Rubber Band Ligation | آپریشن کے بغیر موکۓ کا علاج | Non Surgical Treatment of Piles/ Haemorrhoids

  Рет қаралды 33,573

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Күн бұрын

Пікірлер: 174
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@zulqarnainpoet8194
@zulqarnainpoet8194 9 ай бұрын
Very informative and Good video series on piles/constipation related issues.I don't think that in Pakistan any Doctor or Surgeon has done such a nice video series on these issues for the benefit of general public and specially patients. Very well done. May Allah give you reward for your efforts
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@SirajSumalani
@SirajSumalani 4 ай бұрын
Dr saib Allah pak apko zindaghi dhe ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Ameen
@Iko885
@Iko885 Жыл бұрын
Good to see u sir
@DrMubeenNasir
@DrMubeenNasir Жыл бұрын
Excellent sir 👏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@muhammadakram-ie1jw
@muhammadakram-ie1jw Жыл бұрын
Thx Dr.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@naveedjaffar8965
@naveedjaffar8965 10 ай бұрын
Good work
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thank you so much 😀
@manzoor1102
@manzoor1102 Жыл бұрын
Amazing
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@user-cj5bk4zk3d
@user-cj5bk4zk3d 4 ай бұрын
آپکی ویڈیو کافی ہیلپ کر رہی ہے thakns
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Shukriya
@ashtaralihaider2966
@ashtaralihaider2966 Жыл бұрын
Good
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@bashirawan6489
@bashirawan6489 4 ай бұрын
Nice
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks
@trueguide3502
@trueguide3502 9 ай бұрын
Ma ny open surgery krai hy 2 weaks ago lken doctor ny kuch homorides chor deay hn ab pain b hy aur moky b bahar hn Ap koi guide line dy plz
@xzadaxerry2285
@xzadaxerry2285 2 ай бұрын
Salam Sir... Meny rubber band ligation 22 May 2024 ko dopehr 12 bajy 3 and 11'0 clock py krwai thi or aaj 3 tareekh ho gai he magr ab tak haemorrhoids shrink ho kr nahi jhary to mujhy poochna tha k yeh kab tak jhar jaaty hein kya yeh 2 hafto se zyada bhi time ly lety hein or agr lety hein to kitna mazeed time lagta hain enhy jharny me aaj bhi meny soften stool pass kiya he magr wo nahi jhary 2nd degree k haemorrhoids hein mery jin py meny band ligation krwai he please aap ki videos dekh kr kafi help milti he agr aap es baary me thora explain kr skty hein guide kr skty hein to kafi helpful information hogi yeh mery liye bhi or baqi logo k liye bhi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Rubber band ligation ke baad aam tor par 1 se 2 haftay mein piles shed off ho jatay hain. Lekin kabhi kabhi ye process 2 se 3 haftay tak bhi lagsakti hai. Agar 3 haftay se zyada ho gaye hain aur ab tak piles shed off nahi hue, toh aapko apne doctor se zaroori mushwara lena chahiye. Ho sakta hai unhe dubara evaluate karna pade.
@xzadaxerry2285
@xzadaxerry2285 Ай бұрын
G Sir kal 2 hafty pury ho gae hein aaj se 3sry hafty ka pehla din shuru ho gaya hain agr es hafty nahi jhary to me check up k liye chala jau ga magr yeh mera 2nd session tha es se pehly mera 1st sesson hua tha us me 15 din me mokhy jhar gae thy stool pass krty waqt 2 drops blood k neechy giry thy bilkul dark brown color tha stool pass krty waqt meny khud dekha tha to aaj 2nd session ko bhi 15 din hogae hein magr ab tak piles jhary nahi
@xzadaxerry2285
@xzadaxerry2285 Ай бұрын
Sir answer please..
@xzadaxerry2285
@xzadaxerry2285 Ай бұрын
Sir g answer please???
