Пікірлер
@AkankshaGupta-mt1pi
@AkankshaGupta-mt1pi 14 сағат бұрын
Baccho ko janam ghutti kis age tak dena chahiye @Drbrajpal pls btaye
@user-yp4ix7wn9b
@user-yp4ix7wn9b 14 сағат бұрын
Thanks, Dr. It's very helpful for me
@hasnin3794
@hasnin3794 18 сағат бұрын
Hello sir meri 4+ke ladki bas 11 kg vate hai aaj kal jo bhi khati h thodi der me he potty kr diti h din ke din vate loss hota ja raha hai hum bhot parshan plz kuch batai hum Dr ko bhi dekhaya
@khushbooraj136
@khushbooraj136 19 сағат бұрын
Sir meri 2 saal ki beti h or abhi 2 finger muh me chusti rehti h mne sab try Kiya but uski ye adat ni jati ,femite solution bhi use Kiya fir bhi koi frk ni pda . Plz help me sir
@vishnulaxmimishra3910
@vishnulaxmimishra3910 21 сағат бұрын
Sir mere baccha 1 year ka hai usko 6.5 hemoglobin hai doctor ne use blood chadhane ke liye kaha please sir aap bataiye ki aisa use kya khilaye ki uski blood leval badh jaye khoon na chadhwana pde please sir bata dijiye 🙏🙏🙏
@vishnulaxmimishra3910
@vishnulaxmimishra3910 21 сағат бұрын
Sir reply jarur kar dijiye sir ham bahut presan hai, sir doctor bharti karne ke liye kah rhe hai
@Oye_its_lavish
@Oye_its_lavish 21 сағат бұрын
Sir mere bete ko bhut Jada constipation rhta h to doctor ne uska dudh band Kia h m sirf usko rat me dudh deti thi to ab m usko rat me dudh Ki jagah kya dahi de skti hu
@alizaumaiza
@alizaumaiza Күн бұрын
dr. ap bhut acha gaite krty h thk alots❤
@kalpanasolanki
@kalpanasolanki Күн бұрын
Let food be ur medicine.. aur doctors ye baat kyu nhi samajhte.. itni antibiotics dete hain.. aur doctor change kro to har doctor khud ki alag antibiotic deta hai.. purane prescription se mtlb hi nhi.. now my baby is suffering from mouth candidiasis due to low immunity.. aur wo dikhane gye again doctor has prescribed new antibiotic, ibrufin and paracetamol.. kash apki ye line doctors samajhte..
@Godjithanks
@Godjithanks Күн бұрын
Rava kaisa hota hai babys k liye
@airasinge012
@airasinge012 Күн бұрын
Sar mere bacche ke Kan ke piche guilty hai please bataiye na kya hai vah
@princidixit2844
@princidixit2844 Күн бұрын
Thnkuu sir
@artikashyapkashyap8144
@artikashyapkashyap8144 Күн бұрын
Thank you for information sir mera bccha ab khane lga h phle kuch bhi ni khata tha jb se ap ne btaya h kese kya krna h kese khilaye thoda time to lga but ab sb dhire dhire khane lga h thank you sir once again 🙏🙏
@jyotivjsaini2260
@jyotivjsaini2260 Күн бұрын
1.5 year ka beta h Dudh me gud Mila k deti hu Baki abhi tak chini or namak nhi diya Gud de sakti hu?
@kaminimaurya9690
@kaminimaurya9690 Күн бұрын
Thanks🌹🌹🌹 sir
@EbrahKhan
@EbrahKhan Күн бұрын
Sir main aap k sare video dekhti hu or aap jesa bolte h main besa hi baby ko khilati hu.. meri beti 18month ki h mene abhi to use sugar or na bahar ka kuch dya ... Kya hm gud khuika skte h kya thank u
@PraveenMeshram-yu5dm
@PraveenMeshram-yu5dm Күн бұрын
Dr. Kisi ka bachha bahut hi mota hota hai or kisi ka nhi yaisa kyu hota hai iska kya karan yai
@PraveenMeshram-yu5dm
@PraveenMeshram-yu5dm Күн бұрын
Dr. Kya karan hai ki bachha khana to khata hai bhir bhi motu kyu nhi ban Rahi hai
@PraveenMeshram-yu5dm
@PraveenMeshram-yu5dm Күн бұрын
Write sir thank you for information.
