubey7237
@pratikdubey7237 Ай бұрын
Bro united university naini wla kaisa rhega bca k liye
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
I have no idea about this University bro You have to find out it by yourself
@Storysaga12
@Storysaga12 Ай бұрын
Bhai aapke college me placement ho jata hai ki nhi kitna bol raha hai ki BCA wale ka placement nhi hota hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Do char logo ka ho on campus placement lagta hai
@user-kg3qf7rj7l
@user-kg3qf7rj7l Ай бұрын
can u help me ? in one subject of bca 1st year...i am also in 1st year of bca
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
I'll try . Which subject?
@alonegamer7260
@alonegamer7260 24 күн бұрын
Muje computer me kuch nhi ata or mera 12th commerce me 72℅ he to me bca kar sakta hu muje computer ka kuch bhi knowledge nhi he and English propar nhi ati Reply jarur dena bhai 🙂
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
Kar sakte ho bhai Agar tumhe computer science me intrest hai to ye muskile chhoti hai BCA me sab basic se hi padhaya jata hai
@alonegamer7260
@alonegamer7260 23 күн бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji ok bhai
@PiyushYadav-fh2ji
@PiyushYadav-fh2ji Ай бұрын
Achaa Bhai kya hum BCA karke ek Game Developer ban sakte hai yaa nahi
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Zaroor Bhai , lekin tumhe usi direction me skills or knowledge acquire karni padegi BCA ya kisi bhi course me game development jaisi chij nahi padhai jaati hai
@dancelivefitness615
@dancelivefitness615 Ай бұрын
Bca krne k liye konsa entrance exam dena hoga? Aur criteria kya hai eligiblity ka?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
CUET ya fir har University apna entrance exam karwaati hai 12 pass from any stream
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Bhai is zhatu ka mat sun mere college me tere ko without instance exam addmission milti hai
@dancelivefitness615
@dancelivefitness615 Ай бұрын
@@shortsclip4767 konsa colllege hai?
@ElvishBhai-sb7bh
@ElvishBhai-sb7bh 15 күн бұрын
​@@dancelivefitness615direct admission v hota h cuet aur baki exam k chhkr me mt pdna
@FFxMarky0028
@FFxMarky0028 23 күн бұрын
Sir bca ke bad business kr skte h kya ya fir bba karu confuse hu
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
I think BBA aapke liye better option ho sakta hai agar aap business karna chahte ho to
@michaelplays3264
@michaelplays3264 Ай бұрын
&&& as compared to computer application mujhe business me jyada interest h! ?????????
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
To tumhare liye BBA bhi ek badhiya choice ho sakta hai It's totally depends on you
@SalehaGour-ei6is
@SalehaGour-ei6is Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji mera math kmjor h kya me BBA kr skti hun?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@SalehaGour-ei6is ha zaroor , I think BBA me jyaada math nahi hoti hai
@user-pz7sk2qv9i
@user-pz7sk2qv9i Ай бұрын
Hiii bhaiya ! Aap please mujhe haryana ka bca ke liye best college bta do
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai mere pass time nahi hai Mai bhi student hi hu ! Or Mai to U .P se hun Mujhe hariyana ke BCA colleges ke baare me koi knowledge nahi hai Aap khood pata kar lo Sorry 😔
@SnehaSheokand-dv3st
@SnehaSheokand-dv3st Ай бұрын
Ma haryana sa hu app narwana ka college sa kr lo km govt college ha 7000 fee hai 1 year ki
@PLAYZONE-000
@PLAYZONE-000 Ай бұрын
bhai mera ek question hai apse ki BCA best hai B tech Q ki mai confuse ho or BCA syallbus kitna hai
@anujbajaj4722
@anujbajaj4722 Ай бұрын
btech best... bca affordable... (collage matters
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai B.Tech best hota hai
@rubul6105
@rubul6105 Ай бұрын
B tech karo agar possible
@zehenstatus3317
@zehenstatus3317 Ай бұрын
BCA karne se fayda kya hai??
