External Haemorrhoids | بواسیر میں درد والا موکا | Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 120,263

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Күн бұрын

+923216303551 Get appointment (WhatsApp messages only, no calls)
Symptoms of Piles:
• Symptoms of Haemorrhoi...
Watch foul smelling discharge in Piles:
• Mucous Discharge in Ha...
Watch about external Piles:
• External Haemorrhoids ...
Watch about Internal Piles:
• What are Haemorrhoids/...
Treatment options in piles:
• Treatment of Haemorrho...
Watch details of ispaghola Husk
• Ispaghol kay Faiday | ...
Warm sitz bath video:
• Warm Sitz Bath | Uses ...
Treatment of Piles with Rubber Band Ligation:
• Rubber Band Ligation |...
Treatment with Injection Sclerotherapy:
• 1st & 2nd Degree Piles...
Treatment with Daflon Tablets:
• Daflon Role in Piles M...
00:00 Intro
00:31 Types of Piles
03:00 Definition of External Haemorrhoids
03:39 How Ext Pile is formed?
04:28 Disappear on its Own?
06:29 Causes of this Pile
07:45 Can it Bleed?
09:05 Treatment
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#haemorrhoids
#externalpiles
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery

Пікірлер: 494
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@YMMAZ-BP
@YMMAZ-BP 5 ай бұрын
0
@user-gk6xe3jp8n
@user-gk6xe3jp8n 4 ай бұрын
Batna ho tu ap idr b kuch bata sakta hn sir
@user-nq8zd8yp5c
@user-nq8zd8yp5c 3 ай бұрын
Plzzz sir koi dawa bate
@user-nq8zd8yp5c
@user-nq8zd8yp5c 3 ай бұрын
Sir mene batya hai wo bol rahi thi moke wali bawaser hai apko bht moky hai
@user-zu2sm7fx4u
@user-zu2sm7fx4u 2 ай бұрын
Bilkul sahy ye khud khatam hojati par 7din bad thk Hoti par bht drd hota Hy bht to isky liye koi Madeline bta den r Kya iska operation b kr K thk hojata Hy Kya?
@syedshafaqatali3697
@syedshafaqatali3697 9 ай бұрын
Ya Allah g bht azeatnaak chez hy ye. Sab mareezon ko shiffa atta farmaen Aameen sum Aameen 😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Agar time par management kar lein to aziat say jaan chhoot jati hai
@syedshafaqatali3697
@syedshafaqatali3697 9 ай бұрын
But u know logon ko awareness hi nhi is marz ki. I ate chappal kabab on second day when there was mild pain an no swelling after that I came to know that main to buri trha phass gya hun is azaab main. 😭
@TumharaDost1
@TumharaDost1 5 ай бұрын
Mery bhai homeopathic dwayi ghar pr bnate hai monthly wo bht achi hai sub ko aram ata hai parhaiz bht zarori hai,,, chawal bada gosht mirch masalo se​@@syedshafaqatali3697
@Fasi545
@Fasi545 8 ай бұрын
Masha Allah beautiful speech sar sunkr acha laga sr
@Fasi545
@Fasi545 8 ай бұрын
Allah apka bhalaa kare Ameen
@najmashahnaz4054
@najmashahnaz4054 Жыл бұрын
Bahtreen information. Jazakumullaho khairun kaseera. ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@jamil535
@jamil535 9 ай бұрын
ماشاء اللہ، بہت اچھی ویڈیو اللہ پاک آپکو اجر عطا فرمائے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@muhammadullah8282
@muhammadullah8282 9 ай бұрын
Thank U so Much Dr May Allah reward U for providing the info
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for the positive feedback. We would highly appreciate if you also subscribe to our channel and share this video with others. Thanks again.
@chaudhryautosandworkshop3372
@chaudhryautosandworkshop3372 2 ай бұрын
Mashallah bahot achi bt ke AP NY Allah pak AP ko ezat dy ameen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Thanks
@ishtiaqahmad9242
@ishtiaqahmad9242 7 ай бұрын
Very very best knowledge ful video... Thnx
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We're delighted that you found the video informative. If you have any questions or topics you'd like us to cover in future videos, feel free to let us know. Happy watching!
