Umra in Ramadan 🕋 | Travel from Dubai to Jeddah/ Makkah/ Madina | UAE 🇦🇪 Saudia | 2022

  Рет қаралды 20,033

Mudassir Shahzad

Mudassir Shahzad

2 жыл бұрын

A blissful short trip from Dubai to Saudi Arabia for umra in the beautiful month of the Ramdan of 2022. This trip was suddenly planned and will remain a memorable one in the years to come. Alhamdulillah. Summa alhamdulillah 🕋
May Allah's blessings light your way, strengthen your faith and bring joy to your heart as you praise and serve Him today, tomorrow and always.
Perform Umrah! You'll find yourself. I promise.
From the moment you begin this journey, you need one and only one thing: Patience!
Your goal should be to be as patient as you can be. Even if it hurts internally.
Watch in 4K.
Enjoy the Video and keep me in your prayers.
Setup Used:
Camera: GoPro Hero 8
Mic: Sony ECM-X7 (www.amazon.com/Sony-ECMX7BMP-...)
Adapter: Ulanzi GoPro Hero Case (www.amazon.com/GoPro-3-5mm-Ad...)
Let me know in the comments if you liked the video. Give thumbs-down if not 😎
Don't subscribe 😄 if you didn't like.
/ em.shazzy
/ supersportsbikes-10161...
The beautiful naat I have used in this video is by brother
Muhammad Noman Khan: / @muhammadnomankhan

Пікірлер: 133
@manzarkhankpk6854
@manzarkhankpk6854 3 ай бұрын
ماشاءاللہ پور ویڈو مین دیکاہ ❤
@ammyask
@ammyask Жыл бұрын
All of you say ameen 4 my dua that Allah calls me too to His House soon Ameen 🤲🏻❤❤❤❤
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Aameen summa aameen
@mughalsaamir1784
@mughalsaamir1784 Жыл бұрын
MashAllah 😍 one day InshAllah ♥️🕋♥️🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻✌🏻💯
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
inshaAllah brother inshaAllah. Allah pe yaqeen rakho phir dekho kese kese bulata hai...
@sameedahmedkhan5612
@sameedahmedkhan5612 Жыл бұрын
Allah apka Umrah qabbol farmaye... Welcome To Saudi Arabia 🇸🇦 😊😊😊❤❤❤
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Aameen jazakAllah brother
@HamidZakir
@HamidZakir Жыл бұрын
Ma sha Allah ❤❤❤
@owaiskhan2663
@owaiskhan2663 Жыл бұрын
JazakAllah
@yasirchoudhary824
@yasirchoudhary824 2 жыл бұрын
MashaAllah beautiful video
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
Me and my family are going to umrah tooo even my aunty also
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
MashaAllah, remember me in your prayers. I'm also going in coming last ramadan ashra inshaAllah.
@ahmedbarbosa1971
@ahmedbarbosa1971 Жыл бұрын
Inshaalah
@natsu..goated
@natsu..goated Жыл бұрын
Im going on the 26th!
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
I'm going on the 31st
@raiejazahmad
@raiejazahmad 2 жыл бұрын
mashaAllah Allah pak qabol karay Ameen
@Asgarali-ov4eg
@Asgarali-ov4eg 10 ай бұрын
Thanks brother
@MrDhuyo
@MrDhuyo 2 жыл бұрын
MashaAllah, very nice journey. Lala
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 жыл бұрын
Thank you bhai 🙂
@qazirizwanahmad
@qazirizwanahmad 6 ай бұрын
Nice to see you with good information
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 6 ай бұрын
Thanks bro 🙏 Long time 🙂
@allindianeed1172
@allindianeed1172 Жыл бұрын
Bohatt accha laga apki yeh vdo dkhke
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Thank you 🙏
@Syedsaadivlogs
@Syedsaadivlogs 2 жыл бұрын
MA SHA ALLAH Moon Bhai Dir Ala Zabardst. Khista Zayno de ALLAH pak de zmng tlal hum naseeb ki
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 жыл бұрын
Aameen summa aameen
@waqasahmad1180
@waqasahmad1180 11 ай бұрын
Mashaallah allah pak apka umra qabool farmaye Mashaallah bht kch sekha apki video inshaallah next month 15 august apny parents k sath jaraha ho Umrah par Jazakallah bhai jan ❤❤❤❤
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 11 ай бұрын
MashaAllah bohot achi baat hai. Allah pak madad farmaye. Thanks for the nice words.