@poojajoshi1677
@poojajoshi1677 23 күн бұрын
Bhai main bhi hindi medium ki student hu 12 me 73% thi or maine bca me admission le liya h pr ab mujhe thoda der lgra h ki ho payega ya nahi ... kyuki ekdam se sub English me hoga 🙂
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
Kuchh nahi hoga , Mai bhi Hindi medium student tha , math se mere bas tumse ek percent Kam aaye the Mujhe bhi problem Hui thi lekin bass first semester me hi uske baad sab normal ho gaya To English ki vajah se mat daro , abhi khaali time hoga isme KZfaq se hi English Sikh sakti ho 🙂
@poojajoshi1677
@poojajoshi1677 23 күн бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji bhai bs English hi problem ni h .... Mujhe computer ke bare me sikhna tha to maine bca liya pr computer maine aj tak kabhi use bhi ni kiya h ye sabse badi presani h mere liye dar h to bs is cheez ka ki mujhe computer hi ni aata bilkul
@poojajoshi1677
@poojajoshi1677 23 күн бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji mujhe ni lgta mere jaisa koi hoga jo bca krne jara h or vo computer ke bare me kuch na jane
@poojajoshi1677
@poojajoshi1677 23 күн бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji kuch samjh ni aara Bhai ab lgra kahi galat fesla to ni kr diya ab to admission bhi le liya h 😥
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
@@poojajoshi1677 aree don't worry first semester me Kai logo ka yahi haal tha computer on off bhi karne nahi aata tha BCA me sab basic se hi padhaya jata hai
@mahadevstatusnew
@mahadevstatusnew Ай бұрын
Hello bhai class12th art subject pass hu 58% aaya hai mai kar sakta hu job milega ki nhi please reply 🙏🙏🙏
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Milega Bhai lekin tumhe bahut jyaada hard work karna padega Kyoki pahle hi tumhara 60% se below hai our tum Art se ho but don't be demotivate Bahut jyaada padhai karni padegi or skilled banana padega Lekin mil jayega
@mahadevstatusnew
@mahadevstatusnew Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji kya hard work karna padega bhai😓🤔 please reply 🙏🥀
@CuttoCut-ln9hz
@CuttoCut-ln9hz Ай бұрын
​@@mahadevstatusnew bhai bola toh usne hard work karna padega! Sabhi ko karna padta job k liye
@user-le4ud8es3x
@user-le4ud8es3x 2 күн бұрын
Aap kon se collage me pdhte ho ?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 2 күн бұрын
ITM GIDA GORAKHPUR
@user-ty4ki6lz3z
@user-ty4ki6lz3z Ай бұрын
Mai bhi b gorakhpur se hu ...or budhha college me addmission kra rahi hu... Iss saal hii
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Chalo achhi baat hai BIT mere college se behtar hai
@smileplease43241
@smileplease43241 Ай бұрын
Bro i am a bio student i want to change my field can i da bca is it worth ??? And has future?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
It's depends on you, if you have interest in computer science than you can pursue BCA
@smileplease43241
@smileplease43241 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji yeah I have can you recommend best private colleges in India?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@smileplease43241 sorry brother ! It's deficult task for me because my semester exam is going on. I have no time for this You have to find by yourself
@_im_alok_singh
@_im_alok_singh Ай бұрын
Bhai tumne ye kyo nhi bola ki second semester bhi ho rha hai lekin abhi result ka koi pta nhi btw iam also doing bca thumhare piche wale college se buddha se !
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Ha Bhai vo to hai Maine ek second year waale bhaiya se puchha tha to unhone bataya ki dono semester ka result ek saath hi aayega shayad July ya August me aaye Ye ddu University ka rule bahut kharab hai 😢
@_im_alok_singh
@_im_alok_singh Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji okk bhai pado kal DCLD hai btw center kaha gya hai ? Aapka
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@_im_alok_singh mera centre St Andrew's college, gkp me gaya hai or apka ?
@_im_alok_singh
@_im_alok_singh Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji whi pe to gya hai mera bhi commarce room no 2 me hai seating plan
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@_im_alok_singh 😁 mera com 3 hai
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Hii
@UttamPaswan-rv7mv
@UttamPaswan-rv7mv 19 күн бұрын
hello bhai me bhi gkp se me bhi admission lena chahta hu please reply please
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 19 күн бұрын
Lena chahte ho to le le Bhai 😊
@user-rh2zz2sw9v
@user-rh2zz2sw9v 23 күн бұрын
Math kis level ki hoti hai pls tell me
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 23 күн бұрын
First semester me 10th or 12th ke level ki math hoti hai
@RitikRawat-cr7cn
@RitikRawat-cr7cn Ай бұрын
BCA ka government clg batao ? jabalpur me ?
