Yeh Tu Ne Aj Kya Nigahe Yaar Kar Dia | Full Version | Nusrat Fateh Ali Khan

  Рет қаралды 111,599

Writer babar ali

Writer babar ali

3 жыл бұрын

Yeh tu ne aj kya nigahe yaar kar
nusrat fateh ali
best kalam
urdu ghazal
Farsi kalam
Punjabi ghazal

Пікірлер: 54
@nazarhussain4464
@nazarhussain4464 Жыл бұрын
Nice
@qadirshaikh9517
@qadirshaikh9517 2 жыл бұрын
अल्लाह उसे खुब तरक्क़ी दे जीसने अपलोड किया
@mujahidulislam6839
@mujahidulislam6839 2 жыл бұрын
When I was lurking around, for, if there was anything I haven't listened from Nusrat Sahab. This gem showed up. Thank you so much.
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@nomsardar
@nomsardar 2 жыл бұрын
then we are in same team 😁❤️
@chandiofraz
@chandiofraz 2 жыл бұрын
Me too.
@bablig4653
@bablig4653 Жыл бұрын
main raza e yaar pe qurban💔💔😓😓
@gautamvinay470
@gautamvinay470 2 жыл бұрын
Bahut bahut dhanyavad babar bhai kya rare cheez upload ki hai 👌👌👌nusrat saab 💎
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@amjadwrites1567
@amjadwrites1567 Жыл бұрын
Bahot khob Bhai ❤️❤️❤️🥰💖
@tawfeeq7296
@tawfeeq7296 2 жыл бұрын
Sunday, 19 April 2015 ye tune aaj kya nigahe yaar kar diya wo taalluk na rakhega kabhi maikhane se jisne pi li ho tere ankh ke paimane se kya tamasha hai teri zulf bikhar jaane se hosh waaale bhi nazar aate hain deewane se sajde kyun kar na karun dar pe sanamkhaane ke jaagti hai teri tasvir sanamkhaane se ye tune aaj kya nigahe yaar kar diya aisi pilayi aaj ke sarshaar kar diya na khabar apni hai na aalam ki aisi pilayi apni nazar se saaki ne maste nargise mastaana kar diya aisi pilayi aaj ke deewana kar diya nazar mila ke kaha mujhse mere saaki ne haraam kehte hai jisko yeh wo sharaab nahi kar rahi dar haqeeqat kaam saaki ki nazar maikade mein gardish e saagar paraye naam hai ashqon ne kya gazab gham e deedar kar liya jee bhar ke dekhna hamein dushwaar kar diya imaan o deen o zauhad garaz jo tha hamare pass sab kuch nisaar e abroo e khamdaar kar diya ik tashna lab ne yoon bhi diya imtehan e ishq qurban raza e yaar par ghar baar kar diya khuda waale khuda ko iss tarah se yaad karte hain gale pe teg lab pe shukr dil mein yaad karte hain hausla hazrat e shabbir ka allah allah sar jhuka hota hai aur shukr e khuda karte hain bete bhi diye sar bhi diya ghar bhi diya yaar ki khaatir teri ik nigah ki qeemat meri saari zindagaani tu agar qabool kar le toh teri meharbaani gar qabool uftald hai warna kya gila dil ke tukde tukde chunkar nazar karne laaya hoon shahhed kaun wo guzra hai aisa aalam mein sana ki nokh pe jo zikr e la ilah kare la ilah to padh liya ab le maza taseer ka la ilah ke teh ke niche khoon hai shabbir ka namaaz e zahidan sajda shajud ast namaaz e ashiqan darke wajud ast maine dar e sanam pe iss tarah padhi namaaz kaaba meri namaaz pe qurbaan ho gaya jo nahi hai ankh purnam toh yeh justaju na poocho yeh hai dard ka fasaana isse bewaju na poocho mera yaar saamne hai mujhe kaif wo mila hai main namaaz padh raha hoon mera qibla yaar na ppocho ye fark teri meri bandagi mein hai zahid namaaz tune padhi zikr e yaar maine kiya khuda ki zaat bhi karti hai naaz kya kehna hussain paak tumhari namaaz kya kehna saamne jab bhi yaar hota hai dil pe kab ifteyaar hota hai zikr e jaana hi dil ke liye zikr e parwardigaar hota hai mareeze ishq ka aksar ye haal hota hai kisi ke naam se chehra bahaal hota hai main isse ishq kahun ya jamaal e ishq kahun namaaz mein bhi tumhaara khayaal hota