Delayed Healing of Anal Fistula After Operation | Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 29,392

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Жыл бұрын

+923216303551(WhatsApp messages only, no calls). For appointment of operations in Lahore :
00:00 Intro
Home care after fissure operation click the link below:
• Anal Fissure | Fistula...
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, Nurses and Paramedical staff.
Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
He is a visiting consultant General & Laparoscopic Surgeon in various well-known hospitals of Pakistan.
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#fistulainano
#recurrence
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery

Пікірлер: 274
@mohsinsulehriazafrwal2811
@mohsinsulehriazafrwal2811 Жыл бұрын
Boht achy dr aur boht acha experience mery khyaal main jis admi ko b fistula wala masla hai aur kisi dr k pas ja apna time aur pesy zaya na karein.main ny khud 2opration krwaye lekin kamyaab nei rha ab 3opration dr imtyaaz sy krwaya hai umeed hai Allah paak is operation main kamyaab rhon ga.inshallah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Get well soon
@jamfarhan1514
@jamfarhan1514 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussain sir AP ka Whatsapp number kia h
@fashiontrend8991
@fashiontrend8991 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussain Assalam o alekum plz apna number bhej den ap mujhy baat karni hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@Lone_Wolf313
@Lone_Wolf313 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain Sir Mera 23rd march ko sphincterotomy and fistulectomy together huwa hai or aj ki date Tak koi pain nhi h or zakhm b nazr ni àa rha mgr abi Tak pus aati h pta ni Kahan say or skin b us jagha say white hai? Ye sub kb tak theek ho skta h or Kya waja hai?
@javedshah8618
@javedshah8618 Жыл бұрын
Bhot bhot Shukria D R Sahib k ap Hame itna ziada mulomat dety han khoda ap ko salamat Rakhay
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks a lot
@alayamudasir7285
@alayamudasir7285 Жыл бұрын
Ameen bilkul
@DrMubeenNasir
@DrMubeenNasir Жыл бұрын
Very informative video sir 👏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
So nice of you
@AshiqAli-gd6bn
@AshiqAli-gd6bn 6 ай бұрын
Very nice
@ranagvlogs91
@ranagvlogs91 17 күн бұрын
Meny bht si videos dekho kuch doctor draty hain aisy hoga ye nhi kiya to wo ho ga but salam ha in dr sahb ko meny inko jb b dekha patients ko motivate he krty dekha ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 күн бұрын
You're welcome! We are glad to hear that you find encouragement and hope in the videos you've watched. Providing reassurance and courage is essential, especially when dealing with medical concerns. If you have any questions or need further information, feel free to ask. Take care!
@umehaya-jv5yc
@umehaya-jv5yc 3 ай бұрын
sir mera opertn hua hey 18din phy uske bad mujhe gerdan tor bukhr hua tha dr mujhe batai ye oprrtn k bad hua yan phly e tha
@usmansarwar9598
@usmansarwar9598 4 күн бұрын
Salam sir ma ny last weak surgery krwai ha bwp sa.. Mujhy docter ny valosef or flagel or ak serup diya ha bus kaya ya madicn thk ha heal ka liya?
@user-px6vu9de8p
@user-px6vu9de8p 7 ай бұрын
Fistulectomy surgery me t bact ointment lagane se healing fast hoti ha ja delay ??
@muhammadtayyab1813
@muhammadtayyab1813 Жыл бұрын
Very informative video...
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@Taufeeqalam
@Taufeeqalam Жыл бұрын
​@@drimtiazhussainfistula after surjery milk & ghee le sakte constipation pe ke liya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
​@@Taufeeqalambilkul lay sakty
@ABDULQADAR-xc5pv
@ABDULQADAR-xc5pv 5 ай бұрын
​@drimtiazhussain Dear Dr sb camere📷 wla test mn pta chlta pistchula k 🙏 🙏 🙏 mehrabny parmaye
@ranagvlogs91
@ranagvlogs91 17 күн бұрын
Bhoot Khoob ❤❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 күн бұрын
Thanks
@ranagvlogs91
@ranagvlogs91 11 күн бұрын
@@drimtiazhussain ❤️
@mohsinsulehriazafrwal2811
@mohsinsulehriazafrwal2811 Жыл бұрын
Vvv good
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shukriya. Get well soon
@ashokmonde9694
@ashokmonde9694 2 ай бұрын
धन्यवाद, सर आपने सच बात की,बहोत से डॉक्टर पेशंट को टाइम नहीं देते.तब पेशंट परे शान हो जाते है
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Dhanaybaad
@ashtaralihaider2966
@ashtaralihaider2966 Жыл бұрын
Good❤❤❤❤❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@cookingrecipes2253
@cookingrecipes2253 Жыл бұрын
Boht Acha treatment hai in Dr Saab Ka ma nay in say fistula Ka operation karaya hai or Ghar par Achi care kary gay to thek hota ha jaldi heels hota hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for appreciation
@noumanraffi1379
@noumanraffi1379 Жыл бұрын
Bro mae ne b krwani ha surgery please ap ka Whatsapp number mil sakta ha
@mariamrimsha3746
@mariamrimsha3746 9 ай бұрын
Kitna expnce aya
@SajidKhan-hq3zd
@SajidKhan-hq3zd 9 ай бұрын
Allah salamat rakey postive bat ki hain mujain takreeban 2 sal hoi pehley pata nahi or masla b zayada nahi tha lakin ab tora sa zakham howa hain Allah apko khush rakey
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@sakhawatsakhawatali2703
@sakhawatsakhawatali2703 2 ай бұрын
Sir ap Pakistan Lahore me hen 14 sale se is problem me hn😢😢😢😢😢😢
@javedshah8618
@javedshah8618 Жыл бұрын
Me Rhemyar Khan se hon or D R Sahib mujh se rabty me rehty han or Mera pura khyal rakhty han
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shukriya. Bus call nahin karni😊
@shahidmalik1234
@shahidmalik1234 Жыл бұрын
Whatsapp number dein doctor ka
@sarakhalid8038
@sarakhalid8038 3 ай бұрын
Share your number kindly
@dramanow11
@dramanow11 Жыл бұрын
Sir m nay flap krwaya hai. Pilonidal sinus ka . Hair romve k Lia best cream konci hai . Mujy 1 month 14 din hogye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Shaving best hota hai depilating cream use karny ki bjaey
@user-kq6cc5lt8j
@user-kq6cc5lt8j 8 ай бұрын
Plz bta dy mjy perianal abscess i&d surgery ki but surgry k bad doc ne btya k ye fistula tha kya ye again hnskta h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/iraBis5krNKbpJs.htmlsi=MQlvJdvZopxqF_4Q Yeh video ap kliay helpful hai
@sughra9979
@sughra9979 Жыл бұрын
Asalamualikum Mi ni 4 degrees hemorids operation kia lkn kani mi sargen ni kaha tha k sab koch kawo lkn gar wali kihthy hy nhy kan plz rihnmai kare
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apki biwi doctor hai to unki baat manein warna wo apni khidmat karny say katraa rahi hain☺ Jaisy apka doctor kahay waisy karein jaisy biwi kahay waisy na karein.