@aryanff2861
@aryanff2861 21 күн бұрын
Bca private se karo bro
@Anand_kushwaha7762
@Anand_kushwaha7762 Ай бұрын
Bhai bca ka total fee kitna he tumhare college me
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Agar isi month me loge to 50 se 60 hajar /year ke bich me lagega
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Bhai is KZfaqr ka to pata nahi Mai apne college ki fees bata ta hu tere ko pure 15000 per year
@S0CIALNEWS
@S0CIALNEWS Ай бұрын
Bhai LUCKNOW UNIVERSITY ka BCA kaisa h
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Sorry Bhai ! I have no idea about LUCKNOW UNIVERSITY…
@diksharanjan-el8vs
@diksharanjan-el8vs Ай бұрын
bro 11th me konsi stream li
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Maths
@avnishsharma5066
@avnishsharma5066 25 күн бұрын
Bca+mca krne k bd compny k side se job milti h ya nhiii
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 24 күн бұрын
Milti hai
@badshahstatuszone6421
@badshahstatuszone6421 Ай бұрын
Bhai mujhe mca krna tha kya yaha s karlu...sahi rahega me khalilabad se hoo
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Mere college se ? Bhai mai kabhi nahi suggest karunga ki mere college me aao
@badshahstatuszone6421
@badshahstatuszone6421 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji kipm kaisa hai bhai???
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Thik thak hi hai , mere college se to achha hi hai
@MohanYadav_13
@MohanYadav_13 Ай бұрын
bhai mai manipal university se online bca kar raha hu ESI month me Mera admission hua hai or kuch samajh me nhi aa raha hai kya kru chod du kya bhai 😢😢😢😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai online BCA ka to mujhe koi idea nahi hai Syllabus nahi samajh aa raha hai ya kuchh or ? Agar nahi achha lag raha or samajh bhi nahi aa raha hai to chhod do Bhai abhi samay hai , nahi to samay nikalne par or bhi pachhataoge. Vaise fees kitna diye ho ?
@MohanYadav_13
@MohanYadav_13 Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_Ji admission time fee 20250₹ 1st semester ka laga but 23k fee hai par semester ka
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@MohanYadav_13 mere hisab se thik hi hai , Tumhe college bhi nahi Jana hoga , attendance ki koi jhanjhat nahi + free time bhi milega jisase tum apni skills par Kam kar sakte ho , fees bhi bahut achhi Agar online BCA degree ki value same rahe to tumhe admission cancel nahi karana chahiye (it's my personal opinion) Ho sake to samjhne ki koshis Karo Mai college me 80 fees deker bhi kuchh nahi seekh paya, time hi nahi mil pata (daily college jaana hota hai ) Private colleges ki haalat bahut kharab hai bhai Mere according tum sahi jagah ho
@MohanYadav_13
@MohanYadav_13 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji thank you mere bhai 🧡❤️ love you bro 😅😂
@MohanYadav_13
@MohanYadav_13 Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_Jibhai mai ofline BCA karna chahta hu Mai manipal University se admission cancel karwa liya because mujhe online me bahut problem hoti thi but Mai ofline BCA karna chahta hu kaun sa college sahi rehega mujhe direct admission Lena hai pls Bhai help kr do 😢😢😢😢
@RishuPathak-su6vq
@RishuPathak-su6vq Ай бұрын
Itm mei bca ke liye kitna fess lga hei Mei bhi gorakhnath se hi hu
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
55000 se 60000 per annum lagta hai
@ali_baba4402