hai wisaal e yaar ke aalam mein jaa ke aa na saka hazaar zohad kiya khud mein khud ko paa na saka zabaan pe aaye the isiya ka naabad o lekin sanam ke paon pe sar rakh ke phir utha na saka sajde mein sir kata kar shahe mashar chain ne itna buland ishq ka miyaar kar diya allah chashm yaar teri zauf shaaniyan jis dil ko dekha matla e anwaar kar diya iss iltefabe khaas pe qurbaan jaun main teri nazar ne meherme asraar kar diya tujhe dekha khuda ko dekha phir iske baad kuch na dekha deedar ke qaabil toh kahaan meri nazar hai yeh teri inayat hai ki nazar idhar hai \ but ko but aur khuda ko jab khuda kehte hain main bhi dekhun ke tujhe kya kehte hain khaate the thokrein jo zamaane ke the gada teri gali mein aaye to sultaan ban gaye main kuch nahi magar yeh haqiqat zaroor hai tere dar e karam se muhabbat zaroor hai yeh aur baat aaye na aadab e bandagi lekin tumhare dar se aqeedat zaroor hai kase mein mujh fakir ke kuch bhi nahi magar lekin tumhare ishq ki daulat zaroor hai mujh benawa ke waaste ye bhi toh kam nahi haathon mein unka daamne nisbat zaroor hai do zakh mein jo kaa mera saaya na jaye ga haathon mein mere inka daaman jalaye mujhko do zakh tauba tauba ho nahi sakta mil gayi hai sanad ghulami ki apni kismat pe kyun na naaz karun pehchaana jaunga iss naam o nishaan se main jab farishte qabr mein aayenge lene ko hisaab sau sawalon ka yahi hoga faqat mera jawaab mil gaya inka dar aur kya chahiye aye jabeen naaz kar aur kya chahiye main kiska kaun hoon kya kahoon nahin wo poochte kya hai qabr pe tehreer hai manaa nawazishaat ke qabil nahi hoon main phir bhi kisi ki mujhpe inayat zaroor hai jalwe hazaar saamne aate rahein toh kya aankhon mein farz unki ziarat zaroor hai aeena gham ki dhoop kabhi mujhpe aye fanaa sar pe kisi ka daaman e rehmat zaroor hai mera kya hai gulshan e bahr mein main rha toh kya na raha toh kya ye astaana hai ghareebon ka aabad rahe ye aasra hai ghareebon ka barqraar rahe mujhko matlab nahi zamane se haider e abdul ke aastane se nigahe karam haajiyon ko mubarik sar pe rahe daamane rehmat butkada nazdeek kaaba door tha ruk gaya bas yahin majboor tha ek ham hain ke hamein kuch bhi passe wafa ek woh hain ke karam ham pe kiye jaate hain unke sang e dar se kuch aisi aqeedat ho gayi umr bhar ki ek sajde mein ibaadat ho gayi dar pe hain dair o haram unki ibadat ko salaam jo dar e yaar pe sar apna jhuka dete hain hamne ye bandagi ka tareeka bana liya apne sanam ko yaad kiya sar jhuka liya kaaba kisi ke naaz uthaye toh hamein kya hamne toh unki yaad ko kaaba bana liya hujoom e gham se jab ghabra gaye hain kisi ke aastan pe aa gaye hain kisi ka aastan aalah o akbar sahaare besahaare paa gaye hain patta dekh gal vich sohne naam wala saunh rabb di koi dutkaarda nahi chahe kise dware utte bhaunk aawan tera samajh koi maarda nahi junoon e ishq ne behosh kar diya lekin phir bhi yaad e sanam main bhula na saka
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@RashidAli-oc1sr
@RashidAli-oc1sr 2 жыл бұрын
Ye kaha rah gyi thi mere se , thankyou
@silentkiller1520
@silentkiller1520 2 жыл бұрын
ابھی تو RGH والوں کے پاس 52 گھنٹے کی ریکارڈنگ باقی ہے جانے وہ کب ریلیز کریں گے
@johnsultimatum
@johnsultimatum 2 жыл бұрын
same bhai.....maine ek bhi qawwali nahi choddi sahab ki..lekin ye pata nahi kaise miss ho gayi!
@MuhammadAjmal-ic3mn
@MuhammadAjmal-ic3mn 2 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@anwarsumra2599
@anwarsumra2599 2 жыл бұрын
