Why Anal Fissure Doesn't get healed Early ? Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 102,939

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Жыл бұрын

+923216303551 Get appointment (WhatsApp messages only, no calls)
Home care after fissure operation click the link below:
• Anal Fissure | Fistula...
How to treat Anal Fiasure only with medicines at home without operation:
• Anal Fissure | Treatme...
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#fissuretreatment
#analfissure
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery

Пікірлер: 833
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@yousafpathan4883
@yousafpathan4883 10 ай бұрын
Allah apko kamyabi ata farmy bohat achay se ap ny sari bat complete ki
@sibimalik7223
@sibimalik7223 Жыл бұрын
بہت اچھے انداز میں سمجھایا سلامت رہیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@muhammadmursaleen63
@muhammadmursaleen63 Жыл бұрын
Dr. Sb Allah apko lambi zindge den or aesy logo ki khidmat krty rahen hmesha
@samshaikh9039
@samshaikh9039 4 ай бұрын
Dr u r great thank you so much for best informative and relaxation videos❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
So nice of you
@salwattv7866
@salwattv7866 8 ай бұрын
جزاک اللہ جی
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@TheGoldExchange
@TheGoldExchange 4 ай бұрын
App ki speech sun kr thori dair tu aram aa hi jata hy. 🥰
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks for positive feedback. Our purpose is also to give hope and accurate management
@user-ob7sz9xq4n
@user-ob7sz9xq4n 4 ай бұрын
bht ache h ap sai btya h sada salmat rhy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Boht shukriya
@ShoaibKhan-xe5fp
@ShoaibKhan-xe5fp 5 ай бұрын
جزاک اللّه
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Shukriya
@user-ke5gq6iw1q
@user-ke5gq6iw1q 5 ай бұрын
Informative.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@hammadamin7356
@hammadamin7356 Жыл бұрын
U are so brilliant
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback
@AhmadAli-vk2wn
@AhmadAli-vk2wn 11 ай бұрын
Mery pss homeopathy ki medicen hei mashallah bhot achi medicen hi leqin fissure keliye hi mery dost ny use ki hi 1month aur full pahraiz kiya hi abh wo best hi leqin kbaz nhe hony deni bs agr koi LHR se hi to mujjh se le sgta hi meiny le thi 3500 ki leqin mein mashallah wsy pahraiz aur medicen se thek ho gya hon allah pak ka shuker hi agr kisi ko chahiye to merry pss bilkul Peking mein wsy he hi jsy mry dst ny mery liya tcs krwai thi jis ko chahiye wo LHR se hon mujjh se pic kr sgta hi👍
@propertygroup4143
@propertygroup4143 9 ай бұрын
G bhai mjhe chahye
@basitali7241
@basitali7241 9 ай бұрын
Tell medicine name and potency
@bantibanti4812
@bantibanti4812 7 ай бұрын
Plz mjh chaie bhai k le
@bantibanti4812
@bantibanti4812 7 ай бұрын
Sir mjh be chaie bhai k le plz
@irfannawaz8594
@irfannawaz8594 4 ай бұрын
Ap sy rabta kasy ho skta ha
@user-sf2mh2eu8p
@user-sf2mh2eu8p 5 ай бұрын
Ma ap ki surgery dekh rhaa ho You are the best surgon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Boht shukriya
@khanzadakhan1475
@khanzadakhan1475 9 ай бұрын
خوش امدید۔ پاکستان میں ایسے ڈاکٹر مموجود نہیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@MuhammadBinluqman
@MuhammadBinluqman Жыл бұрын
Aoa sir kia ap ghanga ram hospital my bi hoty kia ?
