Reaction on Lay Palak (Adopted) Bachon ki Waldiyat aur Wirasat ka Saheh Masla | PRTV

  Рет қаралды 5,096

PunjabiReel TV

PunjabiReel TV

8 күн бұрын

Do Share | Subscribe 🙏🏼
Join our Patreon
/ punjabireeltvofficial
Join Our Whatsapp Channel - whatsapp.com/channel/0029VaNf...
Join Our Telegram
t.me/punjabireeltvofficial
You can Buy Our Channel Membership & Get Shoutout, Members-only Live Streams
/ @punjabireeltv
**FOLLOW US ON
Social Media - linktr.ee/punjabireeltv
**PRODUCTS WE ARE USING
MIC - amzn.to/3ZRL6hG
CAMERA - amzn.to/3mIpRAJ
SD CARD - amzn.to/4242l12
LIGHTS - amzn.to/3mIj7Tl
SPEAKERS - amzn.to/3ypFnnw
**FAMOUS REACTION PLAYLISTS
PAKISTANI JUGAAD(Life Hacks) EPISODES
• PAKISTANI JUGAAD
SAJJAD JANI Reactions
• Zabardast Reaction on ...
RANA IJAZ Reactions
• Indian Reaction on Ran...
SALEEM ALBELA & GOGA PASROORI Reactions
• Reaction on Saleem Alb...
COKE STUDIO Reactions
• REACTION on Coke Studi...
STAGE DRAMA Reactions
• LAUGHING REACTION on K...
SUFI KALAM Reactions
• Indian Reaction on Lat...
MUSLIMS BAYAN Reactions
• Sikh Reaction on Touch...
RAMZAN Reactions
• Indian Reaction on MUH...
Disclaimer: No Copyright intended in this video. All rights belong to the rightful owner !!
Reaction on ay Palak (Adopted) Bachon ki Waldiyat aur Wirasat ka Saheh Masla | PRTV
#reaction #alimirza #adopted

Пікірлер: 62
@razahasanbhatti8454
@razahasanbhatti8454 6 күн бұрын
mahram ka mutlab jin rishtoon se shadi na ho sakti hoo jesay bhai behan baap beti mamoo bhanji chacha bhatiji khala bhanja phophi bhatija
@satianavibes3712
@satianavibes3712 6 күн бұрын
Mahram (محرم) is an Arabic term that refers to a person who is considered a close family member or a relative with whom marriage is prohibited in Islam. In other words, a mahram is a person with whom a person is forbidden to marry due to their close family relationship. Examples of mahram relationships include: - Parents (father, mother) - Grandparents (paternal and maternal) - Children (sons, daughters) - Siblings (brothers, sisters) - Nieces and nephews (brother's or sister's children) - Aunts and uncles (paternal and maternal) - In-laws (spouse's parents, siblings, etc.) In Islamic law, a mahram is someone with whom a person is permanently forbidden to marry, and it's also someone who is allowed to be in a state of physical closeness or proximity without the need for hijab (veil) or segregation.
@fehmidafayyaz8070
@fehmidafayyaz8070 4 күн бұрын
Pa ki you have good soul👌
@sohelgayen7636
@sohelgayen7636 3 күн бұрын
Property hota hai own children ke liye. Magar adopted children ke liye will kiya ja sakta hai according to Islam.
