No video

Anal Pain: Common Causes & Treatment | Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 8,532

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

5 ай бұрын

+923216303551 Get appointment (WhatsApp messages only, no calls)
Home care after fissure operation click the link below:
• Anal Fissure | Fistula...
How to treat Anal Fiasure only with medicines at home without operation:
• Anal Fissure | Treatme...
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#constipation
#goodfood
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery

Пікірлер: 101
@sheikhusama4858
@sheikhusama4858 5 ай бұрын
Ma Sha allah dc shb ap bht acha kam kr rhy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks a lot😊
@islam13208
@islam13208 5 ай бұрын
A competent surgeon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks for your positive feedback.
@islam13208
@islam13208 5 ай бұрын
Very informative video
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks a lot
@sohan734
@sohan734 5 ай бұрын
थॅन्क्स सर !
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Dhanybaad😊
@phanadharregmi8317
@phanadharregmi8317 Ай бұрын
Nice video sir❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Thanks
@shahzadnawaz2497
@shahzadnawaz2497 5 ай бұрын
Content surgeon❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks
@tanvirahmad5936
@tanvirahmad5936 5 ай бұрын
Sir proctalgia Kya hota hai aur es ka Kya treatment hota hai? Es pe bi aik video bna dain plz...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Je zrur
@awaisahmad3818
@awaisahmad3818 5 ай бұрын
sir please make a video on thrombosed hemorrhoid
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/ra2FjbBhvq6taHU.htmlsi=TmBDU6uMm7Q3Tj4U Watch this video plz
@rabihassan3091
@rabihassan3091 5 ай бұрын
Sir infection eczema mai kon si antibiotic or cream dety hain kindly batayen?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Check up kay.baad decide hota hai
@TinyPoint
@TinyPoint 5 ай бұрын
Dr sab mera inel fisher k sath moke b hai kia me GTN Kareem laga sakta hon ???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/l5mDpM6A3665fZs.htmlsi=mywxyvRnlqCuBWLu Yeh video dekhein
@younusqadri9235
@younusqadri9235 5 ай бұрын
ڈاکٹر صاحب تمام ساتھیوں کوآپ دوائی بتادیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
ہر بیماری کا الگ الگ علاج ہے اس سے پہلے تشخیص ضروری ہے۔ یہاں بہت سی بیماریاں ہیں جو ایک جیسی علامت ہوتی ہیں جو چیک اپ کے بعد فیصلہ ہوتا ہے۔ اسکے بعد علاج تجویز ہوتا ہے۔
@iqraafzal5163
@iqraafzal5163 5 ай бұрын
Assalam o Alaikum sir kindly share a video of PCOS...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ok soon
@muhammadayoub6097
@muhammadayoub6097 2 ай бұрын
Sir my ne 6 mehnay pehly surgery kaya ab os jaga se Pani araha hi surgeon kehta hi k ab fistula bana huwa hi apko dobara operation krna phariga Ab my keya karoo sir plz guide me
@bilawalbutt9584
@bilawalbutt9584 5 ай бұрын
he is very competent surgeon . i know him since 7 years
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
@waqasmustafa4643
@waqasmustafa4643 2 ай бұрын
Kaha milegay ? Yeh doctor sb ....current posting
@waqasmustafa4643
@waqasmustafa4643 2 ай бұрын
​@@drimtiazhussain...want to visit you for a check up
@decorabyshabanaz2426
@decorabyshabanaz2426 5 ай бұрын
Aslamualikum dr sahib mry husband ko fesher hai dr ny operation ka bola hai but wo anxiety k patient hain operation theatre main un ka BP high ho jata hai kia wo botox ka injection lagwa kr theek ho skty hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Yeh to examination kay baad decide hota hai. General surgeon say check up karwaein
@saddamhusenron4039
@saddamhusenron4039 5 ай бұрын
Cream kounsa lagana sir infection hua to
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Yeh to examination kay baad decide hota hai konsa infection hua hai. Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@user-jv2ok7vu4z
@user-jv2ok7vu4z 5 ай бұрын
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks
@sidrabatool4363
@sidrabatool4363 5 ай бұрын