@user-rl6ud2im7f
@user-rl6ud2im7f 10 ай бұрын
doctor saab uper tail wali jaga per pain bleeding swilling hoti hai.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@skindarhayat8291
@skindarhayat8291 3 ай бұрын
AOA Sir after operation hospital main kitna time rehna parta h i am from sarghoda
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Rubber band ka procedure kar kay usi din chhutti di jati hai. Agar dosra operate ho to 24hrs tak. Agly din ghar travel back kar sakty hain
@user-bx8nc5ie6k
@user-bx8nc5ie6k 8 ай бұрын
Sir mjhy bahir ki taraf massa hai aik or iski ik jar h sath usky liye thk rhyga ya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@user-dy2xz9ll5m
@user-dy2xz9ll5m 11 ай бұрын
Karachi me kis jaga pe hai ap ki hospital
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Lahore mein hai
@user-zv5to5nz5q
@user-zv5to5nz5q 13 күн бұрын
Sir haydrabad se hy muje ap ka elaj krwana ap se kese chekup krwy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 күн бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@mubashra547
@mubashra547 6 ай бұрын
Dr sahab Meri sister hai osko 4 degree piles hai lekin wo sherma Rahi hai doctor k pass nahi ja Rahi oski age 20 years hai un married operation k elawa koi or Hal batade plzz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Agar dr say sharmaein gy jo marz barh jaey ga aur agar waqt par ilaaaj karwa lein gy to jaan chhoot jaey gi. Sub say pehly general surgeon ko check karwaein phr wo agar operate zruri samjhein gy to late na karein. Final decision check up kay baad ho ga
@haiderzaidi2358
@haiderzaidi2358 Жыл бұрын
sir no pain no constipation no jalan ...buss bleeding hoti ha 2nd grade ha .... injection theek ha ya rabar band
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Examination kay baad decide ho ga
@HerbalNuskhay
@HerbalNuskhay Жыл бұрын
Sir ager bleeding ruk na rahi ho piles ki tabh bhi ye procedure Kiya ja sakta ya pehlay blood rukay ga phir ye procedure Kiya jaye ga ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yeh procedure ho ga to bleeding ruky gi.
@HerbalNuskhay
@HerbalNuskhay Жыл бұрын
@@drimtiazhussain okk sir jazak Allah .
@user-jc9rq3ls7b
@user-jc9rq3ls7b 12 күн бұрын
Aslam-o-alaikum dr sahab mujhe toilet krte time bleeding to nhi hoti lekin pen hota hai aur upar massa bhi hai aur mujhe constipation bilkul bhi nhi hai phir kya beemari hai please i need you're help dr sahab🙏🙏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 12 күн бұрын
Aapka bataaya hua symptoms suggest karte hain ke aapko hemorrhoids (bawaseer) ya skin tag ho sakta hai. Ye dono conditions aam tor par harmless hoti hain, lekin discomfort ya cosmetic concerns ki wajah se pareshani ka sabab ban sakti hain. Yahan kuch possibilities aur unke bare mein thodi maloomat di ja rahi hai: ### Possible Causes: 1. **Hemorrhoids (Bawaseer)**: - **Internal Hemorrhoids**: Ye rectum ke andar hoti hain aur aksar pain ya discomfort ke bagair hoti hain, lekin kabhi kabar bleeding kar sakti hain. - **External Hemorrhoids**: Ye anus ke ird gird hoti hain aur kabhi kabhi itchy ya uncomfortable ho sakti hain. 2. **Skin Tags**: - Anal skin tags choti growths hoti hain jo anus ke ird gird develop ho sakti hain. Ye aksar harmless hoti hain aur sirf cosmetic concern hoti hain. 3. **Anal Fissure**: - Agar zakham ya chira hota toh aapko dard ya bleeding mehsoos hoti, lekin agar aisa nahi ho raha toh ye kam mumnkin hai. ### Kya Karein: - **Doctor Ki Salahiyat**: Agar massa ya abhra kuch arse se hai aur aapko pareshani ho rahi hai, toh behtar hoga ke aap kisi healthcare professional, jaise ke doctor ya surgeon, se mashwara karein taake sahi diagnosis ho sake. - **Home Care Tips**: - **Good Hygiene**: Saaf safai ka khayal rakhein, especially after bowel movements. - **Warm Sitz Baths**: Gungunay pani mein baithna itching aur discomfort ko kam karne mein madadgar ho sakta hai. - **Avoid Straining**: Agar aapka stool soft hai aur aap straining se bachein toh discomfort kam ho sakta hai. - **Medical Treatment Options**: - **Topical Creams**: Doctor ki salahiyat ke mutabiq creams ya ointments use ki ja sakti hain. - **Minor Procedures**: Agar massa ya hemorrhoid pareshani ka sabab ban raha ho, toh doctor simple procedure jaise rubber band ligation ya removal suggest kar sakte hain. Agar aapko lagta hai ke condition bigad rahi hai ya koi aur symptoms develop ho rahe hain, toh foran medical advice lena zaroori hai.