@tellthetruthalways2675
@tellthetruthalways2675 4 күн бұрын
Sardar ji ap ka starting par song mujay bara acha lagta ha😊
@danishiqbal4520
@danishiqbal4520 6 күн бұрын
Virasat direct blood relation ko hi milti hai jaise biwi ma baap behen bhai etc etc haan lekin 1/3 jaaedad aap kisi ko bhi de sakte hain siwae variso k jaise god liya hua bacha nawase nawasi ko etc etc aur baap ka naam kisi soorat nhi badal sakte aur apni caste bhi
@saadfarooq3240
@saadfarooq3240 6 күн бұрын
paa g tusi bohat kaint O
@siyasimaza5893
@siyasimaza5893 6 күн бұрын
ali mirza resent lacture record human milk bank rection plese full details mehraam na mehram please reaction
@user-tm1vh3bj5m
@user-tm1vh3bj5m 6 күн бұрын
Good
@FaziShayaanMirza
@FaziShayaanMirza 6 күн бұрын
Love from Pakistan ❤❤❤
@user-fz7wn7mx3s
@user-fz7wn7mx3s 6 күн бұрын
Mehram kehtey Hain khoni rishta he
@somaymaan7349
@somaymaan7349 6 күн бұрын
Nice
@user-zb5wi8zs7h
@user-zb5wi8zs7h 6 күн бұрын
Mehram wo h Jo jis se shadi nhi ki ja sakti ho Aur Jese. Mamo bhanji khala bhanja phupho bhatija chachu bhateeji Bhai Behan ma bap ye mehram hn baqi sub na mehram hn Islam me baqi sub se parda h Islam me jis se shadi jayaz ho har wo shakhs na mehram hn❤
@BeKindMeditationPlus
@BeKindMeditationPlus 6 күн бұрын
Surah Ahzaab ki pehli ayato mai hi Ley Palak (adopted) child k barey mai bayan ha k adult honey pr usko alag krdein blky usko us k asli Baaap k naam sy hi pukarey. Apna naam lga dena skht mana ha. R Warast mai tub Haq dey skty jub koi apni aulad majood na ho. Woh to phr ap free hain jis ko marzi Jaidaad dein. Lakin agr apki biwi bachy majood hain to sub sy pehla Haq unka ha Islam k mutabik us soorat mai Lay palak k hawaley krdena mana hai.
@truthseeker7707
@truthseeker7707 5 күн бұрын
Brother waris @ is already premeditated to that family by Allah choice. In Islam Allah already dedicated share for the family members He is talking about adopted kids by a Muslim Man or women. You can only give them a share from 1/3 of their Assets.
@Notanamehere2211
@Notanamehere2211 6 күн бұрын
Wirasat ka hakdaar is liye nahi k wirasat main baap k khon k bachay ya un ki absence main baap k maa,baap, biwi, bhaio(etc) ko haq hai. :Lekin baap apni total worth main say 1/3 donate ya gift kar skta hai le palak ya waisy kisi aur ko bhi. Is tarha har shakhs ki jaidad equally distribute hoti hai aur koi larai nahi hoti kisi ki death k baad. aur baap ka naam na badalna kay peechay hikmat yeh hai kay le palak bachay ko apnay asal parents ka bhi pata hoga aur apnay parents jinho nay usay adopt kar k pala un ki qurbanio ka bhi. Hope it helps. Shukarya
@user-zk2yu9yj3k
@user-zk2yu9yj3k 6 күн бұрын
Mehram Matlab Jo apka rishtadar ho Na mehram Matlab jiska sath koi rishta na ho
@kerstinjohnson4371
@kerstinjohnson4371 6 күн бұрын
If you keep this trend going I am sure your Urdu will improve a lot...keep the flame ignited bro👍
@believersince_1997
@believersince_1997 5 күн бұрын
In Islam, Mahrams are those who are prohibited for you for Nikaah. A Man's Mahrams are his Mom, Sis, Daughter(s), Grandmother, Granddaughter(s), Father's Sister(s), Mother's Sister(s), Brother's Daughter(s), Sister's Daughter(s), Mother-in-Law. A Woman's Mahrams are her Dad, Bro, Son(s), Grandfather, Grandson(s), Father's Bro(s), Mother's Bro(s), Brother's Son(s), Sister's Son(s), Father-in-Law. Non Mahrams are the rest excluded people who are permissible for Nikaah.
@RuhulAmin-bv8bb
@RuhulAmin-bv8bb 6 күн бұрын
❤❤❤👍👍👍🇧🇩
@BuzzBaaz
@BuzzBaaz 6 күн бұрын
Love for Ali bhai. I watched video only Ali bhai
@FaziShayaanMirza
@FaziShayaanMirza 6 күн бұрын
Assalamualaikum bahi g
@FaziShayaanMirza
@FaziShayaanMirza 6 күн бұрын
Virasat ka bola ha k Haq dar nhi mgr jis ne Pala ha na wo gift main de de to de skta ha wo dena chata ha to de skta mana nhi ha
@garrison9078
@garrison9078 6 күн бұрын
Sanmeet, agar tujhe Pakistan ka itna khayaal hai to Pakistan hi chala jaa. Ek tujh jaisa FILTHIEST aadmi to niklay ga India se.
