Skin Tags | Anal Tags | Anal Papilla|Piles|Moky | Difference & Treatment | Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 13,617

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Жыл бұрын

+923216303551 Get appointment (WhatsApp messages only, no calls)
Home care after fissure operation click the link below:
• Anal Fissure | Fistula...
How to treat Anal Fiasure only with medicines at home without operation:
• Anal Fissure | Treatme...
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#fissuretreatment
#analfissure
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery

Пікірлер: 126
@asimrazakhan6189
@asimrazakhan6189 11 ай бұрын
Very nice information
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@marjanhaider05
@marjanhaider05 Жыл бұрын
Excellent way to explain ❤️
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@fizzaiqbal4368
@fizzaiqbal4368 Жыл бұрын
Best explanation...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@shyamlalarya7668
@shyamlalarya7668 Жыл бұрын
Good explanation
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback
@shalinijoshi776
@shalinijoshi776 Жыл бұрын
You said it right it's more psychological and traumatic.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@SuhelahmedJaynalabdin
@SuhelahmedJaynalabdin Ай бұрын
Good talk
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Shukriya
@vickyg1190
@vickyg1190 7 ай бұрын
Welldone sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
So nice of you
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Shukriya! Bohat meherbani. 🙏
@kishwarkadar4574
@kishwarkadar4574 9 ай бұрын
Itni kaam ki information to ajtk kisine nhi di.. ab mujhe samjha k mujhe skin tags h 2, piles nahi.. but constipation h or jabtk laxative na lu tabtk motion soft nahi hota. Or thoda b hard hua to pain hota h.. 1 saal se problem h, or sirf 2 bar stool me blood aya h.. isme konsi medicine khana chahiye? Surgery nahi krwau na kyuki mujhe surgery se bohot dar lagta h.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@khawarnadeem5555
@khawarnadeem5555 9 ай бұрын
Sir you have excellently explained the fissure skin tag, kindly intimate the name of cream for swelling of fissure skin tag.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
For medicines always have examination
@engrashid6482
@engrashid6482 6 ай бұрын
Allhumdullah now I'm good.Allah pak ne shfa da de ha Allhumdullah. Allhumdullah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@kanicagoyal-rw7nn
@kanicagoyal-rw7nn 7 ай бұрын
Sir plzz reply after delivery mere ko toilet jana me bhtt dikkat aa rhi hai me agr stool softener khayi hu tbhi potty khul ke ati hai varna jor lgati rhu potty nhi ati
@sabirafridi3712
@sabirafridi3712 Жыл бұрын
Sir g diagramed se samjaya karo vedeo ya pic k zaryi to wo or zayada asan hoga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Alright! Waisay agar ghaur say sunein to scene bna kar samjhaty hain aur is say easy rehta hai
@SaraDevi-xy1yf
@SaraDevi-xy1yf 18 күн бұрын
Sir ye skin tag day by day grow karega kyaa
@muntahafaizan1678
@muntahafaizan1678 Жыл бұрын
Sir plz bata dy wshroom ki uper jaga par side par aik chota sa dana nikla hai ar kfi month hu gye hai ab khrish hoti hai plz bata dy y kia chez hai m bht pershn hu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up karwaein phr decide ho ga. General surgeon ko check karwaein.
@GOLUKUMAR-eu1el
@GOLUKUMAR-eu1el 6 ай бұрын
You r really smart sir ...nice explain... How to contact you dir please reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Check description
@henanawaz6752
@henanawaz6752 Жыл бұрын
Dr. Plz help... I have skin tag after my fissure surgery. Now it is 2 week after surgery...will it go away by its own or i should go to the surgen again??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Will go away after healing. These are not skin tags now
@ashtaralihaider2966
@ashtaralihaider2966 Жыл бұрын
Nice
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@asifmalik8927
@asifmalik8927 Жыл бұрын
Sir Mn ne doctor se check krwaya tha to unhon ne Kaha ye sentinal tag hy aur agr Kabhi MN beef kha ln ya rice to bht itching Hoti hy aur constipation bhi , sir ye hemmorid hy ya fissure? Aur mgy Kia KRNA chahye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check karwaein.