@ali_baba4402 Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_Jihostel h ky?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@ali_baba4402 ha hai
@GGGJMj-pi5qi
@GGGJMj-pi5qi Ай бұрын
BCA with maths . Is useful course after 12th
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Offcourse
@GGGJMj-pi5qi
@GGGJMj-pi5qi Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji but sir someone say me 2024 of BCA course has no scope. She say that me BBA has scope on 2024
@TechnoidHuman
@TechnoidHuman 2 ай бұрын
Mera bhi 2nd semester h kipm me... Lagi padi h 😂 Pachhta rha hu admission leke 😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 2 ай бұрын
Arre yaar Aisa kyo kah rahe ho , maine to suna tha kipm achha hai ITM waalo ki chhaho lagi padi hai sab ke sab pachhatate hai including me , Yaha ke rules bahut bekar hai , mujhe lagta hai tum achhe college me ho , itna dukhi mat ho
@TechnoidHuman
@TechnoidHuman 2 ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji mai bhi yahi sab sun ke yaha admission le liya tha but Buddha, itm, KIPM sabka yahi haal h... 😌 Apna insta id do bhai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 2 ай бұрын
Bhai mai insta use nahi karta tha lekin dekha Kai log insta Id maang rahe hai isliye just abhi new account create Kiya hun Username hai👇🏻 "rajnish_yadav_ji_the_great_1"
@TechnoidHuman
@TechnoidHuman 2 ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji message kiya hu.. reply dena Bhai tum logo me parampara ho rha hai... Dekh ke hm logo ko jalan ho rhi h 😂😂 ham logo ko koi enjoy krne ka mauka nhi milta 🥺
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 2 ай бұрын
@@TechnoidHuman jaroor reply dunga Bhai
@Mr.Deenu.e
@Mr.Deenu.e Ай бұрын
Bhai aapki college ka kya Name hai , please reply 😢😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Mere college ka naam hai " ITM GIDA Gorakhpur"
@ali_baba4402
@ali_baba4402 Ай бұрын
Bro please suggest me a good bca college with low fees like under 20k-30k per year
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Meri Nazar me to koi college nahi hai bhai Lekin aise college honge zaroor Abhi kisi ne iss video par comment Kiya tha ki unki fees 15k per year lagti hai Lekin mujhe koi idea nahi hai bhai Internet se khood pata kar lo Mai bhi student hi hu , time nahi hai
@sarjeraopawar2824
@sarjeraopawar2824 Ай бұрын
Aap kahase ho ? Aap ke aspas ke famous collage me fee ki enquiry kijiye . Definately aapko yesa collage jarur milega .
@ali_baba4402
@ali_baba4402 Ай бұрын
@@sarjeraopawar2824 bhai mai Raebareli UP se hu ... yaha pe ek college h jiski fees 80k per annum h
@sarjeraopawar2824
@sarjeraopawar2824 Ай бұрын
@@ali_baba4402 Bhai muje jhada kuch malum nahi hai vaha ke baare me par . jagdish jan kalyan trust university . Chatrapati shau Maharaj University Search karke deho .
@sarjeraopawar2824
@sarjeraopawar2824 Ай бұрын
@@ali_baba4402 Bhai mujhe jadha kuch malum hai vaha ke baare mein par Jagdish Jan kalayan university search Karo.
@Spiderman_5234
@Spiderman_5234 Ай бұрын
Bhai me bca krne ki soch rah hu mujhe Krna chahiye ki nhi?? Reply jaruri dena
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai , iska jawaab to tum hi de sakte ho , it's totally depends on you Agar tumhe computer science ya coding me apna career banana hai ya isme intrested ho to tum kar sakte ho
@SaniyaKhan-bw6qv
@SaniyaKhan-bw6qv Ай бұрын
BCA Mai math's strong honi chaeyai ??
