No video

गुरु दत्त का दर्दभरा गाना (HD) Ye Kuche Ye Neelam Ghar Dilkashi Ke : Mohammed Rafi | Pyaasa (1957)

  Рет қаралды 22,205

SuperHit Gaane

SuperHit Gaane

Күн бұрын

Shed a tear with Guru Dutt's sad song 'Jinhen Naaz Hai Hind Par ' from their Starrer movie "Pyaasa (1957) ". Sung by Legendry Singer Mohammed Rafi.
🔸 Stay updated with latest videos from SuperHit Gaane ✔️
SUBSCRIBE NOW : bit.ly/3iZ0vcT
🎵 Song Credits ✔️
Movie : Pyaasa (1957)
Song : Jinhen Naaz Hai Hind Par
Singer : Mohammed Rafi
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Music Director : S D Burman
Director : Guru Dutt,
Starring : Guru Dutt, Mala Sinha, Waheeda Rehman,
Rehman, Johny Walker, Mehmood, Tun Tun.
🎵 Click & Play Amazing Songs from SuperHit Gaana Playlist :
► Guru Dutt Classic Songs Click Below Link :
• Guru Dutt Classic Songs
► Pyaasa (1957) Movie Songs 4K Click Below Link :
• Pyaasa (1957) Movie So...
► Classic Color Songs (4K) Click Below Link :
• Black & White To COLOR...
► Mohammed Rafi Ke Gaane Click Below Link :
• MIX - Mohammed Rafi Ke...
► [4K] Vintage Black & White Hit Songs Click Below Link :
• [4K] Sadabahar Gaano K...
► S.D. Burman SuperHits Song [4K] Click Below Link :
• S.D. Burman SuperHits ...
► Mohammed Rafi Best Songs Click Below Link :
• Mohammed Rafi Best Songs
► Bollywood 4K Romantic Songs Click Below Link :
• Bollywood 4K Romantic ...
► Hindi Romantic Songs 4K Click Below Link :
• Hindi Romantic Songs 4K
► Shakti Samanta Songs Click Below Link :
• Shakti Samanta Songs
► Old Bollywood Songs in 4K Click Below Link :
kzfaq.info...
► Hindi Classic Songs 4K Click Below Link :
• Hindi Classic Songs 4K
► Bollywood Classic Songs in 4K Click Below Link :
• Bollywood Classic Song...
🔸 Lyrics of Jinhen Naaz Hai Hind Par :
Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye kooche ye nilaam
Ghar dilkashi ke
Ye lutate huye
Caaravan zindagi ke
Kahaan hain kahan hain
Muhafiz khudi ke
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Ye purpech galiyaan
Ye badnaam bazaar
Ye gumnaam raahi
Ye sikkon ki jhankaar
Ye ismat ke saude
Ye saanson ke taqraar
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Ye sadiyon se bekhauf
Sehmi si galiyaan
Ye masli huyi adhkhili
Zard kaliyaan
Ye bikti huyi khokhli
Rangraliyaan
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Wo ujle darichon mein
Paayal ki chhan chhan
Thaki haari saanson
Pe table ki dhandhan
Ye berooh kamron me
Khaansi ki thanthan
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Ye phoolon ke gajre
Ye pikon ke chhinte
Ye bebaak nazren
Ye gustaakh fiqre
Ye dhalke badan aur
Ye bimar chehre
Jinhen naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Yahaan pir bhi aa chuke
Hain jawaan bhi
Tanomand bete bhi ha ha
Abbaa miyaan bhi
Ye biwi bhi hai
Ye biwi bhi hai aur
Behan bhi hai maan bhi
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Madad chaahti hai
Ye hawwa ki beti
Yashoda ki hamjins
Radha ki beti
Payambar ki ummat
Jule khan ki beti
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hain
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hain
Zara mulk ke
Rahbaron ko bulaao
Ye kooche ye galiyaan
Ye manzhar dikhaao
Jinhe naaz hai hind
Par unko laao
Jinhe naaz hai hind
Par wo kahaan hai
Kahaan hain kahaan
Hain kahaan hai
#superhitgaane #bollywoodclassicsongs #gurudutt #mohammedrafi #MalaSingh #bollywood4ksongs #4ksongs #BollywoodSongs #HindiSongs #RomanticSongs #LoveSongs #60shindisongs
गुरु दत्त का दर्दभरा गाना (HD) Ye Kuche Ye Neelam Ghar Dilkashi Ke : Mohammed Rafi | Pyaasa (1957)

Пікірлер: 13
@Anjaney10
@Anjaney10 5 ай бұрын
Zindagi yunn to kitaab hai jiske shabd yaad rakhna mushkil hai, bas samjha ja sakta hai lekin kuch shabd aise bhi hai jinhe mein hamesha yaad rakhna chahunga jaise 'PYAASA' ❤
@shyaaammeneen63
@shyaaammeneen63 Жыл бұрын
The lyrics need to be understood--very powerful and relevant even today.
@VCT3333
@VCT3333 Жыл бұрын
Adapted from Sahir's published poem called Chakle. Just cynical and despairing at the state of the country after the glow of independence had worn off. Still relevant as a valid indictment of the political leadership of the country even today.
@rashpalsinghriat286
@rashpalsinghriat286 3 ай бұрын
कुछ चीजें बदलती नहीं। हालात आज भी वही है 😢
@dilippingale7661
@dilippingale7661 3 ай бұрын
Sahir has dissected the indian society and brings open the two sides of Jekil and hide.My humble tributes to Mohmd Rafi, Sahir and S.D.Burman ,if I am not wrong. Jinhe naaz hai hind per woh kaha hai, shayad laaz ke mare muh chopate ghum rahe hai.
@rajivaranjan9523
@rajivaranjan9523 11 ай бұрын
Thanks for posting this beautiful male solo and video
@harishnayyar6633
@harishnayyar6633 14 күн бұрын
Beautiful lyric required
@kundanlal1680
@kundanlal1680 3 ай бұрын
We are thankful who presents this song- kl team jalandhar punjab indian 4.05.2024
@bhupendrabhagat6056
@bhupendrabhagat6056 Жыл бұрын
Superb song......
@ashutoshpandit9340
@ashutoshpandit9340 7 ай бұрын
The poet who wrote this was jailed at that time And that was freedom Exactly what happened what he wrote in this song
@bharatkhadkhad9224
@bharatkhadkhad9224 10 ай бұрын
Lajawaab
Prank vs Prank #shorts
00:28
Mr DegrEE
Рет қаралды 8 МЛН
Get 10 Mega Boxes OR 60 Starr Drops!!
01:39
Brawl Stars
Рет қаралды 17 МЛН
UNO!
00:18
БРУНО
Рет қаралды 5 МЛН
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To - Guru Dutt, Mohammed Rafi, Pyaasa Song
4:51
Rafi Saab - Javed Akhtar
47:36
Firoz Ahmed
Рет қаралды 4,9 МЛН
Lata Mangeshkar : Lag Ja Gale | Old Hindi Sad Song | Iconic Bollywood Song
6:57
Prank vs Prank #shorts
00:28
Mr DegrEE
Рет қаралды 8 МЛН