@raj7192
@raj7192 8 ай бұрын
Sir internal skin tag or fissure ki wajah se lower back pain bhi hota hai kya? Pls tell
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Jee, internal skin tag aur fissure (phat) ki wajah se kabhi-kabhi lower back pain ho sakta hai. Yeh masail digestive system ke mutalliq hote hain, aur jab yeh takleef dete hain, toh aksar mareez lower back pain ka shikar ho sakte hain. Aapko apne doctor se munsalik masle aur dard ki tafseelat bayan karni chahiye takay woh sahi tashkhees laga sake aur behtareen ilaj tajwez kar sake.
@imransiddiqui9956
@imransiddiqui9956 Жыл бұрын
Sir apne Hospital ka address orr ap se milne ki timeing batain. Main ap ke mentioned number per appointment lene ki try ki lakin muje Respons nahi mila.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kahan say hain ap?
@arvindpathak3242
@arvindpathak3242 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain dear Dr sir,, shukriya,, allah aapko khush rakhe,, Aap ka hospital kahaa he,,
@Mrfirozkhan7star
@Mrfirozkhan7star 10 ай бұрын
Asalamu alaikum sir fissure surgery ke baad skin ke ander Laal ghost jesa bana hai phle ye nahi th ab howa hai so usko thik k kese karenge 3.month ho gya hai .. meri age 22 hai me student hu sir agee meri life me problem to nahi ayegi na sir please usko kese thik karee cream lagaya ya phir ap acchi video banake batado sir life ka sawal hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Koi problem nahin ho ga Mr Firoz Khan. Ap kisi bhi qareeb kay general surgeon ko check karwaein
@Mrfirozkhan7star
@Mrfirozkhan7star 10 ай бұрын
Shukriya sir apka Number mil jayega ky sir ji
@kashmalasyed239
@kashmalasyed239 Ай бұрын
Kia fissure tag jo rubber band laga ky remove kar sakty hay
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Nahin yeh boht painful hon gy
@tecnologymaster1293
@tecnologymaster1293 9 ай бұрын
Sir mujhe sirf jalan hoti haaai or kante ki tarah mehsoos hota ha during bowel movement using skilax drops and fisurid cream to behtr feel hota haa but kharish boht ziada hoti haaa Or ye halat meri 4 month se ha Ak surgeon se check up karwaya ha us ne ulcer kaha ha right side upper side pe but........theek nahi horha please reply kia ye fissure ha???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
General surgeon say aik dafa check karwaein aur wo jaisy kehty hain unki asvice par amal karein
@SajidAli-hs4zs
@SajidAli-hs4zs Ай бұрын
Hello sis
@rehanshaikh56902
@rehanshaikh56902 Жыл бұрын
Sir agar fissure skin tag ke andar hoga to kya wo dheere dheere thik ho sakta hai? Mujhe bhot chota sa tag hai 1 week hua hai.... Blood nhi aata usme se... Meri age 16 saal hi hai abhi sir😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thek ho sakta hai agar ap care karein to
@rehanshaikh56902
@rehanshaikh56902 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain haa sir 2 din se mai oil laga rha hu pain kam ho gya ab bhot kam ho gya
@itx_dev_7
@itx_dev_7 8 ай бұрын
​@@rehanshaikh56902ab kaisa hai
@Marwadisongcomedy8447
@Marwadisongcomedy8447 5 ай бұрын
Fisher laser operation k bad bhi ye tag jesa kya h side m
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Yeh to check up kay baad hi bta sakty hain. Apny operating surgeon say rabta mein rahein
@spartangamer8441
@spartangamer8441 4 ай бұрын
السلامُ علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ سر آپ کون سے شہر سے ہیں اور آپ کے اسپتال کا کیا نام ہے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@Mrfirozkhan7star