@sehar0987
@sehar0987 6 күн бұрын
Ek ldki k liye mehram wo hote hai jinse naa wo shaadi kr skhti ha aur naa unke saamne chehra band rakhna zaruri hai....Jaise k Baap bhai beta nana dada mamu chacha bhanja bhatija aur navasa... Husband b shaaki k baad mehram kehlata hai uska mtlb uske liye phr apni biwi ka pardah khatam ho jaata hai... Jbki Husband ke rihstedar ldke ya Mausa ji phuphaji b gair mehram hii hote hai...
@user-oe8mo8bb4f
@user-oe8mo8bb4f 4 күн бұрын
According to islam.Mehram means waras. If the person have his daughters only.he adopt a child boy . Hei warasat will go his daughters only unless he can give some to his adopted son alive .otherwise after his death it will go only go to doughters.or if he no have a child at all.and he adopt some one child.sub to person he like give his will to adopted child otherwise will go his brother's or sisters.
@naumanakramakram8957
@naumanakramakram8957 6 күн бұрын
Jinko smjh nhi ate wo serch kr skty hen k mehram or na mehram kia hota ha
@robeenatahseen3584
@robeenatahseen3584 5 күн бұрын
Mehram are blood relatives. With whom a marriage cannot take place. In the presence of all non mehram pardah, hijab is a rule. Marriage can take place between non mehrams. My humble contribution.
@raeed6870
@raeed6870 6 күн бұрын
Adopted bachay ka wirasat ka hissa nahi kiun k wirasat k asal haq dar mojud hain, un ka haq khatam nahi ker saktay, yad rakhain k wirasat mere mernay k bad taqseem ho gi, laikin main ager apni zindgi main apni jaidad kisi ko baich don ya gift ker don to iska mujhay ikhtiyar hy, to adopted bachay ko main kuch dayna chahta hon to apni zindgi main day don ga. Haq uska nahi kiun k us ka haq asal bap ki jaidad per hy, ager us k bap ka naam change ker diya to us kay asal bap ki jaidad per us ka haq khatam ho jay ga, jo k ziadti hy.
@BeKindMeditationPlus
@BeKindMeditationPlus 6 күн бұрын
ٱلنَّبِىُّ أَوْلَىٰ بِٱلْمُؤْمِنِينَ مِنْ أَنفُسِهِمْ ۖ وَأَزْوَٰجُهُۥٓ أُمَّهَـٰتُهُمْ ۗ وَأُو۟لُوا۟ ٱلْأَرْحَامِ بَعْضُهُمْ أَوْلَىٰ بِبَعْضٍۢ فِى كِتَـٰبِ ٱللَّهِ مِنَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُهَـٰجِرِينَ إِلَّآ أَن تَفْعَلُوٓا۟ إِلَىٰٓ أَوْلِيَآئِكُم مَّعْرُوفًۭا ۚ كَانَ ذَٰلِكَ فِى ٱلْكِتَـٰبِ مَسْطُورًۭا ٦ The Prophet has a stronger affinity to the believers than they do themselves. And his wives are their mothers. As ordained by Allah, blood relatives are more entitled ˹to inheritance˺ than ˹other˺ believers and immigrants, unless you ˹want to˺ show kindness to your ˹close˺ associates ˹through bequest˺.1 This is decreed in the Record.
@BeKindMeditationPlus
@BeKindMeditationPlus 6 күн бұрын
Adopted child k lie Guardian ka option hota ha Pakistan main. Even Id card, passport k lie bhi use hota ha baap ka nam change krdena islamic way ma jaiz nhi ha. Even Allah said when child get adult told them the truth always don't hide.