@drsuniljat9872
@drsuniljat9872 6 ай бұрын
Dahaga bi to badh ke kr sktye h na ji konsha dahaga yuj. Liya jatha h ji
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Wo khul sakta hai aur agar ghaga hi bandhna hai to wo to operate ho jaey ga aur us mein half body behosh bhi karni pary ga kion us mein pain ziada hota hai
@skindarhayat8291
@skindarhayat8291 3 ай бұрын
AOA SIR AP KIS PRIVATE HOSPITAL MAIN HOTY HAIN OR TIMING KEA H I AM FROM SARGHODA
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@nadeemijaz1890
@nadeemijaz1890 10 ай бұрын
I m mirs Nadeem i have fissure n hemorrhoids problem i want to visit the clinic tell me fee
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.
@Deendiscovery0315
@Deendiscovery0315 9 ай бұрын
Where is ur clinic located.. Im from karachi, Pakistan
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
We are lahore based
@MuhammadArif-ne4vv
@MuhammadArif-ne4vv Жыл бұрын
Sir,bad men ye rubber utar jata ha,ya long time k bad rubber utar jaey kisi vajah se to kya hoga?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yeh details is video mein hai.poora dekhein
@Rahul_Jaatav
@Rahul_Jaatav 10 ай бұрын
7 ya 10 din me massa hi jahhad jayega or pesent thik ho jayega
@BsdollsanOnly
@BsdollsanOnly 3 ай бұрын
Hi..lady doc ka areang hai kia for ladies?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Je! Female ky liay privacy ka khayal rakha jata hai aur female staff har waqt sath rehta hai jaisy check kay waqt, agar operate karwana ho to operation theatre mein bhi aur operate kay baad ki care kay liay bhi female staff har waqt moujood hota hai magar ilaaj aur operate sirf aur sirf Surgeon Dr Imtiaz Hussain hi karty hain takeh jo management apko btai jaey uska ilaaj bhi wohi surgeon karay jin say ap nay rabta kia aur jis kay sath ap baad mein bhi rabta mein rehty hain.
@user-ve3ok1jt9q
@user-ve3ok1jt9q 6 ай бұрын
Please 😢sir help
@najmasaeed4920
@najmasaeed4920 Жыл бұрын
Sir ap ka clinic khn he or contact kese krn or kia ap ke hn koe lady doctor hn kindly reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan kahan say hain?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@fozzofozzo5029 ap kahan say hain aur kia problem hai?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@fozzofozzo5029 dobara check up karwaein unko
@Pakistani--543
@Pakistani--543 14 күн бұрын
2nd garde pile rabber band lagni si tik to hota hi magar dobara kitni arsi bad wapas ata hi piles
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 13 күн бұрын
Rubber band ligation (RBL) ek common treatment hai 2nd degree piles (hemorrhoids) ke liye. Is procedure mein hemorrhoid ke base par ek rubber band bandha jata hai, jo blood supply ko rokti hai aur hemorrhoid ko shrink aur eventually fall off hone mein madad karti hai. Lekin kuch cheezein dhyan mein rakhni chahiye: 1. **Effectiveness**: Rubber band ligation aksar effective hoti hai aur piles ke symptoms ko relieve karne mein madad karti hai. Piles usually 1-2 weeks mein shrink ho jate hain. 2. **Recurrence**: Hemorrhoids dobara ban sakte hain. Kitne arse baad wapas aate hain yeh alag alag logon mein vary kar sakta hai aur lifestyle factors, diet, aur bowel habits par depend karta hai. Kuch logon ko years tak relief mil sakta hai, jabke kuch logon mein kuch months baad recurrence ho sakta hai. 3. **Prevention**: Recurrence ko prevent karne ke liye kuch measures important hain: - High-fiber diet follow karen. - Zyada pani peeyen. - Regular exercise karen. - Bowel movements ke dauran zyada strain na karen. - Long periods tak baithe na rahein, especially on the toilet. Agar aapko koi concerns hain ya symptoms wapas aa jate hain, to general surgeon se consult karna behtar hoga.
@HunainHadir
@HunainHadir 2 ай бұрын
Doctr sahb me ne 15 sal phle rubber band ya laser krwaya tha ab phir external hemoride ha 6 din se bht shadeed pain ha or aik month ka bacha b ha feed pe me operate ni krwana chahati ku k mera bacha medicn afford ni kr sakta kia me dobrara rubeer band krwa lu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Agar rubber band ki zrurat hai to karwa lein. Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@muhammadyousif4578
@muhammadyousif4578 Жыл бұрын
Sir mae Pakistan say hon D.g.khan say
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap wahan kisi general surgeon ko check karwaein
@nouman8bp545
@nouman8bp545 8 ай бұрын
I am interested rubber band surgery hommorids but i am now in dubia
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
It's better to have an examination first. Management can only be advised after proper check-up of the area. You can visit the general surgeon for this problem who can guide you after examination.