@abuosama9399
@abuosama9399 2 ай бұрын
ماشاءاللہ اللہ تعالیٰ آپ کو اجر عظیم عطا فرمائے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Thanks
@zulfiqaralichanna1623
@zulfiqaralichanna1623 7 ай бұрын
Masha Allah very nice iformtion
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks for the positive feedback. We would highly appreciate it if you also subscribe to our channel and share this video with others. Thanks again.
@abdussattarsadhan9076
@abdussattarsadhan9076 Жыл бұрын
Bhoot khoob sir jazakhAllah khair
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shukriya
@user-tl1cw2yd1t
@user-tl1cw2yd1t 9 ай бұрын
Very goodماشااللہ
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks. Please subscribe and continue watching.
@mohammadsajidghauri6527
@mohammadsajidghauri6527 7 ай бұрын
Simple language explanation. Really appreciable.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
"Thank you so much for your kind words! We're glad you found the explanation in simple language appreciable. If you have any more questions or if there's anything else you'd like to know, feel free to ask. Your feedback means a lot to us!"
@abdulsalam-ym2fy
@abdulsalam-ym2fy 4 ай бұрын
Very informative video Jazak Allah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Thanks for liking
@danishiqbal4590
@danishiqbal4590 Ай бұрын
Mashaallah bohat ache bataya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Shukriya
@iqraafzal5163
@iqraafzal5163 5 ай бұрын
JazakAllah sir good explanation...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Shukriya
@gamingwithnazi1639
@gamingwithnazi1639 8 ай бұрын
Best dr ever ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Thanks. Please subscribe and continue watching.
@immisspretty.01
@immisspretty.01 5 ай бұрын
جزاک اللہ خیر
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@bluesea5345
@bluesea5345 Жыл бұрын
Nice MashaAllah sir ..very informative
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@Zimal-uh6rh
@Zimal-uh6rh 11 ай бұрын
Sir Allah ko mazeed izat ata fermain
@ahsangilani2341
@ahsangilani2341 Ай бұрын
Very good explanation God bless you
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Thanks and welcome
@asimrazakhan6189
@asimrazakhan6189 11 ай бұрын
Very nice information
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@mehreenakhtar2214
@mehreenakhtar2214 6 ай бұрын
Thnks Dr. V informative lecture
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Thank you so much for your kind words! We appreciate your support and are grateful for the opportunity to contribute to your well-being. If you have any questions or need further assistance, feel free to ask.
@user-pq3ur3wy3v
@user-pq3ur3wy3v 6 ай бұрын
MashaAllah doctor sab.thnk you so much ap parshni khtm kr di most most thnk you❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Khair mubarak ho! agar aapko hmari madad se kuch behtari mili hai, toh hmein khushi hai. Agar aapko mazeed kisi tajaweez ya malumat ki zarurat ho toh ya likh sakty hain Sehatmand rehain!
@iftikharmehmood2464
@iftikharmehmood2464 10 ай бұрын
Thank you Dr sahib
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Most welcome
@alishafatima20
@alishafatima20 6 ай бұрын
Thanks a lot. V nicely explained and relieved the stress
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Happy to help
@ranasublime9146
@ranasublime9146 17 күн бұрын
Ap ko he kia ye
@farhan_2565
@farhan_2565 6 ай бұрын
good informative video
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@Syed1960
@Syed1960 5 ай бұрын
Thank you doctor sahib😊
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Always welcome
@dillipkumarmahapatra4707
@dillipkumarmahapatra4707 Жыл бұрын
Very nice video sir, kabiraj Dillip mahapatra odisha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Dhanaybaad. Shukriya
@allensajeel6943
@allensajeel6943 2 ай бұрын
very well explained.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Thanks
@Zayyan116
@Zayyan116 6 ай бұрын
Thank you doctr sahib good information
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Always welcome
@abdulhadi5302
@abdulhadi5302 11 ай бұрын
MASHAALLAH ❤❤❤very informative, and u explained in a very easy way especially for those persons who can't understand medical terms
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
"Thank you so much for your kind words! I'm glad you found the explanation helpful. If you enjoyed the video, please consider subscribing and sharing it with others. Your support means a lot! 😊🙏"
@abdulhadi5302
@abdulhadi5302 8 ай бұрын
​@@drimtiazhussain sure
@mohammadsajidghauri6527
@mohammadsajidghauri6527 7 ай бұрын
I have already subscribed to your channel and hopefully many more informative videos will be available in future as well. Stay happy and healthy.
