Khana khilana samjh mein nhi aata sarkar ko janta ki itni hi fikar hai to education free kitab copy pen free aor hospital free kar den to har gareeb itna kama lega ki khana kha sake aor parvar ko khila sake...Lekin sarkar aisa nhi karegi baki to samjh hi gaye honge