@hafizsalman503
@hafizsalman503 Жыл бұрын
Sir aap Ganga ram kis jagah per check up Kerty hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ganga Ram Outdoor mein hmaray surgeon check karty hain
@humairabatoolbatool
@humairabatoolbatool 4 ай бұрын
Daily bathty hai kia
@user-zv5to5nz5q
@user-zv5to5nz5q 13 күн бұрын
Pakistan haydrabad se hy
@maniibrand
@maniibrand Жыл бұрын
Sir mnay band ligation krwa Lia hai. Mai walk kr skta hu 40 50 mnt? Mnay kl walk ki thi. Walk say phlay dard nhi horha tha lkn walk k bad qaabilay bardasht dard huwa. Normal hai na?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Normal hai
@fatimarauf9281
@fatimarauf9281 Жыл бұрын
Apny kahan sy krwaya hy?plz bta den and plz bta den k ab thek hen ap?
@anjeldebbarma3617
@anjeldebbarma3617 11 ай бұрын
Abhi kaisa hai please bataye mujhe bhi karana hai
@MahasheikhSheikh
@MahasheikhSheikh 11 ай бұрын
​@@fatimarauf9281ap ny operation krwa liya
@AbdulBasit-bx2wf
@AbdulBasit-bx2wf Жыл бұрын
Sir ye treatment Pakistan ma kaha ho skts
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@SaithAhmadRahmani
@SaithAhmadRahmani Жыл бұрын
Sir kaha sa ho ga treatment
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
General surgeon say
@ZainKhan-yw3bt
@ZainKhan-yw3bt Жыл бұрын
External hemorrhoids k liy acha ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Not for external haemorrhoids. 1st & 2nd degree internal haemorrhoids kliay hai yeh technique
@rimakonwar6263
@rimakonwar6263 Жыл бұрын
3rd haemorrhoids wale rubber band ligation Kara sakte hai ky?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@rimakonwar6263 No. Bleeding ho jati hai.
@rimakonwar6263
@rimakonwar6263 Жыл бұрын
O dr.ne meri maa ko ruberband legition karne ke liye bola hai aur bahut log ke mukh se suna hai ki operation karne se marte hai.
@rameesumar9387
@rameesumar9387 Жыл бұрын
Tum doctor chutiya hoo internal hemorides ke liye ye treatment teakh nhi hai doctor tarun mital chutiya doctor gangaram hospital main hai
@abrarch4630
@abrarch4630 9 ай бұрын
Sir es procedure pr maximum kitna khrcha ajata h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Government mein free hota hai aur private mein har hospital ka different hai
@abrarch4630
@abrarch4630 9 ай бұрын
@@drimtiazhussain sir rubber band process ap se krwayn to ap kitna charge kr lte hen
@sona-he1fj
@sona-he1fj 9 ай бұрын
Sar ap kahn sy hn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
We are lahore based.Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@legendofficial4607
@legendofficial4607 Жыл бұрын
Sir apka clinic khidr hai?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@emaannaveed2294
@emaannaveed2294 Жыл бұрын
Dana kbhi ata ha kbhi ghyb ho jta ha,thora pain hota ha during stool pases but no bleeding at all. What is this condition plz tell .
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/p9uedcJ6qNCRiI0.html Ap yeh video dekhein
@emaannaveed2294
@emaannaveed2294 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain thank u Dr.i have watched the video but ye dana kbhi aata ha phr weeks tk ghayab ho jata ha,hota b tb ha jb skh stool pass ho n thori dair bad ghayab,to dr ko dikhany k time tk ye ghyb hota ha. Dr ko kia dikhaun phr?
@sunainasiddiqui4042
@sunainasiddiqui4042 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussainsir you FRM ????
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar banta hai to canal kay andar jata ho ga. Examination say nazar ana chahiay. Ap general surgeon ko check karwaein
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@fouziaghazal2623
@fouziaghazal2623 2 ай бұрын
Karachi ma app ka clinic kaha ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Hum Lahore say hain
@munirattari5185
@munirattari5185 8 ай бұрын
JB tk rubber band lgta ho to pahana krty hue wo nikl ni jaye ga???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Rubber band ligation piles ke ilaj mein aik tareeqa hai jisme aik rubber band istemal hoti hai piles ko bandhne ke liye. Stool pass karte waqt agar rubber band time say pehly nikal jata hai, toh yeh tareeqa kamyab nahi hoga. Aapko foran apne doctor se raabta karna chahiye takay woh is maslay ka hal tajwez karen aur aur sahi tareeqay se iska ilaj ho sake.