@imrannawabkhan
@imrannawabkhan 6 ай бұрын
Mashallah nice video to learn from it. I am leaving for my Umrah after two days on 28 Dec 2023. It will be my first Umarh while I had Hajj in 1992 when I was just 9 years old.
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 6 ай бұрын
O MashaAllah MashaAllah. Do remember me and my family in your sincere prayers 🙏
@imrannawabkhan
@imrannawabkhan 6 ай бұрын
@@mudassirshahzadkk inshallah I will do brother.
@erumiq8176
@erumiq8176 5 ай бұрын
So we can make niyat and 2 rakat nafil in plane once we enter saudi arab.
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 5 ай бұрын
@@erumiq8176 pray 2 nafl first and make niyyat on the way when meeqat is announced
@mgbravo976
@mgbravo976 6 ай бұрын
Ma sha allah ❤ what is the meeqath when traveling dubai to jeddah
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 6 ай бұрын
Located 50 miles (80 kilometers) east of Makkah, Qarn al-Manazil is the Miqat for pilgrims' traveling from Najd, UAE, Pakistan, Oman, Malaysia, Australia, Singapore, etc. Qarn al-Manazil is near the city of Taif and Riyadh.
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
Yo taking a A350 for going for umrah coool bro
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
I mean A380
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@Taher Yeah Alhamdulillah 😎
@WaqarAhmed-cw2jv
@WaqarAhmed-cw2jv Жыл бұрын
bhai umah ki ap ko bohut bohut mubarak bhai ap se ye pouchna tha apne dubai airport se ehram kaha se pehna
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
JazakAllah bhai. Aap restrooms/ washroom main change karsakte ho easily.
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
I mean A380
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 7 ай бұрын
Dubai se ihram mein jb mecca hotel mein ghusal again lay sakty hain umrah se pehly? secondly agar ghusal lay sakty hain tu dobara jb ihram laina hai tu face caream aur oil laga sakty hain kya umrah se pehly?
@uzmasyed8987
@uzmasyed8987 Жыл бұрын
On emirates do they announce arrival of meeqat?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Yes. Multiple times.
@saberkhan8003
@saberkhan8003 Жыл бұрын
bhaijaan yai ramadan may umrah konsay time may karay jis may ziyada rush na ho ? please help
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Iftar se pehle ehram baandh lain aur iftar k foran baad umrah kr lain. Ya, sehri k 2 hours pehle bhi acha time hai.
@nissanvlogs7
@nissanvlogs7 Жыл бұрын
Assalamu alaikum bhai please I need the details about Umrah. How did you get Umrah visa and it's cost and after landed in Jeddah how you to mecca and Madina transportation and room rent
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Visa you can get from any agent. Cost changes from time to time. For Jeddah-Makkah-Madina travel, I used haramain train. Room you can book on booking.com
@as-uc7jb
@as-uc7jb 2 ай бұрын
Dubai airport pe mushkel to nai hoti ahram.pehan.na ?
@aleemahmed9955
@aleemahmed9955 Жыл бұрын
Bhaijan ahram kidar se liya apne
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Mene amazon se order kia tha. Deira and Bur dubai se bhi mil jata hai.
@azaz_ahmed_qureshi
@azaz_ahmed_qureshi Жыл бұрын
Bhai jaan main India se hu aur main 10 may ko umrah par aaunga inshallah mera flight 1 baje raat ko land hoga to mrko haram pehuchte huwe 3 baj jayenge raat ke to kya raat umrah tawaf safa marwa chakkar and halak ho jayenga kya ya phir mrko subh umrah start karni hogi
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
G bhai bilkul raat ko hojaega sab kuch
@azaz_ahmed_qureshi
@azaz_ahmed_qureshi Жыл бұрын
Bhai ye Jeddah se Makkah wali train ka ticket kese le like pehle leni padti hain ya phir on the station par mil jayengi kya ???