@simu888
@simu888 5 ай бұрын
Allah pak ap ko sehat aur khush rakha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ameen
@hasanansarihasanansari2513
@hasanansarihasanansari2513 20 күн бұрын
Pills hai or pakhne wali jaga pe Dard hota hai
@sanam4730
@sanam4730 11 ай бұрын
M n sir pahle dfa kisy ko sun k itne duain dy ap n tu bagair ijal k Hy muje theak krdy
@HTK-430
@HTK-430 4 ай бұрын
Sar mujy pakhana bi boht kam ata h 24 ghanty m shahid is sy 2 din k bad wo bi tora sa pakhana ur kabaz khtam ni ho rha dosri bat dactar sahib mujy bi maqy hain ur blad tora sa ata h is k lye koi dawai btao agar ap k pas h to
@coolmind5488
@coolmind5488 Жыл бұрын
Nice
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@AliMalik-oe6oj
@AliMalik-oe6oj 7 ай бұрын
Thanks sir
@dailydose108
@dailydose108 10 ай бұрын
Dr sb app great ho
@safetyfirst7117
@safetyfirst7117 7 ай бұрын
Tnx
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Welcome
@tariqueahmedmemon7517
@tariqueahmedmemon7517 Ай бұрын
Very nice dr imtiaz sahib correct information because i am suffering by fissure since 6 years my question is that xan i use polyfax ointment to relax muscles
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Using Polyfax (a combination antibiotic ointment) to relax the muscle in the case of an anal fissure is not appropriate. Polyfax contains antibiotics (polymyxin B and bacitracin) which are used to prevent or treat infections, not to relax muscles. For chronic anal fissures, the goal is to reduce pain and spasms of the anal sphincter to promote healing.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
### **Recommended Treatments for Anal Fissures:** 1. **Topical Nitroglycerin (Glyceryl Trinitrate):** Helps to relax the anal sphincter muscle and increase blood flow to the fissure, promoting healing. 2. **Calcium Channel Blockers (e.g., Diltiazem, Nifedipine):** These can be used topically to help relax the sphincter muscle. 3. **Botulinum Toxin (Botox) Injections:** Helps to paralyze the sphincter muscle temporarily, reducing pain and spasms. 4. **Sitz Baths:** Sitting in warm water several times a day can help to relax the anal sphincter and reduce pain. 5. **Stool Softeners and Dietary Changes:** Ensuring soft stools to avoid further trauma to the fissure site. ### **What to Do:** - **Consult a Healthcare Provider:** If you have had an anal fissure for six years, it's crucial to consult a healthcare provider. Chronic fissures may require more specialized treatments, including possibly surgical options like lateral internal sphincterotomy, which involves cutting a small portion of the anal sphincter to reduce spasm and pain.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
### **Conclusion:** Polyfax is not suitable for treating anal fissures as it does not address the muscle relaxation required. It's essential to use medications specifically designed for this condition and to seek professional medical advice for long-standing issues.
@tariqueahmedmemon7517
@tariqueahmedmemon7517 Ай бұрын
Thanks Dr Imtiaz Hussain Sahib for replying briefly
@DrMubeenNasir
@DrMubeenNasir Жыл бұрын
Excellent sir 🎉
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@naseemfiaz8118
@naseemfiaz8118 7 ай бұрын
Is there any good ointment for fisher ? GTN cream gives severe headache which is alot more severe than fisher pain.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/fNWYa6llvp3UZ3U.htmlsi=siC8Zj_o9BOy7qtC Use GTN like in this video
@shahzadalam1231
@shahzadalam1231 6 ай бұрын
Excellent information sir, mayne winter may zyada face kya fistula ko, aur stz bath set both theek hua
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Shukriya! Khushi hui ke aapko faida hua. Agar aapko koi aur malumat chahiye ho toh pooch sakte hain.
@ZiyadYasir-zq3hw
@ZiyadYasir-zq3hw 2 ай бұрын
Kindly mjhe b bata de mai b flistula ka hi patient hoon its a humble request mjh b bata dein koi hal
@nidaaziz54
@nidaaziz54 10 күн бұрын
Aisay naik drs to ALLAH PAAK KI REHMAT HEN JO APNA ILM PHAILA RAHAY HEN WRNA DRS HAZARON MEEN FEE LE KR BHI THEEK SE GUIDE NAHI KARTAY JAZAKAALLAH AP KO ALLAH PAAK DUNYA OR AKHRAT DONO KI KHUSHIAN DE.AP ne bohot achi or detailed videos banai hen keep it up
@khalilghakhar2370
@khalilghakhar2370 Жыл бұрын
Allha talha ap ko sehat de or khusk rakhein
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@ayeshaghanchi6528
@ayeshaghanchi6528 5 ай бұрын
Mera fissure or fistula operation ek sath hua he one month pehle Mgr mujhe washroom.janay k baad bht dard hota he 4 ghanton tk or chuban bhi bht hoti he 😢 kia wajah hosakti he constipation bhi nhi he
@soniya3123
@soniya3123 Жыл бұрын
Thnkss
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Welcome
@skloaswar6128
@skloaswar6128 Жыл бұрын
Kesi ho Saniya
@HTK-430
@HTK-430 4 ай бұрын
Sar mujy moqy bi hain ur tora blad bi ata h plz
@MuhammadIftikhar-dc4ik
@MuhammadIftikhar-dc4ik 12 күн бұрын
Ma 8 months say takleef brdast kr rhi hu Dua kro mujy araam ajya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 12 күн бұрын
Allah aapko shifa dey aur aapko is takleef se nijaat mile. Anal fissure se chutkara pane ke liye aap apna khayal rakhein, sahi diet aur doctor ke hidayat par amal karein. Warm sitz baths aur zyada paani peene se bhi madad mil sakti hai. InshaAllah aap jaldi behtar mehsoos karein gi.
