Рет қаралды 37,643
Artist - Naezy
naezy@icloud.com
/ naezythebaa
Music produced by @AeZedEn
Insta @badboybreed
Mixing and mastering done at Wavlayer Recording Studio
www.wavlayer.com
Insta @wavlayer
Artwork:- @artist_marathe
@maskoff_1410
Lyrics-
mai hu waha
jaha to aa
kar bhi na pohch
sake gehra kua
mai hua aasmaan
tu hai zameen
Tere saath hai meri dua
Koi kisi ki dhoor hai toh
koi kisi ka jhol hai
koi kisi se ada fatra
koi kisi ko bole
Itta bhi mai bhola nahi
Kyu har kisi ki tola nahi
Teri baat sola nahi
Mere upar tu sona nahi
Mai shola Tu shola nahi
Ubalta lava bhadakta
Fadakta Tadakta padakta hadakta kadak tha sadakka
Akadta nahi mai pakadta
Tu sirf mera ek Latak tha
Tujh jaiso ko mai jhatakta
Sidha choke slam mai patakta
Na tera game hai hard
na teri yaha chalti
chaar din ki zindagi
phir yaha se lena kalti
saath na lu tujhe tu kabhi bhi maare palti
Asal hustle hai chhote,
Sirf qismat se baat nahi banti
mai hu waha
jaha to aa
kar bhi na pohch
sake gehra kua
mai hua aasmaan
tu hai zameen
Tere saath hai meri dua
pagal panchi
unchi udan
tunechi ko up
gucci ko down
qattar ziddi
Satya lagam
anushaasan up
bada mera bhav
hype me tu band
reh apni lane me
rhymes tere kamzor
Style tera lame hai
kyu k style woh
tera tera nahi
ab tu raha mera nahi
market maine chheena nahi
tera bheja lit hai seena nahi
naye baccho ko pehna nahi
mere tukdo par jeena nahi
rap koi shok haseena nahi
hai mera khoon paseena bhi
June se June mahina nahi
wahi khada raha
mai hila nahi
Na tera game hai hard
na teri yaha chalti
chaar din ki zindagi
phir yaha se lena kalti
saath na lu tujhe tu kabhi bhi maare palti
Asal hustle hai chhote,
Sirf qismat se baat nahi banti
mai hu waha
jaha to aa
kar bhi na pohch
sake gehra kua
mai hua aasmaan
tu hai zameen
Tere saath hai meri dua
#naezythebaa #bombay70 #apocalypse #indianhiphop