No video

आप समय को पैदा करते हैं कैसे?| समय है भी या नहीं? | what is time in hindi? does time exist or not?

  Рет қаралды 2,451

स्वयं से सत्य तक

स्वयं से सत्य तक

Күн бұрын

समय क्या है?
समय है भी या नहीं? |
what is time in hindi?
does time exist or not? |
samay kaise utpanna hota hai?
kya time hai?
bhoot bhavishya aur vartmana kya hai?
kya samay hai?
swayam se satya tak on time
#time
#scienceofmind
#sciencefacts
#sciencefiction
#atmagyan
#aatmgyan #selfknowledge
#selfrealization
#swayamsesatyatak
#philosophy #selfknowing
#spirituality #hindi #aatma

Пікірлер: 16
@RaviRavi-me8gt
@RaviRavi-me8gt Ай бұрын
आपका बहुत बहुतधन्यवाद🎉
@vaibhavdeshmukh168
@vaibhavdeshmukh168 Ай бұрын
Ram ram 🙏🙏🙏
@ghanshyamsahu4933
@ghanshyamsahu4933 Ай бұрын
Si nice 👌👌🙏🙏 pranam
@koham_000
@koham_000 Ай бұрын
धन्यवाद सर
@kiranmarodkar3312
@kiranmarodkar3312 Ай бұрын
समय एक कालातित तत्व है जब हम आनंदीत रहते है तो समय कैसा निकल गया वह मालुम होता नहीं जब हम संकट मे होते है तो एक एक क्षण युगो जैसा लगता हैं
@santoshKumarmusafir
@santoshKumarmusafir Ай бұрын
👍🏻
@nileshshakywar
@nileshshakywar Ай бұрын
Me bhi yahi manta hun ki samay nahi hai, ye insaan ki kalpana hai, taki wo apne jiwan ko aur samaj ko vyavasthit rakh sake, is duniya ko thik se samjh sake, apne chote se jivan me samay ki nirarthakta ko wo samjh nahi sakta, agar parivartan na ho to samay ki koi upyogita nahi bachti, uska astitva nahi bachta, parivartan hi samay ka pemana hai, aur ye Shristi bhi aanant bar ban chuki hai, aur nasht ho chuki hai, aur ye kram Anant samay tak chalta hi rahega, na koi ise maap hi sakta hai, na kisi bhi pemane se iski punravratti ko gin hi sakta hai, na hi koi astitva itne samay tak bach hi sakta hai. Isliye bhi samay ka pemana bebuniyad hi lagta hai, jese koi cycle ka pahiya apni dhuri pe ghume ja raha hai, Anant samay se, Anant samay tak, iski ginti karna, samay me napna vyarth hai. Aapne bhi samay ki vyarthata ko bahut achchi tarah bataya. Apne ise samany manvi ke anubhav aur bhavnao ke aadhar pe bataya, aur me hamesha ise vyapak, Anant, aparivartniy, aur hamesha punarvarti anukarn ke adhar par ise samjha hun Ki samay ka astitva nahi hai. Ye sirf ek vichar, ek kalpna, aur man ki ek aur adbhut rachna hai. Man hi is Shristi ka bhi rachiyta hai. Jiska koi astitva bhi nahi hai, fir bhi vastvik hi pratit hoti hai.🙏🙏🙏
@freebird1585
@freebird1585 Ай бұрын
Ek budh jo man ke kamnao ke paar pahuch chuka hai kya uske jivan me bachpan jawani ya budhapa nahi hota to samay to uske jivan me bhi hai na.phir samay nahi hai aisa kaise keh sakte hai.
@mavanijj
@mavanijj Ай бұрын
There is no psychological time its an illusion,it’s just chrono 😂😂😂😂
@roopashenoy2058
@roopashenoy2058 Ай бұрын
Samay maansik ya kalpanik hai sirf manushya keliye ya praani keliye? Saara jagat ya prakriti tho samay se hi bandha hai na? Soorya taare graha bhi samay se hisab se chalta hai.. Yeh kaalpanik nahi hai.. Aap kaun si aur kisi samay ki baat kar rahe hai..agar manushya samay ko importantance na de tho kya samay se paar hogaya samjhe? Discipline ki zaroorat nahi hai kya jeewan mein? Agar jeewan maran chakra se bahar aana hai tho samay ko mahatwa dena bandh karna chahiye kya? Desires nahi hona hai..sahi hai..samay ke kaise paar kare? Kripaya spasht kijiye...
@nileshshakywar
@nileshshakywar Ай бұрын
Samay ka astitva nahi hai, ise hum sirf anubhav karte hai, aas paas ki paristhitiyon aur hamari kamnao(ya bhawnao) ke anusar. Agar hum paristhitiyon aur kamnao se mukt ho, to samay ki bhi koi upyogita nahi bachti. Jese andera nahi hota, par prakash na hone par hi, iska astitva malum padta hai. Yahi samay ke sath bhi hai. Agar prakash hai to andhera nahi ho sakta, isi tarah agar hum apni paristhitiyon ke parivartan aur unse judi bhawnao se mukt ho jaye, to samay ka bhi aabhas nahi rahta, ya uska koi astitva nahi bachta, jese sone ke baad ye jagat nahi bachta. Par uthne par fir se anubhav hone lagta hai. Sab kuch man me hi gath ta hai, aur man se hi utpann ho raha hai, par iska ye matlab nahi ki inka astitva hai. Man aur iski sari dharnaye, samaj aur hamare purane sanskaro ki hi dena hai, jise hum vastvik samjh kar is jagat me uljhe rahte hai.🙏
@m.kchaudhary
@m.kchaudhary Ай бұрын
Time place person does not exist even physical world also dose not exist everything is illusion...... we are in dreaming stage right now....
@m.kchaudhary
@m.kchaudhary Ай бұрын
Time place person does not exist even physical world also dose not exist everything is illusion...... we are in dreaming stage right now....
@kiranmarodkar3312
@kiranmarodkar3312 Ай бұрын
समय एक कालातित तत्व है जब हम आनंदीत रहते है तो समय कैसा निकल गया वह मालुम होता नहीं जब हम संकट मे होते है तो एक एक क्षण युगो जैसा लगता हैं
@nileshshakywar
@nileshshakywar Ай бұрын
Bhai, samay koi tatva nahi hai, sirf panch mahabhut tatvo se hi is Shristi ka nirman hua hai, inke atirikt is vartman shriti me aur koi tatva nahi hai, iske alawa sirf aatma hi hai jo is sristi me aur is Shristi ke pare bhi shashwat hai. Aur kalatit shabd ko samjho, kaal jise samay ke rup me bhi jana jata hai, jo samay ka hi pratik hai, aur aap kah rahe ho, samay kaalaatit hai, yani samay ke pare, samay hai. 😅😅😅
@kiranmarodkar3312
@kiranmarodkar3312 Ай бұрын
मेरा कहना ये है की काल सनातन है उनकी न शुरुवात होती न अंत होता है​@@nileshshakywar
wow so cute 🥰
00:20
dednahype
Рет қаралды 28 МЛН
Before VS during the CONCERT 🔥 "Aliby" | Andra Gogan
00:13
Andra Gogan
Рет қаралды 9 МЛН
Roger Penrose: "Time Has No Beginning And Big Bang Wrong"
23:52
The space Wind
Рет қаралды 1,2 МЛН