No video

Zain Jafri | Teero'n Ka Samna | Reciting First Time | 1442/2021 | منقبت شہزادہ علی اصغر | زین جعفری

  Рет қаралды 820

Zain Jafri

Zain Jafri

6 ай бұрын

Reciting first time in a mehfil organized at Mir Takallum' house around 3 years ago. #ZainJafri#PoetZainJafri#RajabManqabat#ManqabatAliAsgharAS#UrduPoetry#ShehzadaAliAsgharKalam

Пікірлер: 9
@zaheeralamzaidi3316
@zaheeralamzaidi3316 6 ай бұрын
Jazakallah 🎉
@user-gt7qr2tg5p
@user-gt7qr2tg5p 6 ай бұрын
Mashallah
@ZawwarSaba
@ZawwarSaba 6 ай бұрын
Mashallah salamt rahin aap bhot khoob
@ImranDatoo
@ImranDatoo 6 ай бұрын
Salamat rahei mere bhai
@IslamicExplorers8003
@IslamicExplorers8003 6 ай бұрын
سلامت رہیں زین بھائی کیا کہنے 🥺❤️❤️❤️
@user-py7oz1oj9n
@user-py7oz1oj9n 6 ай бұрын
Assalam walekum Kya ye manqabat lyrics(likha )hua mil sakta hai
@zainjafri3694
@zainjafri3694 6 ай бұрын
Manqabat Shehzada Ali Asghar AS Tiro'n ka samna hey, or muskura rahe hen. Kis khandan se hen, Asghar bta rahe hen. Kaba bana rahay thay, Beta liye Braheem. Baba k sath Asghar, Kaba bacha rahe hen. Dunya me aa k Asghar, Karbobala se bolay: "Kuch dair sans lay len, or phr hum aa rahe hen." Hum Hajato'n ka Dar hen, hajat lay k aao. Ae Bay-kaso kaha'n ho, Asghar bula rahe hen. "Jab Deen par ho mushkil, ghar me na beth jana." Maida'n me aa k Asghar, hum ko bta rahe hen. Ae bay-zaban Asghar, hum ko zaban day do. Mehdi (AS) se puchna hey, kab tak Wo aa rahe hen. Beta ata kiya hey, Malik ne Zain hum ko. Hum usko lorio'n me nohay suna rahe hen. Zain Jafri ---- Izafi shair: Pehlay hi Karbala ka humsar nahi tha koi. Uska Janab-e-Asghar qad or barha rahe hen. Taqsim chahte hen Haider k nokaro'n me. Kuch log beech ghar me diwar utha rahe hen.
@ozzyhost
@ozzyhost 6 ай бұрын
Jiyo bhai Masha’Allah
@aliahmedsyed
@aliahmedsyed 6 ай бұрын
⁠@@zainjafri3694salam bhai apka whatsapp number mil sakta hai? Main india se Hoon apse kalam likhwana hai Moharram ki recording k liye…apke rply ka muntazir hoon bhai…
Они так быстро убрались!
01:00
Аришнев
Рет қаралды 2,8 МЛН
Советы на всё лето 4 @postworkllc
00:23
История одного вокалиста
Рет қаралды 5 МЛН
Really Beautiful Recitation By Pakistani Qari Vs Irani Qari
10:01
Alhuda Hub
Рет қаралды 2,3 МЛН
Matam karlo  Hussain ka logo dunya  fani ha
33:32
Dunsa Tormik
Рет қаралды 125 М.