@Mrfirozkhan7star 10 ай бұрын
Asalamu alaikum sir mera naam firoz khan me students hu fissure ka laser treatment karwaya hai 2.3 month ho gye hai phle fissure se pareshan the ab skin tag se pareshan hai ap kuch accha cream bataye na koi iska permanent ilaj bataye abi to please sir help karee Allah apko hamesha khuss rakhee
@Mrfirozkhan7star
@Mrfirozkhan7star 10 ай бұрын
Sir please reply kariye sir ji bhut pareshan ho raha hu life me Kuch accha nahi lagta hai please sir usko thik kese karee
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Agar yeh koi problem kar rahay hain to operate karwaein aur agar koi problem nahin kar rahay to rehny dein
@Themotivationalqoutes227
@Themotivationalqoutes227 8 ай бұрын
Dr.saab mujhe fissure nahi hain koi cut nahi hai but phr b mujhe pain hoti hai washroom karty howy choti c skain hai bohat choti c but fissure ka cut nahi hai or na hi koi or masla hai na hi bleeding hoti or koi masla nahi bus kuch dino sy dard ho raha washroom ky time kindly tell me what can I do thank you
@parveenali1466
@parveenali1466 5 ай бұрын
Do sitz bath
@Ravikumar-kp1qi
@Ravikumar-kp1qi 3 ай бұрын
Sir lekin jab fissure wale masse the to jayda bike drive krne se o full jaate the or pain bhi krte the to kiya e masse waise preshaan nhi krenge
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Agar fissure thek ho jaey to yes masses kuch nhin karty
@imrananwar8845
@imrananwar8845 5 ай бұрын
What types of gifts you take after operating your patients? One gift you told is leather jacket. What other gifts 🎁 🤔, please tell us. Thanks.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
What is your surgical issue? We will try to solve it to our best. We can understand you must be in pain or psychologically disturbed. We try to solve your issue. Feel free to ask us.
@Themotivationalqoutes227
@Themotivationalqoutes227 8 ай бұрын
But woh skain nazar b nahi ati koi or issue nahi hota bus kuch day's sy aisy ho raha
@user-ek9vf3jh1h
@user-ek9vf3jh1h 8 ай бұрын
Aslm o alkm sir.. Week howa hy mery fisure k oprte ka but doctr ny skin tag nh nkla ab mjy skin tag sy b dar lgta hy kahen phr fisure na hojae
@user-ek9vf3jh1h
@user-ek9vf3jh1h 8 ай бұрын
Sir plz plz reply me m bht tnsn m hn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Agar fissure ka operate hua hai to skin tag to usi waqt nikaal dety hain. Behtre hai apny surgeon say rabta mein rahein kisi aur say pochhein gi to confusion ho gi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
anal fissure ke operation ke baad kuch cases mein skin tag ko bhi nikala jaa sakta hai. Yeh amooman tab kiya jata hai jab fissure ke ilaj mein ya operation ke doran extra skin ka hona zaroori ho. Lekin, har mareez aur unke halat alag hote hain, isliye yeh tajaweez aapke surgeon ke mutabiq hoga. Agar aapko is bare mein sawaal hain, to behtar hai ke apne doctor se munsalik malumat hasil karein.
@user-vh4fu2dm3c
@user-vh4fu2dm3c Жыл бұрын
Sir ye pappilae Kiya chez hy mainy examination krwayi AJ to Dr NY bola k andar multiple pappilae hy JBk mujy fissure ki problem thi to sir iska Kiya treatment hy
@user-vh4fu2dm3c
@user-vh4fu2dm3c Жыл бұрын
Sir plz reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Papillae andar moky ban jatay hain. Yeh bhi fissure mein banty hain. Fissure kay bahar walay moky skin tags kehlatay hain aur andar walay anal papilla. Is video mein btaya hai.