@ZahidAli-gc1bl
@ZahidAli-gc1bl 21 күн бұрын
I have. Second digree fisher + skin tone and to much pain but now pain stop but too much bleeding .can you suggest better option medicine or surgery
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 күн бұрын
kzfaq.info/get/bejne/rcWXib17mJuWl2Q.htmlsi=FFlrMl51CH0CqaHN Watch this video
@zunerazainab5565
@zunerazainab5565 Жыл бұрын
Sir oprat ke bad bhi resha asakta hy kia ye normal hy ya dr ko dikhan zarori hy jo apne video me kaha sergon rabty me nahi hoty nahi proper guide krty hyn me 3 bar follow up pr gai hon 25 day me ab jana chaey kia warm sit bath daily lyti hon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Rabty mein lazmi rahein
@RustamYadav-ji9tr
@RustamYadav-ji9tr Жыл бұрын
Sir mera fistula Sergey ka 1.5 month Ho gya h per abhi v Mera wond nhi bhra h to kyaa kreee
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon say rabta mein rahein takeh Apko new advice dy sakein. Is trah ki bemarion mein operation Kay Baad bhi musalsal guideline ki zrurat Hoti hai. Yeh video bnanay ka maqsad bhi yahi hai keh general information di jaein. Operation Kay Baad guidelines apka surgeon Apko behtre day sakta hai.
@MuhammadBinluqman
@MuhammadBinluqman Жыл бұрын
Dr ki bat ik dam ch h ka wo rabtay my rahty h ma kuch din phly in sy fissure ki surgery krwai h koi issue ho ik msg kry to foran guide krty h dr Imtiyaz ky siwa kisi or sy ni krwana chay koi or kabi guide ni krty bs ya dr sahub guide krty h or rabtay my rhty h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks. Hmari koshish hoti hai patients ko maximum facilitate kia jaey.
@VikashYadav-mn3br
@VikashYadav-mn3br 11 ай бұрын
100 days ho gya mere fitsula surgery ko.. Kl maine surgeon se mila tha... Ander 1 cut ka nisan hh jaha se internal opening ki jagh swelling ho rha hh..ye normal hh ya koi issue
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Normal ho sakti hai. Apka surgeon behtre bta sakta hai
@Nagi2626
@Nagi2626 Жыл бұрын
Sir pilonidal sinus mein general anesthesia diya jata hai ya regional. Kyà hum apni Marzi se regional anesthesia ka Keh sakte hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Regional dia jata hai
@Nagi2626
@Nagi2626 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain Bohot shukria apne Meri tension khatam kar di
@Nagi2626
@Nagi2626 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain 1 or question hai. Kindly ye bta dein k tests operation se do din pehly karwate Hain ya pehly jab Marzi karwa sakty hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@Nagi2626 Jitna fresh test hon behtre hai
@Nagi2626
@Nagi2626 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain جزاک اللّہ
@user-yn3hh6xd6s
@user-yn3hh6xd6s 5 ай бұрын
Agr ak mareez ka festol bar bar karab o jae agar Nas kamzor O pir keya kar plzz Bata de mere bachi ka ya mesla a
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/h8-hoa9zvN29nHk.htmlsi=qLD99K39d-LgfTMQ Yeh video dekhein
@avneetganotra3599
@avneetganotra3599 11 ай бұрын
Dr. Meri surgery hue 2.5 months hogaye hai meri pus aana bilkul band hogaye hai ab but meri pekhane wali jagah Sujan hai wo kaise jayegi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Waqt kay sath yeh bhi thek ho.jaey ga. Mazeed tafseel kliay apny surgeon say rabta mein rahein.