@safetyfirst7117
@safetyfirst7117 7 ай бұрын
I m Shafique from Peshawar Pakistan Mera sawl hy Harnia main open Sergery behtar hy yah liproscopic
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Hernia ka ilaj open surgery ya laparoscopic taur par mumkin hai. Har tareeqa apne faide aur nuksanat ke sath aata hai. Open surgery mein surgeon ooper say single cut dety hain, jabke laparoscopic surgery mein chote incisions (chhote cut) kiye jate hain. Laparoscopic surgery mein mareez ki recovery aksar tez hoti hai aur chhote scars bante hain, lekin yeh har mareez ke liye munasib nahi hoti. Faaislay ko mareez ke halat aur surgeon ki raye par mabni karna behtar hota hai.
@khalilghakhar2370
@khalilghakhar2370 Жыл бұрын
or mujhe pta hi nhi tha k ye enal fisser he or meap ki new subscribe r hoon or ab ap ki vedioes ko fallow kr rhi hoon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Hum nay yeh videos isi liay bnai hain
@khalilghakhar2370
@khalilghakhar2370 Жыл бұрын
@ankitamishra7228 buht shukria jzakAllha
@TheGoldExchange
@TheGoldExchange 4 ай бұрын
Mashallah. ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks
@amjadsalar1033
@amjadsalar1033 5 ай бұрын
السلام علیکم پلیز ڈاکٹر صاحب ذرا اس کا میسج کے نیچے ریفلائی دیں ، میں نے 10 دن قبل فشر کی سرجری کرائی ھے لیکن ابھی بھی میں 15,20 منٹ بیٹھ جاؤں تو درد ہوتا ھے، جو بڑھتا رہتا ھے، زخم بھی ٹھیک نہیں ہورہا ، یہ کب تک ٹھیک ہوگا براہ کرم رہنمائی فرمادیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Iski boht si wajoohat ho sakti hain. Operation kay baad kisi bhi issue ki soorta meim apny operating surgeon say rabta mein rehna zruri hai. Unko dobara visit karein. Wo dekh kar behtre hall tajweez karein gy. Examiantion kay baad hi decision lia jata hai.
@yousafpathan4883
@yousafpathan4883 10 ай бұрын
Sar Botox inj ghosht ma lagta ha ya nas ma
@blogwithfatimaandabdulhadi6479
@blogwithfatimaandabdulhadi6479 2 ай бұрын
Doctor Sahib. Kiya GTN aur Zyloaid aik sath mila ker istimal ki jati he ya alag alag
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Aik sath lgatay hain. Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@rimshatabassum8754
@rimshatabassum8754 26 күн бұрын
Gtn cream k sath konci gel lyni ha doctor?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 26 күн бұрын
Is vidoe mein.btaya hai
@tasawarhussain7504
@tasawarhussain7504 2 ай бұрын
Mashallah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Thanks
@subhanakhan9968
@subhanakhan9968 Жыл бұрын
Sir agr stool me blood ana band ho jay or stool k bad thora pain ho or chlny phrny me pain ho tw kia krna chahiye kia jb bh operation krwana chshiye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon say rabta mein rahein aur aik dafa check karwa lein.
@komalhassnainshizanoor7538
@komalhassnainshizanoor7538 7 ай бұрын
Anal fissure Mein periods a Jaaye To Kya Karen please doctor sahab bataen main bht pershan hun
@mohammadamirjansadiqi5485
@mohammadamirjansadiqi5485 6 ай бұрын
Sir great
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Thanks
@Theworldaccordingtome5920
@Theworldaccordingtome5920 Жыл бұрын
Sir Navy ka medical test dena hai fissure ki wja se problem tou nhi bny gi?? Please bta den
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yeh to army rule hi bta sakty hain. Agar aida koi problem ho jaisy piles/haemorrhoids to wo time dety hain keh operate karwa lein usky baad medically fit karty hain. Yeh poorana rule hai.
@ahadch5389
@ahadch5389 Жыл бұрын
Very informative and helpful lecture. Dr shab is very brilliant
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback. Plz share and subscribe.