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@SaniyaKhan-bw6qv math strong rahegi to fayde hi honge Lekin BCA ki math bilkul bhi hard nahi hai
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
Bca ke sath competition ki preparation kar sakte hain ya nahi
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Zaroor kar sakte hai
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
Please 🥺
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji bhai apni call per bat ho sakti hai kya
@okcartoon0730
@okcartoon0730 Ай бұрын
Muje full information chahie BCA ke bare main
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@okcartoon0730 sorry bhai phone number nahi de sakta Mai bhi student hi hu, log bahut jyaada call karte hai pareshan ho jata hun . Tum chaaho to mujhe insta ya teligram par massage kar sakte ho Mai reply zaroor dunga 👍🏻
@michaelplays3264
@michaelplays3264 Ай бұрын
Hii 👋 broo, me gorakhpur ke pass kushinagar dist- se hun , nn me DDU se BCA krna chahta hun! Any Advice?? 😌
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Badhiya hai, Bhai kar lo . University kidi bhi private colleges se best hoti hai Ddu se bca karne ke liye entrance exam nikalna padta hai , Target Gurukul naam ka ek KZfaq channel hai Jo BCA entrance exam ki taiyaari karata hai tum use visit kar sakte ho . All the best
@linux4358
@linux4358 Ай бұрын
BCA me Accounts kaha se aagya🙂?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Ek sem me padhna hota hai Bhai Pata nahi BCA me account kyo daal diye hai
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Acount kuch nahi rahata hai ye sala kuch bhi bol Raha hai mai bhi bca Kar Raha hu
@Onlyexplaner
@Onlyexplaner Ай бұрын
Bca me app bnana sikhate h kya?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Itna deep me nahi padhate hai Bass besic hi
@Arti_official796
@Arti_official796 Ай бұрын
Hello bhai mein art's side se hu to kya mein kar skyi hu BCA 😢😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Zaroor bahan ! Tum BCA kar sakti ho Tumhare liye BCA thoda bahut hard ho sakta hai lekin tum eligible ho bca ke liye
@Arti_official796
@Arti_official796 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji mere pass history h
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@Arti_official796 whatever Ho jayega
@Arti_official796
@Arti_official796 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji kon se clg se kre
@Arti_official796
@Arti_official796 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji aur fees kitni lgegi
@ankitkushwaha7336
@ankitkushwaha7336 Ай бұрын
ICA institute baxipur kaisha hai bca ke liye
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
I'm not sure, but mere hisaab se thik hi hai Khood jakar enquiry kar lo ek baar
@Amazingandclassicshots
@Amazingandclassicshots Ай бұрын
Kitne no. Ka question paper hai 70 ?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Ha 70 no. Ka hi hota hai
@gopasardar4530
@gopasardar4530 Ай бұрын
Bhai bca after placement salary kinta hota hai 😊😊😊
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
2-3 lpa Vo bhi agar badhiya college se kiye tab Nahi to BCA ke baad placement bahut Kam hoti hai
@gopasardar4530
@gopasardar4530 9 күн бұрын
Vai hospital management course kasa hai placement avarage salary kitna hota hai
@sudeshnamishra9076
@sudeshnamishra9076 Ай бұрын
Bca lene se accha hai ki future ke liye bhai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
It's totally depends on you brother . Agar aap computer science ke field me intrested ho to aap BCA kar sakte ho . Our BCA me admission lene se future banane ya bagadne Wala nahi hai . Ye depend karta hai ki aapne kitni achhe se padhai ki hai
@RaturiSwati
@RaturiSwati Ай бұрын
Ky BCA difficult subject hai ky?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Nahi BCA me jyaada difficult subjects nahi hai Padhne waalo ko to BCA bilkul bhi hard nahi lagta
@Pawandilip-ov4mn
@Pawandilip-ov4mn Ай бұрын
Sir bca course subject Hindi me hote h ya fir English midium
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Only in English lekin Hindi me samjhate hai sab
@user-fu4cn2kl6x
@user-fu4cn2kl6x Ай бұрын
Bhaiya admission ITM me ho jayega kya bhaiya
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Jaroor ho jayega bro Admission start ho Gaya hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@user-fu4cn2kl6x sab original document lete hai 1 year ke liye , TC , 12 AND 10 MARKSHEET or adhar card ki photocopy lagta hai Pahle college me jakar enquiry kar Lena uske baad hi admission Lena
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
​@@user-fu4cn2kl6x agar isi month me jaoge to 50 se 60 hajar ke bich me lagega one year ka
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@user-fu4cn2kl6x sorry Bhai mujhe iske baare me kuchh bhi pata nahi hai Mai bhi abhi student hun padhai me busy rahta hun time bhi nahi hai ki pata karke bata saku
@user-fu4cn2kl6x
@user-fu4cn2kl6x Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji ITM college sahi hai bhaiya
@MiniSo-mz7rt
@MiniSo-mz7rt Ай бұрын
I am an commerce student without maths can i do bca????
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Yeah 👍🏻 sure
@MiniSo-mz7rt
@MiniSo-mz7rt Ай бұрын
What is the eligibility criteria for doing BCA?????
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@MiniSo-mz7rt 12th pass with atleast 40% marks
@MiniSo-mz7rt
@MiniSo-mz7rt Ай бұрын
Ok thankyou very much
@MiniSo-mz7rt
@MiniSo-mz7rt Ай бұрын
So do you think BCA is worth it??