@user-fp2zo9jt8k
@user-fp2zo9jt8k Күн бұрын
Mai dry fruits deti hu apne baby ko pr uska vajan thik se nhi badh rha hai kya kre bataye sir
@zahrasworld6166
@zahrasworld6166 Күн бұрын
Sb khilati hu tbhi bimar pdti hai
@priyankapattanaik5414
@priyankapattanaik5414 Күн бұрын
Hygiene maintain karen... Bahar se jitni baar ghar aye proper hath, pair, muh dhulaye. Raat ko kapde change kara de. Hope it works.
@rimmykour4212
@rimmykour4212 Күн бұрын
Mujha toh join button show h nhi ho rhaa kya koi bta sktaa ha kidr se join krna ha
@komalgarg4462
@komalgarg4462 Күн бұрын
Sir mare baby ko milk se एलर्जी है उसको milk ya milk se bani chije dene se poti ki problem ho jati h to muj kya karna chiye 9 month se uska dud band kr rkha h
@ruchikaramteke99
@ruchikaramteke99 Күн бұрын
Sir plz make video on chikengunia in babies.
@Nadiakhan-z5j
@Nadiakhan-z5j Күн бұрын
B😊nbj
@naturalvedioes2721
@naturalvedioes2721 Күн бұрын
Kabse dia jata hai badam
@Maheenshaikh19
@Maheenshaikh19 Күн бұрын
Vita mari
@user-ij6bb1ru6r
@user-ij6bb1ru6r Күн бұрын
Sir mare beta 22 months ka hi or uska weight 9 kilo hi or doctor ko bi dhika liya par wo abi tak roti ni khta hai kuch bi nahi khta only Mera dud pita hai
@pushpalatabansal5547
@pushpalatabansal5547 Күн бұрын
3 sal ka pota hy bhot dhyan k baat bhi dr. Booly animek hy ab bhtay ki kya dhyan rakhy
@tinadutta6592
@tinadutta6592 Күн бұрын
Sir mera beta 9 month ka h or uska hair bahut gir rha h ye normal h
@meelyalrounders6928
@meelyalrounders6928 Күн бұрын
Banana
@PritySingh-iq1mr
@PritySingh-iq1mr Күн бұрын
Sir bacho ko giloy de skte h kya ...meri beti 2 sal ki h us k hmesha Sardi rehti h to kya me us k giloy de skti hu ??????
@NishaVijayran
@NishaVijayran Күн бұрын
Mere to husband hi nhi mante m kya kru sir in law ko to tb bolu jb ye mane
@NishaVijayran
@NishaVijayran Күн бұрын
Sir mere In law mante hi nhi chocolate biscuits khila rhe h mere Bete ko
@ujwalamarathe1360
@ujwalamarathe1360 Күн бұрын
Low vision baby ko kaise khelaye, not ready for eating
@monikumari965
@monikumari965 Күн бұрын
Hello sir, baby w sitting position pe baithta h, isliye excercise btaye please
@RudrSharma-143
@RudrSharma-143 Күн бұрын
Maine sir badaam 😊
@NishaVijayran
@NishaVijayran Күн бұрын
Sir 1 question Mera baby 8 month ka h aapki ek video dekhi thi jisme aapne bola Tha mother ko knowledge h to bacha thik Rhega lekin mother ki koi sune hi nhi to mother kya kre
@pushplata6886
@pushplata6886 Күн бұрын
very fruitful vedio sir, we are thanking you heartily for your this good work ,, your channel is very helpful for us because I have Twin babies
@airasinge012
@airasinge012 Күн бұрын
Sar bacche ke Kan ke piche na guilty ho gaya hai please bataiye na kya hai
@ritznegi1652
@ritznegi1652 2 күн бұрын
I tried...it worked
@Kainatpasoon
@Kainatpasoon 2 күн бұрын
Thank you so much
@RimpaDas-i7t
@RimpaDas-i7t 2 күн бұрын
Sir 2 years toddler ko cornflakes with milk, dates, almond , cashew nut de sakte hai?? Pls reply sir
@mohdsabir6561
@mohdsabir6561 2 күн бұрын
baby k lie koi recipe bataye jisme sab cheeje ho vitamin carbohydrates. protin bataye plzz
@skmuntaj9499
@skmuntaj9499 2 күн бұрын
Sir mera 3.5 yr ka hai lakin wajan 10.5 kg se jada nhi hora kuch upai bataiye
@pujaborah6186
@pujaborah6186 2 күн бұрын
Sir please g6pd ki upar ek video banaye