@Darraz-mt9js
@Darraz-mt9js Жыл бұрын
@@drimtiazhussain salam.sir mujh kuch puchna h sir mujj delvry k bad fissur hogya h 15 mnth hogy h heal nhe hota wo us leye k mujh daimi kbaz h or mujj kbaz hoti he rhti h bhly m faiber. Be q na lun 8 glass pani fir be kabaz rhti h to Mera oprton ka koi faida nhe mn Kya krun mn serup use krti hn us sy stool soft hota h to fissure m aram h wrna koi Hal nhe mery pass mn caremffine serup peti hn bss sath isogol to aram h agar ye chor dun to fir kabaz ab ap bayte mn Kya krun life bhr ye krti rhun bhoot khany m be khayal krti hn lkn fir be kbaz nhe thek hoti
@mehndiartpakistan
@mehndiartpakistan Жыл бұрын
@@Darraz-mt9js sis ap Jo Ka ata use kary jado ho jay ga qabz k lye Jo k aty ko gandam k sat mix Karna phr multi ata
@Darraz-mt9js
@Darraz-mt9js Жыл бұрын
@@mehndiartpakistan g sis Jo ka ata or chaki ka ata mix krun
@Darraz-mt9js
@Darraz-mt9js Жыл бұрын
@@mehndiartpakistan hello sis plz
@madidifferentvlogandvadios4490
@madidifferentvlogandvadios4490 10 ай бұрын
Zalocane Jel and GTN cream
@forknknives3781
@forknknives3781 7 ай бұрын
Ye kis liye hy mere byty k ata hai 4 sal ka hai bht pain hoti hai 😢😢😢😢😢
@zahidansari8671
@zahidansari8671 Ай бұрын
Assalam.o alaikum sir mera c section hua ha 1 month ho gya ha or ab mujhe pakhana krty wkt or bad me b pain hoti ha or 2 din sy blood b aa rha stool pas krty wakt
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@user-tn8kf2iw2g
@user-tn8kf2iw2g 6 ай бұрын
Sir I feel pain in using toilet but no blood seen which test I do or how much charges for first time check up and test or fee please and where is ur clinic or hospital
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Shukriya aapke sawaal ka. Yeh zaroori hai ke aap jald se jald ek qualified doctor se mulaqat karein. Check-up ki fee aur charges hospital ke policies par depend karte hain, is liye behtar hoga ke aap directly hospital se raabta karein. Aapko jald se jald behtar hone ki dua hai.
@sibimalik7223
@sibimalik7223 Жыл бұрын
Sir GTN Cream ka to zero result hay araam nahi a raha kab say laga raha hun
@summaiyakhan7476
@summaiyakhan7476 2 ай бұрын
Kya Abhi ap theek hen?
@user-mm5fc6in7e
@user-mm5fc6in7e Жыл бұрын
Sir main ny chk up krway hy Dr shb ny btya k apko Anul fissure hy zakham hy Unh ny Gtn cream Risek caps nebrul fort tab or Syp Liylic di hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar surgeon say check karwaya hai to jaisy kehty hain waisy karein
@sadafkarimi6593
@sadafkarimi6593 Жыл бұрын
Please help me how to make nitroglycerin cream from nitroglycerin injection or medicine
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Don't help yourself making ointment by yourself. Get it from nearby pharmacy.
@sadafkarimi6593
@sadafkarimi6593 Жыл бұрын
It's not available here neither on any online website
@technicalkhmer550
@technicalkhmer550 3 ай бұрын
Sir muji 2 saal se Rectal pain aor incomplete evacuation ho rha tha Abi sigmoidoscopy karwaya to pta chala ke .IBD ya cancer nh. Balki rectal apthous ulcer 😿 pls koi solution bataye boot tang aagya ho
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Agar sigmoidoscopy mein colon mein aphthous ulcers (chhale) paye jate hain, lekin cancer ya inflammatory bowel disease (IBD) jaise badi bimariyan nahi hain, to iska management nimn steps par tajwez diya ja sakta hai: 1. **Symptomatic Treatment:** Agar ulcers se judi koi specific symptoms hain, jaise dard, sujan, ya bleeding, to un symptoms ka ilaj kiya jana chahiye. Iske liye dard kam karne wale dawaiyan, sujan kam karne wale dawaiyan, ya phir agar zarurat ho to bleeding rokne wale dawaiyan di ja sakti hain. 2. **Dietary Modifications:** Kuch cases mein, khas kar ke gastrointestinal tract ki uljhanon mein, kuch khas ghizaon se parhez karna faydemand hota hai. Doctor se mashwara karke aap apni diet mein tabdeeliyan la sakte hain jaise ki masale daar khana, tez masalay wale khane, ya acidic khane se parhez karna. 3. **Stress Management:** Stress bhi gastrointestinal tract ki bemariyon ko barhane ka sabab ban sakta hai. Agar aap ko stress ya anxiety ka samna hai, to stress management techniques jaise ke exercise, yoga, ya meditation ko apni routine mein shamil karna faydemand ho sakta hai. 4. **Regular Follow-up:** Regular follow-up doctor ke sath hona zaroori hai takay ulcers ki halat ka ta'aleem aur unka track kiya ja sake. Agar koi naye symptoms ya complications develop hote hain, to unhe jaldi se jaldi samajh aur ilaj kiya ja sake. 5. **Medication:** Agar zarurat ho, to doctor dawaiyon ki tajweez kar sakte hain jo ulcers ke treatment mein madadgar ho sakti hain, jaise ke antacids, anti-inflammatory drugs, ya antibiotics (agar infection shamil hai). Yeh tajwez sirf aam mashwara hai aur har mareez ka ilaj uski mukhtalif zarurat aur halat ke mutabiq alag ho sakta hai. Is liye behter hai ke aap apne doctor se mukammal tajweezat aur ilaj ke liye raabta karein.