@Farivlogs252
@Farivlogs252 6 күн бұрын
Mhrum ka mylb he jis se nikha na ho ske
@rajpreetsinghdhaliwal5042
@rajpreetsinghdhaliwal5042 6 күн бұрын
Veer ardass sarbat t bhalla d reaction giippy
@sobansafi-ur-rahmanrahman1949
@sobansafi-ur-rahmanrahman1949 6 күн бұрын
Paji Quran vich Allah nay detail nal dasya wa k jadu ek bnda marda tay uday sagay mundiyan tay kudiaan nu kinnay percent% haq milay ga. Kudiaan nu v milda va tay mundiyaan nu v. Is tarah wife da v haq hunda wa kuj percent%. Tay kuj baki relatives da v(in specific conditions). Hun jadu koi bnda mar jnda tay udi jo jaidad(property) bach jndi waa uda batwara Quran day according hunda wa uno koi change ni kr sakda. Koi bnda apny bachiyaan da haq ni khoo sakda na kudi da na kisi munday daaa. Aqar tusi kisi hor da bacha adopt kita wa tay uno hissa uday asli bap di jaidad vichon hi milay ga werna koi v bnda adaopted bachy palna shru krdaway tay julm kr k apny asli bachyaan nu apnay bachyaan da haq day dau ga tay sara system hi society da kharab hojae ga. unequality hojae gi. Society day vich kisi da haq koi ni kha sakda. Aqar tusi adopted bachay nu kuj dena tay apni zindagi vich hi day dawo tay oday nam hi kardawo. Maran to bad property Quran day according hi divide howay gi uno koi change ni kr sakda koi scholar v nahi!
@sobansafi-ur-rahmanrahman1949
@sobansafi-ur-rahmanrahman1949 6 күн бұрын
Baqi complete detail lai mirza sab nal podcast kro jo sawal krna khul k kro, Nikah day, tay property di detail bht wa islam vich, her condition da alag solution dasya gya waaa tay is kr k exact detail expert scholars nu pata hundi wa.
@raeed6870
@raeed6870 6 күн бұрын
Jis se nikah jaiz nahi woh mehram hy, jaisi beti bap ki mehram hy kiun k beti nikah nahi ho sakta.
@razahasanbhatti8454
@razahasanbhatti8454 6 күн бұрын
wrasat ka taluk blood relation se hay agar bachay hoon to mernay kay baad un ko transfer hogi agar bachay na hoon to aadmi kay behan bhai malik hoongay her kisi ka hissa defined hay
@naumanakramakram8957
@naumanakramakram8957 6 күн бұрын
Mehram metlb jinsy shadi nhi ho sjte or na mehram metlb jinsy prda ha or unsy shadi ho skte ha
@buttsahibjee
@buttsahibjee 6 күн бұрын
Mahram vo rishtay hain jin say shadi nahi ho saktee or Urat ka un say parda b nahi hay. Jaisay urat ka bhanja bhateeja chacha mamo. Khalo jab tak khala say shadi main hay
@ambreenyousuf2652
@ambreenyousuf2652 6 күн бұрын
Youth club ki videos kia keren please, Ye bohat detailed masle hen comments me nai batae ja sekte. Ap proper knowldge ke lie mufti menk ko sunen please please pleas, mufti menk and youth club.
@tasleemzahid932
@tasleemzahid932 6 күн бұрын
Sound bohaat less ha
@Sistreology
@Sistreology 5 күн бұрын
Tumhari Chup Rahat Fateh Ali Khan Version
@razahasanbhatti8454
@razahasanbhatti8454 6 күн бұрын
property kay malik kay marnay kay baad waris automatically malik ban jata hay es liay wasiat nahi hoti us ka hissa predefined hay
@rose4af
@rose4af 6 күн бұрын
Veer g mahrram matlab aisa rishra jo islam main shaadi k liyea haram hai ya parda kRna zarori na ho.. For example bhanji bhatiji etc
@danishiqbal4520
@danishiqbal4520 6 күн бұрын
Mahram mtlb close blood relation jese ladki k mahram hote hain bhai baap chacha mama bhateeja bhanja inse parda nhi krna hota
@sehar0987
@sehar0987 6 күн бұрын
Aur haan cousin marriages pe aap koi bayan sun le...k wo kaise sahi hoti hai...