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Pehle bhi le sakte hain aur station pe bhi mil jati hai. Pehle lene ka yeh faida hai k os waqt thaka hua hota hai banda bs aap pohncho ge to jis time ki purchase ki hai os time pe bs andar chale jana train station.
@azaz_ahmed_qureshi
@azaz_ahmed_qureshi Жыл бұрын
Bhai SIM card ka kya kharcha aaya
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Package pe depend karta hai aap konsa package lete ho laikin sasti hai
@daisylove4870
@daisylove4870 Жыл бұрын
Salam, do they shown Miqat on the screen flight ex DXB to JED?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
They don't show it on the screens but the pilot makes an announcement when it is nearby.
@daisylove4870
@daisylove4870 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk ah ok, thanks good to know!
@sadianoreen2277
@sadianoreen2277 11 ай бұрын
Meeqat se neyat krny k bad aap direct hotel ja skty han ya umrah krny jana lazmi ha
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 11 ай бұрын
G jaa sakte hain direct hotel. Thora rest karke umra kar lain to behtar hai. Bs khyal rakhen koi dam na par jaye.
@gaffarkhan5011
@gaffarkhan5011 Жыл бұрын
Jaddah Airport se train tk ka kitna time lgta h.or by walk ja skte hain ya car or bus m jana hota h..or train ki timing kia hoti h or kitni time m haram tk pohonchte hain
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Gari se bhi jasakte hain. Paidal mushkil hai. Train ghantay k andar pohncha deti hai.
@05ak30
@05ak30 9 ай бұрын
By flight ehraam pehenke safar karna zaroori hota hai kya ?? Plz reply
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 9 ай бұрын
Yes
@imrannazeer4846
@imrannazeer4846 Жыл бұрын
Train ka ticket kitny ka tha or ye train Jeddah airport sy he milti hai?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
G bhai. Mene King Abdulaziz International Airport(Jeddah) se Makkah aur Makkah se Madina k liay use ki thi. KAIA to Jeddah: 86.25 Riyal Makkah to Madina: 224.25 Riyal
@mohsinabbass
@mohsinabbass Жыл бұрын
When will you go to Mecca? I Wana go via car ? Will you go via car ?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
I planned to go by car this year but then selected flight ✈️ I spent the last ashra of this 2023 ramadan also there alhamdulillah
@mohsinabbass
@mohsinabbass Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk if you have plan this year by car then tell me ,then I will contribute kr leh geh,jitna beh krcha hona hai
@mujahidabbas5189
@mujahidabbas5189 Жыл бұрын
Bhai Hotel ki details bhe bta dyn kindly pls
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Bhai hotel booking aap booking.com se bhi karsakte ho easily. Ya agar koi dost wahan already reh raha ho osay bhi bol sakte ho.
@jasimillahinasirali
@jasimillahinasirali 10 ай бұрын
Train ticket kahan se milta hai aur kitne ka hota hai
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 10 ай бұрын
HHR Train app
@jasimillahinasirali
@jasimillahinasirali 10 ай бұрын
@@mudassirshahzadkk thank you so much
@irshadhusru1657
@irshadhusru1657 2 жыл бұрын
Asalamu alikum bhai I want to know more about price how much cost for all, if we enter Makkah do we get hotels for family?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 жыл бұрын
Wsalam. Depends on the season. It's better to book hotel before. There are agents who give you a complete package including flights, hotels etc
@irshadhusru1657
@irshadhusru1657 2 жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk thank you so much. Your video was helpful for me.
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
Slam Dubai to Jeddah flight hai for umrah, tu Ehram Dubai airport se bhandna hoga, swal yeh hai k mecca hotel phunch kr kya aap shower lay sakty hain k nahi umrah se pehly?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
G bhai shower le sakte hain. Bs koi khushboo wala sabun ya shampoo use mat karna. Ya koi perfume.