@technicalkhmer550
@technicalkhmer550 3 ай бұрын
​@@drimtiazhussain❤😍😍 thanks Allah apka bala kre
@MainAwaisMainawais-mb4ve
@MainAwaisMainawais-mb4ve 11 ай бұрын
dr.sahib annal fisser ki sirgery k bad mare sir main boht dard hai jesy hi otho shadid pain hoti hai beth nahi sakti is k bare bata de main kia karo ye dard theek ho jay
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Yeh spinal headache bhi ho sakta hai. Apny operating surgeon say rabta karein
@Thesurvivalspot2.0
@Thesurvivalspot2.0 Жыл бұрын
Sir GTN cream stool karne se pehle ya bad mein lagaye oe din mein ketni bar lagaye please please please please ye bataye sir.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/fNWYa6llvp3UZ3U.html Yeh video dekhein
@Thesurvivalspot2.0
@Thesurvivalspot2.0 Жыл бұрын
@ankitamishra7228 please bataye eske koi side effects tu nahi haina es medicine k muj ye bemari 4 months se takreeban
@Hadi-mi1el
@Hadi-mi1el 3 ай бұрын
Or sir ye b btaye K Jo skin bahir aa gai hai is ka kya ilaj hai mai female hu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@Khurrambutt86269
@Khurrambutt86269 5 ай бұрын
Aj mujhe fisher operation karvaya 38 din ho gaya hain lakin abbi bi pain fully khatam nahin hui aab hip kay mass mein gilti mahsoos ho rahi hai ans me pls
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/brl2gppivsyrlWw.htmlsi=mBBj0_-DnKsQTEDu Yeh video dekhein
@MuhammadSaleem-ot1yz
@MuhammadSaleem-ot1yz 3 ай бұрын
sir i have anal fissure at 6'O Clock position, i have constipation off and on. Today i visited PIMS Hospital Islamabad Dr advised me EUA+ Proceed (LIS) after Eid ul Fiter, Is it safe surgerry or what should i do, please guide me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Yes it's a safe and small procedure.
@Babras-xt7bu
@Babras-xt7bu Жыл бұрын
Allah bless u and your family
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@srhamdani6150
@srhamdani6150 10 ай бұрын
Sir plz give me a WhatsApp no plz sir 🙏
@waqasalikhan7658
@waqasalikhan7658 Жыл бұрын
Sir g Mai buht pareshan ho mujhe gees ho jata hai ur peet me jalan ur bleeding Hoti hai ur ye tab hota hai jab buht garmi ho ya phir Mai matan keema ya unda wagera khata ho ye kia hai ur sar me dard bal patly hoty ja rahy hai jesy ganja pan araha ho ye kia hai sir g plZ help me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Aap sabse pahle general surgeon se Rabta Karen. pareshan hone ki zarurat Nahin. is masale ka hal hai aur sab theek ho jaega. Inshallah
@tayabatayabamurtaza
@tayabatayabamurtaza 11 ай бұрын
Plz must reply.....fissure ka operation hone k baad b ye dubara ho sakta he k nahi?jese piles k mohkay operation se thek ho jate hen mgar temporary thek hote hen or dubara ho jate hen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Moky bhi agar saray nikal jaein to dobara nahin hoty. Iski bhi ehtiaat karein to.dobara nahin hoty
@MuhammadTariq19276
@MuhammadTariq19276 8 ай бұрын
Sir Ap kaha se ho
@sajidakhurshid7394
@sajidakhurshid7394 Жыл бұрын
Tell me name gels or cream name
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
What is your surgical issue?