@farrukhanjum9752
@farrukhanjum9752 6 күн бұрын
Ap ki wife, children ka warasat me Haq huta hy beshak ap ne wasiyat na b ki hu Lekin adopted k lye wasiyat kro ge tu use Haq hu ga agr wasiyat nhe kro ge tu us ka koi Haq nhe hu ga warasat me. 2nd Mehram wo huta hy jis se ap shadi nhe kr skte example Abu, ammi, brother, sister, brother's children, sister's children, brother's and sister's of father, similarly brother's and sister's of mother. Ye sab Mehram hy.
@amtv1804
@amtv1804 6 күн бұрын
According to islam mehram is which person girl/boy you can't marry.
@UsmanKhan-se7fu
@UsmanKhan-se7fu 6 күн бұрын
Usky baap ka nam nahi bdal skty na wo jaidaad me hisa daar hy
@snowqueen7884
@snowqueen7884 4 күн бұрын
Awaz Nahi hai
@FaziShayaanMirza
@FaziShayaanMirza 6 күн бұрын
Hamary yhan Kazan marriage ho skti ha hamain ejazat ha wo na mehram hain mehram nhi islie kzan marriage ho skti ha
@umarhayyat7118
@umarhayyat7118 6 күн бұрын
Mehram dy naal shadi naeen ho sakdi na Mehram naal shadi ho sakdi ay
@Zahra-tp5lv
@Zahra-tp5lv 5 күн бұрын
Mehram= Husband , Father , Brother , Nephew , ye ek aurat k mehram hotay hain...Islam mein cousin marriage allowed hai q k cousin kahin se bhi behn bhai nahi hotay . cousin se pardah karnay ka hukum hai...
@darkshark9137
@darkshark9137 6 күн бұрын
Mahram means u cant marry her
@farrukhanjum9752
@farrukhanjum9752 6 күн бұрын
Islam me cousin Na-Mehram huta hy or girls ko cousin boys se pardah krne ka hukam hy. Girls her Na-Mehram se pardah kre ge.
@sayyedliaqathussain7792
@sayyedliaqathussain7792 6 күн бұрын
Sheikh ji Sare Karam Mein Ek Rani Das De sachiyan Gallan sirf Kuran Pak Taj Paida hone per kya Mata Ka Dhyan Sariya Gallan Quran pak 10 Day ke Maran Dulha ke Paida ho to Lekar Maran Tak Insan the hiranmai karta hai vah Udaipur Mamla Shera Quran pak which Virasat Das Ji Kare vah Quran Sare Musalman Jante Nahin ke Allah ne Allah Rasul Ne likha hai ki Quran ki ki Juda Juda hone Allah Tala Ki Sacchi Kitab se Sara question likhiye
@UsmanKhan-se7fu
@UsmanKhan-se7fu 6 күн бұрын
Larki k leye baap bhai beta mamu chacha mehram hen bhai ka beta or behn ka beta or apna pota bhi mehrm hy in sy shadi nahi ho skti or insy parda krny ki zroort nahi
@user-tr4dq1vm8f
@user-tr4dq1vm8f 5 күн бұрын
1-Mehram ka to ap ko pata lag gaya ho ga, 2- islam ek qakekan pasand mazhab hai, is main joot nahe hai is liye lay palak bachay ki waldeyat tabdeel nahe ki jati.
100❤️
00:19
MY💝No War🤝
Рет қаралды 5 МЛН
Final muy increíble 😱
00:46
Juan De Dios Pantoja 2
Рет қаралды 51 МЛН
THE POLICE TAKES ME! feat @PANDAGIRLOFFICIAL #shorts
00:31
PANDA BOI
Рет қаралды 24 МЛН
Sikhs Reaction on Tum Jaante Toh Ho !! Engineer Muhammad Ali Mirza
12:04
My cat mastered black magic #cat #cats
0:23
Princess Nika cat
Рет қаралды 35 МЛН
Гениальный План Хвостатых 😂
0:28
ДоброShorts
Рет қаралды 1,9 МЛН
When dad sneezes 😱😵‍💫 LeoNata family #shorts
0:26
LeoNata Family
Рет қаралды 5 МЛН