Aoa dr shb kindly gtn cream ki picture dikha dn mn ny gtn lii ha lkn us k oper gtn forte likha ha kia yh 0.2 gtn ha 25 gm kia pls ans me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Koi medicines without check up kay na lein aur apka surgeon check up kay baad btaey ga aur phr dekh bhi lay ga. There are different brands for GTN
@dilshadoffical
@dilshadoffical Ай бұрын
GtM sy swear headach hoti aesi use mt kren 😢
@MrrButt
@MrrButt 5 ай бұрын
Sir jab stool kar ky farigh ho jata hon tu mujhy white colour ka liquad hai jo nilkalta hai uski ki kya waja hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Stool pass karne ke baad white color ka liquid hona, jise hum mucus kehte hain, kai mukhtalif wajahon se ho sakta hai. Kuch common reasons ye ho sakte hain: 1. **Anal fissure:** Agar aapko anal fissure hai, to stool pass karne ke baad mucus nikalna aam hai. Fissure ke wajah se jild mein chhot lagti hai, jisse mucus discharge hota hai. 2. **Bacterial or parasitic infection:** Kuch bacterial ya keede ke infection ke samay bhi white mucus discharge ho sakta hai. 3. **Inflammatory bowel disease (IBD):** Ulcerative colitis ya Crohn's disease jaise inflammatory bowel diseases ke doran bhi mucus discharge ho sakta hai. 4. **Hemorrhoids:** Bawaseer ya piles ke wajah se bhi mucus discharge ho sakta hai. Agar aapko regular white mucus discharge hota hai ya iske sath anya symptoms jaise dard, khun aana, ya change in bowel habits ho rahi hai, to behtar hai ke aap apne doctor se consult karein. Woh aapko sahi diagnosis aur ilaj ke liye guide karenge.
@qariqayumqariqayum2719
@qariqayumqariqayum2719 5 ай бұрын
sir apka clinik khan hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@MrrButt
@MrrButt 5 ай бұрын
Sir 2022 ky end per mujhy bawaseer hoye thy jo ky phir thk hogye. Jab ky 2023 ky pr per mujhy fissuer bi howa tha. Jo ky wo bi thk hogye hai. Isky kya waja hosakty hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Anal fissure aur bawaseer (hemorrhoids) dono anorectal masail hote hain jo qabz, zor lagana, ya dusre factors ki wajah se hota hai. Yeh dono masail alag-alag hote hain, lekin unka hona aam hai. Kisi mareez mein pehle anal fissure ho sakta hai, jo ke zor lagane ya sakht stool ke natije mein hota hai. Agar is masle ka ilaj theek taur par na kiya jaye to yeh bawaseer ki shakal mein bhi tabdeel ho sakta hai. Isi tarah, bawaseer bhi qabz aur doosre factors ki wajah se hoti hai. Agar in masail ka ilaj theek taur par kiya jaye aur sehatmand lifestyle maintain ki jaye to recurrence ki chances kam ho sakti hain. Magar har mareez ka case alag hota hai, isliye zaroori hai ke apne doctor se mukhtasir guftagu karein taake woh aapko behtar mashwara de sakein.
@YukinsLiyan
@YukinsLiyan Ай бұрын
Sir ap se kaise mil sakte hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@irshadahmed860
@irshadahmed860 5 ай бұрын
AOA.Sir Fissure ka Operation Hoa hai kia fissh kah skta hoon?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Anal fissure ke operation ke baad, kuch logon ko kuch makhsoos ghizaon se takleef ho sakti hai, aur ismein machli bhi shamil hai. Yeh kuch wajahat hain: 1. **Digestive Sensitivity:** Kuch logon ko machli khane se pehle ya operation ke baad digestion mein takleef ho sakti hai. Ismein gas, bloating, ya acidity shamil ho sakti hai. 2. **High-Fiber Diet:** Doctors aksar mashwarah dete hain ke anal fissure ke patients ko high-fiber diet follow karein taake pait ki kharabi aur constipation se bacha ja sake. Machli mein fiber ki miqdar kam hoti hai, isliye isey aam tor par recommend nahi kiya jata hai operation ke baad. 3. **Personal Sensitivities:** Kuch logon ko machli ya kisi makhsoos qisam ki ghizaon se allergies ya sensitivities hoti hain, jiski wajah se unhe takleef ho sakti hai. Agar aapko machli khane ke baad koi takleef nahi hoti aur aapki doctor ne aapko khaane mein kisi bhi specific cheez se parhez nahi karne ko kaha hai, to aap machli khana shuru kar sakte hain. Lekin agar aapko koi pareshani mehsoos hoti hai, to behtar hai ke aap apne doctor se consult karein. Unki salah ke mutabiq aagey ka faisla karein.