@ahmadnawaz8565
@ahmadnawaz8565 Жыл бұрын
Sir operation k bad 2 month ho gye hn lekn operation wali jiga py kafi kharsh aur kuhjli hy eska kya ilaj hy pls help me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon say rabta karein. Dekh kar decide ho ga
@user-bk2hp3qd6j
@user-bk2hp3qd6j Жыл бұрын
Sir mere surgery ke 3 din ho ye hai but stool pass karte samye darad ho raha hai us ke bad doctor bolo hai ki beta din se sith bath kare ne ki liye aur us ke bad rahat mil raha hai stool pass karte samay ye pain normal hai ya chek up kara wo na padega
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny surgeon say rabta mein rahein
@ZeyaalamSyed-cf7xe
@ZeyaalamSyed-cf7xe 15 күн бұрын
Sir please mera bhi koi raasta nikalo sir mai 5 years se pareshan hu 3 baar opretion karwaya h Maine par thik nhi hora please help me 😢😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 күн бұрын
Agar aap paanch saal se pareshan hain aur teen baar operation karwa chuke hain magar phir bhi anal fistula theek nahi ho raha, toh yeh kuch steps aur options hain jo aapko madad kar sakte hain: 1. **Specialist Consultation**: Kisi experienced colorectal surgeon ya gastroenterologist se consult karein jo complex cases handle karte hain. 2. **Advanced Surgical Techniques**: Kuch advanced techniques hain jo aap discuss kar sakte hain, jaise: - **LIFT (Ligation of Intersphincteric Fistula Tract)**: Yeh ek minimally invasive surgery hai jo fistula tract ko remove karne ke liye hoti hai. - **VAAFT (Video-Assisted Anal Fistula Treatment)**: Yeh ek endoscopic procedure hai jo fistula tract ko visualise aur treat karne ke liye hota hai. - **Fibrin Glue**: Yeh ek non-surgical option hai jo fistula tract ko seal karne ke liye use hota hai. - **Seton Placement**: Ek thread ko fistula tract mein dala jata hai jo infection ko drain aur tract ko heal hone mein madad karta hai. 3. **Lifestyle Changes**: High-fiber diet aur wafar paani peene se constipation aur straining se parheiz karein. 4. **Good Hygiene**: Affected area ko gently saaf aur dry rakhein. Sitz baths neem garam paani mein din mein 2-3 martaba lein. 5. **Regular Follow-Ups**: Apne doctor ke sath regular follow-ups karein taake aapki progress monitor ho aur koi bhi complications timely address kiye ja sakein. Agar local treatments aur surgeries se farq nahi pad raha, toh kisi bade medical center ya teaching hospital se consult karein jahan pe advanced treatments available ho sakte hain. Apne case ko detail mein discuss karein taake aapko behtareen treatment options mil sakein.
@sumanprajapati4586
@sumanprajapati4586 6 ай бұрын
What is the length of fistula that is considered simple fistula???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
The length of a fistula alone may not be the sole factor in determining its classification as "simple" or "complex." The classification of a fistula is typically based on various factors, including its location, depth, and the involvement of surrounding structures. In general, a simple fistula is one that doesn't involve complex branching or multiple tracts, and it may have a straightforward path. However, the specific criteria for categorizing a fistula can vary, and it's best to consult with a general surgeon for a precise evaluation based on your individual case. They can provide a more accurate assessment and recommend an appropriate treatment plan.
@kakajani6804
@kakajani6804 Жыл бұрын
Hay lin fistula ka oprashan karwa ha ak month ho gay or Kitna tim Lage ga thek hone ma
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/icCCfdiVr5-qcoE.html Yeh video dekhein
@IrfanKhan-gr4to
@IrfanKhan-gr4to Жыл бұрын
dr saheb mai 12 feb 2023 ki kiya abhi koi issue nahi but abhi puri tarah sahi nahi hua hai kya kare. bahar se puri tarah heal ho gya hai but under thora sa kacha hai iske liye kya karu.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Aik dafa apny surgeon say rabta karein dobara
@izishan
@izishan 6 ай бұрын
Abi kaisa h?
@user-vo3in1yy6c
@user-vo3in1yy6c 5 ай бұрын
Sir apka clinic kahan ha mujhe ap se ilaaj karwana ha ya apka koi number han to bataden
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@nosheenrashid4797
@nosheenrashid4797 Жыл бұрын
Sir agr M R.I report me sinus track ai or blind ending ai ho to surjery bnti h kiya?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Bilkul banti hain. Fistula aur Sinus bhai behn hain aur donon say aik hi ilaaj say jaan chhoty gi😊
@nosheenrashid4797
@nosheenrashid4797 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir fissure or sunus ka ak.sath ho skte he or.kiya dono ka ak sath surjery ho skti h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@nosheenrashid4797 kzfaq.info/get/bejne/hLmgmteJmtWwdKc.html Yeh video dekhein keh possible hai
@nosheenrashid4797
@nosheenrashid4797 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain assalamo alikum sir mje sinus track ki alamat bataye hame is ki takleef kaise mahsoos hogi bataye k hame sinus h
@nosheenrashid4797
@nosheenrashid4797 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir mje srf ye takleef h k stool pass krne k bad 5 to 6 hours jalen or derd rehta h mje fissur bataya h examination k bad 6 o clock pr 1 years ho gaye he surjery kr wa lu mje bohat der lagta h serjury se
@akshaynirmaan
@akshaynirmaan 3 ай бұрын
Sir 5 din phle maine fistula ka opration kraya tha or abhi letrin krte time blood aata h😢
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/mbamq6qZp9y3fXU.htmlsi=Ol_ppBBFCfwP5TAY Yeh video dekhein
@Anam12344
@Anam12344 6 ай бұрын
Sir mujhe bhi guide krden Mera KL operation hwa he
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Shukriya aapki poochne ka. Kal hui operation ke baad aapko thoda aram aur sahi tajaweezat ka khayal rakhna zaroori hai. Doctor ki di gayi guidelines ko mazbooti se follow karein, prescribed medications timely lijiye, aur agar koi specific question hai toh aap apne healthcare provider se raabta karein. Jald shifa milegi, InshaAllah. Take care!"
@muhammadarfan2651
@muhammadarfan2651 Жыл бұрын
Sir ap fissure k liye laser surgery kartey hn ya open surgery Opprtion karwana chahta hoon please bta dein kon achi hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Hum blade say nahin karty hum Diathermy say karty hain jisay LASER bhi bolty hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kahan say hain ap?