@manokhan7176
@manokhan7176 11 ай бұрын
​@@drimtiazhussainsir MRA Mokhay hole m ha 1 weak sy ha koii dard nhi hota ....essy koii issue ho skta ha ?? Plzzz btye
@aqsatamseel7838
@aqsatamseel7838 5 ай бұрын
What is anal papili plz reply
@habibrehman3610
@habibrehman3610 4 ай бұрын
Salam Dr sahib mera anus k hole ke qareeb dana sa nikla hua hai stool bilkul normal hai bleading bhi nahi hoti meger dard karta hai ye kya hai koi medicine hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Yeh fistula ho skta hai...Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@habibrehman3610
@habibrehman3610 4 ай бұрын
Ye 2019 me bhi tha phir main dr k pass gaya us ne muje daflon 500 our ek befexamec cream diya tha main 15 din me bilkul teek ho gaya tha
@TahirKhan-uv6us
@TahirKhan-uv6us Жыл бұрын
Koi bta skta hai pindi Islamabad mai acha doctor ha elaj krwa sku ?
@manokhan7176
@manokhan7176 11 ай бұрын
Ma pindii sy hu or MRA b yhii issue h ajkl Fuji foundation sy chk krway a
@Tanuja278
@Tanuja278 Ай бұрын
Fissure ka skin tag nikalne par kitne din mai heal hoga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Anal fissure ke skin tag ko remove karne ke baad zakham ko heal hone ka waqt har patient ke case mein different ho sakta hai. Lekin aam tor par, healing process kuch arsay ka hota hai. ### General Healing Time: - **Initial Healing:** Aam tor par, initial healing mein 1 se 2 hafte lagte hain. - **Complete Healing:** Pura zakham heal hone mein 4 se 6 hafte lag sakte hain. ### Factors Influencing Healing Time: 1. **Individual Health:** Har insan ka healing process alag hota hai. Aapki overall health aur immune system healing time par asar dalti hai. 2. **Care and Hygiene:** Proper post-operative care aur hygiene maintain karne se healing jaldi ho sakti hai. 3. **Complications:** Agar koi infection ya complications na ho, toh healing time kam hota hai. ### Tips for Faster Healing: 1. **Follow Doctor’s Instructions:** Doctor ki di gayi hidayat par amal karein, including medications aur dressing changes. 2. **Maintain Hygiene:** Surgical site ko saaf aur dry rakhein. Har bowel movement ke baad gently clean karein. 3. **Diet:** Fiber-rich diet lein aur pani zyada piyein taake constipation na ho aur bowel movements smooth rahein. 4. **Avoid Strain:** Zyada physical activities aur heavy lifting se kuch arsay tak bachein. 5. **Regular Check-ups:** Doctor ke regular check-ups karwayen taake healing process monitor ho sakay aur koi complication na ho. Agar aapko lagta hai ke healing process normal se zyada lamba ho raha hai ya koi unusual symptoms hain, toh apne doctor se foran mashwara karein.
@blinkArmy585
@blinkArmy585 Жыл бұрын
Sir ap kider se ho
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Lahore say hain
@user-qo5vn5yb1o
@user-qo5vn5yb1o 11 ай бұрын
​@@drimtiazhussainsir AP, kider, sa ho
@shumailamansoor6701
@shumailamansoor6701 Жыл бұрын
External hamroids waly mohky say pus bhi aati hy blood nahi aata painful hy buhut doctor skin tag kahti hy aur surgery kahti hy please guide me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
External haemorrhoids waly moky say pus nahin aati. Kuch aur ho sakta hai. Ap kisi general surgeon say check karwaein. Jo surgeon FCPS general surgery soecialist ho. Gynae wali doctor ko pata nahin chalta.