@user-hf1sy2gh1t
@user-hf1sy2gh1t 8 ай бұрын
41 dfa sura fatiha prh k dam kren in Sha Allah bwaseer khatm ho jay gi.duaon mi yad rkhye ga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
MashaAllah. Is trah bhi kar sakty hain aur hmara quran par believe hai. Doctors ko aur surgeons ko bhi jo ilm mila hai wo Allah paak ki hi traf say hain. Kuch ka ilaaj medicines say ho jata hai sirf home remedies karny say aur kuch ka ilaaj sirf surgery say possible hai. Jab dekhein keh masla barqraar hai to jald say jald operate karwa lena chahiay kionkeh har marz ki ilaaj aik hi cheez say nahin ho sakta aur aik hi marz mukhtalif sooratoon mein zahir hoti hai
@lailakhan4297
@lailakhan4297 2 ай бұрын
Please marliya duwa kra
@NehaUsman-oq2ns
@NehaUsman-oq2ns Ай бұрын
Kaha dam karay
@tayabshahid1697
@tayabshahid1697 8 ай бұрын
Thanks alote doc
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Welcome
@malikibrahim2244
@malikibrahim2244 9 ай бұрын
Good explanation
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for liking
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@mumtazandsons
@mumtazandsons 3 ай бұрын
MashAllah JazakAllah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Thanks for the positive feedback
@rawalmulik688
@rawalmulik688 6 ай бұрын
Wonderful sir.thanks
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Thank you so much for your kind words! We're glad you find our medical content valuable. If you have any specific topics or questions you'd like us to cover, feel free to let us know. Your feedback is greatly appreciated!"
@muhammadzahid-dz8fm
@muhammadzahid-dz8fm 4 ай бұрын
Thanks a lot
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Welcome
@Mrcommando82
@Mrcommando82 8 ай бұрын
Bhut mhrbni doctor sbb ap ne bhut pyar se or asan alfaz me bayan kia hai mai 3 din se KZfaq par es ka elaaaj dohnd rha tha lkn es trha kasi ne b ni byan kia again thanks
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@naveedbutt8829
@naveedbutt8829 2 ай бұрын
Frq pra
@MegaAdnanafzal
@MegaAdnanafzal 8 күн бұрын
Theak huey ap??
@user-dj2fl6pt1s
@user-dj2fl6pt1s 4 ай бұрын
Thank u doctor sahab thank u
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Welcome
@user-hf6rq6td6w
@user-hf6rq6td6w 5 ай бұрын
Thanks dr saab
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Keep watching.
@ramimkhan8559
@ramimkhan8559 6 ай бұрын
Thanks you
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Thank you so much for your kind words! We're glad you find our medical content valuable. If you have any specific topics or questions you'd like us to cover, feel free to let us know. Your feedback is greatly appreciated!"
@mustansarhayat3529
@mustansarhayat3529 8 ай бұрын
Thanks sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Welcome
@gamingwithnazi1639
@gamingwithnazi1639 8 ай бұрын
Thanks❤ sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Thanks for the positive feedback. We would highly appreciate it if you also subscribe to our channel and share this video with others. Thanks again.
@ggpsliftscheme9292
@ggpsliftscheme9292 8 ай бұрын
ماشاءاللہ
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Shukriya! 😊 MashaAllah ka bohot shukriya! Agar aapko video pasand aaya ho toh, hamare channel ko subscribe karein aur video ko apne dosto ke sath share karein. 🌟"
@Bilal-ty2mx
@Bilal-ty2mx 6 ай бұрын
Good sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Thank you very much for your kind words. We appreciate it!"
@MuhammadAsif-lo8qe
@MuhammadAsif-lo8qe 8 ай бұрын
Masha Allah sir g very nice your video❤❤❤❤ Allah bless you ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Thanks and welcome
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@aftabmalik9815
@aftabmalik9815 15 күн бұрын
Thanks
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 15 күн бұрын
Welcome
@dudibutt8429
@dudibutt8429 Жыл бұрын
Nice 👍👍
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@moonkhan7319
@moonkhan7319 7 ай бұрын
agr apko abi start hi hua ha ye msla to valosaf 500mg capsule mngwa kr din me 2 capsule neem grm dood k sath khae or hr roz neem grm dood me ispaghol pie agr apko aram a jy to plzz mere sath apne reviews zaroor share kijiye ga mooli ka pani bi bht efffecti
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@mycreationsmind1599
@mycreationsmind1599 2 ай бұрын
Sir ap bht detail se guide kerte hen sir mujhe bwaseer kai saloon se he piles wali but jb garam chezain khaon tou bht bleeding hoti he
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@pankajgger9089
@pankajgger9089 2 ай бұрын
Mujhe 3rd degree Leval ki piles ho gai thi motion karne wakt massa bahar aajata tha use hatse under dalna padata tha bahut Dard hota tha mujhy. is taklif ko dur karne ke liye maine Flipkart se pymol livcon capsule aur manulex churna aur Assicon syrup magaya isse mujhe 2-3 din me hi aaram mila 2 mahina complete leneke bad ab mai bilkul thik ho gaya hu .