@muhammadarfan2651
@muhammadarfan2651 Жыл бұрын
Answer k liye thank you sir Sir main nankana sahib sey hoon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@muhammadarfan2651 Hum Lahore say near Minar e Pakistan hospital mein operate krty hain. Ap visit kar sakty hain aur all options discuss kar sakty hain. Nankana Sahib say hmaray aik aur patient bhi operate karwa gaey hain aur agly din ghar bhi chlay gaey
@muhammadarfan2651
@muhammadarfan2651 Жыл бұрын
Thek hai sir main hazr ho jaun ga
@syedzeeshan4239
@syedzeeshan4239 Жыл бұрын
Meri pari annal fistula low line ki surgery hoi 5 weeks ho gaye ha recovery ho rahi ha lakin slow proces ha sitz bath ni chodna after surgery discharge ka problem rahy ga kafi dair tak
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
You have explained well
@izishan
@izishan 6 ай бұрын
Abi kaisa h?
@AmjadgujjarAmjadgujjar-fl3uj
@AmjadgujjarAmjadgujjar-fl3uj Жыл бұрын
Sir mujhy aik mahena ho gya moko ka operation krwaya tha b pakhany k sath blood aa raha he
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up karwaein.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Baghair check up kay apki condition ka idea nahin ho ga
@deepakpatthe5573
@deepakpatthe5573 4 ай бұрын
Sir muze 3 month huye hai abhi bhi jakham nhi bhraa kab tak thik hoga plz batayiye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Different persons mein different hota hai. Apny surgeon say rabta mein rahein
@MrAnwarahmad
@MrAnwarahmad 3 ай бұрын
Sir Mera fistulectomy 35 days pahle hia hai abhi pain mild hai but wound me se thick greenish yellow secretion aata hai jise cotton se clean karna padta hai , mera fistula track cautery surgery se nikala gaya hai open wound hai, abhi tak complete healing nhi hoa , i am worry about this please guide me ,this secretion is normal or not?
@biswanathchatterjee463
@biswanathchatterjee463 3 ай бұрын
Same here brother...aapka length kitna tha . Discharge to mera bhi aata hai 20 din ho gaye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/mbamq6qZp9y3fXU.htmlsi=Vb5C2aneYtfW8hr9 Watch this video plz and remain in contact with your surgeon
@makhdoommuhammadalihashmi9281
@makhdoommuhammadalihashmi9281 2 ай бұрын
Yar khayal rakho khanay peny ka kabz nhi hona chay fiber wali chzy Khao jitne kha sakty ho
@wasifalikhan0073
@wasifalikhan0073 Ай бұрын
fistulactmy ooeration k bad byc kite din bad chalani chea
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/nMxijbOcsLuUl3U.htmlsi=dwITkXnynMSuohqj Yeh video dekhein
@rajahassan3618
@rajahassan3618 Жыл бұрын
Sir Mera 1 Saal pehla operation Howa hai blood or peep nahi Ati but peshab krna k Baad jalan Hoti hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Muaina boht zruri hai
@barnwalshinku1461
@barnwalshinku1461 4 ай бұрын
Aap kaha se ho india me ho ya nhi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Hum Pakistan say😊
@shahidmalik1234
@shahidmalik1234 Жыл бұрын
360 pe tha wo surgery k bad zakhm theek nhi ho raha kindly suggestions kry ab koi medicine nhi le raha 23 Fab.ko kia tha ??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up karwaein
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
​@@Taufeeqalamyes lay sakty Hain behtre hota hai
@khansanawaz159
@khansanawaz159 Жыл бұрын
Doctor seton remove krna ka liya dusri surgery krni prti hy kiya ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yeh depend karta hai agar pain bardasht kar lein to waisy bhi change ho jata hai warna yes sun kar kay
@khansanawaz159
@khansanawaz159 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain es ma koi cut to nhi lgta dbra say ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Nahin
@shakilshafi5966
@shakilshafi5966 Ай бұрын
Main fistula low line k operation kerwaya, aisa lagta tha k zkham heal ho gia, lakin 25 din bad phir zakam se hawa kharij ho rehe hai, aur blood aya ha, Kiya zakham dobara open ho gia, is k kiya treatment ho gi.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 22 күн бұрын
Low-lying fistula ke operation ke baad dobara hole banne ya fistula reoccurrence ka risk hota hai, khaaskar agar healing process theek se na ho. Yeh kuch common reasons hain jo reoccurrence ya nayi openings ka sabab ban sakti hain: ### Possible Reasons for Reoccurrence: 1. **Incomplete Healing:** - Fistula tract agar puri tarah se heal na ho to nayi opening ya infection develop ho sakti hai. 2. **Infection:** - Surgery ke baad proper wound care na hone ki wajah se infection ho sakta hai, jo fistula ke dobara banne ka sabab ban sakta hai. 3. **Residual Tract:** - Agar fistula ka kuch hissa surgery ke dauran chhoot gaya ho, to wapas fistula develop ho sakti hai. 4. **Underlying Conditions:** - Kuch patients mein underlying conditions jaise Crohn's disease ya other inflammatory bowel diseases ho sakti hain, jo fistula ke dobara banne ka risk barha deti hain. ### What to Do: 1. **Consult Your Surgeon:** - Agar aapko lagta hai ke dobara hole ban gaya hai ya nayi opening develop hui hai, to foran apne surgeon ya healthcare provider se consult karein. Wo proper examination karke aapki condition assess karenge aur zaroori treatment recommend karenge. 2. **Follow Postoperative Care Instructions:** - Surgeon ke diye gaye postoperative care instructions ko strictly follow karein. Yeh infection aur complications ko prevent karne mein madadgar hota hai. 3. **Maintain Hygiene:** - Affected area ko clean aur dry rakhein. Warm water baths ya sitz baths lene se bhi healing process mein madad mil sakti hai. 4. **Observe for Signs of Infection:** - Redness, swelling, pus discharge, pain, ya fever jaise infection ke signs par nazar rakhein. Agar aise symptoms nazar aayein, to foran doctor se contact karein. ### Potential Treatments if Recurrence Occurs: - **Antibiotics:** - Agar infection develop ho gaya hai to doctor antibiotics prescribe kar sakta hai. - **Additional Surgery:** - Agar fistula dobara ban gaya hai to additional surgery ya procedures like Seton placement, fistulotomy, or advancement flap surgery required ho sakti hain. - **Regular Follow-ups:** - Regular follow-up appointments schedule karein taake aapka healthcare provider aapki healing process ko monitor kar sake aur timely interventions de sake. Agar aapko apni condition ke baare mein aur koi questions hain ya specific concerns hain, to apne healthcare provider se consult karna sabse behtar hai. Wo aapko detailed evaluation ke baad best advice aur treatment options de sakte hain.