@user-vy4df4di2d
@user-vy4df4di2d 5 ай бұрын
Deawayi Kya he
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
General measures bta di gai hain magar makhsoos ilaj examination kay baad decide hota hai
@sanaali8776
@sanaali8776 5 ай бұрын
Sir mjy bht drd hoti hi 😢lakin koe doc nhi smjh rha kya kro😢
@razinaanjum1967
@razinaanjum1967 5 ай бұрын
I am in USA
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Levator ani syndrome (LAS) is a condition characterized by recurring episodes of pain or discomfort in the rectum or pelvis, often associated with sitting or pressure on the pelvic floor muscles. The exact cause of levator ani syndrome is not fully understood, but it may be related to muscle tension or spasms in the pelvic floor muscles. Treatment for levator ani syndrome typically focuses on relieving symptoms and reducing muscle tension. This may include: 1. Warm sitz baths to relax the pelvic floor muscles. 2. Physical therapy to help with muscle relaxation and strengthening exercises. 3. Pelvic floor relaxation techniques, such as biofeedback or relaxation exercises. 4. Dietary changes to address any underlying digestive issues that may contribute to symptoms. 5. Medications such as muscle relaxants or pain relievers may be prescribed in some cases. 6. Stress management techniques to help reduce tension in the pelvic floor muscles. 7. In some cases, injections of botulinum toxin (Botox) into the pelvic floor muscles may be considered to help relax the muscles and reduce pain. It's important for individuals with levator ani syndrome to work closely with their healthcare provider to develop a personalized treatment plan that addresses their specific symptoms and needs.
@alihasnainkhanswati8951
@alihasnainkhanswati8951 2 ай бұрын
Dr ap ki fees kitni hy may zyda fees offord ni kr sakta lakin may bhot takleef may hu 5 din sy bhot drd hy 😢😢😢
@razinaanjum1967
@razinaanjum1967 5 ай бұрын
You don’t tell about Laviator ani syndrom I have this problem ,and after poop not during poop too much pain almost whole day , saw 4 surgeon ,they said everything fine and diagnose Laviator ani syndrom but they didn’t do any treatments plz help me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
We have told very common conditions yes there are others as well like: 1. Anal fissures 2. Hemorrhoids 3. Anal abscesses 4. Perianal fistulas 5. Anal warts (caused by HPV) 6. Proctitis (inflammation of the rectum) 7. Anal herpes 8. Anal cancer 9. Inflammatory bowel disease (e.g., Crohn's disease) 10. Constipation or impacted stool 11. Anal muscle spasms 12. Sexually transmitted infections (e.g., gonorrhea, chlamydia) 13. Trauma or injury to the anal area 14. Anal itching (pruritus ani) 15. Prostate issues (in men) Out of these we have discussed some.
@AbdulJabbar-gv6kr
@AbdulJabbar-gv6kr 3 ай бұрын
Sir pakhane wali nali ke andar zakham hai doctor ko check karwaya hai wo kihte hai ke andar zakham hai aur 2 tube likh gtn aur dosri hai aik sir ap kuch bata de plz
@Muskanansari730
@Muskanansari730 2 ай бұрын
Apka ye maraz thk kese hoa ap bat den
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@user-nf7ru6ks9b
@user-nf7ru6ks9b 5 ай бұрын
Aoa sir Sir Anal fissure ka operation krwya ha Lakin Abi tak zkhm thk nai ho rha 2 month ho gy Hain Kya what ho site plz koi treatment bta dain main out of country houn plz..
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein
@fahdqa
@fahdqa 5 ай бұрын
Dr Sahb Epsom Salt Sitz Bath may use kr saktay hain???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/pc2HeNt2ks6ddIk.htmlsi=2SnALBcP2a0zdzrY Is trah lein.