@sabakhan9325
@sabakhan9325 Жыл бұрын
kia ye cream har stor se milsakti hai?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Barri pharmacy say mil jati hai
@tasharafiq4373
@tasharafiq4373 9 ай бұрын
Sir mujy bhtt zada itching b poty ki jaga per or blood b ata h bhtt zada nhee but ata hy plzz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
@abishayrishi8947
@abishayrishi8947 8 ай бұрын
Sir muje 1 mahine se problem hai bleeding nai hai Lekin toilet Jane k time or zyada Bethny ki wja se boht pain hai rectum k bahir ki tarf ek chota sa Dana b feel ho rha hai or andr ki tarf pain boht zyada hai please guide kren
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@RaomuhammadAariz
@RaomuhammadAariz 3 ай бұрын
Mera 3 month phly normal se baby hoa Stitches aye Alhamdulillah... Mujhy na qabaz hai na blood lekin back py cut ban Gaya hai jo ni theek ho ra 😭😭😭 me sb kuch kr chuki meri life buut distrub b kindly kuch bta den
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@RaomuhammadAariz
@RaomuhammadAariz 3 ай бұрын
@@drimtiazhussain wo to AK E bat keh rhy normal delivery K bad hojata Hai normal bat h hojay Ga theek
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Apny surgeon ki advice ko follow karein
@RaomuhammadAariz
@RaomuhammadAariz 3 ай бұрын
@@drimtiazhussain me ne kangarm visit krna check krwana Hai
@zahidansari8671
@zahidansari8671 Ай бұрын
😊​@@drimtiazhussain
@AbdulMomin-bn5cd
@AbdulMomin-bn5cd 3 ай бұрын
ڈاکٹر محترم آپ اپنا ایڈریس تو بتائیں شکریہ
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@user-yv8ii4cb9d
@user-yv8ii4cb9d 9 ай бұрын
A,a, sir, anul fisher theek hone k 2 ya1 month K bad wapis ho jaye to kiya karen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Agar thek na ho to medicine say thek nhin ho ga. Procedure ka sochein
@user-yv8ii4cb9d
@user-yv8ii4cb9d 9 ай бұрын
@@drimtiazhussain medicine se or care Karne se theek ho jata hai but after 2 month constipation ki vajja se wapis ho jata hai, kiya ye ghar pr pori tarha theek nai ho sakta,
@user-tg4kz9cr1g
@user-tg4kz9cr1g 10 ай бұрын
A. O. A sir ya guide krain k agr is ka operation krwain to bad main koi side effects hoty hain ya sb thek rhata hi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Thek rehta hai
@user-tg4kz9cr1g
@user-tg4kz9cr1g 10 ай бұрын
@@drimtiazhussain سر کیا اس ک آپریشن ک بعد پخانے پے کنٹرول نہیں رہتا. کیا یہ سچ ہے. مہربانی کر کے رہنمائی فرمائیں شکریہ
@mentor001alandalusfe6
@mentor001alandalusfe6 5 ай бұрын
Mujhy anual pr tak agya ha jab bhi stool krti ho tu blood ata ha ha 11 days sy
@zohaibmughal5583
@zohaibmughal5583 4 ай бұрын
Asslam o alaikum! Sir ! Mujhy fissure problem hay Mujhy blood may stool b nahi ata ab , constipation b nahi hoti ab. But stool pass krny k baad baytha nahi jata ...bohat wzn feel hota hai bohat ziyada ...khry rehty yan layty huay nahi hota ..mayry bchy hayn 2 choty ,,feed krny k liay baythna hota but baytha nahi jata ...please mujhy koii solution batayn ..may bohat paryshan hn ...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Har patient ki condition different hoti hai jo check up kay baad decide ho sakti hai. Ap examination karwaein
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@rubakhan7171
@rubakhan7171 8 ай бұрын
Sir Mujhe rectum area buhat tight feel hota hai jesay buhat chota hogya ho assay lghta hai bnd hogya ho agy jesay koi cheez ati ho pain wegera kuch b nhe or stool soft b ho starting ma easly pass ho jata hai thora sa he or bad ma buhat zorr lgha K ata hai gass b zorr lgha K pass krna prti hai or ye Mujhe c section delivery k bad say ho rha hai ak sal hogya thek nhe ho rha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein.
@rubakhan7171
@rubakhan7171 7 ай бұрын
@@drimtiazhussain ibs btaya Dr ne Mujhe
@NabilaIshfaq
@NabilaIshfaq 3 ай бұрын
Ap ka calinic kaha p h sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@alayamudasir7285
@alayamudasir7285 Жыл бұрын
Sir fastola piles Ka mra oprysan huva h 2month ply ABI tk Alka Alka reysa arhai ispot sa ya kB tk ay GA or ya Ksy thk hu ga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/icCCfdiVr5-qcoE.html Yeh video dekhein
@alayamudasir7285
@alayamudasir7285 Жыл бұрын
Thanks sir Allah pak apko zindagi shaht dhy
@kanwalshaheen4742
@kanwalshaheen4742 Жыл бұрын
Dr.sahab plzz ap mujy apny clinic ka bta dy ma ana chahti hun mery stool wali jagah per per khbi jalan khbi chubhan khbi kharish hoti hai😢
@qasimalibhatti7248
@qasimalibhatti7248 8 ай бұрын
surah Rehman sun Lyn theakh hujyn g
@kanwalshaheen4742
@kanwalshaheen4742 8 ай бұрын
@@qasimalibhatti7248 thanks
@asfarkhan4345
@asfarkhan4345 5 ай бұрын
Aoa sir mje b anal fissure ka msla sir is treatment k sath kin kin chezon ka parhaiz krna parta h khany kindly guide me
@user-dr2qg2zz3c
@user-dr2qg2zz3c 3 ай бұрын
Doctor meri mama ko bht pain ha washroom time bht pain hota wo khti asa lgta jasa cut lga howa plz btai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
@buttmoosa4169
@buttmoosa4169 2 ай бұрын
​@@drimtiazhussain sir kindly i have same condition kindly advice medicine
@user-vn5lu2zr9w
@user-vn5lu2zr9w 2 ай бұрын
dr muje koi cut nh na blod waghaira bs bethne chlne se ajeb sa feel hota ksi time chubhn se feel hoti gtn or deflon 5 di ha dr ne roz 1 leni ha pr aram nhe arha plz reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@rockstarproplayerff8004
@rockstarproplayerff8004 Жыл бұрын
Sir koi Ladies doctor ka batane thank you
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say?