@adnanbashir4502
@adnanbashir4502 Жыл бұрын
Sir my na fastola ka opration krwya tha 50 din ho gy zakham . taqriban mukmal ho gya ma ny medcine chor di ha lakin abi halki halki pees a rhi ha kya dobara sargen ko chk krwyo
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yes. Check karwaein
@Taufeeqalam
@Taufeeqalam 11 ай бұрын
Thik hua bhai
@izishan
@izishan 6 ай бұрын
Abi kaisa h?
@munirahmed9646
@munirahmed9646 Жыл бұрын
Sir hospital kahan he apke
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap kahan say hain?
@munirahmed9646
@munirahmed9646 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir mn Deharki Sindh se hon
@azizmalik7152
@azizmalik7152 10 ай бұрын
sir after surgery of perianal fistula I got lower back pain and sir can I do exercise like pushups , pullups and also I have pain in left testicle sir tell me about it
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/qp2lnrmhnJ3WZJc.htmlsi=hex9-R_hFM6wkCA9 Yeh video dekhein
@apurbasarkar3355
@apurbasarkar3355 7 ай бұрын
Can you tell me it is normal to have this lower back and testicular pain? And how much time it took to recover from surgery? Please guide.
@ahmadsharif9883
@ahmadsharif9883 6 ай бұрын
Bhai ab pain ha? Ya Remove ho gai ha.
@azizmalik7152
@azizmalik7152 6 ай бұрын
@@ahmadsharif9883 Abhi bhi hai
@azizmalik7152
@azizmalik7152 6 ай бұрын
@@apurbasarkar3355 3 to 4 month to recover surgery point
@mianaqeel2587
@mianaqeel2587 Жыл бұрын
sar m islambad sy hu plz bata dy kis dr k pass jao bhot elaj krwa chuka hu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
General surgeon apka ilaaj kar sakta hai
@ABDULQADAR-xc5pv
@ABDULQADAR-xc5pv 5 ай бұрын
Camera wla test k hn woh clear hn to ab kya krna chaye pls
@Sadboy-sl4cr
@Sadboy-sl4cr 4 ай бұрын
Hlo g Jan dr
@Sadboy-sl4cr
@Sadboy-sl4cr 4 ай бұрын
G han dr
@Sadboy-sl4cr
@Sadboy-sl4cr 4 ай бұрын
Ab ap kasa ho bhi
@kakajani6804
@kakajani6804 Жыл бұрын
Sar Kitna tim thek hone ma lagta ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/etmnpqSgkpqmZHk.html Agar SETON say ilaaj hua to yeh video dekhein
@anillkumarnishad6002
@anillkumarnishad6002 7 ай бұрын
Sir maine fistula ka mri karaya tha jisme 1.8 cm track tha.aur maine fistulomy kiya tha 80 din ho gaye hai ghav bahar se fura heal ho gaya hai par anus se thoda pus aur chipchipa pani aata hai kya normal hai.
@biswanathchatterjee463
@biswanathchatterjee463 3 ай бұрын
Abhi kaisa hai bhai
@anillkumarnishad6002
@anillkumarnishad6002 3 ай бұрын
@@biswanathchatterjee463 Puri tarah se thik ho Gaya hun. Agar pus ata hai to betadine solution garm Pani me dalkar uspar baitho 7 din tak bilkul thik ho jayega
@manojraut8788
@manojraut8788 4 ай бұрын
Hi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Hi
@Anam12344
@Anam12344 6 ай бұрын
Sir apse online treatment krwae to fees kiya lenge
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
"Shukriya aapki poochne ka. Kal hui operation ke baad aapko thoda aram aur sahi tajaweezat ka khayal rakhna zaroori hai. Doctor ki di gayi guidelines ko mazbooti se follow karein, prescribed medications timely lijiye, aur agar koi specific question hai toh aap apne healthcare provider se raabta karein. Jald shifa milegi, InshaAllah. Take care!"
@CuteRabii
@CuteRabii 21 күн бұрын
Doctor sab mera opryth howa ha 30 din ho gy han magr abi tak dicharj hota ha is ka koi hal ha to plz bata dey jis doctar sy opryth karwya ha wo bolti ha ap bas kabz ni hony dey ye tek ho jay ga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 20 күн бұрын
Fistula ka operation ke baad discharge hona normal nahi hai aur iska matlab ho sakta hai ke fistula ka track abhi tak heal nahi hua hai ya fir infection ya dusre complications ho sakte hain. Aapke surgeon ki salah par amal karte hue, niche diye gaye tips ko follow kar sakte hain: 1. **Qabz se bachne ke liye**: Fiber-rich khane jaise ki phal, sabziyan, aur whole grains ka istemal karein. Zyada paani piyein aur active rahne ki koshish karein. 2. **Surgeon ki salah ke mutabiq follow karein**: Agar surgeon ne kaha hai ke qabz hone na dein, to unki salah par amal karein aur prescribed medications ya diet plan ko follow karein. 3. **Hygiene maintain karein**: Wound ko saaf aur dry rakhein. Apne surgeon se wound care ke baare mein tips aur instructions lein. 4. **Regular follow-up**: Apne surgeon ke pass regular follow-up visits karte rahein taaki unhein aapki recovery ka progress dekhne aur zarurat padne par further treatment suggest karne ka mauka mil sake. Agar aapko koi additional symptoms ya concerns hain, jaise ki badhne wala pain, redness ya swelling, to turant apne surgeon se consult karein. Unki salah aur monitoring mein hi aapki fistula ka proper healing possible hai.