@mycreationsmind1599
@mycreationsmind1599 2 ай бұрын
@@pankajgger9089 bht thanks ap ka but mai tou Pakistan se hon yahan tou ye medicine nhi ho gi
@AffanVlog7861
@AffanVlog7861 Ай бұрын
Moka b khtm ho geya Kiya ??​@@pankajgger9089
@rayeesabegum19
@rayeesabegum19 Ай бұрын
​@@pankajgger9089mujhe bhi same problem hai pareshan hu😢 bhut takleef hoti hai kiya ap ya problem complete cure hogai hai kiya or jo bahar skin tag hemmoride tha vo complete cure hogai hai kiya please boleya
@qaiserqaiser9298
@qaiserqaiser9298 7 ай бұрын
بالکل آپ نے 100 فیصد بات کی ھے میرے ساتھ ایسا ھئ ھوتا ھے بھائی صاحب پر میرا ساتھ 2 سال سے ھے اس مییں فرق یہ ھے کہ کبھی 15 دن بعد اور کبھی 30 دن بعد اور کبھی تو 40 دن بعد پر ھوتا لازمی
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Get well soon
@sahnushanu540
@sahnushanu540 3 ай бұрын
Bhai phr iska ilaaj nhi hy kia???
@sahnushanu540
@sahnushanu540 3 ай бұрын
Mujhy hafta hogaya hy taqreeban leakin pain bht hy jalan hoti hy bhat yaar.
@saribkiyani-ny1by
@saribkiyani-ny1by 10 ай бұрын
Dr shaib Islam ul kum i love you I piles p I got lot form vedo and learn more m Aftab kayani adv gujar khan❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ allha give you long life
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@abdullahgill9917
@abdullahgill9917 6 ай бұрын
Jaak Allah sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Thanks
@daudraja4654
@daudraja4654 Жыл бұрын
Nice g
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@ismahammad294
@ismahammad294 6 ай бұрын
Nice sir es ki medicine b btaya or tyub b btain Jo lagani hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@onlineteachingholyquranbys8049
@onlineteachingholyquranbys8049 6 ай бұрын
❤ گڈ
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
تھنکس
@irshadhaq2339
@irshadhaq2339 6 ай бұрын
Also suggest the treatment
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
It's discussed in it
@manzarhassan8406
@manzarhassan8406 9 ай бұрын
Dr sab Painless external hemoride kafi arse se ho sirf swelling hay no oain no bleeding to kia daflon tablet use kre along with fiber and enough water intake ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@papuVloger1269
@papuVloger1269 11 ай бұрын
Good
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Thanks
@Raza.Nisar_
@Raza.Nisar_ 5 ай бұрын
Behad takleef deh bimari hy aur Ap ne behad asaan alfaz mebtaya hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
@tasawarhussain7504
@tasawarhussain7504 3 ай бұрын
Mashallah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Shukriya
@user-nq8zd8yp5c
@user-nq8zd8yp5c 3 ай бұрын
Sir plzz mujhe koi teblet bata de mery bht zadya dar hai or sujan hai or zakham bhi bana hua hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@iqradoll7782
@iqradoll7782 Жыл бұрын
Suggest me medicine for internal heammorid
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Don't use medicines without examination
@Mshahid-ct1mr
@Mshahid-ct1mr 10 ай бұрын
Dr. Sb mary maqad k bahir 3 mohky han jo bohat takleef dety bohat jalan hoti plz koi hal btay
