Jis ko dekho har koi ma baap ke haqooq ke baat karta he lakin ma baap ke faraiz ko sub ignore kar dete hain. Koi AULAD ke haqooq ke baat nahi karta. There are no bad children, THERE ARE ONLY BAD PARENTS!!! Aksar ma baap aulad per bohat zulm kartay hain. Baap bahar ka gussa ghar me bachon ko janwaron ke tahrah mar peet kar nikalta he. Maa apnay husband ke or susral ke buraian apnay bachon ke samne karti he or rona dhona karti hain. Bachon ke samnay maa baap lartay hain. Bachon ko shadeed mental distress or depression ka mareez bana detay hain. Bara hota he to job ke or berozgari ke tanay martay hain. Bohat se maa baap chotay bachon ko child labour pe dal date hain jab unke khelnay ke din hotay hain. Kitni khanbees main aulad ko unke baap ke khilaf karti hain on dil me nafrat bhitati hain. Itna zulm kar ke logon ke samnay khud mazloom ban jatay hain or bachon ko villan bana ke paish kartay hain or buraian kartay hain. Ma Baap he buray hotay and bachay nahi. Aisay maa baap jahanam me jalain ge Inshallah!