@shumailamansoor6701
@shumailamansoor6701 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain thanks for your reply sir Pills ki doctor ko he dikhaya tha un ka kahna h k skin tag hy is ko remove ker na parega. Acha pus her waqt nahi aati kabhi dry ho jata hy phir kabhi aati hy. Cheera lagta mahsoos hota hy phir us k bad pain phir pus phir heal ho jata hy again same process kabhi hafty bad kabhi 10 din bad
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@shumailamansoor6701 yeh to dikhana paray ga. Hum dekhy baghair kuch nahin keh sakty.
@shumailamansoor6701
@shumailamansoor6701 Жыл бұрын
Ok sir thank you
@rizwanatanveer7760
@rizwanatanveer7760 Жыл бұрын
Dr sab plz mujy rply krye plzzz mujy anus k sath he ak gilti c h jo ziada beithny sy derd krti h plz koe medicin bta dn request h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Anal Tag ho sakta hai magar is ke sath koi aur problem bhi ho sakta hai isliye hamari advise ke aap kisi general surgeon ko pehle check karway. koi bhi medicine bagair advice ke na lein aapke liye nuksande sabit ho sakti hain. checkup ke bad medicine len Jo mufeed hongi
@user-vu2yo7gs6r
@user-vu2yo7gs6r 5 ай бұрын
Sir kya anal tags anus k inside b ho skte hai?
@user-vz2hg7rq6o
@user-vz2hg7rq6o 2 ай бұрын
Anul skin tag h sir muje mera fissure to thik ho gya h..lekin me skin tag ko htana hoto bina ki surgery ke to vo kese ilaj kr skte h sir..btaye muje..kiuki muje ajib sa lgta h skin tag..meri help kre sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/l5mDpM6A3665fZs.htmlsi=ulK95BQx8Zn61W-g Is video mein btaya hai
@tecnologymaster1293
@tecnologymaster1293 9 ай бұрын
Plesase sir reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
How can I help you?
@asifmalik8927
@asifmalik8927 Жыл бұрын
Sir , what is sentinal tag?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Is video mein btaya hai
@chandrahanglimbu6639
@chandrahanglimbu6639 10 ай бұрын
Sir does skin tag on anus affect on Army selection? I took suggest from doctor, he said this is anal fissure. Sir please reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
If it's not causing any problem then it should not be a problem but your country could have different rules. You should consult the army doctor
@rajatsingh95708
@rajatsingh95708 7 ай бұрын
Sir mujhe anal papillae h dr ne surgery ke liye bola h ....but abhi 2 month main nhi kra skta due to some issues ....koi problem to nhi hogi😢..plz reply
@kanicagoyal-rw7nn
@kanicagoyal-rw7nn 7 ай бұрын
Isme potty krte sme potty nhi niklati kya but stool softener se nikalti hai ap bta skte hai kya dikkat thi apko
@rajatsingh95708
@rajatsingh95708 7 ай бұрын
@@kanicagoyal-rw7nn nhi abhi potty krne me koi problem nhi h ....shyd starting stage me hoga .... Aapko kya problem h?