@nasiriqbal9915
@nasiriqbal9915 8 ай бұрын
Aoa sir...ap nay jo number dia hova hy...us per w.app to nahe bana
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@naveedrana5546
@naveedrana5546 Жыл бұрын
Sir yeh oprate hota kha ha
@naveedrana5546
@naveedrana5546 Жыл бұрын
Sir plz bta da kha se hota h me phool Nagar se kasur sw
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Koi bhi general surgeon say
@ukheart226
@ukheart226 Ай бұрын
Mujy kaha hai k rbur band kro but kisi cheez sy aram ni milta kya ye shi hoga ya operation krna chahye plz reply me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 29 күн бұрын
Rubber band ligation (RBL) aur surgery (hemorrhoidectomy) piles ke treatment ke liye dono effective options hain. Yeh dono options ke pros aur cons hain, jo niche explain kiye gaye hain: ### Rubber Band Ligation (RBL): **Pros:** 1. **Non-Surgical Procedure:** RBL ek minimally invasive procedure hai. Yeh operation ke bina kiya jata hai. 2. **Quick Recovery:** Is procedure ke baad recovery time bohot kam hota hai. Aksar patients apne routine activities ko 1-2 din ke andar resume kar lete hain. 3. **Less Pain:** RBL mein comparatively kam pain hota hai. 4. **Outpatient Procedure:** Yeh aksar clinic mein kiya jata hai aur hospital stay ki zaroorat nahi hoti. **Cons:** 1. **Recurrence:** Piles dubara aa sakte hain, specially agar lifestyle changes na kiye jayein. 2. **Multiple Sessions:** Kabhi kabhi complete treatment ke liye multiple sessions ki zaroorat hoti hai. 3. **Discomfort:** Procedure ke baad kuch din tak mild discomfort aur bleeding ho sakti hai. ### Hemorrhoidectomy (Surgery): **Pros:** 1. **Effective for Severe Cases:** Severe piles cases ke liye yeh sabse effective treatment hai. 2. **Permanent Solution:** Isse recurrence ka chance kam hota hai, specially agar proper care aur lifestyle changes kiye jayein. **Cons:** 1. **Invasive Procedure:** Yeh ek surgical procedure hai, jisme anesthesia aur hospital stay required hoti hai. 2. **Longer Recovery Time:** Surgery ke baad recovery mein kuch weeks lag sakte hain. 3. **Pain:** Surgery ke baad zyada pain aur discomfort ho sakta hai compared to RBL. ### Decision Making: Aapka decision aapki piles ki severity, personal preference, aur doctor ki advice par depend karega. Agar aapki piles severe nahi hai to RBL try kar sakte hain. Lekin agar aapki piles severe hai ya multiple times recurrence ho chuka hai, to surgery consider karna behtar ho sakta hai. **Recommendation:** Apne doctor se discuss karein apne symptoms aur conditions ke baare mein. Woh aapko sabse suitable option recommend kar sakte hain based on aapki specific situation. ### Conclusion: Dono treatments effective hain, par aapki specific condition aur doctor ki advice ke basis par aapko best treatment choose karna chahiye. Proper consultation zaroori hai taake aap best decision le sakein.
@ukheart226
@ukheart226 2 күн бұрын
@@drimtiazhussain sir Mai ny to krwa liya jaisy bi kark par taklef Kam ni huwi bleeding waisy aor taklef bi please reply me Mai bht taklef me hn preshan hn Meri maa bi bht dhor hai 😢khyal krny Wala koi ni please help
@user-gx3po4kv7r
@user-gx3po4kv7r 3 ай бұрын
oprate thek hony me kitna time lg jata he.r oprate k koi side effect tu ni he.koi problm tu ni hoti.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/pp58pZR7l52siWg.htmlsi=luyn5FiH5yoaYgX8 Yeh video dekhein
@xzadaxerry2285
@xzadaxerry2285 2 ай бұрын
please sir answer?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Alright! What is the question?
@user-ih7gh3ho9l
@user-ih7gh3ho9l 4 ай бұрын
سر میں نے باہینڈینگ کرواہی ہے لیکن 15 دن ہوگے ہیں مگر موہکے نہیں گرے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Apny surgeon say rbata mein rahein. Yeh to check up kay baad decide ho ga
@SagarSharma-nm3cc
@SagarSharma-nm3cc Жыл бұрын
Issme dard kitna hota hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Correct jaga par apply kia jaey to koi pain nahin hota
@SagarSharma-nm3cc
@SagarSharma-nm3cc Жыл бұрын
Rabar dalte waqat pen to nhi hoga....