@xmartms9348
@xmartms9348 Ай бұрын
Hlw bhai bca ki monthly fees aur per year ki fees kitne h Please tell mee bhai I hope give this question of answers ❤
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai monthly fee nahi lagti hai Yaha semester wise ya fir year wise lagti hai Har college ki fee alag alag hoti hai Koi exact fee nahi bata sakta Mere college ki fees 60k per year hai
@xmartms9348
@xmartms9348 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji apne hi college ki btaa doo
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@xmartms9348 yaar likha to hu , pura padha Karo 60k hai mere college ka
@xmartms9348
@xmartms9348 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji thnx bhai
@shahnawaz6596
@shahnawaz6596 Ай бұрын
BCA me Kitna fees lagta hai bhai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Fix nahi hai , har college ki fee alag alag hoti hai
@cybernoobyt2819
@cybernoobyt2819 Ай бұрын
Bro kitna fees lagega 😅 per year 30k ya isse upar
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Sab loot rahe hai Bhai Mera one year ka 70k lag Gaya Late admission ke naam par Ab lagbhag har college apni fees bahut jyaada kar diye hai
@cybernoobyt2819
@cybernoobyt2819 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji hm gkp kitne BCA ke collage h
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@cybernoobyt2819 shayad 5 ya 6 college honge including ddu University Or bhi chhote mote institute open ho chuke hai shayad
@cybernoobyt2819
@cybernoobyt2819 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji accha brother thanks
@user-hq3os3cf8u
@user-hq3os3cf8u 28 күн бұрын
Bhai total fees Kitna
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji 28 күн бұрын
Har college ki fees alag hota hai bro Meri 70000 per year hai
@KavitaNishad-yz8or
@KavitaNishad-yz8or Ай бұрын
Itm mai BTech cs ka fee kitna h
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Pichhle saal 80300 tha , is baar shayad thoda bahut badha hoga .
@KavitaNishad-yz8or
@KavitaNishad-yz8or Ай бұрын
ITM mein scholarship milta hai kya ...
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@KavitaNishad-yz8or ha lekin sabka nahi aata hai
@parvezahmad792
@parvezahmad792 Ай бұрын
Bhai agar admission lena ho to kya requirements hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
12 pass hona chahiye kisi bhi stream se bass itna hi
@parvezahmad792
@parvezahmad792 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji percentage
@parvezahmad792
@parvezahmad792 Ай бұрын
Bhai main abhi 12th pass Kiya hu
@parvezahmad792
@parvezahmad792 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji Bhai college theek hai?
@parvezahmad792
@parvezahmad792 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji admission ka total amount kitna hoga bata dijiye please
@ComputerTecknowledge
@ComputerTecknowledge Ай бұрын
Bhai Mai bhi gkp se hu
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Achha 😊
@AlokSahani41
@AlokSahani41 Ай бұрын
Bhaii DDU kaisa hai BCA kay liye?
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai DDU university hai to badhiya hi hoga Vaise vaha kuchh khass padhai nahi hoti hai tumhe khood hi se hi sab padhna padega Lekin vo private colleges se bahut badhiya hai Entrance exam Dena padta hai Shayad form aa gaya hoga
@AlokSahani41
@AlokSahani41 Ай бұрын
@@Rajnish_Yadav_Ji ok Thanks bro 👊
@harjeetmahto2686
@harjeetmahto2686 Ай бұрын
Jugadu fauji sir k video jaise laga🤣🤣
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
🤣🙏🏻
@AmitYadav-mt4lk
@AmitYadav-mt4lk Ай бұрын
Bhai BCA me kitana paisa lagata hai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Total 3 saal ka 2 से 3 lakh lag jayega
@Software_developer_AFTAB_786
@Software_developer_AFTAB_786 Ай бұрын
Bhai kya hame BCA karna chahiye ya nhi
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai , ye to aap par depend karta hai , agar aap computer science ke field me intrested ho to aap BCA kar sakte ho
@thetiwariofficial
@thetiwariofficial Ай бұрын
Bhai BCA karne ke baad job milne ke kitne chance hai 🫤
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
50% vo bhi tumhe skilled hona padega tab
@Twosanataniboy
@Twosanataniboy Ай бұрын
Fee kitna lg rha h bhai
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Mera 65000 hai
@Rocky-ts3mc
@Rocky-ts3mc Ай бұрын
Bhai Jaipur Jagannath University kaisa hai bhai BCA ke liye
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Sorry Bhai mujhe nahi pata Khud pata kar lo
@shieldxlive
@shieldxlive Ай бұрын
Bro m bca karu ki nahi??