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk Sir shower jb lain ge tu Ehram khul jaay ga to dubai airport se liya tha, tu yeh violation mein tu nahi ata?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@arslanmughal2024 bhai ehram ka kapra pehnne k baad kuch paabandiaan hoti hain. On main washroom ka istemaal ya wuzu waghera shamil ni hain. Wo aap dekh lo sari paabandiaan.
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk Ok thanks
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
Sir aapne dubai airport k andar hi ehram bhnda tha aur nawafal ada kya aur andar ghusal lay sakty hain kya?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Ghusal ghar se kar k ajaen. Ehram airport pe change hosakta hai washroom main. Nafal bhi airport pe parh lena. Niyyat rastay main meeqat ka elan hota hai tab kar lena.
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk Jazakallah khair bhai
@imrannazeer4846
@imrannazeer4846 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk ap Akaly gaye thy ya group ky sat?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@imrannazeer4846 Akele
@TX_GamingX
@TX_GamingX Жыл бұрын
Actually I'm going from abu dhabi to jeddah but not with my aunty and sister
@funnypeople9508
@funnypeople9508 Жыл бұрын
hand carry kahan rakha tha ap ny?? makkah ponch kar?? ye to ap ny bataya hi nahi
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Hotel ki booking thi bhai 🙂
@funnypeople9508
@funnypeople9508 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk shukria bhai, muiy 20 din bad jana hy isi leye ap sy pocha tha,
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@funnypeople9508 MashaAllah duaon ki darkhaast
@funnypeople9508
@funnypeople9508 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk inshallah bhai
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
Slam, currently do you need any employer NOC if going umrah on tourist visa from dubai? Anything else need to consider? Thank you
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
No NOC required. Just visa, ticket and hotel booking. Aajkal UAE residents ko 1 year Saudi visit visa mil raha hai jisme umra bhi karskte hain.
@arslanmughal2024
@arslanmughal2024 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk Thanks
@faizaanchaudhary573
@faizaanchaudhary573 11 ай бұрын
@@mudassirshahzadkkthy ask for return tiket ?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 11 ай бұрын
@@faizaanchaudhary573 yes Sometimes
@saberkhan8003
@saberkhan8003 Жыл бұрын
Kiya hum ahram saudi airport par b bhand sakhtay hay ya dubai airport par he bhandna zarori hay ??
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Dubai se baandh lain kyunke meeqaat rastay main he aata hai during flight. Aur meeqat se guzarte hue ehram main hona chahye 🙂
@ammyask
@ammyask Жыл бұрын
​@@mudassirshahzadkk what is meeqat?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@ammyask meeqats are places around saudi arabia and every time you cross any one place whilst entering saudi arabia, you should be in ehram.
@ammyask
@ammyask Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk shukriya bhai
@noman7594
@noman7594 Жыл бұрын
Salam, mudassir bhai. Kindly reply me as soon as possible. I have very important question. Tried calling many travel agents but nobody gave me clear and accurate answer. My question is , "I am a Pakistani working in UAE. I am holding 1 year Saudi tourist visa. I want to go to saudia to perform Umrah. But while booking flight I saw some umrah flights and some non umrah flight. Ofcours I cannot board on umrah flights because I don't have umra Visa. So if I am booking a non umra flight, shall I be allowed to wear "Ehraam" on the flight from dubai to jedda???
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Walaikum assalaam. For UAE residents, there's a new saudi one-year visa which makes you eligible for tourism in Saudi Arabia as well as for umrah. For only tourism based visa, it's a chance. I have personally never done it.
@noman7594
@noman7594 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk thank you for replying
@shazshaz3142
@shazshaz3142 Жыл бұрын
Assalamu alaikm warahmatullahi.. Masha Allah Ehraam k kapde kahan se liya aapne.. Please make a video ,booking of hotel and did you take help of agent. Aap Please ek video is par banaye. Jazakallahu khair
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Walaikum assalam. Ehram ka kapra online mil jata hai amazon se order kia tha mene. Agent se visa lagwaya tha. Hotel booking khud booking.com se karsakte hain.