Ya RasoolAllah ya sahaba ya ahle bait haq chaar yaar 😘😘😘
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@ahmedbutt7236
@ahmedbutt7236 2 жыл бұрын
Kmaaal
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@northcrag6277
@northcrag6277 2 жыл бұрын
i have been listing to qawwali since my childhood and have been a fan of Nusrat Fateh Ali Khan since then and listen to so many collections but everyday i see new qawwali, that i have never listen before
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@tawfeeq7296
@tawfeeq7296 2 жыл бұрын
Mene bhi kal first bar suni behtreen qawali he alhamdulillah
@ahmedbutt7236
@ahmedbutt7236 2 жыл бұрын
Wa
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@awanqutubshai517
@awanqutubshai517 2 жыл бұрын
سبحان الله💚 الله أكبر مُحَمَّد ﷺ نصرت فتح صاحب ا للہ ان درجات بلند کرے اور مغفرت اللہ سبحان الله فرماے🕋🌍🤲🤲✨✨✨✨🤲🤲🤲
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
Ameen
@vishalbhosale7626
@vishalbhosale7626 2 жыл бұрын
Okay we will meet again here after 50 years and mire than 50
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@silentkiller1520
@silentkiller1520 2 жыл бұрын
واہ واہ خان صاحب
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@nomsardar
@nomsardar 2 жыл бұрын
I got one more download of King 👑 Thank You For this Eidi On 2nd Day ❤️
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@kuldeepakgarg8975
@kuldeepakgarg8975 2 жыл бұрын
Waah Waah
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@vaibhavjha5926
@vaibhavjha5926 2 жыл бұрын
Waah🖤🙏
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@bablukotbhai1218
@bablukotbhai1218 2 жыл бұрын
Best
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@akhiltazer2657
@akhiltazer2657 2 жыл бұрын
Kaun hai 27-04-22
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@rashybaloch4119
@rashybaloch4119 2 жыл бұрын
No words.....
@AmirAmir-ky9eq
@AmirAmir-ky9eq 2 жыл бұрын
Hiiiiiiii
@bablukotbhai1218
@bablukotbhai1218 2 жыл бұрын
Very good music 💐💐💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🥀🥀🥀🥀🥀
@a24742
@a24742 2 жыл бұрын
This is another gem❤️
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@death....676
@death....676 2 жыл бұрын
Osm
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@ArshadKhan-ch2hr
@ArshadKhan-ch2hr 2 жыл бұрын
there is no match of Nusrat
@writerbabarali5805
@writerbabarali5805 2 жыл бұрын
@ikhlaqaq
@ikhlaqaq 2 жыл бұрын
Tum ho Nazar k Saamnay meri namaz hay yehi kzfaq.info/get/bejne/qZmEos6KndnPoZs.html
@awalsaid4396
@awalsaid4396 Жыл бұрын
Nice
@mumtazkhan5661
@mumtazkhan5661 2 жыл бұрын
Nice
Qawalies by Nusrat Fateh Ali Khan
1:11:47
Sabir Hussain
Рет қаралды 978 М.
FOOLED THE GUARD🤢
00:54
INO
Рет қаралды 62 МЛН
Неприятная Встреча На Мосту - Полярная звезда #shorts
00:59
Полярная звезда - Kuzey Yıldızı
Рет қаралды 7 МЛН
DO YOU HAVE FRIENDS LIKE THIS?
00:17
dednahype
Рет қаралды 31 МЛН
Teri Kafir Nigahon Se Vakif  (Rare Qawwali)|  by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
35:24
Yaara dak ly khooni akhiyan nu | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
29:42
Irrelevant Thoughts
Рет қаралды 3,7 МЛН
Aag Daman Mein Lag Jaye  -  Nusrat Fateh Ali Khan
26:20
Bilal Saleem
Рет қаралды 622 М.
Bollywood Smash Hit Originals - Audio Jukebox - Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Worldwide
3:46:10
Oriental Star Agencies Ltd
Рет қаралды 1,1 МЛН
FOOLED THE GUARD🤢
00:54
INO
Рет қаралды 62 МЛН