@maniibrand
@maniibrand Жыл бұрын
Bhai mainay aj krwaya hai. Is Mai Thora Sa dard hota hai bs 4 ya 5 minute k liye.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kay comments say sagar sharma encourage hon gy
@fatimarauf9281
@fatimarauf9281 Жыл бұрын
@@maniibrand kahan sy krwaya hy apny?how is your health now?
@sohailshaik1639
@sohailshaik1639 Күн бұрын
Yeh rubber ka ilaj koi bhi mat karao...plzzzzzzz.....Mai yeh kara k bahut dard aur takleef me hun Aaj ki date me😢😢😢😢
@shaguftaparveen1122
@shaguftaparveen1122 8 ай бұрын
ایڈریس بتاہین
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@naveed8452
@naveed8452 Ай бұрын
Ye dobara q HOTA ha?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Rubber band ligation (RBL) aik common aur effective treatment hai internal hemorrhoids ke liye, lekin kabhi kabar piles phir se ho sakte hain. Yahaan kuch wajuhat hain jo batati hain ke piles dobara kyu ho jati hain: ### Piles Dobara Hone ki Wajuhat Rubber Band Ligation ke Baad 1. **Incomplete Treatment**: - Agar sab hemorrhoids ko treat nahi kiya gaya pehli procedure mein, untreated hemorrhoids dobara symptomatic ho sakti hain. 2. **Lifestyle aur Dietary Factors**: - Poor diet (fiber kam hona) aur pani kam peena constipation aur straining ka sabab ban sakte hain, jo hemorrhoid recurrence ke major risk factors hain. - Physical activity ki kami aur lambi dair tak baithna bhi hemorrhoids dobara hone mein contribute kar sakta hai. 3. **Chronic Constipation ya Diarrhea**: - Lagatar constipation ya frequently diarrhea hona anal veins par continuous pressure dalta hai, jis se hemorrhoids phir se ho sakti hain. 4. **Obesity**: - Overweight hone se pelvic veins par pressure barh jata hai, jo hemorrhoids ke recurrence mein contribute karta hai. 5. **Straining During Bowel Movements**: - Hard stools ki wajah se ya toilet mein zyada dair tak baithne se hemorrhoidal veins par pressure barhta hai, jo dobara se hemorrhoids ka sabab banta hai. 6. **Genetic Predisposition**: - Kuch log genetic predisposition ke vajah se hemorrhoids develop karte hain, jo treatment ke bawajood phir se ho sakte hain. 7. **Inadequate Post-Procedure Care**: - Post-procedure care instructions ko theek se follow na karna, jese dietary recommendations ya heavy lifting avoid na karna, bhi recurrence mein contribute karta hai. ### Preventive Measures 1. **Dietary Changes**: - Fiber intake barhayein fruits, vegetables, whole grains aur supplements se agar zaroorat ho. - Pani zyada piyen taake stools soft rahain aur constipation na ho. 2. **Regular Exercise**: - Regular physical activity mein engage ho taake bowel function achha rahe aur veins par pressure kam ho. 3. **Avoid Straining**: - Bowel movements ke doran zor na lagayen. Bathroom ka use karein jese hi urge feel ho. - Agar zaroorat ho to stool softener use karein (doctor ki salahiyat ke saath). 4. **Maintain Healthy Weight**: - Healthy weight maintain karne ki koshish karein taake pelvic veins par pressure kam ho. 5. **Proper Bathroom Habits**: - Toilet par zyada dair tak na baithen. - Achhi hygiene practice karein taake irritation aur swelling se bachein. ### Conclusion Jabke rubber band ligation effective hai, hemorrhoids dobara ho sakti hain mukhtalif factors ki wajah se. Dobara hone ka risk kam karne ke liye lifestyle aur dietary changes karein, post-procedure care instructions ko follow karein, aur regular follow-ups ke liye apne doctor se consult karein. Agar piles phir se ho jaati hain, to aapke doctor additional treatments ya alternative procedures recommend kar sakte hain.
@AyazHussain-pw5sx
@AyazHussain-pw5sx Жыл бұрын
sir mane ye krwa tha 3 sal tak sahi tha pher ye taklef shro ho ge
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Is mein kabhi kabhi dobara ho jata hai.