@Ali_19536
@Ali_19536 5 ай бұрын
Aoa dr sb ma ne fissure ka lis Operation be karwaya hay ab be mukamal thk nahi huwa hu Operation ko six weeks ho gaye...ma na na surjon sa rabta kiya to keh raha hy ki fissure ka Operation Dubara hoga or wo Operation fissure ka jo cut laga huwa hy usko remove karanga keh rha hy dr sb iska bara ma mujha bata dain ma bohot pareshaan hu Love From Gilgit Baltistan
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Yeh to examination kay baad decide hota hai. Kisi dosry general surgeon say second opinion lay sakty hain
@memepage145
@memepage145 5 ай бұрын
Sir mujhe fistula hai 3.4cm ka intersphintric Dr. Ne lift surgery ko kaha hai 1 o clock outter side se inner opening 12 o clock kya lift surgery sahi rahega please reply aur kitna pain hoga please bataye sir 👏👏👏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Agar general surgeon nay kaha to sahi kaha. There are different options aur yeh bhi aik option hai. Operation kay baad yeh video helpful hai.
@memepage145
@memepage145 5 ай бұрын
@@drimtiazhussain sir LIFT Surgery ka intersphintric fistula main kitna success k chances hai kya completely thik ho jaunga Bina recurrence k please share main bahut jyada Dara hua hu
@memepage145
@memepage145 5 ай бұрын
@@drimtiazhussain sir please suggest mujhe 2 Dr. Ne alag alag method bataya hai surgery ka ek Dr. Ne batay hai fistulectomy and dusre Dr. Ne LIFT Surgery mere problem main best konsa rahega aapke hisab se please bataye sir main bahut pareshan hu 👏👏👏👏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
​@@memepage145yeh different factors par depend karta hai keh kitna lengthy hai kaisy operate hona hai aur operation kay baad ki care. Jis nay apko operate karna hai unko lazmi yeh btaein aur discuss karein aur phr preshan na hon. Iska hall operate hi hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
​@@memepage145Jitny say mashwra lein gy utni hi options milein gi is liay kisi aik jo apko achha lagay un say rabta karein aur phr jaisy kahein waisy strictly follow karein. Iski option operation hi hai whatever method is chosen
@Ultimate_surprises
@Ultimate_surprises 5 ай бұрын
Sir es phor ka mera 2 dafa operation howa hai or ab 3 time ban raha hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
@KAPTAANSPORTS
@KAPTAANSPORTS 4 ай бұрын
Parashani patients ko yh hoti ha k koi doctor thek mil jae jo paisay bnanay k chakar ma dawa ki bajae operate kar daity hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Apka tajarba mukhtalif hai magar aisa nahin hota aur na aisa hona chahiay.
@KAPTAANSPORTS
@KAPTAANSPORTS 4 ай бұрын
@@drimtiazhussain sir emandar doc 10/2 he hain shayad aap bhi hon un 2 ma say yh to experience sa he pata chalta ha kon kaisa nikka
@nadiamajeed644
@nadiamajeed644 5 ай бұрын
Ap Ganga ram hospital hote haen. Wahan checkup kerwa sakte haen? Din or time ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Hmaray channel ka naam hai magar hum Sir Ganga Ram Hospital mein patients check nahin krty hain. Hum private setup mein patients check aur operate karty hain. Hum nay kisi video mein nahin kaha keh ap hmaray pass Sir Ganga Ram Hospital mein check up kliay aein.
@nadiamajeed644
@nadiamajeed644 5 ай бұрын
Fissure ka Moka skin tag madcne say complete thek ho Jae GA?
@nadiamajeed644
@nadiamajeed644 5 ай бұрын
Sir baten. Kia skin tag Ya moka madcne saY bilkul thek ho Jae GA ?