@CuteRabii
@CuteRabii 20 күн бұрын
@@drimtiazhussain ty g ap ny bohat achy sy samjya ha itna to wo doctar fic ley k b ni samjati bohat sukriya
@AbdullahWazeer-gc3oj
@AbdullahWazeer-gc3oj 9 ай бұрын
Fitula operation karwaya tha multan nishtr hospital sy 3 month bhi nhi huy dobara ho giya ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Yeh video helpful ho gi?
@AbdullahWazeer-gc3oj
@AbdullahWazeer-gc3oj 9 ай бұрын
Ya vidio to dakh chuky ha ap ya btay ka humy kia karna chahya
@atifhussainyawary7118
@atifhussainyawary7118 11 ай бұрын
main ne du din pahle hi opretion ki thi ab dard bahot kar rahai or sath main us opretion wale jage say pane nilak a rahai hai. app muje koi tablte bata day zakham jaldi tik hone k liye plz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahein. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.
@muhammadomer1491
@muhammadomer1491 5 ай бұрын
Ab ho gaya ha Sahi?
@AsadKhan-bg8bg
@AsadKhan-bg8bg Жыл бұрын
Sir opreation k bd bed se uthte waqt sar m bht drd ata he iski kia wja ho skti he?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apny operating surgeon say rabta karein spinal headache ho sakta hai magar examination kay baad confirm ho ga.
@AsadKhan-bg8bg
@AsadKhan-bg8bg Жыл бұрын
Surgon kh re te ye jo qamr m injection lgta h uski wja se hoga week tk
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
​@@AsadKhan-bg8bgjaisy kehty Hain waisy karein
@varshamudaliar4889
@varshamudaliar4889 6 ай бұрын
Hello sir please reply LOCAL USG OF ANAL REGION, Approximately 40 x 35 x 36 mm sized collection with echoes ot 6 o'clock to anal canal on left side, probably an abscess Tract is directed cranially for 15 mm in length. It not communicates with the anal canal.S/O Perianal abscess. Visualized muscles appear normal. Vascularity appears normal Kindly correlate clinically. Kya fistula hai.... Kya mujhe operation karana chahiye.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Fistula medicines say thek nahin hota
@QamarMemon-po6xk
@QamarMemon-po6xk Жыл бұрын
Dr sb surgery ki bad 6 years ki bad taklef hoy hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Behtre ho ga general surgeon say check up karwaein.
@ikramullah6070
@ikramullah6070 Жыл бұрын
Anal fissure Kia dobara hosakta Hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/fLBjhKSr3dC2das.html Yeh video dekhein
@avneetganotra3599
@avneetganotra3599 Жыл бұрын
Hello doctor main India se hun apki video dekhta hun Kafi ache se batate ho aap Maine apna fistula ka laser se karwaya tha 15 days hogaye mujhe halka pain rehta hai aur pus or blood halka sa spot aata hai jakham wali jagah se aur mere anal main swelling bhi hai aur halka pain bhi to ye kya hai dctr. Sir plz bataye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback. Yeh time say thek ho jaey ga
@avneetganotra3599
@avneetganotra3599 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain thanx dctr ek baat aur aap sir Ganga ram hospital delhi main bhi hai ya pakistan main hote Ho aap
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
@@avneetganotra3599 keval Lahore waly mein
@avneetganotra3599
@avneetganotra3599 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain k doctor acha laga aapse baat karke before partion hum bhi wahin rehte tha hamare grandfather Lala musa pakistan main 😊
@Taufeeqalam
@Taufeeqalam Жыл бұрын
​@@drimtiazhussainभगंदर सर्जरी एक महीने हो गए हैं.क्या मैं गाय का घी खा सकता हूं stool hard ke liya
@saquibraza5238
@saquibraza5238 9 ай бұрын
sir mene fistula ka operation karwaya hai lekin 3 hafte k baad bhi thoda thoda pus aa rha hai kya ye normal hai.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
kzfaq.info/get/bejne/mbamq6qZp9y3fXU.htmlsi=atqx6pdvGaRtXSds Yeh video dekhein
@kingdavid605
@kingdavid605 8 ай бұрын
Agr pregnancy m fistula hojay to kia kryn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Pregnancy completion kay qareeb ho to medicines lein aur pehly baby lein aur phr operate hi hall hai.
@kingdavid605
@kingdavid605 8 ай бұрын
Abhi 3rd month Huwa h pregnancy ko sir plz guide kr syn
@arunodaygupta8933
@arunodaygupta8933 11 ай бұрын
Mere fistula ka lasser operation ka 50 din ho gaya fir bhi sujan aur ganth aata jata hai, 5 bar follow up ko ja chuka hun. dr medecine likh dete hai aur kahte hai thik ho jayega. kya kare
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Agar fistula complicated ho to time lag sakta hai
@shehlakhan3545
@shehlakhan3545 Жыл бұрын
Surgery k bad jo pani ata h wo kb tk ay ga ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/mbamq6qZp9y3fXU.html Yeh video dekhein
@shehlakhan3545
@shehlakhan3545 Жыл бұрын
Thank u sooo much sir
@shehlakhan3545
@shehlakhan3545 Жыл бұрын
Sir 2 month ho gae ab tk pani or khrish khtm nei hoe ..aesa q ? Plz btaen
@izishan
@izishan 5 ай бұрын
How many people here has been successfully cured from fistula ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
The success rate of perianal fistula surgery, specifically fistulectomy, can vary depending on factors such as the complexity of the fistula, the individual's overall health, and the surgeon's expertise. In general, fistulectomy has a good success rate, with many patients experiencing relief from symptoms. It's crucial to note that success rates may differ between men and women due to anatomical variations. Success can also depend on factors like the type of fistula, the surgical technique employed, and postoperative care. For specific and accurate information For specific and accurate information regarding success rates in your case, it's advisable to consult with a qualified healthcare professional or your surgeon. They can provide personalized insights based on your medical history and condition.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
The success rate of perianal fistula surgery, specifically fistulectomy, can vary based on individual cases, the complexity of the fistula, and the surgical technique used. It's challenging to provide a specific figure or ratio for success rates as they depend on several factors. Success rates are often discussed between the patient and the surgeon during the consultation, considering the unique aspects of each case.
@mahendragurung7512
@mahendragurung7512 6 күн бұрын
Am in 5 th surgery done....still have pblm....I don't what to do
@seemakumari6324
@seemakumari6324 6 ай бұрын
Sir mera fistula opration ho ke 2 mahine ho gye hain...ab mere jakham me ched ho ke thoda discharge hua...dr ne phir se dawaiyan di jo bhar gya lekin phir dubara discharge hua Aur muje andar kuch string jaisa feel hota ....dr kahti hai kuch nai Yeh kya ho sakta hai sir
@Wazif1.5millionviews
@Wazif1.5millionviews 2 ай бұрын
Helo Dear Ab Kasey ho?
@sakhawatsakhawatali2703
@sakhawatsakhawatali2703 2 ай бұрын
😢😢😢😢sir muje 14 sal se ha 1 opret krvya ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
Get well soon
@tejalpandey5082
@tejalpandey5082 Ай бұрын
Mujhe fistula tha bahut purana tha ras ki taraha bahar nikalta tha bahut problem hoti thi lekin Pymol livcon capsule and manulex churna se pura khatam ho gaya mujhe laga nhi aram milega lekin mila gaya ese ye online hi magwaya tha maine Flipkart se÷×=
@user-we1ci8ru8e
@user-we1ci8ru8e 11 ай бұрын
Dr ap ka number
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 ай бұрын
Number description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@upendrasinghchauhan647
@upendrasinghchauhan647 10 ай бұрын
सर जी प्लीज़ reply जरूर करिएगा। मैंने अपना फिस्टुला का treatment क्षारसूत्र से कराया है total 6 धागे चेंज हुए है करीब 40 दिन पहले ट्रीटमेंट समाप्त हो गया है कोई pain वगैरह नही है इधर चार पांच दिन से उसमें से दो चार बून्द पानी के जैसा आ जाता है जो आने पर skin पर ही ठंडा ठंडा फील होता है सर जी इसमें बदबू बहुत है जितना मैं fistula के pain से परेशान नही हुआ उतना मैं इस बदबू से परेशान हूँ कुछ उपाय बताएं....
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
हम आपकी परेशानी समझ सकते हैं! आप कई बार धागा बदलने की लंबी प्रक्रिया से गुजर चुके हैं। लेकिन, अब आपको अपने ऑपरेटिंग सर्जन के संपर्क में रहना चाहिए क्योंकि वह जानता है कि उसने क्या किया है और कैसे किया है। वह आपकी जांच कर सकता है और फिर आपको इलाज का सुझाव दे सकता है। हमारी ओर से केवल यही सलाह है कि गर्म सिट्ज़ स्नान जारी रखें।
@upendrasinghchauhan647
@upendrasinghchauhan647 9 ай бұрын
@@drimtiazhussain सर जी hot sitz bath के लिए डॉक्टर साहब ने मना किया है बोलते है कि तीन महीने हो गए ये करते करते अब मत करो वरना fungal infection हो जाएगा और swelling वगैरह कुछ तो है नही कोई मतलब नहीं है इसका अब।
@maliksaddiqueakberawan7447
@maliksaddiqueakberawan7447 10 ай бұрын
Mugy operate kerwana ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@user-px6vu9de8p
@user-px6vu9de8p 8 ай бұрын
Sir fistulectomy surgery ke bad anus sex kab kar skte ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
4 to 6 weeks full recovery ko lagty hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Iska answer kar dia hai
@izishan
@izishan 6 ай бұрын
Abi kaisa h?
@user-px6vu9de8p
@user-px6vu9de8p 6 ай бұрын
@@izishan theek ha but Adar jakam ha
@SyedAzharAli-hm9oo
@SyedAzharAli-hm9oo 23 күн бұрын
Me 3 days bad operate k apne surgeon k pas gaya for follow up visit 2 hrs bahar khara raha Backpain tha bht beth b nh sakta tha Bht bar kaha us k assistant ko Magar kch na hua Bs phr 2 hrs bad jab dr ne bulaya Me andar gaya Dr ki kuttey wali kar k ghr wapsi aaagaya Begerat tha ek num ka dr wo Blkl patient ka khayal nahi usey
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 23 күн бұрын
Is mein apki narazgi aur preshani bja hai. Ho sakta hai apka surgeon kay pass patients ka rush ho aur apki bari hi itni der baad ai ho. Dr kay clinic par operation kay baad kay patients kliay separate area laitny kliay hona chahiay. Hum aisy patients ko agar zruri ho to bulaty hain warna whatsapp par rabta mein rehty hain Hum aapki frustration aur narazgi samajh mein aati hai. Doctor ke office mein itna lamba intezar aur phir aise treatment ka samna karna bohot hi disappointing ho sakta hai. Yeh bilkul theek nahi hai aur aapka aisa mehsoos karna natural hai. Aapke concerns ko serious lena chahiye aur aapko jo bhi pain aur discomfort ho raha hai, uske liye proper care aur attention milni chahiye. Main aapko yeh suggest karunga ke aap apne experience ke baare mein hospital ya clinic ke administration ko inform karein. Unke feedback system ka use karke apni baat rakhein takki aage se kisi aur patient ko aise situation ka samna na karna pade. Agar aapko abhi bhi pain ya discomfort hai, toh aapke liye yeh zaroori hai ke aap apne treatment ke baare mein dusre specialist se consultation lein. Aapki health aur well-being sabse pehle hai aur yeh zaroori hai ke aapko jo bhi medical attention chahiye, wo timely aur respectfully mile.
@shahzad84ful
@shahzad84ful Жыл бұрын
meri thek sy surgery nhi hui eik tanal reh gy usi may pain ha kis tarah sy hm decision letay hn aur end pay result sai na aye tu kitna dukh hota ha.mae faisal hospital sy krvaya dr samia imtiaz alvi sy lout tay hn yeh log hamay
@ayeshazain5385
@ayeshazain5385 Жыл бұрын
Meine b isi dr se krwya bht paise liye abhi tk aram ni aya.m hmy ia dr ko expose krna chahye social media pr taake baqi log bach sakein is nuqsaan se
@ayeshazain5385
@ayeshazain5385 Жыл бұрын
Ap se dr ny hospital ka bil b brwaya ho ha or apni alg fees li ho g
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apko kaisay pata tunnel reh gaya?
@shahzad84ful
@shahzad84ful Жыл бұрын
jis jaga sy start hova tha wahan sy nikala he nhi wahan sy ab phir resha nikal rhi ha pain b ha
@shahzad84ful
@shahzad84ful Жыл бұрын
money waste he hui ha mery tu koi benefit nhi hova kaisy jaisy dr sahba kehti gy hm kartay gy chup kr k aur end may result zero
@mohammadinam9535
@mohammadinam9535 Жыл бұрын
Bakwas
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
??
@tejalpandey5082
@tejalpandey5082 Ай бұрын
Mujhe fistula tha bahut purana tha ras ki taraha bahar nikalta tha bahut problem hoti thi lekin Pymol livcon capsule and manulex churna se pura khatam ho gaya mujhe laga nhi aram milega lekin mila gaya ese ye online hi magwaya tha maine Flipkart se¢=$✓$°
@nargismughal6739
@nargismughal6739 9 ай бұрын
Aoa sir how to contact you. Meri mother ko fistula h apse consult krwana h plzz whtsap nmbr ya location share kr den
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 9 ай бұрын
Number is in description
@user-zs1sk7uu3j
@user-zs1sk7uu3j 6 ай бұрын
Salam doctor main France se hon plz ap muje whats number dado plz..
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@RustamYadav-ji9tr
@RustamYadav-ji9tr Жыл бұрын
Sir mera fistula Sergey ka 1.5 month Ho gya h per abhi v Mera wond nhi bhra h to kyaa kreee
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Contact your surgeon please
@Lone_Wolf313
@Lone_Wolf313 Жыл бұрын
Sir Mera 23rd march ko sphincterotomy and fistulectomy together huwa hai or aj ki date Tak koi pain nhi h or zakhm b nazr ni àa rha mgr abi Tak pus aati h pta ni Kahan say or skin b us jagha say white hai? Ye sub kb tak theek ho skta h or Kya waja hai?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Check up kay baad decide ho ga. Waisy lagta hai kagi behtre ho gaya hai yeh bhi thek ho jaey ga. Apny surgeon say rabta mein rahein
@Lone_Wolf313
@Lone_Wolf313 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir surgeon irritate hota hai or kahta h Tum wahm krty ho theek ho jaye ga mgr koi time ni bta skta
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Is trah rabta karein keh usy na lagy ap wehm karty hain. Is jaga kay problems time lety hain
@Lone_Wolf313
@Lone_Wolf313 Жыл бұрын
Sir sergeon ne mujy kaha hai k septran tablet powder ko piodine main Mila lo lo or guaze ko lga k rakh Liya kro - sir I'm in 5th months but wound is not completely healing and pus is coming - recurrence nhi h but wound and puss isn't stopping
@Taufeeqalam
@Taufeeqalam 11 ай бұрын
​@@Lone_Wolf313Thik hua bhai
@rizwanhsm8722
@rizwanhsm8722 Жыл бұрын
Sir mera 45 days ho gya surgery ka lekin avi v stick pus type discharge hota hai kitna din Tak hoga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzfaq.info/get/bejne/icCCfdiVr5-qcoE.html Yeh video dekhein. Apky questions kay answers hain
@izishan
@izishan 7 ай бұрын
Abhi zakhm thk hua apka ?
@muhammadomer1491
@muhammadomer1491 5 ай бұрын
Ab kaisay hain?
Healing Time of Anal Fissure Surgery | Recovery Peroid | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
15:00
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 63 М.
How to pass Stool after Operation? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:17
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 2,2 М.
ОСКАР ИСПОРТИЛ ДЖОНИ ЖИЗНЬ 😢 @lenta_com
01:01
когда повзрослела // EVA mash
00:40
EVA mash
Рет қаралды 4,3 МЛН
100❤️
00:19
MY💝No War🤝
Рет қаралды 14 МЛН
Fistula In Ano - Operation ke Baad RECOVERY TIME , HEALING , DRESSING , kitne din mein theek ?
7:49
Dr Chintan B Patel - Best Bariatric / Laparoscopic & General Surgeon in Surat, Gujarat, India
Рет қаралды 202 М.
Warm Sitz Bath Good or Bad | How to sit in the Tub | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
6:33
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 29 М.
Fistula Surgery & MRI | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:25
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 3,1 М.
How long does it take to heal after a Fistula Surgery
4:07
Dr Maran
Рет қаралды 49 М.
Surgery Side Effects of Anal Fistula and Solution | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
9:19
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 2,7 М.
Healing Time after Fistula Operation | Full Recovery | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
8:40
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 37 М.
4 types of DRAINAGE after hemorrhoid, anal fissure, anal fistula surgery.
12:11
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 50 М.
Healing Time after Anal Fissure Operation | Full Recovery Time after Anal Fissure Procedure
5:41
Perianal fistula
15:27
Professor Dr Javed Iqbal
Рет қаралды 55 М.
6 WRONG MISTAKES - FISTULA IN ANO - TREATMENT
5:24
Dr Chintan B Patel - Best Bariatric / Laparoscopic & General Surgeon in Surat, Gujarat, India
Рет қаралды 96 М.
ОСКАР ИСПОРТИЛ ДЖОНИ ЖИЗНЬ 😢 @lenta_com
01:01