@AyazHussain-pw5sx
@AyazHussain-pw5sx Жыл бұрын
@@Mukesh_ghungrwal nhe bhai masse do mah tak zaher nhe thi pher hath ko lgna shoro ho ge
@anasmurtaza1709
@anasmurtaza1709 Жыл бұрын
price of operation
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up aur examination kay baad pata chalta hai
@ukheart226
@ukheart226 Ай бұрын
😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 29 күн бұрын
Dont worry. Rubber band ligation (RBL) aur surgery (hemorrhoidectomy) piles ke treatment ke liye dono effective options hain. Yeh dono options ke pros aur cons hain, jo niche explain kiye gaye hain: ### Rubber Band Ligation (RBL): **Pros:** 1. **Non-Surgical Procedure:** RBL ek minimally invasive procedure hai. Yeh operation ke bina kiya jata hai. 2. **Quick Recovery:** Is procedure ke baad recovery time bohot kam hota hai. Aksar patients apne routine activities ko 1-2 din ke andar resume kar lete hain. 3. **Less Pain:** RBL mein comparatively kam pain hota hai. 4. **Outpatient Procedure:** Yeh aksar clinic mein kiya jata hai aur hospital stay ki zaroorat nahi hoti. **Cons:** 1. **Recurrence:** Piles dubara aa sakte hain, specially agar lifestyle changes na kiye jayein. 2. **Multiple Sessions:** Kabhi kabhi complete treatment ke liye multiple sessions ki zaroorat hoti hai. 3. **Discomfort:** Procedure ke baad kuch din tak mild discomfort aur bleeding ho sakti hai. ### Hemorrhoidectomy (Surgery): **Pros:** 1. **Effective for Severe Cases:** Severe piles cases ke liye yeh sabse effective treatment hai. 2. **Permanent Solution:** Isse recurrence ka chance kam hota hai, specially agar proper care aur lifestyle changes kiye jayein. **Cons:** 1. **Invasive Procedure:** Yeh ek surgical procedure hai, jisme anesthesia aur hospital stay required hoti hai. 2. **Longer Recovery Time:** Surgery ke baad recovery mein kuch weeks lag sakte hain. 3. **Pain:** Surgery ke baad zyada pain aur discomfort ho sakta hai compared to RBL. ### Decision Making: Aapka decision aapki piles ki severity, personal preference, aur doctor ki advice par depend karega. Agar aapki piles severe nahi hai to RBL try kar sakte hain. Lekin agar aapki piles severe hai ya multiple times recurrence ho chuka hai, to surgery consider karna behtar ho sakta hai. **Recommendation:** Apne doctor se discuss karein apne symptoms aur conditions ke baare mein. Woh aapko sabse suitable option recommend kar sakte hain based on aapki specific situation. ### Conclusion: Dono treatments effective hain, par aapki specific condition aur doctor ki advice ke basis par aapko best treatment choose karna chahiye. Proper consultation zaroori hai taake aap best decision le sakein.
@ukheart226
@ukheart226 29 күн бұрын
@@drimtiazhussain thank you but aisy doctor kaha hoty Hain k samjha sken
@ukheart226
@ukheart226 Ай бұрын
Mai chathi hn aik bar me ho jaye bar bar mujsy ni hoga plz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 29 күн бұрын
Rubber band ligation (RBL) aur surgery (hemorrhoidectomy) piles ke treatment ke liye dono effective options hain. Yeh dono options ke pros aur cons hain, jo niche explain kiye gaye hain: ### Rubber Band Ligation (RBL): **Pros:** 1. **Non-Surgical Procedure:** RBL ek minimally invasive procedure hai. Yeh operation ke bina kiya jata hai. 2. **Quick Recovery:** Is procedure ke baad recovery time bohot kam hota hai. Aksar patients apne routine activities ko 1-2 din ke andar resume kar lete hain. 3. **Less Pain:** RBL mein comparatively kam pain hota hai. 4. **Outpatient Procedure:** Yeh aksar clinic mein kiya jata hai aur hospital stay ki zaroorat nahi hoti. **Cons:** 1. **Recurrence:** Piles dubara aa sakte hain, specially agar lifestyle changes na kiye jayein. 2. **Multiple Sessions:** Kabhi kabhi complete treatment ke liye multiple sessions ki zaroorat hoti hai. 3. **Discomfort:** Procedure ke baad kuch din tak mild discomfort aur bleeding ho sakti hai. ### Hemorrhoidectomy (Surgery): **Pros:** 1. **Effective for Severe Cases:** Severe piles cases ke liye yeh sabse effective treatment hai. 2. **Permanent Solution:** Isse recurrence ka chance kam hota hai, specially agar proper care aur lifestyle changes kiye jayein. **Cons:** 1. **Invasive Procedure:** Yeh ek surgical procedure hai, jisme anesthesia aur hospital stay required hoti hai. 2. **Longer Recovery Time:** Surgery ke baad recovery mein kuch weeks lag sakte hain. 3. **Pain:** Surgery ke baad zyada pain aur discomfort ho sakta hai compared to RBL. ### Decision Making: Aapka decision aapki piles ki severity, personal preference, aur doctor ki advice par depend karega. Agar aapki piles severe nahi hai to RBL try kar sakte hain. Lekin agar aapki piles severe hai ya multiple times recurrence ho chuka hai, to surgery consider karna behtar ho sakta hai. **Recommendation:** Apne doctor se discuss karein apne symptoms aur conditions ke baare mein. Woh aapko sabse suitable option recommend kar sakte hain based on aapki specific situation. ### Conclusion: Dono treatments effective hain, par aapki specific condition aur doctor ki advice ke basis par aapko best treatment choose karna chahiye. Proper consultation zaroori hai taake aap best decision le sakein.