@user-rz4dw8pt7g
@user-rz4dw8pt7g 5 ай бұрын
Assalam o alaikum doctor mera appendix ka operation hua tha 7 months hogaye usky baad sy mujhy shadeed constipation h or constipation ki wajha sy 7 mahiny sy hi anal fissure hora bar bar constipation thk nh hoti
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/apt3lpqmtZyWh58.htmlsi=UH-qPh1hUOwtE7y7 Yeh video dekhein
@qariqayumqariqayum2719
@qariqayumqariqayum2719 5 ай бұрын
Mujhy takleef hy apk pas ana chahta hon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@sidrabatool4363
@sidrabatool4363 5 ай бұрын
Aik gtn bio serva pharmacy ki ha yh ksy pta chaly ga kon c 0.2 gtn ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Apka surgeon check up kay baad apko confirm kar sakta hai
@naseemayasmin1187
@naseemayasmin1187 4 ай бұрын
10:35 What is treatment for Anal skin tag? Can this condition get better with medicine, or do you need to have an operation?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/l5mDpM6A3665fZs.htmlsi=qx5dcnuCgAMGeVDh Yeh video dekhein
@razinaanjum1967
@razinaanjum1967 5 ай бұрын
Doctor I pop everyday and I eat lot of fibers and 7 glass of water but my poop come out hard and than after hard bulk of poop. I am anal spasam patient after poop I can’t explain severe pain whole day .I saw in USA colo rectal surgeon they said no fissure no hamrroids nothing than why I have lot of pain after poop even if normal poop than also pain. Plz help me they give me Valium suppository which only help for 1 to 2 days and it is not good for daily basis Please help me why my stool hard even use fiber but I don’t use any meat rightnow and please help me for my anal spasam
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
We appreciate your concern. There could be many reasons for the pain in this.area and we can only advise after proper examination and check up. You can have an appointment with another surgeon to have a second opinion
@anxarkhan4269
@anxarkhan4269 4 ай бұрын
Sir 3 mnths sy pain ho rha anal wli jaga tight hoi v or gass lealage k doran pain ya antrion ko hrkt ki wja sy b drd or jalan c hti lkin 2 br surgeon ko chek kreaya wo khty normal h agr normal h tu pain q ho rha or qabz wli halat bni hoti sometimes
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
@osaidullahullah7701
@osaidullahullah7701 5 ай бұрын
Bohat taklif bohat taklif Allah Pak maf karay Dr koi dawai b batya Ku k sab log sharam say Dr pay nahe Jata
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
@MRehmanjuttJutt
@MRehmanjuttJutt 5 ай бұрын
Agr anal fisher k operation k bad b pian Hoti hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/pKmbrZh_vLiznok.htmlsi=gzTJlhuxYGV8KiB- Yeh video dekhein
@shahzada5279
@shahzada5279 4 ай бұрын
Sir apka number send karo me lahore se nahi ho warna me hospital ajata mene apse bat karni hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@coolmind5488
@coolmind5488 5 ай бұрын
Aaslam o alaikum Dr sahab 2 dafa anal fissure ki surgery karwa chuka hun 2 surgery ko abi 3 month huway phr fissure ho gayie h qabaz ka be kahyial rakha parhgaiz be kiya ab kiya karon na to surgery se aram aa raha h na wase
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/rdyDaLmAxJ6nkp8.htmlsi=_WrDvEAxOn766oQl Yeh video dekhein
Anal Fissure Treatment only with Medicines | without Operation Management| Surgeon Dr Imtiaz Hussain
12:59
Clown takes blame for missing candy 🍬🤣 #shorts
00:49
Yoeslan
Рет қаралды 45 МЛН
UNO!
00:18
БРУНО
Рет қаралды 1,3 МЛН
Why Anal Fissure Doesn't get healed Early ? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:32
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 106 М.
Making Rounds: Medical Education Documentary Film
1:03:18
Mount Sinai Health System
Рет қаралды 6 МЛН
What does a Small Infected part near the Anus Indicate? #AsktheDoctor
0:51
MediBuddy - Your Health Friend
Рет қаралды 21 М.
Healing Time of Anal Fissure Surgery | Recovery Peroid | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
15:00
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 65 М.
Warm Sitz Bath | How long to use it? When to Stop using? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:43
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 26 М.
Can Ispaghola Husk causes Constipation? Isapghol ka Chhilka aur Qabz
9:05
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 88 М.
Skin Tags | Anal Tags | Anal Papilla|Piles|Moky | Difference & Treatment | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:43
Constipation | Treatment | Symptoms & Causes | Home Remedies | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
16:17
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 22 М.
GTN Cream duration in Anal Fissure | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:42
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 64 М.