@shahzadalam1231
@shahzadalam1231 6 ай бұрын
May we give iron heat instead stz bath ? I feel 70% relax and it desolved
@Umar-ue7hy
@Umar-ue7hy 6 ай бұрын
theak Hogaya proper?
@shahzadalam1231
@shahzadalam1231 6 ай бұрын
@@Umar-ue7hy no no zindagi key saath khatam hoga shayed
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Thank you for engaging with our channel. While we discuss health topics here, it's always important to consult with your doctor or a healthcare professional for advice."
@MuradKhan-vc8xk
@MuradKhan-vc8xk 7 ай бұрын
Salam docter saib Mani apreshan keya hi. 18 den howye
@HTK-430
@HTK-430 4 ай бұрын
Kahan sy karwaya apreshon bai
@Sadboy-sl4cr
@Sadboy-sl4cr 4 ай бұрын
Ab ap kasa hoo
@Hadi-mi1el
@Hadi-mi1el 3 ай бұрын
Dr mjy JLN or pain Hoti hai or sath Meri skin b bahir aai hai koi medicine btady
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@Hadi-mi1el
@Hadi-mi1el 3 ай бұрын
G many check up krta tha sr ny Fisher bola tha
@moinkulachi2076
@moinkulachi2076 7 ай бұрын
Fissure operation k bad egg and fish kha sakte hen??? Please inform
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Ji, fissure operation ke baad aam taur par anda (egg) aur machhli (fish) khane mein koi pareshani nahi hoti. Lekin har mareez ki halat alag hoti hai, is liye behtar hai ke aapne operating surgeon se mashwara lein, takay woh aapko aapki khaane ki tajaweezat ke liye behtar guidance de sake.
@user-sv3rh2bq2w
@user-sv3rh2bq2w 8 ай бұрын
Sitz bath kitny arsay tk ly sakty hein...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Jab tak wound completely heal na ho jaey
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/gs-Eh8tqraeZdZ8.htmlsi=oiLH9m-VsK3Ct_8I Watch this video. It will help
@unicornnn123
@unicornnn123 Жыл бұрын
Jo skin tag ban jata hy wo ghost ka lotra wo b heel ho jata hy??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yes
@rajubbai7619
@rajubbai7619 Жыл бұрын
Sir Kitny ma operation ho ga please batana
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Examination kay baad decide hota hai
@sohitojha9150
@sohitojha9150 Жыл бұрын
Sir maine 3 din pehle laser se operation karaya tha lekin abhi bhi dard jyada hota hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon say rabta mein rahein. Hmari video bhi hai wo playlist par with dekhein
@seeratnaqvi-yu8pe
@seeratnaqvi-yu8pe Жыл бұрын
Sir apki kya timings hai hospital mi yh private clinic mai apko check krwana hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@seeratnaqvi-yu8pe
@seeratnaqvi-yu8pe Жыл бұрын
Lahore
@umarikram2296
@umarikram2296 9 ай бұрын
Anal fisure stitiches procedure main agr 1 month bad us palce per cut feel ho or waha blood spot feel ho to kya krna chahye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@talhaahmed8466
@talhaahmed8466 Жыл бұрын
Sir crem or jal ki mekdar barabar rakni hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thori thora equal hai
@NabeelaChaudhary
@NabeelaChaudhary 2 ай бұрын
please guide
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@Farazfitness404
@Farazfitness404 4 ай бұрын
Phly mjhy qabz ki waja se blood ata tha lkn boht zyada blood nhi ata kbhi tqleef bhi hoti thi lkn itnj nhi ab tqleef jese brh gai ho time k saat saat ab 3 din se qabz nhi he phir bhi tqleef itni hoti stool paas krny me k kia btaon 😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@Manoo729
@Manoo729 5 ай бұрын
muje esa hwa ha ak week se boht takleef ha Na kuch kahti hoon dar se ka ziada ho jae ga gosht bilkul chour dia ha lakin abi be aram nai a raha plzz koi diet suggest kr dayn ful day diet kia kia khay kia na khayn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/apt3lpqmtZyWh58.htmlsi=lexrVU2XR3jeCd-k Yeh video dekhein
@roomihasan9755
@roomihasan9755 4 ай бұрын
Is it finsh Now or still?