@shazshaz3142
@shazshaz3142 Жыл бұрын
@mudassirshahzadkk thank you Jazakallahu khair
@mohammadshakeel5682
@mohammadshakeel5682 Жыл бұрын
Bhai zaruri Hai flight mein he ahraam pehnna,, Saudia mein jaa k b pehan sakty hain ahraam?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
G bhai flight se pehle ya flight main pehn k niyyat kar lain kyunke meeqaat rastay main flight k doraan he aata hai.
@mohammadshakeel5682
@mohammadshakeel5682 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk thanks mudasar bhai
@mohammadshakeel5682
@mohammadshakeel5682 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk mudasar Bhai Agar next day umrah krna ho usi din umrah na krna ho flight waly din,, aesa possible Hai??
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@mohammadshakeel5682 g possible hai laikin ehraam ki paabandiaan barqaraar rahengi jab tak umra karke halaq (baal utarwana) ni karlete
@mughalsaamir1784
@mughalsaamir1784 Жыл бұрын
Sir dubai sea air ticket kitne ki mili Saudi Arabia ke liye.... Plz
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Bhai depends aap konsi airline pe jate jo.. Emirates ki almost 1500 AED ki hai return flight Dubai-Jeddah. Visa alag se.
@mughalsaamir1784
@mughalsaamir1784 Жыл бұрын
Ticket Price sir ruff idea.....!?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@mughalsaamir1784 Bhai ye ooper ticket price he batai hai
@mughalsaamir1784
@mughalsaamir1784 Жыл бұрын
@@mudassirshahzadkk thanks sir 👍
@royalhero3341
@royalhero3341 Жыл бұрын
bhai Ahram k liye Gusal ap ghr se kr k airport pe gaye thy k air port pe jagha thi
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Ghar se ghusal karlia tha. Ehraam airport pe change kia, nafal bhi udhar he parh liay thay. Umre ki niyyat rastay main ki thi. Pilot announcement karta hai jab niyyat ka time ata hai.
@am.fxi6_137
@am.fxi6_137 Жыл бұрын
Sim price and train price pls
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
Sim price different hoti hain. Train k liay haramain train k naam se aap hai wo kar lain install.
@am.fxi6_137
@am.fxi6_137 Жыл бұрын
Apnei kya price mei lia hai sim
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk Жыл бұрын
@@am.fxi6_137 mujhe yad ni hai bhai
@as-uc7jb
@as-uc7jb 2 ай бұрын
Train rent ketna hai
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 ай бұрын
Jeddah to makkah is different. Makkah-Madina is different. Check Haramain train app.
@as-uc7jb
@as-uc7jb 2 ай бұрын
@@mudassirshahzadkk makkah to jeddah ?
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 ай бұрын
@@as-uc7jb 100 SAR as of today (21 April 2024)
@as-uc7jb
@as-uc7jb 2 ай бұрын
@@mudassirshahzadkk dubai airport pe ahram pehan ne k.leye jaga hai ya washrom.mai he changing hai
@mudassirshahzadkk
@mudassirshahzadkk 2 ай бұрын
@@as-uc7jb washroom
Dubai to Saudi Arabia by Road UMRAH
23:29
Solution Talks by Tayyab
Рет қаралды 12 М.
How To Perform Umrah | Umrah Karny Ka Sunnat Tariqa A to Z
18:35
Zubair Riaz
Рет қаралды 2,1 МЛН
Luck Decides My Future Again 🍀🍀🍀 #katebrush #shorts
00:19
Kate Brush
Рет қаралды 8 МЛН
터키아이스크림🇹🇷🍦Turkish ice cream #funny #shorts
00:26
Byungari 병아리언니
Рет қаралды 29 МЛН
OMG🤪 #tiktok #shorts #potapova_blog
00:50
Potapova_blog
Рет қаралды 18 МЛН
DUBAI TO JEDDAH || FLYNAS AIRLINES || FAISALJUTT111 #umrah #trending
3:51
Faisaljutt111 vlogs
Рет қаралды 6 М.
Jeddah Meeqat Kis Ke Liye ? | Sheikh Maqsood Ul Hasan Faizi
10:31
Jeddah to Madina by air | Ramdan Madina 2022 | Abdul Latif Chohan
15:07
Abdul Latif Chohan - Vlogs
Рет қаралды 420 М.