@kanicagoyal-rw7nn
@kanicagoyal-rw7nn 7 ай бұрын
Apko ky dikkat thi me bhtt preshan hogyi hu mujhe dear potty soft ati hai but jor lgane pr bhi nhi ati stool softener use kru tabhi ati hai isliye samjh nhi aa raha ki kya meko hemerriods hai
@rajatsingh95708
@rajatsingh95708 7 ай бұрын
@@kanicagoyal-rw7nn aisa kch kh nhi skte AAP ek baar check karale tbhi confirm ho payega ....kbhi kbhi Bina piles bhi ye dikkat ho jati h ....jruri nhi piles hi ho
@kanicagoyal-rw7nn
@kanicagoyal-rw7nn 7 ай бұрын
Ap sirf yeah btayie apko toilet easily hojati thi ya stool softener use krke ati hai
@aqsabhatti9576
@aqsabhatti9576 Жыл бұрын
Mere 11 0 clock pr fissure tha aur 6 o clock pr tag mene operation krwaya tou Uske bad continue mujhe 4 mnth tk pus AI mene MRI krwaya tou 6 o'clock pr fistula Aya jb k mujhe ab pus nh ati lekin pain rehta h aur do din se kafi pain h aur mujhe pregnancy bhi me Kia krn plz mujhe btayen
@aqsabhatti9576
@aqsabhatti9576 Жыл бұрын
Aur operation se pehle 6 o clock pr sirf tag tha operation k bad wo ubhar sa gya h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap nay jaisay btaya pehly fissure tha aur ab fistula hai. Yeh sub examination kay baad hi koi surgeon decide kar sakta hai
@aqsabhatti9576
@aqsabhatti9576 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussain sir us time mujhe pus aa rhi thi Jo k Dr ko dikh rhi thi but ab mujhe pus nh aa rhi sirf drd h aur kbhi kbhi blood ata h stool m laga hua
@aqsabhatti9576
@aqsabhatti9576 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussain sir fistula me Tou opening Hoti h na outside jb k mere koi opening nh bs tag wali Jaga ubhar gai h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apko check karwana paray ga
@riyamukherjee2774
@riyamukherjee2774 Ай бұрын
Sir which ointment can i use to remove anus side sking tag
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Anal skin tags are small, benign growths of skin around the anus that are often the result of stretched skin due to conditions such as hemorrhoids, anal fissures, or chronic inflammation. Removing them permanently using only creams is generally not possible. Here's why: ### Why Creams Alone Are Ineffective: 1. **Nature of Skin Tags:** - Skin tags are composed of skin tissue, which includes collagen and blood vessels. Creams cannot dissolve or remove this tissue entirely. 2. **Limited Penetration:** - Topical creams can soothe irritation and reduce inflammation but cannot penetrate deeply enough to eliminate the skin tag itself. 3. **Temporary Relief:** - Creams may provide temporary relief from symptoms like itching or discomfort but do not address the root cause. ### Effective Treatment Options: 1. **Surgical Removal:** - **Excision:** A healthcare provider can cut off the skin tag using surgical scissors or a scalpel. - **Cryotherapy:** The skin tag is frozen off using liquid nitrogen. - **Electrocautery:** The skin tag is burned off using electrical energy. 2. **Ligation:** - Tying off the skin tag at its base with a small piece of thread or a band to cut off blood flow, causing it to fall off eventually. 3. **Laser Treatment:** - Using laser technology to remove the skin tag. ### Post-Removal Care: - **Hygiene:** Keep the area clean and dry to prevent infection. - **Avoid Irritation:** Avoid scratching or rubbing the area. - **Follow-Up:** Attend any follow-up appointments as advised by your healthcare provider to ensure proper healing. ### Conclusion: While creams may help alleviate some symptoms associated with anal skin tags, they cannot remove the tags permanently. For permanent removal, medical procedures performed by a healthcare provider are necessary. Always consult a healthcare professional to determine the best treatment option for your condition.
@riyamukherjee2774
@riyamukherjee2774 Ай бұрын
@@drimtiazhussain sir koi pain nahi ,itching nahi ,small size aur side mein hai
@asim0346
@asim0346 Жыл бұрын
Sir after surgery of anal Fisher motorcycle ko kitny din tak drive nai kar saktey
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
2 weeks kay baad agar pain na ho
@vivekgup-e2y
@vivekgup-e2y 8 ай бұрын
Anal ring me tumor hai jisase pus ata hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Agar anal ring mein tumor hai aur pus nikal raha hai, toh yeh ek serious masla ho sakta hai. Aapko jald se jald apne doctor se munsalik masle ki tajweezat aur tafseelat share karni chahiye. Is tarah ke masail ka ilaj qualified healthcare professional like colorectal surgeon ke supervision mein hi hona chahiye.