@muhammadishfaq6491
@muhammadishfaq6491 10 ай бұрын
sir ap kis shehr me behtty hen pleese lazmi btana
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Lahore near Mianar e Pakistan
@abdullahadi157
@abdullahadi157 2 ай бұрын
Sir opret K bad tklf ktny easy rhti h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/brl2gppivsyrlWw.htmlsi=oX_2D1VC8bNNTETG Yeh video.dekhein
@ghulamirtiza7146
@ghulamirtiza7146 Жыл бұрын
Sirf gtn ointment Kam kary gi sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
GTN ointment kay sath lignocaine gel mila kar use karein achha effect dein gi.both are good
@SaifKhan-mf9to
@SaifKhan-mf9to 9 ай бұрын
آپ کس شہر میں ہیں اور آپ سے کیسے رابطہ کیا جا سکتا ہے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@everythingsherehaideraliaw1594
@everythingsherehaideraliaw1594 11 ай бұрын
Allah pak app ko sehat dy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@aqsamir6444
@aqsamir6444 5 ай бұрын
​@@drimtiazhussain Aoa sir mje chronic fissure plus skin tag tha mne operate krwa lia h but abi b washroom krty bht drd hoti bd m bhi discomfort rehti h plus thori drd b fibr diet b ly rhi aj 20 din ho gy but abi tk prpr aram nhi aya what should I do??? Kindly reply m so worried
@bhatrafiq6777
@bhatrafiq6777 4 ай бұрын
Assalamu alaikum warahmatullah sir muje 3 saal howe fissure ko,, checkup ke baad dr ne bola heal ho Gaya,aur isabgol khane ko kaha,phir aaik saal theek raha lekin kabi kabi gosht wagera khane se phir dard mehsoos hota hai, mujhe behter surgery rhegi ki ahtiyaat
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/a9iHe9B3ubzGqJs.htmlsi=cT9SBbOetXmDQPy5 Yeh video dekhein
@mobihaider9530
@mobihaider9530 3 ай бұрын
​Hello how are you, mein pakistan se hun aur mujy yeh medicine chaeye, pakistan mn kafi search ke ni mili, agr ap mujy link send kr do ya mein usay online order kr skun, i need your help​@SushantGaikwad-eh6rd
@ajmalmirza6115
@ajmalmirza6115 Жыл бұрын
ڈاکٹر صاحب آپ کس شہر میں ہیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Lahore
@user-tc9hj5bc6d
@user-tc9hj5bc6d 8 ай бұрын
Sir main pregnant hun or qabz ki wja se Fissure ban gea ha g.t.n b use kr rhi hun 2 din is trha lgta jese ha e ni kuch dard ya zakhm mgar 2 din bad phir se wohi dard 😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
@QUDRATULLAH-zw7mp
@QUDRATULLAH-zw7mp Жыл бұрын
Sir mjhy anal fissure howa. 2 months hogy. Mai ny ab 3 din sy stz bth our GTN cream our xyloaid jel use kr rhi ho jb sy use krna start kya ha. Pain our zyda hogya ha our swelling b hogye ha. Kya ye healing ho rhi ha ye adverse effects howa ha?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Koi bhi medicines use karny say pehly apny surgeon say zrur rabta karein
Anal Fissure Treatment only with Medicines | without Operation Management| Surgeon Dr Imtiaz Hussain
12:59
How to Use GTN Cream Correctly? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:02
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 135 М.
Me: Don't cross there's cars coming
00:16
LOL
Рет қаралды 15 МЛН
Happy 4th of July 😂
00:12
Pink Shirt Girl
Рет қаралды 60 МЛН
Русалка
01:00
История одного вокалиста
Рет қаралды 5 МЛН
🤔Какой Орган самый длинный ? #shorts
00:42
Patients who definitely need Anal Fissure Surgery | Candidates for LIS | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
8:23
Bad Foods Causing Constipation | Foods you must avoid | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
19:53
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 104 М.
Anal Fissure Treatment and Antibiotics Role | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
8:33
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 2,7 М.
Warm Sitz Bath | How long to use it? When to Stop using? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:43
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 26 М.
Fissure operation and Pain during Washroom use | Surgeon Dr Imtiaz Hussain ( Gold Medalist )
7:33
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 31 М.
GTN Cream duration in Anal Fissure | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:42
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 61 М.
Daflon Role in Piles Management | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
10:29
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 140 М.
Healing Time of Anal Fissure Surgery | Recovery Peroid | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
15:00
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 63 М.
Assess Healing of Anal Fissure at Home | Anal Fissure Treatment
9:55
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 6 М.
Me: Don't cross there's cars coming
00:16
LOL
Рет қаралды 15 МЛН