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai
@Rocky.N337
@Rocky.N337 Ай бұрын
میرے 3 ماہ ہو گئے۔ نہیں ٹھیک ہو رہی۔ بس اللہ سے دعا کرتی ہوں یا شفا دے دیں یا مجھے لے لیں۔ میں بہت۔تنگ ہو گئی
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Mayoosi gunah hai. Howa Al Shafi. Har marz ki shifa hai. Yeh sub janty huay mayoos na hon. Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@Rocky.N337
@Rocky.N337 Ай бұрын
​@@drimtiazhussain سب دوائیاں اٹھا کے دے دیتے ہیں۔ زندگی کو مذاق سمجھ رکھا ہے ۔ پہلے میرے سکن ٹیگ کے اوپر دانہ سا محسوس ہوا پھر وہ بڑھتا گیا تو درد بھی بڑھتا گیا پھر ڈر کی وجہ سے واشروم نہیں جاتی تھی پھر قبض اور پھر فشر بن گیا۔ اس کا علاج کیا تو ٹھیک ہوئی مگر اینل کنال کے بلکل باہر منہ پر جہاں سے سٹول پاس ہوتا ہے وہاں باہر والی سائیڈ وہ موقے سے بہت موٹے اور سوجن ہے اور ایک درمیاں میں بلکل درمیاں میں وہ بہت سخت ہے بہت اور 4 دن سے اس کا رنگ چینج ہے اور شدید درد ہے جیسے بلیڈ کر رہا ہے اور کوئی زخم سا ہے اور جیسے کچہ کچہ ہوا ہے تھوڑا سفید سفید سا ہوا اوپر سے جیسے کوئی دانہ ہو جاتا ہے۔۔ بہت کچھ کھا پی رہی ہوں بہت کچھ طریقہ کر رہی ہوں مگر آرام نہیں۔ سٹول پاس کرنے کے بعد میں آٹھ نہیں سکتی۔ چیخیں نکلتی ہیں میری جب سپنکچر مسل بند ہوتے ہیں تو چیخیں نکلتی ہیں۔
@arbagwan
@arbagwan Ай бұрын
Kindly try hub E bawaseer khoni ya badi marz k hisab sy 120 Ki dibi ATI Thi pehly Qureshi Ki ab kuch mehngi ho gee diet bhe change karain
@user-fh2rw1ho8f
@user-fh2rw1ho8f 26 күн бұрын
اپریشن کراے اتنا بڑا مسلا نھی
@FarooqueFa
@FarooqueFa 25 күн бұрын
Same Meri yei condition 😭
@SmilingArchaeology-hf7md
@SmilingArchaeology-hf7md 3 ай бұрын
Dear Dr sb... Apki batain sun kar dil ko buhat tassali hoi... Mjhy external hoye abhi 3 din hoye hain.. Or jo nishania ap ne batayee hain wesa hi he.. Pain.... Mene filhal homeo pethic dawaie li he... Agar apko check krana ho to Karachi me... To kese.... Please reply... I m think full to you in advance... M. Pervaiz Aziz
@SmilingArchaeology-hf7md
@SmilingArchaeology-hf7md 3 ай бұрын
Or external ek capsule 💊 k barabar ka ho gaya he jesa k apki is video ki picture me he
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@mumar1224
@mumar1224 10 ай бұрын
Plz sir mjy b kuch bta dy bht drd feel hoti
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@Khatija352
@Khatija352 4 ай бұрын
Ye sir 6 sall se hua Hy mujhy pehly bht zada dard hota tha ab dard itna nhi hota hath soj jaty Hy jàb blood ata Hy
@shabirmir582
@shabirmir582 6 ай бұрын
I have a piles and also coming blood
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Plz have a check up from general surgeon
@alilodhinice26
@alilodhinice26 5 ай бұрын
thanks sir ye he msla ha le kin bilkol thek kesi ho ge please riply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Welcome. Isi video mein hall bhi btaya gaya hai. Agar waisy khud thek na ho to chhota sa operate karna parta hai
@unzlazafar3682
@unzlazafar3682 Жыл бұрын
Assalam o alaikum sir. Kya internal haemorrhoids k leay surgery krana must hy? Surgery k ilawah kuch ho skta hy jis sy thek ho jaen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap check up karwaein general surgeon say.
@shabirmir582
@shabirmir582 6 ай бұрын
Please suggest me I am very serious about it
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Have an examination first. Treatment is started after examination
@ShahBisma-ms1nd
@ShahBisma-ms1nd 5 ай бұрын
Asalamualaikum dr sahab mera external piles grand 4 3 thi aur chronic fissure b tha mera open surgery howi hai 14 days hogay par mujhe bht dard aur jalan hai swelling hai aur blood b aata hai plz bataye kab tak rehey ga ye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/pp58pZR7l52siWg.htmlsi=U2OwHVyPjqxXwnp6 Yeh video dekhein
@user-fx2yv7ch3j
@user-fx2yv7ch3j Жыл бұрын
So mulakat karna chchta hu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kahan say hain ap?
@user-dk7fy3yw9w
@user-dk7fy3yw9w 4 ай бұрын
Salam Dr mujay bhe yahe takleef hai external ke ab keya Karna hai batahein ap
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Is mein btaya gaya hai ilaaj
@adnanzahid99
@adnanzahid99 7 ай бұрын
Sir mare bate ko same yahi gilti h lakin khoon nhi niklta per dard hota h koi ilaj bata da
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@shahidgulzar3640
@shahidgulzar3640 8 ай бұрын
Sir dana khatam nahen ho rha dbanay say ander say peep nakalte hay ilaaj bata deen thankyou
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Fistula ho sakta hai check up karwaein
@muhammadghaffar1978
@muhammadghaffar1978 4 ай бұрын
Is kliye koi medicine
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@user-cc1bn9ns8g
@user-cc1bn9ns8g 4 ай бұрын
Doctor imtiaz me b s bemari sy safr kr re hun Kea aap ka appointment mil sakta ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@muhammadibrahimsultan2469
@muhammadibrahimsultan2469 7 ай бұрын
Mry to bohat sary externAl mohaky hain. Uska kya treatment hoga. Operate se dar lgta
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
"Shukriya aapki poochne ka. External hemorrhoids ya piles ka ilaj hota hai aur operation ek option hai, lekin darne ki zarurat nahi hai. Aapko pehle apne healthcare provider se munsalik hona chahiye, jinhon ne aapki halat ka behtar tajaweez dene ke liye mukammal janch ki hogi. Dawaiyan, lifestyle changes, aur agar zarurat ho to surgery bhi ek tajaweez ho sakti hai. Operation ke doran anesthesia hoti hai, jisse aapko dard mehsoos nahi hoga. Zaroori hai ke aap apne doctor se apne concerns discuss karein takay aapko sahi guidance mile. Shifa milegi, InshaAllah."
@abdulqayyum3512
@abdulqayyum3512 6 ай бұрын
is external haemoriids auto repeat or repeat after constipation,whats remedies to avoid repetation
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
General info is given as why does it develop
@tayebamuddasar6035
@tayebamuddasar6035 3 ай бұрын
Infrmative but mry husbnd ko bleeding bht zda h r 5 days plus ho gy hn mdcn b ly rhy hn r painful b hn uska kch bta dyn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@Kashifkhan-bk9hu
@Kashifkhan-bk9hu Жыл бұрын
Remmady tu btae ni bs information e ha wo b adhi oprate na krayen tu medcin kon se ln
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Koi bhi medicines hamesha surgeon ko check karwa kar lein. Yeh videos general information kliay hain warna youtube par baith kar ilaaj nahin hoty. Jab ap kisi general surgeon ko check karwa lein to phr wo medicines dein gy usky baad yeh videos bhi helpful hoti hai. Ghar par ilaaj shuru kar dein to kia pata ap kis bemari ka ilaaj kar rahay hain. Maybe wo bemari apko na ho aur ap ghalt ilaaj kar rahay hon. So, be careful
@mshafiq-li9ue
@mshafiq-li9ue 11 ай бұрын
Sir agr moqay khtm krny hon tu kon c medicine use krain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@faysalhafeez786
@faysalhafeez786 6 ай бұрын
G doctor sb mery moka bana hua hai external bleeding to nhi hui but stool kerty huy bohat pain hoti hai koi medican bata de stool shai trah ata nhi plz help me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mulhtalif hai.
@liaqatali-eg4ld
@liaqatali-eg4ld 6 ай бұрын
👌
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Thanks
@yasirsheeraz2585
@yasirsheeraz2585 Жыл бұрын
Sir meri mrs ko drd hota hai 3 month ho gy hain bht bht zeada drd hota hai moky hain khtam ni ho rahy pls any content no
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Hmara number description mein dia gaya hai magar sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni.
@romaanaashiq7584
@romaanaashiq7584 6 ай бұрын
Mujhe fissure hova hai bohot pain hai what should I do
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@Gulfamjutt-eq1he
@Gulfamjutt-eq1he 6 ай бұрын
Sir please humray Ak bahi hain 27 sal osko na to mokay andr ki traf hain or na to bahr k traf balkay mokay nahi hain osko pakhanay wali jaga py Dard hota rhta hai bleeding b ni Hoti ap batian k ye ha kia or es ka elaaj kia ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. aur phr hum say check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
@MATHSdotPHYSICS
@MATHSdotPHYSICS 3 ай бұрын
Respected doctor.. Gastro Intrologist or General Surgeon for surgery??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
General surgeon for treatment and surgery
@hakimali8181
@hakimali8181 10 ай бұрын
Sir koi cream ya antibiotic reconmend krenge for early cure. I will pay your fees online no problem
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@sadafbashirsiddiqi3512
@sadafbashirsiddiqi3512 Жыл бұрын
Sir 3 giltiyan hain phat nhi rahi 2 week se external hain … in k liye kya treatment hota hai please btaiye ga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
General information mein to is video mein di gai hain baqi kisi general surgeon ko check karwaein gy to special ilaaj baad mein shuru ho ga
@aleezymalik4231
@aleezymalik4231 Жыл бұрын
Hello sir meri mother ka hernia ka operation hua hai 2 day's pehly ab wo kuch kha rahi hai tu vomiting ho jati can you contact us
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap apny surgeon ko check karwaein
@umairbaloch2163
@umairbaloch2163 6 ай бұрын
I'm. Also facing such condition I'm in hamburg can I contact you?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
It's better to have examination first
@user-si7oo2ld9m
@user-si7oo2ld9m 6 ай бұрын
External piles k treetment btao sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Is video mein har option btai hai
@tahiriqbal7376
@tahiriqbal7376 Жыл бұрын
Sir mjhy khuch time pehly pain hwa tha qabaz nhi thi par ab qabaz hu gai hai or sath mai blood aarh hai tu ye bhi piles ki alamat hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ho sakti hai magar check up karwaein
@subhanmalik9841
@subhanmalik9841 Жыл бұрын
Any medicine for this clot..?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
It is decided after examination
@user-it2os4jo1y
@user-it2os4jo1y 5 ай бұрын
Sir external hemorrhoids par cream kaise apply Karen cream applicator andar nhi jaraha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Kisi general surgeon ko pehly check karwaein wo dekh kar decide karein gy
@mumar1224
@mumar1224 10 ай бұрын
Mjy external piles hy plz mjy b kuch bta dy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Is mein btaya gaya hai
@Usamaabbasi-mx6gn
@Usamaabbasi-mx6gn 5 ай бұрын
Dr sahab merey abu ko bawaser hai 1 month ho gaye hain khatam nhi ho rhe hai sir es ka koi hal batain...... thank you
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai. aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
Home Remedies for  Haemorrhoids/Piles| Treatment of Piles without Operation | Dr Imtiaz Hussain
15:10
ВОДА В СОЛО
00:20
⚡️КАН АНДРЕЙ⚡️
Рет қаралды 32 МЛН
Mama vs Son vs Daddy 😭🤣
00:13
DADDYSON SHOW
Рет қаралды 47 МЛН
How Many Balloons Does It Take To Fly?
00:18
MrBeast
Рет қаралды 201 МЛН
Mom's Unique Approach to Teaching Kids Hygiene #shorts
00:16
Fabiosa Stories
Рет қаралды 35 МЛН
Anal Fissure Treatment only with Medicines | without Operation Management| Surgeon Dr Imtiaz Hussain
12:59
How to Use GTN Cream Correctly? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:02
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 142 М.
Best & Worst Foods to Eat with Hemorrhoids | Bawaseer Mein Kya Na Khaye
3:45
Marham Find A Doctor
Рет қаралды 334 М.
Daflon Role in Piles Management | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
10:29
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 145 М.
Can Ispaghola Husk causes Constipation? Isapghol ka Chhilka aur Qabz
9:05
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 88 М.
How to push back Prolapsed Haemorrhoids/ Piles | Surgeon Dr Imtiaz Hussain ( Gold Medalist )
5:06
Why Anal Fissure Doesn't get healed Early ? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:32
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 106 М.
ВОДА В СОЛО
00:20
⚡️КАН АНДРЕЙ⚡️
Рет қаралды 32 МЛН