Рет қаралды 30,543
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
00:00 - Start & Introduction !!
02:31 - Ayat 113: "Payghumbar ko aur doosray musalmanon ko jaaez nahi kay mushrikeen kay liye maghfirat ki..."
09:27 - Ayat 114: "Baap" Walid hota ya Chacha ?? Hazrat Ibrahim عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ ka Baap Kaafir ??
15:17 - Ayat 115: "Aur Allah aisa nahi kerta kay kissi qom ko hidayat ker kay baad mein..."
17:54 - Ayat 116: "Bila shuba Allah hi ki saltanat hai aasmanon aur zamin mein. Wohi jilata aur..."
18:15 - Ayat 117: "Allah Taalaa ney payghumber kay haal per tawajja farmaee aur mohajreen aur ansaar kay..."
19:40 - Ayat 118: Sayyidina Ka'aab Bin Maalik عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ ki Toabah ??
48:01 - Ayat 119: "Aey eman walo! Allah Taalaa say daro aur sachon kay sath raho."
48:36 - Ayat 120: "Madinay kay rehney walon ko aur jo dehaati unn kay gird-o-paish mein hain unn..."
50:15 - Ayat 121: "Aur jo kuch chota bara enhon ney kharach kiya aur jitney maidan inn ko..."
50:45 - Ayat 122: "Aur musalmanon ko yeh na chahaiye kay sab kay sab nikal kharay hon so..."
52:29 - Ayat 123: "Aey eman walon! inn kuffaar say laro jo tumharay aas pass hain aur inn..."
53:07 - Ayat 124: "Aur jab koi surat nazil ki jati hai to baaz munafiqeen kehtay hain kay..."
53:34 - Ayat 125: "Aur jin kay dilon mein rog hai iss surat ney unn mein unn ki..."
53:59 - Ayat 126: "Aur kiya inn ko nahi dikhlaee deta kay yeh log her saal aik baar..."
54:41 - Ayat 127: "Aur jab koi surat nazil ki jati hai to aik doosray ko dekhney lagtay..."
56:02 - Ayat 128: Rasool Allah ﷺ ki Apni Ummat say Muhabbat !!
57:55 - Ayat 129: "Phir agar roo gardaani keren to aap keh dijiye kay meray liya Allah kafi..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza