No video

Joint Family System Exposed | Sahil Adeem

  Рет қаралды 31,868

Sahil Adeem Podcast

Sahil Adeem Podcast

Жыл бұрын

In this Video Sahil Adeem is talking about
- Concept of Joint Family System in Islam
- Joint Family System and its issues
- Is joint family System allowed in Isalm?
- Joint Family System Ka Islam Main Koi Tasawwur Nhi
........................................................................
✅ Complete Video Link:
• Sahil Adeem Latest Spe...
.....................................................................
Don't Forget to Follow us on all Social Networks ✅
WhatsApp Group Link:
chat.whatsapp....
TikTok Link: / motivationinspirationpk
Facebook Page Link: / motivationinspirationo...
Twitter Link: Sa...
........................................................................................
Copyright © ‪@SahilAdeemPodcast‬ All Rights Reserved.
..................................................................
We are the Official Media Partner of Sahil Adeem. Subscribe to our Channel
@Motivation and Inspiration for Latest and Exclusive Videos of Sahil Adeem.
#SahilAdeem #SahilAdeemMotivationalSpeaker #SahilAdeembanned #Sahiladeemviralvideo #LGBTQ #lumsuniversity #SahilAdeemBahriaUniversity

Пікірлер: 196
@Ben-el8nf
@Ben-el8nf Жыл бұрын
Jo joint family me nhi rahe kabhi woh nhi smjh skte You are absolutely right, we know how parents influence children till the age of 50 and then his elder brother and sister ..
@gateaspirant2383
@gateaspirant2383 Жыл бұрын
Joint Family system is such an evil which is practiced since ages. May this system come to an end. We have suffered enough of it.
@ramshaayoub2058
@ramshaayoub2058 Жыл бұрын
We should take stand and fight against this pathetic culture that has ruined hundreds of generations.
@misskhawaja9147
@misskhawaja9147 Жыл бұрын
I am going through this situation.....baray bhaiyon k bachy out of control hain badtamez hain galiyan daity hain even apni maa ko gali day daity hain aur koi kuch nhi karta bara agar unki maa kuch kahy tu larai alag bnti hai jo k baray hi bnatau hain meray ghr ka mahol bohut disciplined tha aur main is waja sa bp patient bn gi hon k main apni bachay ko kaisay palon kaisay in bad behavior aur mahol say dor rakhon jub k shohar separate ho hi na
@shahidmaqsood2259
@shahidmaqsood2259 Жыл бұрын
Hum in ka parents ke respect kara but husband wife ka parents ka respect nahe karta
@faizamubeen7797
@faizamubeen7797 3 ай бұрын
True
@salmanbinehsan7192
@salmanbinehsan7192 Жыл бұрын
Ye lecture pehly parents k liye hona chahiye tha na k youth k liye, youth my sy kuch log nonsense hoty jo bina kuch sochy arguments krty logo sy or unko kick mil jaye ghi. Ye lecture parents ko dena chahiye sir tq k unmy sense paida ho or youth ko Intel actual basics clear krny chahiye
@Aysh_khan_i
@Aysh_khan_i Ай бұрын
Ye youth abi ma bap bny gy...inko pta hona chahiye k apny bachy kese paly
@simpleeasyliving
@simpleeasyliving Жыл бұрын
Jnt family syst to wese b acceptable ni ha q hsbnd's brther namehram hota ha r namehram b wo jisko "moat/death" kaha gya ha (Ref. Sahih Bukhari 5232)
@umairaslam8623
@umairaslam8623 11 ай бұрын
The joint family system is destructive....old brother not only earns for himself but also younger brother for whom he destroy life of his own family
@tarannumalam2274
@tarannumalam2274 Жыл бұрын
Sahil bhai shauhar maa baat ki khidmat karne ke liye din bhar Ghar me nahi hote unko office Jana hota hai isi liye biwi apne shauhar ki zimmedari Puri karti hai or unke badle apne saas sasur ki khidmat karti hai... shauhar or biwi ek dusre ki zimmedariyan aapas me devide kar lete hain or yahi understanding hai agar shauhar din bhar Ghar me srf isliye rahe ki walidain ki khidmat karni hai to phir Ghar me paise laakar Dene ki bhi to zimmedariyan unhi ki hai .
@ramshaayoub2058
@ramshaayoub2058 Жыл бұрын
To Sahaba jehad bh krte the or rozi bh kamate the, deen ki tabligh bh krte the mgr parents k ghar me nh rehte th. Wo kya sara din khidmat krte th? Nh na.. To khud ko jhooti tassali dena chor den. Aurat ko itne haqeer kam k lye bnaya h Allah ne k bs kitchen se bahir nh aaye? Aurat ki zimedari nasal tyar krna h jo Allah k deen ko phelayen us k lye lare. Agr sara din maa saas susar ki khidmat kre g to bachon pr kab tawaja de gi? Yehi waja h k aaj kal Muhammad bin qasim nh tiktokers paida ho rh hn. Tarbiyat ka waqt or himmat nh th maaon k pas.
@asimzan
@asimzan Жыл бұрын
u r on right track and sahil has totally ignored it.
@fatimaarooj-fm2mj
@fatimaarooj-fm2mj Жыл бұрын
Agr parents galat hon to alag hoajan chaye agr achay to ni hona
@disguised4441
@disguised4441 Ай бұрын
dono responsibilities ALLAH Pak ne mard ke zimay di hen, or ALLAH PAK insan ki haisiyat se zyada usper bojh nahi dalte
@Aysh_khan_i
@Aysh_khan_i Ай бұрын
Mard ki fazilat b isi Liye he k Kam ziada krny hn usko warna qanoon me to dono mrd aurat brabr hn... Ikhtiyar or fazilat chahiye to zimmedari or Kam b double kry
@truewords8873
@truewords8873 Жыл бұрын
آپ صحابہ کی طرف جا رہے ہیں ہمارے پاس سب سے بہترین نمونہ حضرت محمد ﷺ کی ذات پاک ہے ۔ جب حضرت محمد ﷺ کے باپ جیسے چچا نے کفار مکہ کے مشتعل ہونے پر آپﷺ کیلیٸے فکرمند ہوکر اللّٰه کا پیغام نہ پھیلانے کا مشورہ دیا تو آپ ﷺ نے فرمایا کہ "خدا کی قسم ! وہ میرے داہنے ہاتھ پر سورج اور بائیں ہاتھ میں چاند لا کر رکھ دیں اور یہ چاہیں کہ میں خدا کا حکم اس کی مخلوق کو نہ پہنچاؤں، میں ہر گز اس کے لئے آمادہ نہیں ہوں۔ یہاں تک کہ خدا کا سچا دین لوگوں میں پھیل جائے یا کم از کم میں اس جدوجہد میں اپنی جاں دے دوں‘‘ ۔ اور مزید یہ کہ آپ ﷺ نے تو اپنی بیویوں کو ایک ساتھ ایک گھر میں نہیں رکھا ۔ ہر طرح کے اصول قرآن میں سکھاٸے گٸے ہیں لیکن بے شک سمجھنے والوں کو ہی سمجھ آتی ہے جن میں سوچ ، فکر اور جستجو ہو۔۔۔۔ جنہیں اللّٰه سمجھا دیں ۔
@gharkibatein
@gharkibatein Жыл бұрын
I have a few questions If the wife has no responsibility towards the inlaws and the inlaw's house she is living in, does this mean that she has no rights in that house? How can a man working from 9 to 6 take care of his parents simultaneously? what are a man's responsibilities towards his parents in law? The joint family system is more of a support system for young couples because affording a separate house is not possible in current economic situation. For south Asia the best approach is to educate both parents and children, parents need to give more space and privacy to their children and children need to be more responsible towards their parents.
@zshoaib86
@zshoaib86 Жыл бұрын
The whole world is able to afford only Indian subcontinent people has this problem.
@gharkibatein
@gharkibatein Жыл бұрын
@@zshoaib86 if you can afford live seperate
@Qundeel97
@Qundeel97 Жыл бұрын
Sensible view point...
@zshoaib86
@zshoaib86 Жыл бұрын
@@gharkibatein I am a teacher and I face this problem everyday because the children behavior is very abnormal most of them always try to bulley those who are respectful towards others and I am 200℅ shure that this behavior comes from the behavior of Tayi chachi and taya chacha along with whom they love in a joint family system because husband wife don't do this in front of their children. And there are privacy issues when you share the space with others. So it's not about just me and you. And true relatives supports each other mostly when lives far apart those who lives together mostly destroy each other both mentally and financially. Do some research on it.
@skyblue-wf1lq
@skyblue-wf1lq Жыл бұрын
YESSS I feel the same for example Mr Sahil want his children to respect and take of parent now father is out for work and mother is not doing any thing she is continously using mob Masi come to house to cook to clean and do laundry and that lady is using the house eating dress g doing every thing NOW my question what children are learning and top of that these people are telling girls you have no responsibility expect except sleeping with husband and having children what kind of society we are developing 🤬🤬🤬🤬 I'm out of Pakistan so we have to work in office and then we cook as well take care of children other national specially Indians wives they are a very good example for us to learn
@childeducationgalleryforal1630
@childeducationgalleryforal1630 Жыл бұрын
Assalam O Alaikum Aap maa bap k hakok ki hakikat bta rhy hain. Yan to mehman ko bhi Bhagwan bnaya hota hai saas susar ny. Bahu to Lai hi is Liye jati hai k susar ny system apni wish py chalwana hota hai. Susral k kuty ko bhi Bhagwan ki tarha pojna bahu ka farz kaha jata hai. Is ko bhi explain kr dy taky mu toty is Hinduism ka Jo Pakistani saas susar k damag mein hai
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Sahil bhae kah jay old parents jab ap old ho jy gy to kaha jy gy
@usmansadiq8754
@usmansadiq8754 Жыл бұрын
Yes I agree with him on this statement that we should not make her to take care and cook for our parents and make her feel like a servant and not give her rights of her if we can afford a servant and have a separate house for her to settle her in it divorces happens like that it's true what he's saying my cousins / sons of khala their wifes also left and now living in separate houses but there's a problem they have to give rent the reality is that now houses are more expensive that newlyweds now think twice before leaving husband's home
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
Who gonna cook for your old parents if your wife can’t do that for you and your old parents , when what is the point to get Married if we have to work outside 24/7 , cook for old parents and take care of wife and our homes , and we can’t afford servants coz of high cost . I don’t agree with this point of sahib adeem . Someone have to take care of old and sick parents and man can’t do that because they have to stay out and work 24/7 to fulfill the needs of family and house .
@alijaffer8766
@alijaffer8766 Жыл бұрын
There is no compulsion in serving husband parent...rest all social issue need to look in true picture...Islam has no restriction living together or seperately ...there r certain restriction of Mahram etc...try to understand in true perspective bro
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
@@alijaffer8766 there are no compulsions but it is necessary to maintain the livelihood of home. If one doesn’t do that home will be more than hell for a single man who is working out , yes there are rights for wives in different situations but we can’t fit one word for all the situations that in-laws don’t have to do . If that so then we don’t need wives if they can’t be helpful to us and make us work like animals. There is no compulsions but in such scenarios it’s necessary. Imagine yourself as an old dad with only one son living separately with his wife and you are old , weak and sick can’t do anything by yourself and you wait the whole day with hunger for your son to return home then cook and feed you because his wife can’t do that or don’t wanna do that , then you will understand that one word cannot be fitted in every situation.
@shakeellone8106
@shakeellone8106 Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r these are just scoring theire points
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r its not wife problem…its thag husband headache to manage time for his father. Dont look for free maids.
@emamagulzar8387
@emamagulzar8387 Жыл бұрын
Now next level will be "aurat march" Focus on Good behaviourism of everyones. Because when the nails grow, the nails are cut, not the fingers. In the same way, the abusive parents should be targeted, not the innocent parents should be thrown out of the house.
@jannahway4517
@jannahway4517 Жыл бұрын
Absolutely right
@sadafsiddique798
@sadafsiddique798 Жыл бұрын
@binte gulzar did sahaba throw parents out of the house nauzubillah if they kept their wives in separate hujrat?
@user-zp6fz2sf6m
@user-zp6fz2sf6m 11 ай бұрын
Jab Islam ne aik rule Bata diya tumko phir bhi Tum apni chit leke Bethe huye ho tum aadha Islam aur aadha culture loge tou sirf nuksaan hi hoga kisi sahaba ne apni maa ki zimmedari apni biwi pe nhi daali aur Aap sallallahu alahi wasallam khud 9 biwian alag gharon me rakhin Hain aur konsa mufti hai Jo ye BAAT batata hai k 4 biwian aur 1 maa ko aik hi chat ke neeche rakho jab nikah karoge Tou khud hi barkat hogi alag Ghar rakho aur Allah pe bharosa karo sab hojayega
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Bivi ka fraz ni sas susar ki khidmat krna ur jo kr ri han un ko rokna apka faraz ha ?
@65abdulrahman94
@65abdulrahman94 3 ай бұрын
In joint family women and children are safe. They are provided for and protected from external threats
@noshadar
@noshadar 2 ай бұрын
But internally they are not.
@foodmania.546
@foodmania.546 Жыл бұрын
Sahil sb ye kehna tou bht asan hai k bewinka farz nhi hai shohr k parents ki khidmat karna..aaj ki aurat ko ye baat bht achi tarha se pata hai aur hr larki jiski shadi aaj se das saal pehly bhi agr hui hai to usny yehi fatwa samny rakh k shohr ko maa aur baap se alag kar lia..phr kyunk shohr k pas job k baad time hee nhi bachta ab wo kya kary maa aur baap ki khidmat karny jaey ya bewi aur bachon ko time de .iska hal bhi btaein
@farahkhanum8748
@farahkhanum8748 Жыл бұрын
Un. Maa Baap ki khidmat Sahil sahib karain ga🤔🤔
@MYAS74182
@MYAS74182 Жыл бұрын
اسلام نے یہ کہا ہے کہ بیوی کی اپنی ذاتی زندگی ہونی چاہیے جو ایک گھر میں رہ کر بھی پوری ہو سکتی ہے لیکن بیوی کا یہ کام نہیں ہے کہ وہ آپ کے ماں ، باپ کو وقت پر ناشتہ کھا نا دے ، اُن کے کپڑے دھوئے ۔ خدمت اور علامی میں فرق ہوتا ہے۔
@engrmuhammadmazhariqbal6980
@engrmuhammadmazhariqbal6980 Жыл бұрын
Hello Sir, I totally agree with you. But your way of explanation may leads and give courage many girls to provoke against their parents as well in-laws. Serving in-laws very far, girls of young generation even avoid to give respect to in-laws. Give lectures for respecting in-laws as their parents and let their husbands to serve their parents as they have rights. Also advise them not force their husbands to leave his parents. I saw a lot of your videos and inspired but today your lecture gives a sight of women empower. Nowadays girls are getting divorce to live separately without husband’s parents, sisters and same girls wants her brother’s wife to serve and respect her parents. In educated families divorce is not happening coz of not serving inlaws. Educate young generation in positive way and use Islam to unite families and Muslim ummah, not to separate them.
@SahilAdeemPodcast
@SahilAdeemPodcast Жыл бұрын
He is talking about Islamic Family system. How one can add those things in Islam which are not the part of Islam. He is not teaching to disobeying parents but he is clearly saying that taking care of your parents is your duty
@khansaulathanif2016
@khansaulathanif2016 Жыл бұрын
I'm not agree with him we are not living in Saudi Arabia we are in India and Pakistan.
@umm_Habeeba
@umm_Habeeba Жыл бұрын
@@khansaulathanif2016 are u Muslim or Hindu ?
@sadiaaftab1981
@sadiaaftab1981 10 ай бұрын
Mother ki economic hidmat tu bata kar sakta ha.physical hidmat kon karay.khas tor per jab woo malazim b afford na kar sakay.specially bimari main.
@Aysh_khan_i
@Aysh_khan_i Ай бұрын
Ye b islam me hi he beta hi kry ga... fazilat di hui he mard ko qk Kam ziada diye hn...suhaba read krlien
@sonalfatimashaikh6935
@sonalfatimashaikh6935 Жыл бұрын
Sahil Bhai giving shikayat
@autumnleaves8717
@autumnleaves8717 5 ай бұрын
Fuck joint Family system. Curse of Society !!!
@SaifullahMaan
@SaifullahMaan 3 ай бұрын
Izat kerna bhi farz ni, izat kamai jati ha, kerwai ni jati
@muhammadreyan9644
@muhammadreyan9644 3 ай бұрын
U r right joint family system is not acceptable in islam
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Ap kasy khidmat krty han apni walda ki apny walad ki jab k un k jism ma taqat ni ha to ap unka khna khud bnay gy un k kapry wash khud krty han Sahil bbae ap btay ap un k liy kya kam kr skty han
@Quranicverses965
@Quranicverses965 4 ай бұрын
Sirf lecture day sktay hain apna ghr chalanay k liye
@Quranicverses965
@Quranicverses965 4 ай бұрын
Yeh monafik log hain yeh khod joint family system may rehtay hain or dosro ko lecture day rahay hotay hain
@Quranicverses965
@Quranicverses965 4 ай бұрын
Baat mokammal Keh is trah lurka biwi ki wo khowahishaat bhi pori krta ha Jo shariat nay nahi likhi waha to nai boltay ladies ko ku husband say shariat k ilawa hakook maang rahi ho
@usamazafar4236
@usamazafar4236 11 ай бұрын
shohar jb bv k maa baap ki izat nai krta to phr kis mun se bv ko kehta hy k meray maa baap ki khidmat aur izat kro
@bilalrizwan9822
@bilalrizwan9822 Жыл бұрын
Sahil sir aap govt Sy kahy poray Pakistan main old homes banva dain tk parents ki vaja sy bacho k ghar kharab na ho es Tara parents ko koe jaga to milay rahny ki....bv ko Banda separate rakhy theek hai lakin Samaj nhi ate jab apna beta separate rahy tab boht takleef Hoti hai Jo apny leay insan Pasand karay dosro KY leay bhi wohe life Pasand karay.... parents hamary aik mukan py ly jatay Hain unhy borhapy main tanha kasay chor day... husband bv bacho KY leay din Bhar job karay parents ko kasay dekhy bv ko chaheay Thora cooperate kar ly husband KY sath q KY har Jawan NY akhair old hojana hai apny time py....parents ko bhi Allah hedayat day agar betay ki Shaadi karay phir Koshish karay KY Kise betay k betay k ghar un ki vaja sy kharab na ho... Allah hum sub ko hedayat day aur Dil wasi karny ki tofiq day ameen
@b201aman6
@b201aman6 Жыл бұрын
,@@aiyshasafdar2195 Then you tell what a wife is supposed to do if she doesn't want to work outside and pay the bills? Does she want everything for free and let her husband do all the work?
@user-zp6fz2sf6m
@user-zp6fz2sf6m 11 ай бұрын
​@@b201aman6kiaa bachon ki zimmedari aur Aapke liye khaana pakana aur Ghar ka khayal rakhna Kam hai
@lmn9876
@lmn9876 Жыл бұрын
Maferman hona or bghawat kerna .leader ship ki neshani hay
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Society sa kat jy ge wo larkia jin k views lana k liy ap joint family system ko depromote kr rhy han
@aroojasghar6
@aroojasghar6 Жыл бұрын
It's true mostly men near 40 or above unable to take own decision even wife will buy a suit or not is decided after in laws conference
@hamidkhanpathan8096
@hamidkhanpathan8096 Жыл бұрын
SAHI KAHA SIR AAP NE .
@sadiaaftab1981
@sadiaaftab1981 10 ай бұрын
Ya b bata dai k kuen Allah ny saas susaar ko mahram rakha.jab k davar and jetha ko nahi.
@tufailshah2600
@tufailshah2600 Жыл бұрын
Sir g being a Muslim how can you say.... In a Muslim culture how can you see faraiz etc
@abdulazeem7179
@abdulazeem7179 Жыл бұрын
faraiz and huquq can be sen by shariat.... In Islami sharia each things are defined.
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Khuda k liy new generation ka mind old house ki taraf mat dhakaly ap apny liy viewers to bna skty han asa kr k lakin asliyat sa rukh ni phair sky gy
@nadiaarif1989
@nadiaarif1989 Жыл бұрын
مجھے ایسا کیوں لگ رہا ہے کہ ٹھیک اسلام سیکھانے کے بہانے ساحل سب کو کنارے لگا رہا ہے مطلب ۔خاندانی نظام ختم کرنا
@malikalishan777
@malikalishan777 Жыл бұрын
Aisa nhi h Sahil adeem sir ki bt Hmary state of mind se alag zaroor hoti hain pr sari btein 100% thk hoti hain
@nadiaarif1989
@nadiaarif1989 Жыл бұрын
@@malikalishan777نہیں کبھی بھی جانچنا ہو تو قرآن کا ترجمہ کرنے والے انسان کے آداب پر غور کریں ۔۔۔۔ قرآن حدیثیں ہمیں بہت کچھ سیکھاتی ہیں جس میں پوری ۔معاشرتی۔ زندگی بھی شامل ہے لیکن بلکل صیحیح العقیدہ ۔۔راست گو۔۔شریعت کا پابند ۔علماء حق اور سچ کی بات کرنے والے سے سیکھیں دین ہے کوئ مزاق نہیں
@foodmania.546
@foodmania.546 Жыл бұрын
Masla ye hai k jiska sath do wohi apney rights ka ghalat istemal krny lagta hai ..agr parents ko right dia jaey to wo phr poorey khandan ki khidmat ka zimma bahu ko de dety hain..aur agr larki ko right dia jary to wo phr kehti hai k chahy tumhary maa baap bhook se mar jaein mai to unko khana deny ki zimedar nhi hun...karein to kya karein
@kashurmath497
@kashurmath497 Жыл бұрын
Islam ka ABC b pata hai ya nahi???.. moulana Tariq Jameel ki Zubani suno ki khidmat ki k zimay hai oor khandani system kya hota hai...
@nadiaarif1989
@nadiaarif1989 Жыл бұрын
@@kashurmath497 اسلام میں اے بی سی نہیں ہوتا
@abidakhanum7491
@abidakhanum7491 Жыл бұрын
Ajkal ki genration ki bachiya sab well educated hn wo anpa rights achi trh liana janti hn itni masom nhi huti
@aminahabib2173
@aminahabib2173 Жыл бұрын
Zarori to nahi hai 70% khandan yahi karte hain aap un 30% logon ko na gine har ghar ki yahi kahani hai
@shinek6387
@shinek6387 Жыл бұрын
Bikul sahi, 100% sahi hen ye sari baaten, lakin inko phelay kon????? Joint family system me rehny ko sawab aur alag hony ko guna samja jata hai pakistan me, is chez ko kesy khatam karen logo k zehno se?? Jo ye baat boly wo bura admi kehlata hai, is khaof se koi nai bolta,
@jhandulaal3943
@jhandulaal3943 Жыл бұрын
Sooo truee💯💯💯💯💯💯
@skyblue-wf1lq
@skyblue-wf1lq Жыл бұрын
Mr Sahil mujhey samjh nahi aata ke aap jo bashan dershey hain aap ne Pakistan ka haal deikha hai ajkal Har kissi ke haar main mob hai bachay Kiya Kar rahey hain nahi Pata phir aap log yeah kehtay hain ke bv ko responsibility NHI aur bachon ko kehtay hai ke Maa aap ko khidmat Kar baap tu pora dil bahir hai maasi ne sarey ghar ka kaam Kar diya bv sonay ke liay laey hain aur bachay Kiya deikh rahey hain Kiya seekh rakhay hain
@aneeq.q6614
@aneeq.q6614 Жыл бұрын
Oh bhai vo tum logo ki baat nahi kr raha un logo ki baat kr raha h jaha Islam hota h Pakistan m Islam nahi h Tum log bs uska point prove kr rhy ho comments m rona daal or khud ko victim dikha k Zahir h jab subha s raat tak job kro gy to or kuch ni kr skty Islam ki baat kr raha h vo Pakistan ki nahi Jab tum sab maa baap ka khaya h 30-35 saal ki umar tak to zahir h ab raho un k sath khud ki kamiyo or nalaiqiyo ko maa baap p q daal rhy ho
@aneeq.q6614
@aneeq.q6614 Жыл бұрын
Or na e vo in aurton ki baat kr raha h vo baat e Muslim aurto ki kr raha h jo Islamic system m hoti h or apna role proper play kr rhi hoti h Same for men Jab tum ho e ni us system m to ro q rhy ho Itni b smjh ni h pta ni shadia kr k ksy bthy ho thoda to dimagh use kro
@umehani9025
@umehani9025 Жыл бұрын
konsi larki khidmat karti hay apne saas susar ki.... wo izzat bhi nahen deti.... rishtadaron k to haqooq hote hain aik doosre per zaroorat k waqt.... jab koi beemar ho to usay help out karne main to koi burai nahen... its not a slavery....... agar parents old hon, r apne liye khud na kar sakain, beta ghar na ho to.... as human basis zimmadari ban jati hay.... but issue yeh hay k wife apne husband ko us ki pay main se 1 rupee ka haq daar bhi us k parents kp nahen samajhti.... r jo help in laws de rahe hote hain mukhtalif kamon main, wo bhi phir nahen lene chahye.... ziada se ziada aik khana dene k ilawa to koi khidmat ni karti.... adhe kaam agar in laws healthy hon to ghar k wo kar dete hain.... ghar separate afford na ho to phir kya karain.... phir walidain ka dia ghar chorain r rent par rahain....
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Madam aap ki bahu hai kia?
@tubamustafa5865
@tubamustafa5865 6 ай бұрын
40 saal tak abo decision leta hae us kay bad bara bahi
@professornoureen1152
@professornoureen1152 Жыл бұрын
Jab unko divorce ho jy ge to wo apki vedios nikal nikal kr dakhy ge
@Allamin001
@Allamin001 Жыл бұрын
Nothing..now family system discuss 🧙‍♀️🙆‍♂️
@connektdha4418
@connektdha4418 Жыл бұрын
We admit but isn't this fair that you work whole day for your wife ,in return she should take care of Parents ...
@MuhammadUsman-vx7dd
@MuhammadUsman-vx7dd Жыл бұрын
True. Many things goes with our culture and tradition. Husband does more than farz as well for wives. Then husband should do farz only as well?
@connektdha4418
@connektdha4418 Жыл бұрын
@@aiyshasafdar2195 you want to say k iss door main Banda alaag gher afford Kar skta hai ....... Her 1 key itni amdun Nahi Hoti ....Rahi Jannat key baat Tu phir theak hai apnay leyeh na Sahi apnay shohar k leyeh he itni Tu effort key ja skti hai k voh Jannat kama lay ... Her 1 main itni manage karnay key takat nai hoti ... Barhul ... Jo is dunya main boi ga us nay iss dunya main b Katna hai...
@connektdha4418
@connektdha4418 Жыл бұрын
@@aiyshasafdar2195 ager Islam allow nai karta family system Tu phir discussion he end hai
@MuhammadUsman-vx7dd
@MuhammadUsman-vx7dd Жыл бұрын
@@aiyshasafdar2195 ye kaha mana hai in islam please give reference
@anige5257
@anige5257 Жыл бұрын
she can also work, wtf she isn’t married to ur parents why she should take care of them
@farhanaqureshistories
@farhanaqureshistories 6 ай бұрын
Aj kal zarur he mia k ma baap ki khidmat karwate hain k yeah bhi to ma baap hain, nahin to tumhain alag rakhta hun aur dusri shadi karke use ma baap k sath rakhun ga
@fayizageelani5090
@fayizageelani5090 Жыл бұрын
Aaj aksar shawhar sirf beeve ko Saas oor susur key khedmat kay khayaal rakhnay key baar baar taakeed karta hai kunkeh aisay mard beevee ko sirf joint family key khedmat kay liyai he laatay hain
@mywaymystyle
@mywaymystyle Жыл бұрын
Very true well said 😊
@sadianabeel8041
@sadianabeel8041 Жыл бұрын
I agree
@salmarahman5999
@salmarahman5999 Жыл бұрын
If a wife is not responsible to take care of old parents in laws,ok,at the same time she has no right to live in parents house and to take other benefits of the family,this is a very stupid idea,you are asking a newly wed women to leave all love and guidance of parent in laws and live alone to suffer the hardships of life OR to the other way to live with her own parents,what situation you want to create in a Muslim society just think over it
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Saas hain aap? Ya nand hain kisi ki?
@nehameer8027
@nehameer8027 4 ай бұрын
😂😂​@@abby1AB
@nehameer8027
@nehameer8027 4 ай бұрын
Aap ko wsa kis na kha diya hai aap zindagi main maza lutna aye hui hain
@disguised4441
@disguised4441 Ай бұрын
mostly her sas sussar ARE one of the hardships of her life, you can settle in when they become old, but when you're newly wed, no need to ruin your relationship with your husband because of the constant chik chik between inlaws
@asmatrana7174
@asmatrana7174 Жыл бұрын
Ager larkay k zima hay khidmat to larka job keray ya ma bap ki khidmat??? Os ki biwi shoher ki khushi k liye sub kuch kerti hay...sory sahil sahib ap acheha lesson nahi day rehay..
@disguised4441
@disguised4441 Ай бұрын
dono zimedaryan ALLAH Ta'ala ne admi ko di hen, or biwi us had tak khush ho ker karti he jab tak wo zulm na ban jaye, deveron ko mot farmaya gaya hai or usko sar pe lake khara kar dete hen, ajeeb
@pervaizakhter3684
@pervaizakhter3684 4 ай бұрын
Very right its not duty of daughter in law to serve psrents of husband.
@nudratfarooqui6118
@nudratfarooqui6118 Жыл бұрын
Ap isko respect dena bhi to Keh saktey hain.
@asimzan
@asimzan Жыл бұрын
I dont agree with him. it depends on lot of factors which he is not addressing.
@faizamubeen7797
@faizamubeen7797 3 ай бұрын
Islam ny jb 1 cheez ko galat keh dia hy Tw koi factors matter ni krty
@faizamubeen7797
@faizamubeen7797 3 ай бұрын
Islam ny jb 1 cheez ko galat keh dia hy Tw koi factors matter ni krty
@shadma52
@shadma52 Жыл бұрын
Allah apko Zindagi dy. Es base py tu larkion ki zindagian barbad hogae
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
Sahi bhai ya btain banda bahr kam kray ya old parents ki khidmat kray , you are giving girls excuse for bad attitude, Matlab hum phr ghr baith jatay hain burhay or zaleef waldain ki khidmat kay liay , or wo Banda jo servant afford nai kr sakta wo phr shadi he na kray .
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Shadi insan apni zarurat halal tareeke se puri karne ke liye karta hai ..apne maa baap ke liye free mulazma dhoondne ke liye nahi..hamare mulk main jaisd bahu ko kutta bana ker treat kia jata hai woh sab ko pata hai
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
@@abby1AB kal jab Tum Baap bno gay or burhay, kamzoor or beemar ho jao gay or tumhara aik he baita ho jo apni bivi ko lay kr chala jay or Tum akailay bistar par paray rho intzar krtay kay tumhara baita rat ko kam say wapis a kr khana bna kr tumko khilay or pani pilay. Q Islam ko zalim bna rhay ho aisi cheez keh rhay ho jiska Islam ma hukam he nahi. Bivi ko haqooq daina banta hai jahan usko haq na mil rha hon jahan joint family hon, jahan us par dusray ziadti krtay hon, lekin har situation ma tum aik he cheez fit kr rhay hon, har Banda itna nahi kamata kay Mulazim rakh kr day ghr ma or dusray ghr ka rent bhe day . Deen ma Kahan likha hai aurat saas or susar ki khidmat nahi kray ge, to ghr ko jannat kon bay ga . Ya galat tariqay say deen ko bayan kr kay Kahan ja rhay ho tum sub. 10 batain achi kr kay aik bat ko ghooma daitay hain sub.
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r to bv ke maa baap nahi hote ? Ya woh kabhi boorhe nahi hote ? Ya har aurat ka bhai hota hai ? kia aap maid dhoondne ke liye shadi karte hain ? Shadi ka main maksad halal tarreeke se apni physical aur emotional zarurat puri karna hai. Bv ko to apne maa baap se milne bhi nahi dia jata aur shohar ki saari family ajati hai aur bv sab ki khidmat karahi hoti hai to sab khush. Kia yeh insaniyat hai? Islam aur culture ko ek sath na milayen..islam joint family support nahi karta to kia pehle ke zamane main maa baap nahi hote they ? aap apne maa baap ki khidmat karen unhen kharcha den lekin bv ko gadha na banayen.
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Aur ji haan shadi na kare kiyunke huzoor saw ke zamane main jo admi shadi afford nahi karsakta tha financially to usay roza rakhne ka hukm dia jata tha..ya phir sahaba karam mil ker shadi aur alag rihaish ka bandobast kardete the . so if you cant afford then fast but dont make someone’s daughter your slave
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
@@abby1AB O bhai ma nay kab kaha joint family ma bivi sub ki khidmat kray , bV kay rights bhe hain , jo usko milnay chaheyain ma nay aik separate situation bta di hai , ap q aik he jaga sub kuch fit kr rhay ho , ma nay bta dia hai jo akaila baita hai , Apka Dimag to kam krta hai na , Ap phr usko 10 bando wali family pa fit kr rhay ho. Jahan family ma 10 banday hain waha. BV kay rights hain or usko milmay chaheyay, hum musalman hain kafir nahi hain lekin ya aik he chez har jaga q fit kr rhay ho , pehlay he feminism nay tabah Kia hoa hai , uper say point clear krnay ki bjay misunderstanding paida krtay ja rhay hain ya log . Youth ko tabah krnay pa lgay hoay hain . Ma nay kab kaha BV 10 bando ka khana bnay or Baki koi kam na krain , Ma nay misal day kr bat ki hai lekin ap phr waheen a jatay ho . Thori aqal istemal kro
@farahkhanum8748
@farahkhanum8748 Жыл бұрын
Borah maa. Baap. Kahan jaain bus. Phir Old House rah ga hain joint family inssniat aur akhlaqiyat ka namona ha ,jub Sahil sahib aap zaeef ho ker para hon ga tou apna beta ko na bulana balka Edhi ya chheepa ki khidmat hasil kerna 🥺🥺🥺😱😱😱
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Islam main joint system nahi hai..woh hindu culture hain..hindu ki sunei ya islam ki?
@gateaspirant2383
@gateaspirant2383 Жыл бұрын
Not every parent is old and sick. Please stop this nonsense. Most of the parent are able to do their work.
@disguised4441
@disguised4441 Ай бұрын
are you assuming a man's maa baap are burhe when he's getting married? Pffft, yeah right
@khursheedghazi9511
@khursheedghazi9511 Жыл бұрын
Bhaee aap kisi film main acting stern ker dein . Kamyab rehein gay .warns seen ki bataein burdbari se baith ker ustad ki tarah kerein.stage per nachtay kiun rehtay hn
@abidakhanum7491
@abidakhanum7491 Жыл бұрын
Apk biata bahar kam p apni job p hu apk maa bap borrah hu kiya ghar ma jo bahu rhti hu us k fraz nhi k old age k parents k thora khyal rkha bs itni se bat ha ap pta nhi kis khidmat ki bat karta hn for God sake joint family system ma rah kar itna tu karna hi chiya k nahhi
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Joint family system is not islamic…khayal kare lekin beta…not bahu.
@nurikhan9797
@nurikhan9797 Жыл бұрын
جو انسان صبح سے شام تک کام پر گیا ہوا ہے ماں باپ بوڑھے ہیں تو ان کو دن میں کھانا اور دوا کون دیگا بندہ نوکر رکھنے کی استطاعت نہیں رکھتا وہ نوکری چھوڑ کر گھر بیٹھے انسانیت بھی کوئی چیز ہوتی ہے اور آج کل کون ہے جو ہر کام ماں باپ سے پوچھ کر کرتا ہو آپ لوگ معاشرے کو سنوار نہیں رہے بگاڑ رہے ہیں کہ بیوی ماں باپ کو اٹھا کر باہر پھنکو یہ بڈھا بڈھی کہاں سے اگئے ان کو اولڈ ہوم پہنچا و
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
To aap chahti hain ke bv ko gadha bana len…uska islami haq hai ke privacy ka aur alag rishaish ka…
@iamsabakhan.
@iamsabakhan. 6 ай бұрын
Effort nahi kar sakte ho to shadi hi naa kare aise ladke... Apne maa baap ki khidmat karen 😂😂😂
@AlphaDemonZ
@AlphaDemonZ Жыл бұрын
Abay kia karen hum ye sab jaan kar ? Iska hisaab kitaab hona ha kia qabar me ? 😂🙏
@moizjabbar794
@moizjabbar794 Жыл бұрын
Aurat pr shohr ki itaat wajib hai siwae najaiz kaamo me. Allah ne mard ko family ka ameer banaya hai. Lihaza agr wo kahay k meri walida ki khidmat kro to isme na koi najaiz kaam hai. Intezami faisla hai. To q ni krna chahie aurat ko khidmat? Admi pr apne waldain ki khidmat to hai lekin wo kisi aur k zariyay bhi ye zimedari nibha skta hai isi lie wo biwi ko delegate kr skta hai
@aneeq.q6614
@aneeq.q6614 Жыл бұрын
Nahi us p lazim nahi h tum usy keh skty ho many na many vo us p h. Tumhary bacho k lye Maa h vo tumhry maa baap k lye nhi. Apny paas s Shohar ki itaa't daal k islam m na dalo. Islam m hukum vohi h jo dia gya h ya roka gya h . Vo ek Insaan h khud b uski apni b zindagi h apny maamlaat hain many na many us ki marzi h is p Islam nahi lgta
@aneeq.q6614
@aneeq.q6614 Жыл бұрын
Mard q doosry tariqo s zimmedari nibhaey khud ko choot dy rho ho or aurat ko phansa rhy ho ajeeb mard ho
@abby1AB
@abby1AB Жыл бұрын
Allah ne bv ko khidmat karne ka nahi kaha bete ko kaha hai…husband se bara Allah hai to aap apna hukum apne pas rakho kiyunke mard ko Allah ne banaya hai aur usi Allah ne aurat ko paband nahi kia sasural ki khidmat karne ka
@b201aman6
@b201aman6 Жыл бұрын
@@aneeq.q6614 To fir husband bhi mana karsakta hai aurat ki daily cheezon ke liye. Agar vo uske basic hukook pure kare, example teen vakt ka khana. Uske alava shopping, jewellery, aur fizool ke kharche, gifts, mobile phone, makeup, ye sab bhi husband mana kar sakta hai kyunki Islam mai in sab ke baare mai nahi bola gya.
@b201aman6
@b201aman6 Жыл бұрын
@@abby1AB To Allah ne husband ko bhi uske biwi ke basic hukook pure karne ko kaha hai bas. Biwi ki extra 100 tarah ki khwaishon ko bhi husband mana kar sakta hai fir( according to Islam).
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
I totally disagree at this point, sir Konsi Dunya ma rehtay hain , ap bateon kay qissay quote kr kay bta rhay hain kay joint family system nahi hota ? Old parent ko Banda Sara din kam krnay kay bad rat ko a akar khana bna kr khilay q kay uski bivi pr to farz he nahi hai ya kam , ya konsa naya concept nikal rhay hain ap jiska logic he nahi hai apkay pas , konsay Sahabi thay jinho nay apnay waldeen kay ghr ko chor dia tha shadi kay bad ya uski bivi nay kabhi koi khidmat nahi ki apnay shohar kay waldain ki , Ap q kafir waldain ko ajkay waldain say tashbeeh kr rhay hain , khuda ka khoof krain . Old parents ko saharay ki zarorat hoti hai or ap idher sub ko bta rhay hain apna apna kro . Ajeeb drama ha .
@kashurmath497
@kashurmath497 Жыл бұрын
Ya Naya concept nahi hai.. ya Islam hai... Pakistan k anpad insaano...
@Applesonthefl00r
@Applesonthefl00r Жыл бұрын
@@kashurmath497 bhai ya Islam ma Kahan likha hoa hai kay shadi kay bad bivi nay kisi ghr kay kam ko hath nai lagana or shohar kay old parents kay liay kuch nai krna jab uska shohar bahr rizq ki talash ma gea hoa ha ,I understand kay forcefully sub kam bivi nay he nai krna but that doesn’t mean kay bivi nay kuch b nahi krna or Banda he bahr bhe or Ghar bhe a kar kam kray , har Banda to servant afford nahi kr sakta . IT Doesn’t make any sense or ma khud Islam study krta hon mjhay q nai mil rha aisa kuch kay bivi nay koi ghr kay ya shohar kay waldain ki koi khidmat nahi krni even if they are sick or old . Ya Kia naya darama shuru ho rha hai , pehlay he feminism nay tabah kr dia hai aurat ko baki kasar ap puri krdo Islam kay nam par jo kay Islam ma sabit bhe nahi hai , I didn’t even get a single logic from Islamic point of view about this , kahania Sunna rhay sahi bhai bhe is mamlay ma dusray molvio ki trha , we aren’t deaf or blind to blindly follow sahi adeem , hadees or Quran say sabit kro ya bat , kahania q karwa rhay ho public ko .
@kashurmath497
@kashurmath497 Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r pehlay tou tum tameez sey baat karo tumari himmat kaisay huvi ya kehnay ki "ya kya drama laga rakha hai"... Tum Muslim ho ya hindu? Jo aurat ko ghr ki noukrani samaj rahay ho?? . Oor ya bolo ki Kahan nahi likha hai.... Quran o Hadees iss sey bara pada hai... Particularly shohar k walidein oor Bhai beheno ki khidmat.... Koyi aik b jagah iss ka hukum nahi hai... Haan apnay maa baap ki khidmat ka hukum hai... Oor drama vo mard kr Raha hai jo ya kehta hai ki ghr k kaam karoun ya bahar k.... Lakin auratoun ney kr k dikhaya dounou kaam... Oor aik tamacha hai tum jaisay na-mardoun pr... Kyu ki aurat job b karti hai oor ghr ka saara kaam b karti hai.... . Oor yahi nahi... Islam kehta hai ki agr bivi khana pakanay sey b inkaar kardey tou shohar ko ous ko khilana hai chahay khud pakayai ya bahar sey layai... Itna hi nahi... Agr bivi khud apnay bachay ko doud pilanay k paisay maangay tou Islam ma ya ous ka haqq hai ... . Kis duniya ma rehtay ho... Pakistan k jahilo... Kon sey Islam pada hai tum ney??? . Ja k aalimou sey pouch... Ki kya masla hai.... . Oor ya koyi kahani Shareef nahi deen hai... Deen e Islam hai....
@kashurmath497
@kashurmath497 Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r oor haan logic ko apnay ghr ma rakho... Ya Allah ka hukum chalta ha....
@kashurmath497
@kashurmath497 Жыл бұрын
@@Applesonthefl00r aik chhoti si misal deta houn... Rasoolallah s.a.w. ney ya faramaya ki nahi ki hr bivi ka alag ghr ous ka haqq hai?? . Quran oor hadith ma aik b jagah nahi aaya ki saas oor susur ki khidmat karni hai oor na hi ya understood hai.... Agr koyi cheez understood hoti tou vo maa baap ki khidmat hoti lakin ous k liye ALLAH ney Puri Puri aayatain utari.... Oor saas sasur k liye koyi aayat hai??? . Ya koyi hadees hai jahan pa ya milta ho ki kisi suhabi ki bivi ney ous ki maa ki khidmat nahi ki... Ya Bahu ney saas sasur ki khidmat kr k jannat payi ho?
@zdrashdi
@zdrashdi Жыл бұрын
ساحل والدین اور ان کے حق کا تمسخر کر کے اللہ تعالیٰ اور نبی ع س کی تعلیمات کا مذاق اڑا رہا ہے۔ اللہ تعالیٰ نے اپنے حق کے ساتھ والدین (سورہ بنی اسرائیل) بطور خاص والدہ (سورہ لقمان) کے حق کی تاکید فرمائی ہے۔ والدین کے ساتھ حسن سلوک ان کی خدمت ان کی جائز باتوں میں فرمانبرداری واجب ہے نا فرمانی گناہ ہے۔ نبی ع س نے ماں کا حق باپ سے تین دفعہ زیادہ اور خدمت کے زریعے والد کو راضی کرنے میں اللہ تعالیٰ کی رضا بتائی ہے۔ والدین کو بھی بچوں کی صحیح دینی تربیت کی تاکید ہے "خود کو اور اپنے اہل کو آگ سے بچاؤ" (التحریم)۔ "اپنے اہل کو نماز کا حکم دو اور خود بھی اس پر قائم رہو" ( طہ)۔ "ہر راعی سے اپنی رعیت کے متعلق سوال ہوگا" (حدیث) مفہوم یعنی گھر کے بڑے سے گھر والوں کے متعلق سوال ہوگا۔ نبی ع س نے دور جہالت میں کبھی والدین سے بغاوت کی تعلیم نہیں دی البتہ آپ ع س کی دعوت اور طریقہ دعوت خود اپ کی گفتار اپ کا کردار ایسا تھا لوگ آپ کی طرف کھنچے کھنچے چلے آتےتھے۔ ساحل لوگوں کو والدین سے زیادہ اسلام سے باغی کر رہا ہے۔ واللہ اعلم وما علینا الاالبلاغ المبین۔
@mtjk5588
@mtjk5588 Жыл бұрын
Joint family is our culture but you want to promote arab culture not islam
@skyblue-wf1lq
@skyblue-wf1lq Жыл бұрын
🤬🤬🤬🤬🤬🤬
Why Prophet Muhammad PBUH choose tough life | Sahil Adeem [latest]
10:50
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 36 М.
ОБЯЗАТЕЛЬНО СОВЕРШАЙТЕ ДОБРО!❤❤❤
00:45
小丑和奶奶被吓到了#小丑#家庭#搞笑
00:15
家庭搞笑日记
Рет қаралды 7 МЛН
艾莎撒娇得到王子的原谅#艾莎
00:24
在逃的公主
Рет қаралды 45 МЛН
哈莉奎因以为小丑不爱她了#joker #cosplay #Harriet Quinn
00:22
佐助与鸣人
Рет қаралды 10 МЛН
When Sahil Adeem kicked out of University | Bravery vs Foolishness
10:51
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 28 М.
What is your identity? by Sahil Adeem | 2022
17:18
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 12 М.
Zindagi ka Maqsad | QnA | Sahil Adeem
45:20
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 57 М.
Why Women are so stressful and its solution | Sahil Adeem
14:08
Sahil Adeem Podcast
Рет қаралды 99 М.
Shadi K Baad Hony Waly Gair Islami Kaam - Sahil Adeem - Urdu/Hindi
13:22
The Real Motivation
Рет қаралды 103 М.
What is Self Esteem? How To Empowering Self-Esteem. Sahil Adeem
19:12
Sahil Adeem Argument
Рет қаралды 10 М.
What ended the golden age of Islam in science & philosophy?
32:06
The Parenting Manual | Sahil Adeem | Muslim Identity Session (Urdu/Hindi)
23:02
ОБЯЗАТЕЛЬНО СОВЕРШАЙТЕ ДОБРО!❤❤❤
00:45