@MadanShingh-hn8wm
@MadanShingh-hn8wm 11 ай бұрын
Rabar.segar. ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein
@goutamparamanik9295
@goutamparamanik9295 Жыл бұрын
Maine 3 din tak pakana naihi Kiya tha 😃
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ab heal ho gaey mokay
@goutamparamanik9295
@goutamparamanik9295 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain mera 4 stage external piles tha maine bending operation kiye or avhi bilkul sustha hai I From INDIA 🇮🇳🇮🇳🇮🇳❤️❤️🙏🙏 I Love My INDIA ❤️🇮🇳
@fatimarauf9281
@fatimarauf9281 Жыл бұрын
@@goutamparamanik9295 plz detail bta den k one by one krwaya ya ek sath hi?
@goutamparamanik9295
@goutamparamanik9295 Жыл бұрын
@@fatimarauf9281 ek shat hi karbay Mera 2go tha
@fatimarauf9281
@fatimarauf9281 Жыл бұрын
@@goutamparamanik9295 tu koi issue tu nahi hua?are u alright now?
@hadiaali937
@hadiaali937 11 ай бұрын
Aoa sir anal fissures dangerous hota hai ya piles? Kindly btye ga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Har kisi ka apni apni alamaat hai aur ilaaj bhi donon ka different hai.
@hadiaali937
@hadiaali937 11 ай бұрын
@@drimtiazhussain thank you sir jazak ALLAH
@ayyanali6763
@ayyanali6763 9 ай бұрын
Ap kaha hote hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
We are lahore based.Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz
@zaimabutt8625
@zaimabutt8625 2 ай бұрын
Yh raber kesy charwaye 3:57
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/f8ugidqQua7RYqM.htmlsi=srCOEeEy3bKVap2K Is trah charhaty hain aur yeh general surgeon karta hai
@SandeepPrakash-sh6dg
@SandeepPrakash-sh6dg Жыл бұрын
Aapka number milega
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apka kia surgery ka problem hai
@labikmedia4187
@labikmedia4187 6 ай бұрын
Sir apna contect number de daye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@sadaloog7869
@sadaloog7869 Жыл бұрын
Good
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Welcome. Don't forget to subscribe
@trueguide3502
@trueguide3502 9 ай бұрын
Ma ny open surgery krai hy 2 weaks ago lken doctor ny kuch homorides chor deay hn ab pain b hy aur moky b bahar hn Ap koi guide line dy plz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Apny operating surgeon sy rabta mein rahein. Dekhny kay baad hi decision lia jata hai
EXTERNAL Hemorrhoid Rubber Banding?
14:44
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 84 М.
Playing hide and seek with my dog 🐶
00:25
Zach King
Рет қаралды 35 МЛН
Каха заблудился в горах
00:57
К-Media
Рет қаралды 9 МЛН
路飞太过分了,自己游泳。#海贼王#路飞
00:28
路飞与唐舞桐
Рет қаралды 36 МЛН
Home Remedies for  Haemorrhoids/Piles| Treatment of Piles without Operation | Dr Imtiaz Hussain
15:10
Anal Fissure Treatment only with Medicines | without Operation Management| Surgeon Dr Imtiaz Hussain
12:59
How to push back Prolapsed Haemorrhoids/ Piles | Surgeon Dr Imtiaz Hussain ( Gold Medalist )
5:06
Bad Foods Causing Constipation | Foods you must avoid | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
19:53
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 107 М.
Anal Fissure Treatment | Non Surgical Options | GTN, Warm Sitz Bath, Shower & Ispaghola Husk
7:14
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 22 М.
How To Manage Hemorrhoids With Help Of High Fiber Diet | Bawaseer Ka Gher Per ilaj
9:16
dr afzal critical care medicine
Рет қаралды 666 М.
Playing hide and seek with my dog 🐶
00:25
Zach King
Рет қаралды 35 МЛН