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Gajab insaan ho yaar , Mere kahne se kar loge ?? Nahi na Agar tum programming me intrested ho to kar lo
@StudyJunction12
@StudyJunction12 Ай бұрын
Bhai bca ma phdi jayad hoti h?
@shortsclip4767
@shortsclip4767 Ай бұрын
Kuch nahi bhai ph ke sat d jodh do to PhD hoti hai 😢
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Nahi Bhai , jyaada padhai nahi hoti hai , college per depend karta hai
@shubhambethekar7934
@shubhambethekar7934 Ай бұрын
Bhai one request to Bca me direct admission hota hai kya...
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Ha Bhai hota hai Maine direct admission hi to liya hai Kai saare private colleges hai Jo direct admission lete hai
@ANIME_BOY--
@ANIME_BOY-- Ай бұрын
FEES KITNI HAI
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
65k
@darklines_455
@darklines_455 Ай бұрын
Bhai mai karna chahat hu karu ya nhi
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai ye to tum hi Jano yaar karna tumhe hai na Agar tum programming ya computer science ke field me intrested ho o to kar lo
@mitthusharma-cv2gj
@mitthusharma-cv2gj Ай бұрын
Bhaiya mujhe bhi bca krna itm college se hi kar lu shi rhega
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Bhai mai to ITM college kabhi nahi recommend karunga
@mitthusharma-cv2gj
@mitthusharma-cv2gj Ай бұрын
Bhaiya gya tha puchne
@mitthusharma-cv2gj
@mitthusharma-cv2gj Ай бұрын
Tb kaha se kru bhaiya kuch barye
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@mitthusharma-cv2gj ho sake to ddu ka entrance exam nikal lo best rahega Nahi to ITM ko chhod kar kisi or college me admission le Lena
@gauravjaiswal1374
@gauravjaiswal1374 Ай бұрын
first year ka fees to bataye nhi bro
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
First year ka total fees 65000 tha Mera late admission hua tha na
@AndrewGarfield7
@AndrewGarfield7 Ай бұрын
I am also a BCA student And now my 2nd sem exams are going on. Bca is a good option for anyone who wants to work in computer field ..
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Thanks Brother 🙏 for sharing your experience. It might be helpful for students who often used to ask me questions about BCA .
@Dineshsirlivestudyy
@Dineshsirlivestudyy Ай бұрын
Job lage toh bol na padne me toh sabko Acha hi lagega
@anandsingh9117
@anandsingh9117 Ай бұрын
Bhai English mein kya kya aata hai bca me
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
@@anandsingh9117 pura syllabus English medium me hi hota hai agar aap Hindi medium se ho to aapko thodi bahut problem ho sakti hai lekin keval 1st semester me hi dikkat hogi Kuchh khaas nahi padhne hote hai Vahi Jo 12 Tak padhe the usi me kuchh or topics add ho jatte hai
@himanshumishra1253
@himanshumishra1253 Ай бұрын
​@@Rajnish_Yadav_JiBhai mai up board hindi medium Biology se hu bca kr skta hu
@Kavit_saharann
@Kavit_saharann Ай бұрын
Bhai maths weak h par me bca kar skta hu 🙁😕
@Rajnish_Yadav_Ji
@Rajnish_Yadav_Ji Ай бұрын
Ha Bhai kar sakte ho BCA, jyaada hard nahi hota hai bca ki math Lekin tumhe math par dhyaan to Dena hi padega
@Kavit_saharann
@Kavit_saharann Ай бұрын
Jada to nahi hh na or mere pass arts stream h
Detailed Video of BCA ✨
5:00
AkritiSocials
Рет қаралды 4,5 М.
Eligibility For BCA | Is BCA difficult to do? | Now no more doubts !!
11:00
BCA Vs BTech 🤔
6:18
Neeraj Walia
Рет қаралды 298 М.
my first day in BCA || my experience in BCA
12:25
IT station
Рет қаралды 210 М.
What I did after BCA.#coding #programming #bca #job #skills
1:17
My BCA First Year Experience || Rajnish Yadav || #bca #college
5:07
BCA 1st Year Complete Roadmap 2023 | College Wallah
9:40
College Wallah
Рет қаралды 270 М.