@user-fj6bz9vt6w
@user-fj6bz9vt6w Күн бұрын
Sir mri recently dilvry hui h one month hua muje abi stool pass krty huy us jagy pe pain hota h esa feel hota h jsa koi cut lga ha ya choty choty dany bny hain differentiate ni horha plz hlp
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Күн бұрын
Bacche ki delivery ke baad stool pass karte waqt pain hona common hai, aur aisa cut ya fissure ke karan ho sakta hai. Ye kuch steps aap le sakte hain taake pain aur discomfort ko manage kiya ja sake: 1. **High-Fiber Diet:** Apni diet mein zyada fiber shamil karein jaise ke fruits, vegetables, aur whole grains. Yeh stool ko soft rakhega aur aapko strain karne se bachayega. 2. **Hydration:** Pani aur other fluids zyada peeyein. Yeh dehydration se bachne mein aur stool ko soft rakhne mein madad karega. 3. **Sitz Baths:** Din mein 2-3 baar 15-20 minutes ke liye warm sitz baths lein. Yeh area ko clean, soothe, aur relax rakhta hai. 4. **Topical Treatments:** Doctor se consult karke topical creams jese ke lidocaine (pain relief) ya hydrocortisone (inflammation ke liye) ka use karein. 5. **Avoid Strain:** Bowel movements ke dauran strain se bachne ki koshish karein. 6. **Pain Relief:** Pain management ke liye over-the-counter painkillers jaise acetaminophen ya ibuprofen ka istemal karein, lekin apne doctor se advice zaroor lein. 7. **Stool Softeners:** Agar constipation ya hard stools ki problem hai, to doctor se consult karke stool softeners lein. Agar pain continue rahta hai ya symptoms worsen hote hain, to doctor se consult karna zaroori hai. Ho sakta hai aapko specific treatment ki zarurat ho jo aapke situation ke liye best ho.
Hemorrhoidectomy vs Skin tag removal: Surgery Recovery Compared!
8:27
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 37 М.
ANAL FISSURE क्या है इलाज ? || ANAL FISSURE. DIAGNOSIS AND TREATMENT
15:22
The Gastro Liver Hospital Kanpur
Рет қаралды 1,6 МЛН
Mom's Unique Approach to Teaching Kids Hygiene #shorts
00:16
Fabiosa Stories
Рет қаралды 36 МЛН
Slow motion boy #shorts by Tsuriki Show
00:14
Tsuriki Show
Рет қаралды 9 МЛН
Пранк пошел не по плану…🥲
00:59
Саша Квашеная
Рет қаралды 6 МЛН
ОБЯЗАТЕЛЬНО СОВЕРШАЙТЕ ДОБРО!❤❤❤
00:45
Sentinel Piles/ Sentinel Skin Tags of Anal Fissure & its Treatment | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:32
Home Remedies for  Haemorrhoids/Piles| Treatment of Piles without Operation | Dr Imtiaz Hussain
15:10
How to pass Stool after Operation? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:17
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 2,6 М.
Cure Constipation & Piles In 3 Days (Kabz Aur Bavasir) | Swami Ramdev
15:01
Bharat Swabhiman
Рет қаралды 5 МЛН
Anal Fissure Treatment only with Medicines | without Operation Management| Surgeon Dr Imtiaz Hussain
12:59
Why Anal Fissure comes back again? | Reasons |Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:46
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 14 М.
Anal Fissure | Fistula | Haemorrhoids | Bawaseer| Operation | Home Care | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:02
Making Rounds: Medical Education Documentary Film
1:03:18
Mount Sinai Health System
Рет қаралды 6 МЛН
Cost of Piles/Fissure/Fistula Surgery Explained | Dr. Vishal Tomar | Open Consult
13:25
SurgiSAFE / Dr.Vishal Tomar
Рет қаралды 248 М.
Mom's Unique Approach to Teaching Kids Hygiene #shorts
00:16
Fabiosa Stories
Рет қаралды 36 МЛН